default
Category
🗞
NewsTranscript
00:00you
00:30you
01:00you
01:30you
02:00you
02:19Zindagi pyaar ka geet hai
02:24Jise har dil ko gaana padega
02:29Zindagi pyaar ka geet hai
02:34Jise har dil ko gaana padega
02:39Zindagi gham ka saagar bhi hai
02:45Haske uss paar jaana padega
02:51Toh yeh hai Muskaan Negi
02:55Jitna pyaara inka naam hai, utni hi pyaari inki awaaz bhi hai
02:58Muskaan ne apni jeevan mein aas paas rangon ko nahi dekha
03:02Aur is andhere mein sapno ko dekhna behad hi mushkil ho jata hai
03:06Lekin pyaari si Muskaan ne is andhere ko hi apni taakad banaya
03:10Aur andhere mein sapne bhi dekhe, jee bhar ke sapne dekhe
03:14Aur un sapno ko poora bhi kiya
03:16Muskaan ne jis college mein padhai ki hai, ussi college mein aaj wo assistant professor bhi lagi hai
03:22Toh aaj national youth day hai, aur Muskaan state youth icon bhi rahi hai
03:27Toh yuvaon ko, yuva peedi ko aur zara inspire motivate karne ke liye
03:31Hum Muskaan se baachit karenge
03:33Toh Muskaan, sabse pehle toh aapka ETV Bharat mein swaagat hai
03:37Bahut bahut dhanyawad, namaskar
03:39Toh Muskaan, kaisa lagta hai apni sapno ko dekhna, un sapno ko poora karna
03:45Aap state youth icon bhi rahi ho
03:47Aur infact aapne Amerika mein bhi gaana gaya hai
03:49Aur aaj jis college mein aapne padhai ki, uss college mein hi aap assistant professor lagge
03:54Achha lagta hai, bahut achha lagta hai, khushi hoti hai
03:57Yaqeen nahi ho paata kabhi kabhi, agar sochen toh ki wahin
04:01Humne jo socha tha, wo ho gaya aur kaise kaise hua, kaise struggle kiye poori zindagi mein
04:09Toh yaqeen nahi hota ki wahin humne apna sapna poora kar liya
04:14Halang ki sapna yahi pe khatam nahi hota hai, aage bhi struggle jaari hai abhi
04:22Toh jaise ki aap Amerika gaye, pehli baar aap Amerika gaye, pehli baar aap flight mein baithe hongi
04:27Toh kaisa aapka experience raha Amerika mein?
04:30Ji haan, woh bahut ek mere liye surprising bhi tha aur ek nahi baat thi ki pehli baar udaan bharni hai
04:40Toh jab Radio Udaan, sorry online radio hai, unhone ek singing competition organise kiya tha
04:472018 mein hua tha uska final, toh jab maine wo competition jeeta
04:54Toh uske baad mein Bangalore mein ek NGO hai, trust hai wo, Samarthanam Trust for Disabled
05:01Unke sponsorship mein phir main US gayi, jab unhone mujhe bola tha ki aap US jayenge
05:07Passport nahi banaya, toh banwa lena
05:09Toh mujhe yaqeen nahi hua, koi baat nahi, banwa ke rakh leti hu
05:13Jaana hua, toh theek hai, nahi hua, toh bhi theek hai
05:15Lekin phir, jab hum gaye, toh first time flight mein baithi, bahut accha experience tha, bahut maza aaya
05:25Jo ki koi soch bhi nahi sakte ki Amerika jaane ki, toh woh opportunity mujhe mili
05:32Toh phir, bahut accha laga waha pe maine 5 states mein perform kiya
05:38Pura 2.5 mahine, I think main waha pe rahi
05:42Toh 2.5 mahine aap Amerika mein rahe, toh agar Muskaan, mushkilon ki baat kare
05:48Kyunki jaise aapne aas paas apne jeevan mein rangon ko nahi dekha
05:52Toh kitni mushkilin rahi is mukaam tak pahunchne ke liye
05:56Mushkilin toh har kadam kadam par thi, churu se leke, bachpan se
06:02Jab school mein gayi main, Kullu National Association for the Blind school se meri education hui hai
06:09Waha pe struggle thoda kam tha, kyunki wo toh special school hai
06:13Wo hamare hi liye, toh waha pe challenges thoda kam the
06:18Lekin phir dheere dheere, jab primary education ke baad hum high school pe gaye
06:26Secondary education mein phir dheere dheere chunautiyan varti gayi
06:30Kaise exam dena hai, kaise likhna hai, kaise padhaayi karni hai
06:34Kyunki, sorry, braille humari, jaise braille se hum padhaayi karte hain
