• 2 months ago

Category

🗞
News
Transcript
00:00Ji, aapka bachpan ka kaunsa wo pal hai jo pitaaji ka yaad hamesa rata hai?
00:06Achha question puchaya.
00:08Hum, haan.
00:14Hum, unka pal hai,
00:181967,
00:20jab main,
00:22metri ka first division pass kiya,
00:26pass kiya tha,
00:28aur wo samay wo upmukh mantri tha.
00:31To unhone mujhko bula karke kaha,
00:34ki, Ramnath,
00:36parhne mein tum
00:38achche ho,
00:40tumhari handwriting achchi banti hai,
00:44tum parho,
00:48aur apsar bano.
00:50Aur unhone udharan diya tha,
00:54ki Anugrah babu ke ladke,
00:58Satyendra babu,
01:02education mantri the,
01:05congress ke samay mein,
01:07aur unke ladke,
01:11SP hai.
01:14To bare log ke ladke bhi,
01:17jo political mein hai,
01:19unke ladke bhi nokri karte hai,
01:22unko dekhte hai.
01:24Tum parhoge aur nokri karoge,
01:28to mere maa baap ko bhi dekhoge,
01:32aur tum apni maa ko bhi dekhoge.
01:34Hamari istiti achchi nahi thi,
01:37hum to bhatak gaye,
01:38hum na apne maa baap ko dekh paye,
01:40na tumhari maa ko dekh paye.
01:42Lekin tum apsar bano,
01:45aur mere maa baap ko bhi dekhna,
01:48aur apni maa ko bhi dekhna.
01:50Yeh humko unhone kaha tha.
01:53Jise maine nahi maana,
01:57aur main iss line mein aageya.
02:00To yeh unki baate aapko hamensa...
02:02Khatakti hai, khatakti hai.
02:04Khatakti hai ki hum unki baat,
02:07kyon nahi maane.
02:09Aur har ek putr ko apne
02:11mata pita ki baat maanne chahiye.
02:15Aur iss line mein,
02:18rajneetik line mein,
02:20swaksha se log aate rahe hain.
02:23Na mata pita kahe,
02:25ki tum rajneet karo,
02:27na nana nani kahta hai,
02:28na bhai bahan kahte hai,
02:31na phuppa kahte hai,
02:35na mamu kahte hai,
02:37na chacha kahte hai,
02:38na patni kahte hai,
02:40na ghar ka koi aadmi nahi kahta hai,
02:42ki tum rajneeti mein jaa.
02:45Is liye yeh swaksha se jo
02:47narnay hota hai,
02:49samajik seva ke liye,
02:51samaj ko dhyan mein rakhne ke liye,
02:54yeh hi hum se...
02:57Up Rajpati ji aa rahe hain,
02:59toh gaon ka kya maahol hai,
03:01aur kya tayyari ho rahe hai?
03:02Wo toh aapka kaam hai,
03:04gaon ke logon se puchhna ki kya hai,
03:06khush hain, ki naraj hain.
03:09Yeh toh aapka kaam hai.
03:11Humare liye toh...
03:12Kya kya tayyari ho rahe hai?
03:13Tayyari ho rahe hai,
03:15unki swagat-e-mithila ki jo prampara hai,
03:17aur is dhardi par,
03:19college par aa rahe hain,
03:21toh tayyari toh,
03:23mein achi tarah se karta hu,
03:25aur is liye mein betha hi ho.

Recommended