• 7 hours ago
Dahan Me Zuban Tumhare Liye

Host: Prof. Sumair Ahmed

Judges: Rizwan Zaidi, Ashkar Dawar, Shahid Masroor

#ramzan #shaneramzan #aryqtv #ramzan2025

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://bit.ly/aryqtv
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Alhamdulillahi Rabbil Alameen, tamam ta'reefi Allah buzuru gubartar ke liye jo hamara khaliq,
00:20Allahumma salli ala sayyidina wa maulana muhammadin wa ala alisayyidina wa maulana muhammadin
00:36mubarak wa sallim.
00:37Nazreen-e-muhadram, assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
00:38Main hu aapka mezbaan, Sumair Ahmed aur is waqt aap rahmat-e-sahar mein mulaiza kar rahein
00:46daan mein zabaan tumhare liye, naujawanon ke maabain, bachon ke maabain, muqabala-e-taqreer
00:52hota hai aur yaqeenan tayyaar kiya jaara hai, ARYQTV is playing its role as an institution
00:58aur ye ek darsgaah ki soorat ikhtiyar kar gaya alhamdulillah aur jis andaas se hamare
01:02munasifeen maujood hote hain aur is muqabala ko judge bhi karte hain, sahibaan-e-ilm-o-daanish
01:07alhamdulillah, adab se, talim-o-taallum se, aap sabki deri na wabas thagi, tashreef
01:12ferma hain pehli din se sharik-e-safar, sabse pehli shaksiyat Ashkar Dawar sahab, assalam
01:16alaikum warahmatullah, alaikum assalam warahmatullah, kaise hain Ashkar bhai, khairiyat saab, ziyadat
01:19Allah wa shukran, aapke saath doosri shaksiyat, aap bhi kisi taaruf ke mu'taaj nahi, janaab-e-shahid
01:23Masroor sahab, assalam alaikum warahmatullah, alaikum assalam, thik hai, kaise hain, alhamdulillah
01:27shahid, aapke saath tashreef ferma, debate circle ka ek bohot bada naam, Rizwan Zaidi
01:31sahab, assalam alaikum warahmatullah, alaikum assalam, kaise hain aap khairiyat saab, alhamdulillah
01:35aap teeno hadrat-e-munsifeen ki ijazat se, hum barte hain mugaable ki taraf, aur jo mauzoo
01:39nazireen-e-karam aaj, muntaqab kiya gaya hai, wo hai walideyn ki azmat, yaqeenan, Islam
01:44ne badi ispar baat ki hai, aur badi taaleemaat, roshan taaleemaat is ummah ke liye chhodi
01:49hain, walideyn agar bulhape ko poachein, dono, ya dono me se koi ek, to unko uff tak na
01:55kahun, Allahu Akbar, walideyn ke saath husn-e-salook se peshao, unke saath ehsaan ka maamla karo,
02:02aur yeh tamaam jo taaleemaat hain, yaqeenan, nabi-e-karim sallallahu alayhi wa sallam ka
02:06sadqa hai, Allah rabbul-izzat hum sabko apne walideyn ka farma bardaar banayein, ek sahabi
02:11ne arz ki, ya rasulallah, mujh par sabse zyada haq, kiska hai, aapne irshaat firmaaya, ki
02:16tumhari maa ka, fir arz ki, ya rasulallah, uske baad, aapne irshaat firmaaya, tumhari
02:21maa, fir arz ki, ya rasulallah, uske baad, aapne firmaaya, ki tumhari maa, fir arz ki,
02:26ki uske baad, to firmaaya, ki tumhara baap, yaad rakhiye, agar jannat maa ke kadmon ke
02:31neeche hai, to fir baap jannat ka darwaza hai, Allah rabbul-izzat humein apne walideyn
02:36ko raazi karte huye, apne Rabb ko raazi karne ki taufiq ata farmaye, walideyn raazi, matlab
02:41Rabb raazi, aur walideyn naras, to samajh lein, ki Rabb naras, to hum dekhte hain hamare
02:46bachche kaisa content aaj ke iss taufiq ke hawale se, mauzoo ke hawale se, tayyar karke
02:51laayen, bade smile huni chahiye, teenon ke face par, mashallah, aur confidence nazar
02:55aana chahiye, pehle jo humare nanne mukarrir hain aaj ke, mashallah, aman, raza, tayyar
