default
Category
ЁЯЧЮ
NewsTranscript
00:00you
00:30You
00:45Thank you Bharat ki Azadi
00:48Yeah, Hindu to a
00:51Achievement you don't
00:53exceed
00:54Bharat ki Azadi kisunder me bachcha bachcha Bharat kaiya janta hai
01:00Amina pachakta varsh kura kar raha hai lag bhak
01:04to
01:05usme
01:07British ko hatane ka kaam tha ke hum gulami ki zindagi guzar rahe the East India Company rule karte thi humaari apni koi
01:14Takat nai thi huma gulam the
01:16Mahatma Gandhi ji ke netritume British se
01:20Ek bina koon bahay. Unhone aazadi prapth karvai Bharat washmi
01:26RSS ya BJP ya BJP ya RSS ke pramukh jo abhi bayaan dera hai
01:31Unh se namrata se puchunga ke ek vaat paida karne ki koi avashakta nahi hain apas mein koi
01:37gadbari congress aur BJP ke derwain karne se kuch upyugh nahi hoga
01:41mein unh se ye adab se puchna chahata hu kya 1947 me ya 1950 me jab sambhidhan aaya
01:50RSS nahi thi
01:52RSS ne kyon hi kaha ki aazadi humne prapth ki hai aur isliye hum chahenge ki ab ek hindu raaje bane
01:58Us waqt ki kya kar raha tha? Us waqt ki koi ubastiti nahi thi
02:02Aazadi ki ladai mein inka koi sahyog nahi hai, koi yogdaan nahi hai
02:09To kaise ab wo kaise kahe rahe hain 50 saal, 60 saal, 70 saal guzar jane ke baad
02:14ke sahi aazadi to Ram Mandir ke nirman se bhi
02:18Ram Mandir ke nirman par agar aap aazadi keh rahe hain to kya aapne 2024 tak gulami ki zindagi guzari?
02:26Main to aapke neta, Pradhan Mantri Adar Narendra Modi ji se bhi kohunga
02:32ki 2014 se 2024 tak ke jo aapne sarkar chalayi wo gulami ki sarkar thi jo abhi aazadi prapth hui
02:40Aapko Hindu dharam se kuch prapth hua hai 2024 isme, wo apni chakar theek hai, hum maante hain
02:47saara desh maante hain, ki ek achha kaam hua hai, ki chaliye Hindu toon ka
02:51Hindu ke liye ek samadhan purvak kaam hua hai, jiske liye zimmedaar sarkar nahi, balke nyayal hai
02:58Supreme Court ke aadesh par yeh mandir par raha hai, yeh kisi vyakti ki achievement nahi hai
03:04Magar Hindu toon ka unko mauka mila ki achha desh hai, Hindu majority hai, unki aastha hai, uska
03:13unko phal mil gaya, lekin Mohan Bhagwat ji ka yeh kehna ki sahi maano mein aazadi, sahi maano
03:22mein Bhagwat ji abhi bhi aazadi nahi mili, jab tak ke log bhooke mate hain, jab tak ke Bharat
03:28desh list mein bahut hi sharmnaag maqam par hai, jab tak yuvaon ko naukriya nahi milti, jab tak
03:34sab koi saro par chhat nahi hai, jab tak sab logon ko apni zindagi guzarni ki kushali ka mauka nahi
03:42hai, jo samvidhan mein kaha gaya hai, to iske liye aazadi to abhi bhi nahi mili hai, aur aapke
03:48sirf mandir banne se logon ka peth nahi bharta, yeh hum badi respect se aur sambaan se hum
03:55kehna hai ki acha hua jo mandir ban gaya aapka, magar yeh kehna aapka ki sahi maano mein aazadi
04:001947 mein nahi mili thi, 2024 mein mili, yeh khud aapke khilaf aapka bayan jata hai.
04:07Sir, isi bayan par bahut dharni ki, aap jo nai Congress mein khilaf gajan ho raha tha,
04:12usko mein bayan diya hai ki, RSS, BJP ke saath saath, Indian State ke saath bhi Congress
04:18ki ladhai hai, aur Indian State ko lekar BJP ka kehna hai ki, ek desh ki baat kar jaye,
04:24dekhi Rahul Gandhi ke is bayan ko samajhna hi mushkil hai ki Indian State ke khilaf ladhai
04:30se matlab kya hua, Indian State to hamara apna hai, aur hum khud Indian State ke liye zinda
04:38hai, aur hum khud Indian State ke liye pooray prayatna karte hai ki waha khushali ho, waha
04:43sahi maano mein aazadi ho, waha sabko roozi rooti mile, waha koi ghareeb na rahe, ameer
04:48aur ghareeb ka faasla kam ho, yeh Congress ki bhi yeh ladhai hai, Rahul ki bhi yeh ladhai
04:52hai, toh hum Indian State se ladh rahe hai, yeh zara samajh paana thoda kathin hai.