मथुरा: धर्माचार्य पूरण प्रकाश जी महाराज ने गोवर्धन पूजा के बारे में जानकारी देते हुए बताया कि पौराणिक कथा के अनुसार, कार्तिक माह के शुक्ल पक्ष की प्रतिपदा तिथि पर भगवान श्रीकृष्ण ने इंद्रदेव का घमंड तोड़ा था। जगत के पालनहार भगवान श्रीकृष्ण ने इंद्र के क्रोध से ब्रजवासियों के बचाव के लिए अपनी तर्जनी उंगली पर गोवर्धन पर्वत पर उठा लिया था। इसके बाद सभी बृजवासी अपने जानवरों को लेकर पर्वत के नीचे आ गए, जिससे उनका इंद्रदेव के क्रोध से बचाव हुआ। इसके बाद ब्रजवासियों ने भगवान श्रीकृष्ण की पूजा की और भोग अर्पित किए। तभी से हर साल कार्तिक माह के शुक्ल पक्ष की प्रतिपदा तिथि पर गोवर्धन पूजा का त्योहार मनाया जाता है।
#mathura #diwali #deepawali #diwali2024 #diwali2k24 #bhaidooj #pandit #diwalimuhurat #diwalifestival #diwalispecial #govardhanpooja #govardhanji #hindufestival
#mathura #diwali #deepawali #diwali2024 #diwali2k24 #bhaidooj #pandit #diwalimuhurat #diwalifestival #diwalispecial #govardhanpooja #govardhanji #hindufestival
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Trabhuvan ko Thakur ji Thakur maanat jaye, taaki Mehma keh sakhe, aiso ho jag nahi, ki Giriraj ji ki pooja hai,
00:09aur Giriraj ji ko swem Krishna apna Thakur ji maante the, uski kehna, Mehma kehna saadhan buddhi se sambhav nahi hai,
00:17lekin Thakur ji kripa karein to bulwati hain.
00:19Yeh jo Deepawali ke agla din ka parb hai, is din poorv mein Brijwasi log Indra ki pooja kiya karte the.
00:26Indra ki pooja isliye karte the, Indra prasann ho karke Varsa karta tha, Varsa ke dwara anya aur gaayon ke liye ghaas ittyadi hoti thi,
00:35usko gaay ittyadi kha karke mano doodh dethe the, aur us doodh ko bech karke Brijwasi dhan ekatrit karke apna jeevan yapan karte the.
00:43Ek baar Bhagwan Krishna ne apne mata pita se kha, pita ji aap inki pooja kyon karte ho, aap yadi karm nahi karoge to phal kahan se milega,
00:51to bhagwan ko to aap bhandari ki tarah samjho, jaise aap bhandari ko jo samikri de doge maal, poo, ittyadi ki wo bana ke de dega,
00:59aise hi bhagwan ko aap jaise apne karm samarpit karte ho, bhagwan unkarmo ko prarabdh ke roop mein aapko de dete hain.
01:07To karm karo, to Nand Baba ittyadi ne poocha, bhai tu kya chahata hai, unhone ka sachche dev Giriraj ji hain, inki pooja karo.
01:14To us din se vraj mein yaha Giriraj ji ki pooja praramb hui, Indra ko laga to ye chalo kuhu ki raat karo par kamma,
01:22maavas ki raat ko saare vrajvasi, jo deepawali ki raat hai, 84 kos ke Giriraj ji ki saran mein ekatrit hue,
01:29aur pratpada ko unhone Giriraj ji ki pooja ki, tabhi se ye Giriraj ji ki pooja aaj tak chali aa gaye.
01:35Govardhan pooja ke liye vrajvasi log sandhya samay par chaugadiya dekh ke hi karte hain,
01:40aaj bhi vrajvasiyon mein parampara hai, jo Giriraj ji ke nazdi ke voh Giriraj ji mein to karte hain,
01:45lekin jo bhi utsav hai parvaar ke sahet jaise bhagwan ne 84 kos ke vrajvasiyon ko le karke baden ko aage kar Giridhar,
01:54baden ko aage karke Giriraj ji ki pooja kiti, wohi parampara aaj vraj mein hai,
01:58to vraj mein saare vrajvasi apne parvaar, bandhu, bandhavon ke saath mein,
02:03gaye ke govar ke Giriraj ji ka swaroop bana karke sandhya samay pooja karte hain,
02:08aur govar ka banane ka bhi taat par anek ho sakte hain,
02:11lekin bhaav ye hai ki gaye ke govar se zyada sudh koi nahi hai,
02:15aur gaye ke govar mein hi Lakshmi ji ka bhaav se hai,
02:18to ye paanchon din ki pooja Lakshmi ji ki pooja hai,
02:21to gaye ke govar se Giriraj ji bana karke vrajvasi,
02:24apne bandhu, bandhav, parvaari janon ke saath mein,
02:27Giriraj ji ki naived, tyadi, akhit tyadi se pooja karte hain,
02:31unki parkamma karte hain,
02:33aur visesh roop se jaikara lagane ka yahan bada mehtu hai,
02:36Giriraj ji ki jaikara bolte hua,
02:38bade utshaat se vrajvasi log pooja karte hain,
02:40maine aapko bataya, poojan ka to visesh paddhati yehi hai,
02:43ki Giriraj ji govar ke Giriraj ji banaye jaate hain,
02:46aur unko ann koot ka humare yahan mehtu hai,
02:49ann koot mein, jaise koot ke jo ann banta hai,
02:52bajra tyadi unka bhaat ka,
02:54aur jitni zyada se zyada samigri aapki samarth ho,
02:57suddhata pavitrata se dharayi jaate hai,
03:00us samigri ko dhara karke,
03:02hu bhagwan ki Giriraj chali saith tyadi ka paath karein,
03:05Gopal sahas naam ka paath karein,
03:07usko paath karke bhog dharayen,
03:09aur phir bandhu bandhav,
03:11asv chandal patate bheho,
03:13asv ho chandal ho patate ho,
03:16aur yahan swan kutta sabko wo bhog bhaatna chahiye,
03:19bhagwan nahi kahe,
03:21etan mammat mata tata,
03:23kretam yadi ruchet,
03:25yeh mera ammat hai, yadi tumko accha lage,
03:27toh aisa karo, yeh bhagwan nahi kahe,
03:29sandhya ke samay mein, pravdosh ke samay pe hi,
03:31Giriraj pooja ka meht.