• 10 hours ago
پاکستانیوں کو اردو کتنی سمجھ آتی ہے ؟
ویڈیو دیکھ کر سمجھ نہ آئے ہنسیں یا روئیں

#urduconference #karachi #funnyanswers #foryouシ #SobanBaig

Category

🗞
News
Transcript
00:00Ghame Hijrat, Ulfat-e-Hijr ka Kaas hai, Iqbal ek taraf hai zameen, doosi taraf sari kainat hai.
00:07Kaun hai shay?
00:0889 ko nasi bolenge.
00:1089 ko nasi bolenge, toh 79 beech mein gaheen parishan ho raha hai.
00:13Aaja aaj kaar hum dekh rahein ke lagh baato ki taraf aur mukhlataat se log hum ahang ho rahein.
00:20Aur badi qurbat peyda ho rahein hai.
00:22Dekh bahut accha sain hai.
00:24Assalam-o-Alaikum naazim-e-Telepakizan ke saath, mai hu Mirza Subhanbhai.
00:27Karachi mein sajaya gaya hai Urdu ka sabse bada mela jiska naam hai Aalmi Urdu Conference.
00:32Aaj yaha aane ka maqsad gaya hai ki yaha ke shurka se kuch baat ki jaye, kuch mulaqat ki jaye
00:37aur dekha jaye ki janaab jo log sunne aaye hain, dekhne aaye hain, unka khud Urdu se kitna gehra taaluk hai.
00:43Assalam-o-Alaikum.
00:44Wa-alaikum-as-salam.
00:45Mera bhai ke naam?
00:46Ibraar Khan.
00:47Ibraar Khan, kaisi lag rahi hai Aalmi Urdu Conference tum?
00:49Bahut aisi lag rahi hai, kal bhi aaye the aur aaj zubahar aane ka mohkah minna.
00:53Unaasi ko English mein kya bolte hain?
00:56Kya hai, number kya hai?
00:59Unaasi.
01:00Unaasi.
01:0179.
01:0279.
01:03Nawaasi kyun nahi bolte hain?
01:0489.
01:05Pakki baat hai.
01:06Kappa laga wale.
01:09Ek shayar hai, shayar ka naam agar bada de.
01:11Gham-e-Hijrat, Ulfat-e-Hijr ka kaas hai.
01:15Iqbal ek taraf hai zameen, dusi taraf sari kayanat hai.
01:18Kaun hai shayar?
01:19Allama Iqbal.
01:20Allama Iqbal hu?
01:21Jai.
01:23Asim sir.
01:25Kya pooch me lekar aaye?
01:26Kya pooch lekar aaye, unke bhaiya kya tha?
01:28Lekar aaye toh reference tha, aapne de diya Iqbal ka.
01:30Itna bewaadan shayar Iqbal kaisa ke?
01:35Yaar, meri ye samjh mein nahi aaya, main toda tak confused hu.
01:38Unaasi ko English mein kya bolte hain?
01:4198, I think.
01:42Unaasi ko 98 bolte hain?
01:4499 ko kya bolte hain?
01:4699.
01:4799, aur 89?
01:4889 ko unaasi bole hain.
01:5089 ko unaasi bole hain?
01:5189 ko unaasi bole hain.
01:52Toh 79 beej mein kahin parishan ho raha hai.
01:5579?
01:56Nahi bhaiya, aapne unja diya.
01:58Yeh itni Urdu nahi aate.
02:01Sir, aapka naam?
02:02Syed Hassan Alam.
02:03Hassan Alam sahab, aapko dekh ke mehsoos ho raha hai
02:06ke woh Urdu aur tehzeeb aur woh saara silsila barkarar hai.
02:09Aalmi Urdu Conference hai, yaha agar koi concert ho raha hota
02:13toh hazaaron ka majma hota, abhi ye seggon ki daadaat mein log bathe mein.
02:17Kya kahenge, yeh duri kyun hain zabaan se?
02:19Iska bhaja yeh hai, sabse badi toh, ke kitabein door ho gaye hain,
02:23uski jagah jo mobile ne le liye.
02:25Bilkul aise yeh jaate jaate, ek shayar agar koi aap zara suna deyen agar humein.
02:31Hussain tum na rahe, tumhara ghar na raha.
02:35Tumhare baad zalim ka khauf na raha.
02:39Aja aaj kal hum dekh rahein ke lagh baato ki taraf
02:43aur mughalataat se log hum ahang ho rahein
02:46aur badi qurbat peyda ho rahein.
