• 2 weeks ago
default
Transcript
00:00Shant keeji varko. Basrika ke baad shant bhaav se dheer shvasan keejiye. Ye atyant aavashyak
00:13hai. Yadi basrika ke baad turant hasenge, baachit karenge, aapas mein, to usse nuksaan
00:20hoga. Kyunki ye mastishka ki kaushikaon ko uttijit kiya hai. Shant keejiye. Dheeme
00:28dheeme shvas pariye aur chudiye. Aur aap hum karenge dhamari pranayam. Dhamari ka abhyaas
00:41atyant anand daayi hota hai. Ketu dhyan rahe abhyaas karte samay anand ka pragati karan
00:49nahi karna hai. Baat nahi karni, hasna nahi hai. Gambheerta se isse karna hai. Dhamari
00:55pranayam ke liye, hum mudra ko lete hain. Humare anguthon ko kaan mein rakhe. Kaanon
01:03ke andar. Shanmukhi mudra ya sunmukhi mudra isse karte hain. Ungliyon ko krama shaha.
01:10Apne bhumon ke upar aur nasika ke paas. Sabse choti ungli, koton ke upar. Beech ki do
01:19ungliya nasika ke paas. Dabaaye nahi, ban nahi kare, halke se bhiye. Gahari shvaas ko
01:25bheetar bhariye aur naag se hi shvaas ko chodte huye, maada bhravar ke gunjan ke saman dhoni
01:32hikaaniye.
01:49Saamanya roop se jaha tak shvaas aap chod sakte hain, baha tak gunjan karein.