• last year
ARY News 11 AM Headlines | 19th DEC 2024 | Big news from LHC
Transcript
00:00Bani PTI ko ATC me video link par pesh karne ka notification khalen. Lahore High Court
00:08ne jismani remand ke dauran video link peshi ka alamiya ghar qanuni kara de diya. Kahan
00:13mehkma-e-dakhla ne kamreena ki manzoori ke bagayar video link par peshi ka notification
00:17jaari kiya. In sadaad-e-deshadgardi kawaneen ke tahad kisi ek mulzim ki peshi ke liye infiraadi
00:22notification nahin kiya jaa sakta. Jismani remand me mulzimaan ko video link par pesh
00:26karne se bunyadi hukook mutasir ho sakne hain. Bani PTI ne 9 Mai ke 12 muqadme me video
00:32link ka notification challenge kiya tha.
00:49Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif ki Kahra me Indonesia ke Sadar se mulaqat, iqtisadiye
00:53aur tijarti taluqat ko mazeen mustaqam karne pe tafaq. Wazir-e-Azam ne kaha Indonesia
00:58Pakistan ka qabal-e-bharusa tijarti shirakatdhar hai, palm oil faraham karne wale mult ke taupar
01:03Indonesia ke kardar ko suraha. Humeed zahir ki Pakistan, Indonesia ke taawun aur himayat
01:08siyasiyaan ka muqamal dialogue partner binega. Dono nahrumaon ne khudmukhtar palestini
01:13riyasat ke qayam ke liye apni himayat ka ayada kiya. Wazir-e-Azam aaj G8 sabrahi jilaf
01:17me shirkat karenge.
01:24GHQ hamla case ki samaat aaj hogi. Sardar-e-Dahshid Gardi ki khususi adalat ke judge,
01:29Amjad Ali Shah samaat karenge. Muqadmime Bani PGI samayat 98 mulzimaan par fard-e-jurm
01:34aayat ki jaa chuki. 119 mulzimaan namzat hain. Bani PGI ko kamr-e-adalat me pej diya
01:39jaayega. 5 mulzimaan ki bariat ki daikhwason par samaat ka imkaan.
01:43Imran Khan sahab ne muzakrati committee tashkeel di. Bahak-e-ya koi muzakrat karna chahate
01:55hain toh yeh log kahen haqommat iss cheez mein interested nahi hain. Hum kisi ke paas
02:00nahi jaah rahe hain. Kisi ne baat karni hain toh karein, nahi karni hain toh na karein.
02:04Bani PGI ne muzakrati committee tashkeel de di hain. Jisko baat karni hain karein,
02:08nahi karni hain na karein. Hum kisi ke paas nahi jaah rahe hain.
02:11Opposition leader Umar Ayub kehte hain, haqommat ki muzakrat mein koi dilchast bhi nahi hain.
02:16Barkas aur Punjab haqommat samjhti hain humari rahnumaon aur karkunaon ko zado kop karke
02:20wo hume dara lenge. Toh hum peeche hatne wale nahi.
02:31Pitnaal siyasat ki purr tashadud karwaiyeon ki purr zor na kami. Pitnaal siyasat ab ek aur
02:36mulk khatno khalif strategy par amal pehra hone ki zid kar raha hain.
02:39Wafaqi Wazir-e-Tilaat Azhar Tariq ka tweet, rika civil na firmani ki bachgana khwahish puri karne
02:44lekin NRO phir bhi nahi milega.
02:53America ga Pakistan ke ballistic missile program mein mubayyana taahoon karne par
02:57chaar companyon par yazafi pabandi ka ilan. Tajuman Ameriki mehkmal kharja Matthew Miller
03:02kahte hain pabandi ka maqsad hatyaaron ka phalaon rokhna hain. Tajuman daftar-e-kharja
03:07ka kehna hain NDC aur teen niji tijati idaro bar Ameriki pabandiyon ka paisla afsoos naak
03:12aur ghar munsifana hain.
03:20Ek aur kashti hajsa, ek aur dukhbhari kahani. Wazirabad ke do bhai Waqas aur Waqar chand
03:25maa pehle Oman se Pakistan aaye, zameen bechi aur atli jaane ke liye zindagi ka jua khel
03:30gaye. Malikwal ka Haji Ahmed bhi ghar kanuni taur par Europe jaana chahata tha, lekin
03:35uski aakhri ghalti chaar bachchon ko yateem kar gayi. Ahle Khana kahte hain 24 lakh lenewala
03:40agent haadse ki khabar aate hi apne ghar ko tala laga kar khaib ho gaya. Punjab se taaluk
03:45rakhne wale 48 naujawan zinda bach jaane walon me shamil.
04:00Nawab Shah mein maa ne gala kaat kar do bachchon ko katal kar diya. Police ka kehna hai dono
04:04bachchon ki laanshi alag alag kamro mein thi. Maa ko alaq katal samayat hirasat mein liya.