03:00hain aap, mashallah, bade confident bachche hai, bade smile ke saath aa raha hai, dekhte
03:04hain wahi, humein walideyn ki azmat ke baare mein kya batate hain, chalein ji, tayyar hain
03:08aap, mashallah, aapka time, shuru hota hai, ab, ab, ab, ab,
03:12hu mehroom thi taaleem se, magar mujh ko padaya hai, hu mehroom thi taaleem se, magar mujh
03:19ko padaya hai, paseena had se badkar mere khaatir bahaya hai, khada rehta hu shaahon
03:25mein, sar apna utha kar main, khada rehta hu shaahon mein, sar apna utha kar main, mere
03:32baap ne aat mujhe iss qabil banaya hai, chanab-e-sadr, muhtarim-e-sadz-e-karam, aur mere ham-umar
03:38saatiyon, assalam-o-alaikum, mera naam Aman Razair, aap mujhe iss mauzoo par lab-kushai
03:43karne ka mauka diya gaya hai, wo mauzoo hai walideyn ki azmat, chanab-e-li-waqar, walideyn
03:49duniya ki sabse badi rahmat hai, inka koi naam-o-badal nahi, maa janam deti hai, baap
03:55zindagi deta hai, maa chalna sikhati hai, baap dodna sikhata hai, maa jannat hai, to
04:01baap jannat ka darwaza hai, chanab-e-li-waqar, baap zeena hai, jo le jata hai, uchahi tak,
04:07maa dua hai, jo sada saya-e-fakar rahti hai, chanab-e-li-waqar, duniya mein aisa koi lamah
04:13nahi, jisme walideyn ki belos mohabat chaamil na hoti ho, walideyn Allah ta'ala ka anmol
04:19aur keemti taufa hai, humein apne walideyn ki qadar karni chahiye, walideyn ki maujood
04:24yeh aisa se bahar hoti hai, inki khidmat se sabki kashti paar hoti hai, inki riza se sabki
04:31kismat paayidhaar hoti hai, agar jo tune mujhe haath pakad ka na chalaya hota, agar
04:37jo tune mujhe haath pakad ka na chalaya hota, na me kabhi pehad banta, na mera saya hota,
04:43chanab-e-li-waqar, walideyn ke bagayar to humari koi pehchaan hi nahi, na hi koi shanaaqt
04:49hai, inki khidmat se Allah ta'ala ki khushnoodi ka zariya hai, chanab-e-li-waqar, duniya
04:55mein sabse baitereen saadat hai, maa-baap ki khidmat, duniya mein sabse baitereen saadat
05:00hai, maa-baap ki khidmat, duniya mein sabse baitereen izzat hai, maa-baap ki khidmat,
05:05chanab-e-li-waqar, walideyn aulaat ki talimi tarbiyat karte hain, apni basaat se zyada
05:10unke liye mushikat karte hain, khud buh keh rahte hain, magar aulaat ka peht bharte hain,
05:14humari hasi ke qateer, apni chain kurbaan kar dete hain, chanab-e-li-waqar, walideyn
05:19ki ahsanaat aur aulaat par izz qadar hain, ke aulaat sab-e-roz bhi inke ahsanaat ka haq
05:26ada nain kar sakta, chanab-e-li-waqar, walideyn aulaat ki dhaal hote hain, ik aisa darak jo
05:33boola hokar bhi phal na de, magar saya zarur deta hain, chanab-e-li-waqar, walideyn se
05:38nehmat duniya mein nahi hain, walideyn se nehmat duniya mein nahi hain, hasil ho yeh
05:43nehmat jahan khulde bari hai, chanab-e-li-waqar, tamaam rishton mein sabse bada darja walideyn
05:48ka hain, walideyn ki, walideyn ki, Allah ta'ala uski rasool ki ataat ke baad, walideyn
05:55ki ataat ka hukam diya gaya hain, walideyn ki hukook ki adaiji, duniya mein kamiyabi
06:01aur aakhirat mein jannat ki zamanat hain, chanab-e-li-waqar, Allah ta'ala ne, Allah
06:07ta'ala humein apne walideyn ki ataat farma bardaani karne ki taufiq karta parma hai,
06:11ameen, main apni taqreer ka ikhtitam bas ek shher se karta hu, neend apni bulaakar
06:17sulaya humko, aansu apne bahaakar hasaya humko, dardana dena unhastiyon ko, Allah ta'ala
06:23ne banaya hain maabab jinn ko, wa maa leena libalaagil huveen.
