প্রযুক্তি, চিকিৎসা, শিক্ষা সহ অন্যান্য ক্ষেত্রের মতই ভারতের যুবসমাজ রাজনীতিতেও সমানভাবে পারদর্শী হয়ে উঠছে। গুজরাটে রামকৃষ্ণ মিশন আশ্রমে গিয়ে দেশের যুব সমাজকে বিশেষ বার্তা দিলেন প্রধানমন্ত্রী নরেন্দ্র মোদী
Also Read
East Bengal: বাংলাদেশের পরিস্থিতি নিয়ে উদ্বেগ বৃদ্ধি, প্রধানমন্ত্রী মোদীকে চিঠি পাঠাল ইস্টবেঙ্গল ক্লাব :: https://bengali.oneindia.com/news/football/east-bengal-club-write-to-latter-pm-narendra-modi-about-bangladesh-262877.html
East Bengal: বাংলাদেশের পরিস্থিতি নিয়ে ইস্টবেঙ্গলের উদ্বেগ প্রকাশ, মোদীকে চিঠি দেওয়ার ভাবনা কর্তাদের :: https://bengali.oneindia.com/news/football/east-bengal-club-plan-send-latter-to-pm-narendra-modi-about-bangladesh-issue-262317.html
Modi invites Putin: ‘বন্ধু’ মোদীর আমন্ত্রণে এবার ভারত সফরে পুতিন, নতুন বছরের শুরুতেই চূড়ান্ত হবে দিনক্ষণ :: https://bengali.oneindia.com/news/india/putin-invited-to-india-by-pm-modi-visit-dates-to-be-set-in-2025-says-kremlin-262287.html
~ED.1~

Category
🗞
NewsTranscript
00:00Sathiyon, kisi vraksh ke phal ki, uske samartha ki pehchaan, uske beej se hoti hai.
00:13Ramakrishna Math, wo vraksha hai,
00:19jiske beej mein Swami Vivekananda jaise mahaan tapasvi ki ananta urja samahit hai.
00:31Isliye, iska satat vistar,
00:37isse maanauta ko milnewali chhaan,
00:42ananta hai, asimit hai.
00:47Ramakrishna Math ke mool mein,
00:51jo vichar hai,
00:54usse jaanne ke liye,
00:57Swami Vivekananda ko jaanana bahut jaruri hai.
01:05Itna hi nahi, unke vicharon ko jeena padta hai.
01:12Aur jab aap,
01:15un vicharon ko jeena sikh jate hai,
01:20to kis tarah,
01:22ek alag prakaash,
01:25aapka maardarshan karta hai.
01:29Maine swayam,
01:31isse anubhav kiya hai.
01:35Puraane sant jaante hai,
01:38Ramakrishna Mission ne,
01:42Ramakrishna Mission ke santon ne,
01:46aur Swami Vivekananda ke chintan ne,
01:50kaise mere jeevan ko disha di hai.
01:56Isliye,
01:58mujhe jab bhi avsar milta hai,
02:02Maine,
02:04apne is parivaar ke beech aane ka,
02:08aap se judne ka prayaash karta hu.
02:12Santon ke aashirvaad se,
02:16Maine mission se jude kai kariyon mein,
02:20nimit bhi banta raha hu.
02:23Desh ke paas,
02:25samay bhi hai,
02:28sanyog bhi hai,
02:31swapna bhi hai,
02:33sankalp bhi hai,
02:36aur athaag purusharth ki,
02:40sankalp se siddhi ki yaatra bhi hai.
02:44Isliye,
02:46hume raashtra nirmaan ke har kshetra mein,
02:50netrutva ke liye,
02:53yuvaan ko tayaar karne ki zarurat hai.
02:57Aaj zarurat hai,
02:59technology aur doosre kshetra ki tarah hi,
03:04humare yuvaan,
03:06raajneeti mein bhi desh ka netrutva kare.
03:11Ab hum raajneeti ko keval,
03:15parivaar vaadiyon ke liye nahi chhod sakte.
03:20Hum raajneeti ko,
03:23apne parivaar ki jaagir maanne waalon ke hawale nahi kar sakte.
03:29Isliye,
03:31hum naye varsh mein,
03:342025 mein,
03:37ek naye shuruaat karne jaa rahe hain.
03:4012 Januari 2025 ko,
03:44Swami Vivekanand ji ki jayanti par,
03:47yuva diwas ke ausar par,
03:50Delhi mein,
03:52Young Leaders Dialogue ka ayojan hoga.
03:56Ismein,
03:58desh se,
04:002000 chayanit,
04:03selected,
04:05yuvaon ko bulaya jaayega.
04:07Karodon ane yuvaan,
04:11desh bhar se,
04:13technology se ismein judenge.
04:15Yuvaon ke drashtikon se,
04:19biksit bharat ke sankalpa par charcha hogi.
04:24Yuvaon ko,
04:26raajneeti se jodne ke liye,
04:29road map banaya jaayega.
04:32Hamara sankalpa hain,
04:35hum aane wale samay mein,
04:38ek laak pratibhaan saali,
04:42aur urjaawaan yuvaon ko,
04:45raajneeti mein laayenge.
04:48Aur yeh yuva,
04:51ikisvi sadhi ke bharat ki,
04:54raajneeti ka,
04:57naya chehra banenge.
05:00Desh ka bhavishya banenge.