04:08Waqeet ki tahkika jaari. Bachchon ki chacha ne bataya ki bhabhi ka zahni tawasan theek
04:12nahi. Haatun ka shohar nijeeb bank mein mulaazim hai.
04:21Karachi mein rawaan saal aate zadgi ke 3,000 waqiat report, 70% imaarton mein aag se bachao
04:26ki indrzamaat maujood nahi hain. Sheryu ko ilmi nahi aag lage toh forhi taur par kya
04:30karna hai. Fire Protection Association ke zireh timma munakhda seminar se mahirin ka khitab.
04:45Non-filers bank account nahi khol sakenge. Na zyada transactions, 800cc se zayad ganiya
04:50kharidne par pabandi hogi. Hukumat ne non-filers ke gird shikanja mazeed sakh karne ki tayyari
04:55karni. Tax law tarmimi bill qaumi assembly mein pesht. Mujawidatarmim ke musahbidein
05:00mein kahan gaya ki non-filers maqsoos had tak zayadaat aur shares kharid sakenge. Ghar
05:05registered karubari afraad zayadaat transfer nahi karpayenge. Bank accounts manjumit.
05:10Hukumat property aur karubaar seal karne ki majaz hogi. Filers ke walidein, bibi aur
05:1425 saal tak ki umar ke bachche filer tasawar honge.
05:25Akpam-e-Mutahida aur Aalmi Rahanuma Ghaza aur Ukraine mein aam kaim karne mein kyu nakaam
05:42hai? ARY News ka Naib Ameriki Mandoob se sawaad. Netprice ne jawab diya, Fahed se UN
05:47Jungu aur Tanazaat ke khafne ke liye kamyaabi se gupto shaleed kar sake. Bad kismati se
05:52kaisa nahi hua. Amerika, Falsi mein awam ko insani buniyadopar haleed faraham karne
05:56ki koshish humein shaamil raha hai.
06:05Khurram mein Amnauman ki maqtoor surat-e-hal ka case, Peshawar High Court nein Wifaat ki
06:09aur Subaayi Hukumat aur deegar fariqeen ko notice jaari karte hue jawab talab kar liya.
06:13Darfaz Guzaar ne maukif apnaaya tha, 2 maaah se Khurram mein maamulaat-e-zindagi shadeeb
06:18mutasir hain. Khurag ki bhi qillat hain. Transport aur mobile service bhi bandh hain. Sadko ki
06:22bandish se, shehri, buniyadi sahuliyat se bhi mehroom hain.
06:32Europe ke baad, Britannia mein PIA ki parwazoon ki bahali. PIA Intizamiya ka, Britannian
06:37Transport and Civil Aviation Association ko marasla. Khatke matan mein kaha gaya, Britannia
06:42mein PIA ki parwazoon ki bahali ki ijazah di jaye. PIA London, Birmingham, Manchester
06:46ke liye parwaze chalaega. PIA ki Britannia mein third country ijazah taama bhi bahal karne
06:51ki darkhwas. European mulku mein bahali ke baad, pehli parwaz 10 January ko Paris pohunchengi.
06:55PIA ki Britannia mein parwazoon ki bahali se airline ki aamdani mein izafa hoga.
07:12Problem yeh abhi tak mein theek jaa raha hoon. Yeh tali jo aapki hoti hain, iss se
07:18insaan thoda kharaab ho jaa hain. Beter yeh aap tali, yeh judge ko tali na bajaya hain.
07:24Woh theek khaat hote hain, aap logi unhe kharaab karne karte hain.
07:29Taliyon se judge kharaab ho jaate hain, baiter hain unke liye taliya na bajaya karein.
07:33Judges theek hote hain, aap unhe kharaab kar dete hain.
07:36Chief Justice Yahya Afridi ka goat ki baat ki takreeb se khitab.
07:39Kahaan goat ki Khyber Pakhtunkhwa ki kayi ijlaas se behsar hain.
07:42Yahaan bahot ache district and session judge hain.
07:53Cricket mein siyasat ke khilaf hoon, khel ko khel rehna chahiye.
07:56Champions Trophy Tournament Pakistan ki izzat hain.
07:58Koi harf nahi aane denge, namaam teamon ko dil ki gharahiyon se khushaan det kahenge.
08:02Chairman PCB Mohsin Naqvi ki governing board ke ijlaas mein guftagu,
08:06kahaan tamaam teamon ko apne ground par khelta hua dekhna shahate hain.
08:09Pakistan ki asooli maukat ko har kisi mein saraha.
08:22Aur Pak, Junudhi Afrika, doosra one day aaj Cape Town mein khela jaayega.
08:26Pakistan ko teen matches ki series mein ek zafar ki baratari.
08:29Series ki tamam match ae sports pe barahraaz dikhaya jaa rahe hain.
08:36TORONTO 2015 PAN AM, PARAPAN AM GAMES

Recommended