06:42Second contestant, aaj ke mukabal hai taqreerdahan mein zamanat humare liye, Meeqat, beta tashreef
06:47laayiye, rostam par aur taqreer ka agaaz karein, kisne sikhaye itne itne expressions, kaan
06:51se aaya aapke paas, maashallah, ammi abbu, baad isi liye walideyn ki azmat bayan ho riye
06:55maashallah, very good, chalein ji, aap tayaar hai, chal, ek minute ruke hain aap, ab aage
07:04chalein, aapka time shuru hota hai, ab, ab, ab, ab, ab, ab, ab, ab, ab, ab, ab, ab,
08:35Zindagi ki kathan raahon par maujzaat ki barsaat tab bhi hua karti hai, jab waalideyn ki azmat
08:40jaante hue, olaad ne inki khidmat ki tasbiha padi hu, kyunke zindagi falak hai, waalideyn
08:46sitara hai, zindagi behr hai, waalideyn kinara hai, zindagi dhoop hai, waalideyn saya hai,
08:53riwayat hai, ek shaks, aaka-e-do johan, aap sallallahu alaihi wasallam ki khidmat mein
08:58hazir hua, aur arz kiya, ya Rasoolallah sallallahu alaihi wasallam, main jihad ki tamannah
09:03rakta hu, magar chand majbooriyon ki wajah se mazoor hu, aap sallallahu alaihi wasallam
09:07ne firmaaya, waalideyn mese koi zinda hai, arz kiya, jee haan, aap sallallahu alaihi
09:11wasallam ne firmaaya, unke saath nek saloog karo, waalideyn ke saath neki, hajj, umrah,
09:16zakat, jihad se afzal hai, ke kaun kehta hai, ke baare zindagi maa baap hain, main to
09:23kehti hu, ke har ghar ki khushi maa baap hain, bhej kar maa baap ko ghar se andhera
09:30mat karo, ye haqiqat hai, ki har ghar ki roshni maa baap hain, saamayeen ko fakt itna hi
09:36kahungi, ki zindagi mein do logon ka humesha khayal rakhe, ek wo, ke jisne tumhaye jeet
09:41ke liye sab kuch haad diya, yaani tumhara baap, dusra wo, ke jisne tumhari, jiski duwaan
09:46ke wale, tum sab kuch jeet gaya, yaani tumhari maa, shukriya.
09:49Beshak maa ki duwa, jandat ki hawa, teesre aur aakhri contestant, muqabal-e-taqreer,
09:55dahan mein zabaan tumhare liye, Abdul Moiz, beta tashreef laayiye, agar aap log correction
09:59kar lein, Abdul Moiz inka naam hai, tayyaar hai aap mashaAllah, theek hai, two minutes
10:03thirty seconds hai aapke paas, aur aapka time shuru hota hai,
10:09Waqt ki chan saaton mein, waaldein ki azmat, kya bayan karo Sadr-e-Muhtaram, waaldein ki
10:16azmat, us dur-e-yateem, Hazrat Abdullah ke Jamal, aur Bibi Aamna ke Lal se puchhiye, jo
10:24farmate hai, Ummuka, Ummuka, Ummuka, Summa Abuk, yehi wajah ji Sadr-e-Muhtaram, ke Khudaay
10:33Abdullah Shariq ne, duniya ki azeem tareen kitab mein, waqadaa rabbuka, Allah taabudu,
10:38illa iya hua bil waalidein ihsana, kahkar, waalidein ki azmat bata di, ki jisne waalidein
10:44ko razi kar liya, usne Allah ko razi kar liya, zindagi ki kathan rahon par, muadzo ki barsaat
10:50tab hua karti hai Sadr-e-Muhtaram, jab waalidein ka martaba jante hua, aulad ne unki khidmat
10:56ki tasbeehan padi ho, kyuki zindagi falak hai, waalidein sitara hai, zindagi tayir hai,
11:02waalidein parwaaz hai, zindagi geet hai, waalidein awaaz hai, zindagi behr hai, waalidein
11:09kinara hai, magar Sadr-e-Muhtaram, jab jiddat ke pujariyon ki jannat-e-sadko par, aur unhi
11:15jannaton ke darwaze, old age home mein milne lage, toh yeh fiza pukaar uthi, ke Khudara,