06:39Phir braille mein hum itne notes kaise banaye
06:42Phir uske baad, hamne braille ke baad audio books se padhna shuru kiya
06:47Books ko record karwa ke ya phir e-books
06:53Wo sun sun ke, pehle ham braille se padha karte the
06:57Phir sun ke padhna, usme thoda sa dhalna pehle apne aapko
07:01Wo thodi si mushkil, kyunki sun te sun te shur mein neend bhi aa jati thi
07:05Toh phir dheere dheere usme apne aapko dhal liya
07:09Ya phir apne school ko aana jaana ye, wo so
07:13Bahut sare challenges rahe, study ko lekar bhi
07:16Iske alawa kuch aur bhi, jo hum shayad na bhi bata payen
07:20Ya phir kuch abhi diyaan mein bhi nahi aa rahe hain
07:23Toh is tarah ke challenges rahe hain
07:26Muskaan aapne bachpan ka zikr kiya
07:29Toh bachpan ki kuch aasi yaade hain aapki bhai, behan ke saath
07:32Jo aap aaj bhi apni un yaadon ko yaad karti ho
07:35Actually jab main seven years ki thi
07:38Tabhi main school chali gayi thi, Kullu
07:41Toh ghar aana toh sirf chutiyon mein hi hota tha
07:44Toh zyadatar yaadein toh apne school ki hi hoti hain
07:48Toh thodi bahut sharaart hain, thoda padhai
07:51Enjoy gaana bajana yeh sab
07:54Toh jab hum chhote hote hain
07:57Toh hum sochte hain ki bade hokar mein teacher banungi
08:00Koi sochte hain ki bade hokar mein doctor banungi
08:02Toh jab aap chhoti thi toh aap kya sochte hain ki bade hokar mein kya banungi
08:05Jab main chhoti thi toh mujhe yeh lagta tha ki
08:07Apne teachers ko dekh ke haan main bhi teacher banungi
08:10Toh lekin phir jab main music shuru kiya
08:13Kyunki gaane ka shok toh tha hi, chhote se hi gaati thi, gun gunati thi
08:17Toh phir mujhe kisi ne, mere teacher hain, unhone kaha ki
08:20Aap acha kar sakti hain music mein, aap music seek ho
08:23Toh phir us waqt toh yeh lagta tha ki main teacher banungi
08:26Lekin jab music shuru kiya, side by side
08:29Academy jaana shuru kiya
08:32Toh lagta tha music teacher banungi
08:35Lekin music bhi na, kyunki jo hum seekhte hain
08:38Wo toh classical music hain, shastra sangeet hain
08:41Wo bhi mujhe boring lagne laga
08:43Kyunki humein toh gaane mein interest
08:45Filming, gaane, Bollywood songs yeh sara
08:48Humein lagta tha ki yeh hi sikhaye jaate hain
08:51Toh wo bhi mujhe boring lagne laga
08:54Ki nahi yaar yeh theek nahi hain
08:56Phir dheere dheere dheere dheere jab continue karte rahe karte rahe
08:59Phir usmein maza aane lag gaya
09:01Toh phir mujhe laga ki nahi, main music professor banungi
09:04Toh aapki favourite teacher kaun thi?
09:07Favourite teacher, matlab koi ek toh nahi
09:11Ek toh nahi, kyunki bahot saare aise log rahe hain
09:14Jino ne mujhe bahot support bhi kiya hai
09:16Aur main dil se unse judi
09:18Aur mujhe bahot praise kiya, bahot support kiya
09:23Guide kiya hamesha
09:24Toh ek, shuru mein toh humare teachers thi
09:27Renu ma'am, Parvez sir
09:29Uske baad, Preeti ma'am
09:31Wo bahot hi sweet thi, bahot ache lagti thi mujhe Preeti ma'am
09:34Aur phir aage bhi, Ajay Srivastav sir hain
09:39Toh aise is tarah se phir sabse attachment hoti rahi
09:42Aur sabne bahot acha guide kiya, bahot acha support kiya
09:46Kyunki puri zindagi mein, kisi ek ke usme toh nahi
09:50Har har kadam pe, chahe music ho, chahe study ho
09:53Ya phir koi aur this ho, toh sabki guidance mili
09:57Jisse main aaj yahan par hu
09:59Toh assistant professor jab aap bane
10:01Toh aap apne Renu ma'am aur Preeti ma'am se aapne mulaqat ki?
10:04Mulaqat toh nahi ki, lekin phone pe baad zarur ki
10:07Aapne school teachers se bhi meri baat hui
10:10Music teachers se bhi even
10:12Kullu mein jab mein academy mein music seekhti thi
10:16Un guru ji se bhi meri baat hui
10:18Pandit Vidya Sagar Sharma ji
10:20Sab sab se mera contact ho