default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Sambhal Kalki Dev Tirth Samiti ki sthaapna ki gayi hai aur ussi samiti ki aaj prasam behtak ki, iske jo mool 8 sadasya hai unki behtak ki gayi
00:20Uske atrikt jo sambhal shahar ke, jo gandamaniya nagrik hai aur santjan hai, jin ko iska sadasya banaya gaya hai, unki bhi saath mein behtak ki
00:31Iska mukhya udeshe yeh hai ki jo sambhal ke sabhi 87 dev tirth aur 5 maha tirth hain, un sabhi ko ek saath le karke ek yojana banana, unki rananiti banana
00:43Saath ki itihasik, sanskritik, pariyavraniye mehto ki jo dharovare hai, un sabhi ka surakshan kiya jaa sakhe, unki suraksha ki jaa sakhe
00:54Aur sambhal ko ek prayatan aur tirthatan ke maanchitra par sthaapit kiya jaa sakhe
01:01Aur aaj pratham MOU bhi hua hai, jo Patanjali Vishwavidyalaya aur Patanjali Research Institute ke saath hai
01:10Aaj aarambik behtak ki sabhi sadasyon se vichar liye gaye aur kis tarahin se bhavishya mein rananiti tya karni hai, kis tarahin se planning karni hai
01:20Aur kis tarahin se jo sambhal ka vaibhav hai, usse wapas prapt karna hai, isi disha mein ek behtak ki
01:28Aarambik 8 sadasya the, baaki to kabhi bhi sadasya jode jaa sakte hai, is samiti ki anmummati se aur anmodan se
01:38To jo 8 sadasya hai, wo badhkar lagbhag 14-15 sadasya aaj hua hai
01:42Aur bhavishya mein jitne bhi sambhal ke, vibhin parkaar ke NGO hai, jo sanskritik mehto ke, ek tarahin se NGO ya sansthan ya koi sangthan hai, unko bhi isse jodenge
01:55Aur ek bhavya roop diya jaayega in sabhi
01:58Sir MOU kya sign hua?
02:01Vartamaan mein mukhya roop se jo itihas lekhan hai, aur kis tarahin se itihas ko likha jaaye, uske upar charcha hui hai
02:09Aur praarambik roop se yeh hai, aur bhavishya mein yeh di anya prakaar ki koi visheshagyata ka bhi yugdaan chahiyega, wo bhi hum Patanjali se lege