11:22Khudara, qadr kijiye unh haato ki, jin haato ne tumhari bunyade mazboot karte karte, apna
11:30shabab, tumhari shabab pe qurban kar diya, ke kaun kahta hai, ke baare zindagi mabaab
11:37hai, main toh kahta hu, ke har ghar ki khushi mabaab hai, bhej kar mabaab ko ghar se andhera
11:44mat karo, yeh haqiqat hai, ke ghar ki roshni mabaab hai, apne bachon par kar diya, sab
11:51kuch fida, ab toh samjho dosto, kitne sakhi mabaab hai, khuld mein wo shakhs, toh jahi
11:58nahi sakhta kabhi, khuld mein wo shakhs, toh jahi nahi sakhta kabhi, jiski nazro mein
12:04hamesha ajnabi mabaab hai, main apni takreer ka ikhtidam is baad par karna chahunga,
12:10walidayen ki duayen, insaan ki duniya wo aakhirat ki kaamiyabi ka baiz banti hai,
12:15lehaza, humein unki qadr karni chahiye, unki khidmat mein kami nahi aani chahiye,
12:20Allah ta'ala hum sab ko walidayen ki izzat karne ki taufiq ada farma hai,
12:24Achha ji, takreer kam se kam 2 minutes 30 seconds pe khatam hoti hai,
12:29lehaza, jo bhi tayyari kara rahe hain, content likkar de rahe hain bachon ko,
12:32unse guzarish hai, iltimaas hai, request hai, ki kam se kam minimum time,
12:36itna toh cover ho, ki 2 minutes 30 seconds ka minimum time hai, wo se match kar sake,
12:41baaral, judges ki aara lenge, faisla sunayenge, aapki samaati bhi muntazir hongi,
12:45lekin ek vakfa aayil hai, is yaqeen ke saath ki aap hamare saath rahenge,
12:49aap se hoti hai mulaqat, ek break ke baad.
12:51Rahmaton ka mahina, azmaton ka saqina,
12:56zindagi ka qareena, rooh-e-Makkah, Madina,
13:02humi ko banata hai yeh insaan,
13:08ji, welcome back nazareen, break ke baad aapka khair magdam hai,
13:11dahan mein zabaan tumhare liye aapne mulajzah kiya,
13:14takreeri mukabla aur teeno hi hamare bachon ne muqarrideen ne bharpoor koshish ki,
13:20kinko, aapko bhi aur hamare judges ko bhi, munsifeen ko bhi,
13:24toh without any further delay chalte hain judges ki taraf,
13:27aur jaante hain ke aaj ke program ke hawale se,
13:29participations ke hawale se,
13:31jo takareer hui unki aara kya hain, kya comments, kya remarks hain,
13:34starting from Rizwan Zehdi sahab,
13:36sir aaj aap se start karte hain, anti-clockwise, kya firmahiyega?
13:39yeh ke pehle mukarrir aaye, matlab-e-Amaan Raza,
13:43beta yaqeenan aapne apni umr se kaafi badi takreer kiye,
13:47aur ek shola byaani nazar bhi aaye,
13:50do teen cheezein technical,
13:52ek toh jab aapne takreer start jab tak pahunchein na,
13:55track ke upar usse pehle ashaar padhein,
13:58uske baad mera naam yeh hai aur mera mauzoo yeh,
14:00yeh sab izhaafi hoti hain,
14:01mera naam aur mauzoo toh pehli bata diya gaya hain na,
14:03toh apna time up kyun kartein,
14:04ya toh phir bhi aapko 30 second izhaafi milne,
14:06toh chalein aap der se pahunchein,
14:08toh kahin bachat ho jati.
14:09Sahe.
14:10Acha phir zarasa mic ka issamal karein,
14:12jab aap shola byaani mein daayan aur baayan jaatein na,
14:14mic ki placing aapki hain,
14:15jab aap shola byaani mein daayan aur baayan jaatein na,
14:17toh awaaz disconnect hoti hai,
14:19iska zarasa yeh technical jo baat hai,
14:21aur doosri jo aapki gardaan hai pe tootti thi na,
14:24wo zara hai ko thoda se chhota kar liyejega.