02:48Toh ek baad achha sahay nahi.
02:54Mughalataat ki taraf toh jaana chahiye na aaj.
02:59Aapko lagta hai ke aapko bhi yeh mughalataat wala raasta
03:02apnaana chahiye lagh andaas ki taraf.
03:04Ab badein bohot time ho gaya.
03:09Usama Aman, yeh badao ki Urdu Aman mein hain yaha pe ya nahi hain?
03:12Urdu Aman mein Aman mein toh koi banda hi nahi hain,
03:15toh Urdu kaunse Aman mein ho gaye.
03:17Aja aaj kal hum dekh rahein ke aap youth mein ek leher uthi hai
03:21ke lagh baato ki taraf aaya jaye,
03:23mughalataat ko follow kiya jaye,
03:25apni zabaan mein unko shamil kiya jaye.
03:27Toh aap kya samjhte ho ki yeh achha rojhaan hai ya bura rojhaan hai?
03:31Meri nazar se toh achha rojhaan hai.
03:33Hona chahiye?
03:34Hona chahiye.
03:36Qame hijrat, hulfat-e-hijr ka aqas hai,
03:39ek taraf hai zameen, dusi taraf saari qayanaat hai.
03:42Shair kya tha pehle hai bata?
03:43Shair toh bohot zabardast hai, lekin...
03:45Shair gaye?
03:46Shair kya tha?
03:47Shahid Iqbal ka lekin...
03:48Iqbal ka?
03:49Lag raha hai.
03:50Lekin kya lag raha hai, Iqbal ka shair?
03:51Iqbal ka hi lag raha hai.
03:52Iqbal ka hi lag raha hai.
03:53Ab main bataoon ki shair...
03:55ke saamne khada hai, raste mein banaaya.
03:58Bohot zabardast hai.
03:59Sir, yeh pehle ek sawaal hai,
04:00Karachi walo ne Karachi ko Karanchi kyu banaati hai?
04:03Nahi nahi, Karachi wale Karachi hi bolte,
04:06rest of Karachi jo hai karanchi ko bolta.
04:09Aja yeh mushairah chal raha tha,
04:10mushairah ki nizbat se ek shair liye mein ghoom raha tha,
04:13batayiye ka ismein kuch khaami maami ho,
04:15aap zara mujhe lag rahe hain Urdu daan se shaksi ab.
04:17Gham-e-hijrat.
04:18Ulfat-e-hijr ka kaas hai.
04:20Ismein ek toh aap isharah kar rahe hain hijrat ka,
04:23aur gham-e-hijrat jo hai ulfat mein,
04:27jab ulfat ho gayi toh hijr toh raha nahi,
04:29phir toh visaal aa gaya,
04:31toh apna yeh khud aapas mein tazaad hai yeh dono baat hai.
04:35Ek sawaal aur puch raha tha main logon se,
04:37ke 79 ko Urdu mein kya gayi?
04:4089.
04:4189?
04:4289.
04:43Jawaan ko kyu nahi pata?
04:46Language barrier hai shayad merek hal se.
04:48Woh khadam hona chahiye?
04:50Nahi sahi hai,
04:51nahi generation ke apne takaazin,
04:53unko jo cheezein aati hain,
04:55humein nahi aati hain,
04:56toh hum jis door se guzarein hain,
04:58humein aati hain.
04:59Finally, thank you so much,
05:00koi aisa aajmi mila hai,
05:01jo jawab disa ga.
05:03Ladies and gentlemen,
05:04aalmi Urdu conference mein maujood se hain,
05:05aur yeh soch kar aaye the,
05:06yeh din aap dekha jaye,
05:07ke aane wale shurka,
05:08aakhir aisi shurgal maar mein aarein hai,
05:10aur urdu ke baare mein kuch jaante bhi hain,
05:12hum ne ek shir logon ke saamne rakha,
05:13nihayat bewazan,
05:14nihayat gaya khusra,
05:16jab humne gaya ke baaton ke andar,
05:18ab lok ki taraf,
05:19lagviyaat,
05:20mughalazaat ki taraf aana chahiye,
05:21jab ke iska matlab yeh hai,
05:22ke behoodgi ki baatein.
05:24Aur hum kab aqt-i-iqtadam ko pohchta hai,
05:25mirz-ur-sobhan bhai ko aijazat dijiye,
05:26Allah nahi ke baatein.

Recommended