14:27Ashaar ka issamal zyada tha,
14:30theek hai aapne apne content ke saabse tayyaar kiya hoga,
14:32phir aamari...
14:33Meeqaat.
14:34Bitiya Meeqaat thi,
14:35accha,
14:36bitiya talaffuz ka jo hai,
14:39usmein kaafi gunjaish hai,
14:41roshni,
14:42koon,
14:43aur izmat,
14:44toh inko dekh lein,
14:45talaffuz ke maamla,
14:47toh baaki aapka confidence tha,
14:49aapne aake takreer ki,
14:50bahot achchandaas se deliver kiya,
14:52phir Abdul Moiz aaye,
14:53accha,
14:54ek toh Abdul Moiz,
14:55aapne apne saath,
14:56khud ek zulm yeh kiya,
14:57ki 30 second toh izafi hain,
14:58aap 45 second pehle rostrum chhod gaya,
15:00ki jo ek hota hai na,
15:02ki 2 minute bhi aap poori takreer aapne nahi,
15:05toh agar aapka mawaad ussi tarah hota hai,
15:07yakinan mawaad mein uss cheez mein,
15:08add on hoti hain cheez mein,
15:09lekin aap ek,
15:10jo aapki body language hai na,
15:11ek hi tarah,
15:12ya toh idhar haath chal raha hai,
15:13ya idhar haath chal raha hai,
15:14body language zarah,
15:15rostrum ko pakad ke,
15:16ek poora posture apna zarah saa,
15:17bahot aahim nahi,
15:18behtar kijiyega,
15:19toh yeh meri taraf se,
15:20lekin majmooi taur par takreer hain,
15:21mujhe ache lagi,
15:22kheek,
15:23Shahid bhai,
15:24kya farmayi?
15:25main shuru karta huan,
15:26Moiz sahab se,
15:27kheek,
15:28aap ki takreer jo thi,
15:29jab aap aaye,
15:30toh hamara khayal yeh tha,
15:31ke aap aaj pehle number pe aayenge,
15:32lekin aapki takreer jo hai,
15:33wo ek toh muqtasir thi,
15:34doosa yeh ke,
15:35usme ashaar jo the,
15:36wo dede minute ke,
15:37aapne ashaar pad diye,
15:38aur dekhein,
15:39jab aap ashaar pad raha hote hain na,
15:40toh phir wo wazan mein bhi hona chahiye,
15:41na unka wazan sahi,
15:42na wo behar mein,
15:43aur aapne padhna shuru kar diye,
15:44ek toh yeh,
15:45ki itne ashaar nahi hona chahiye,
15:46kathan nahi hota,
15:47kathan hota hai,
15:48lekin barar,
15:49aayenda puri takreer ki jayega,
15:50ashaar kam rakhiyega,
15:51aap kisi muqabla mein jayenge,
15:52aap ek achche mukarrar hai,
15:53aap jeetenge,
15:54good,
15:55theek hai,
15:56achcha miqat,
15:57aapne kiya yeh,
15:58ke jaise ke abhi Rizwan sahab bata rahe the,
15:59ke aap jahaan zabar hota tha,
16:00wahan zahir kar jayate hain,
16:01jahaan zahir hota tha,
16:02wahan zabar kar jayate hain,
16:03aur jahaan zahir karjate hain,
16:04aur jahaan zahir karjate hain,
16:05aur jahaan zabar karjate hain,
18:36aur joh galtiyan aayi,
18:40wo aapki umr ke pardhe mein chhug gayi hai,
18:42aisa hi hai,
18:43thek hai na,
18:44toh body language bhi aapki bohot achchi thi,
18:46aur mawaad bohot muddalir mawaad tha,
18:48content bohot pasand aaya,
18:49adai behitreen thi,
18:50aur dekhe thoda sa beta,
18:51aap cheekh bohot rehte,
18:52thoda sa control kijegega,
18:53abhi toh aapka iftadaaiyya hai,
18:54thoda cheekh,
18:55shouting hai,
18:56thoda sa pauses dete,
18:57pace maintain karte hai,
18:58miqat beti,
18:59aapne jo shuru kiya,
19:00joh aisa ki,
19:01lecture ya dars dete,
19:03isi mehfil mein bet ke,
19:05wo aapka andaaz wo tha,
19:06takreer andaaz nahi tha,
19:07phir aap bhool bhi rehti,
19:08lines ko repeat,
19:09dekhe aapki achchahi hai,
19:10jaisi aap bhole rehti,
19:11usko cover kar rahi hai,
19:12aapne lamba pause nahi diya,
19:13content bohot weak tha,
19:14mawaad mein,
19:15bohot betar hai sakta tha,
19:16thoda sa bhool bhi rehti,
19:17aur abdul muiz,
19:18aapne bhi achcha,
19:19content achcha diya aapne,
19:20aur aapka jo,
19:21present status hai,
19:22umr ke lehen se,
19:23wo bhi achcha laga mujhe,
19:24lekin thoda betri ki,
19:25koshish karein,
19:26aap bilkul ek hi pace mein,
19:27tar rahe the,
19:28ek hi pace mein tar rahe the,
19:29isme utaau chadha wana chahiye,
19:30takreer mein,
19:31utaau chadha isli hota hai,
19:32tha ke audience ko,
19:33mutabujay kiya jaa sakhe,
19:34aur baaki yeh,
19:35body language aapki,
19:36silent thi,
19:37usme kuch mujhe,
19:38dekheno ko nahi mila,
19:39body alfaar ka saath,
19:40na de na,
19:41wo takreer,
19:42takreer nahi kehlaati,
19:43wo dars mein,
19:44ya lecture mein,
19:45aa jaati,
19:46bohot shikra.
19:47sahi,
19:48majbui taur par,
19:50mauzaz munsifeen ke,
19:51jitne bhi comments the,
19:52aur aara thi,
19:53aur jis andaas the,
19:54in bacho ki tasheek ki jaari,
19:55isla ki jaari,
19:56aur saath saath,
19:57is baat ko bhi malhooz,
19:58rakha jaara hai,
19:59ki inki hausla,
20:00afzai bhi ki jaaye,
20:01baaral,
20:02seekhte hain,
20:03yahaan par aakar bache,
20:04aur phir,
20:05humne dekha ke,
20:06unhone bahot se,
20:07platforms par jaa kar,
20:08apna looha manwaya,
20:09teeno ko appreciate karte hain,
20:10aur best of luck bhi,
20:11kehte hain,
20:12baaral,
20:13last mein duniya hai,
20:15toh woh khush naseeb,
20:16jisne aaj ka mukabla,
20:17win kiya hai,
20:18jeeta hai,
20:19aur apni rasai mumkin,
20:20banayi hai,
20:21quarter finals tak,
20:22woh aap bhi ho sakte hain,
20:23aap bhi ho sakte hain,
20:24aur aap bhi ho sakte the,
20:25aur aap hi hain,
20:26aur mashallah,
20:27amaan,
20:28raza,
20:29aap ko bahot mubarak ho,
20:30Allah taala,
20:31is bache ko,
20:32shahado abad rakhe,
20:33ye teeno judges,
20:34ne kaha,
20:35ye bache,
20:36insallah,
20:37chha jaayega,
20:38ye teeno judges,
20:39ne kaha,
20:40ye bache,
20:41insallah,
20:42chha jaayega,
22:43AAP bhi saal ki hai,
22:44jum naam kai raas aata hain,
22:45khaast aur par fasting ke dauran,
22:46woh tamam ki tamam address ki
22:47jaatayin,
22:48aapki questions,
22:49aapki queries,
22:50whatsapp number,
22:51aur digar joh numbers
22:52screen par maujood hain,
22:53aur us waqt bhi maujood
22:54hoon ki numbers,
22:55aap hum se raabta kar sakte,
22:56apni queries aur questions
22:57base saktein,
22:58insallah,
22:59aapko tasali baksh jawab
23:00diya jaayega,
23:01aur jo bhi aapke medical
23:02issues aur problem se,
23:03insallah,
23:04unko resolve kiya jaayega,
23:05break ke baat continue
23:06karte hain,
23:43Zindagi ka kareena, rooh-e-Makkah, Madina

Recommended