• last week
जगद्गुरुत्तम जयंती एवं भगवती महोत्सव की लख लख बधाइयां..

Category

People
Transcript
00:00Sharad Purnima ki param rasamay ratri me jab Shyamal aakash me
00:05sola khalaon se susajjit amrit chandra prakashman hota hai
00:11golok me Shyam Sundar aur Shri Radha apne divya roop ko dharan kiye prakat hote hain
00:22jeev aur brahm ke milan ki samast ratriya ekatra hokar
00:28Sharad Purnima ki param pavitra madhurva rasamay ratri me
00:33parivartit ho jati hain tab Shri Radha Krishna
00:38jeevon ko maharas ka ras vitarit karte hain
00:43aisi hi ek maharas ki ratri thi san 1922 ki
00:49Sharad Purnima ko jab Shri Radha Krishna ke yugal swaroop ne
00:55mangarh ki dharthi par avataar liya
01:09Shreemad Paduvakya Pramana Paravariyan
01:14Ved Marga Pratishthaapanacharya
01:18Nikhil Darshan Samanvayacharya
01:22Sanatana Vedic Dharma Pratishthaapan Sat Sampradaya
01:27Paramacharya
01:30Bhakti Yoga Rasavatar Bhagavanant Shri Vibhushut
01:37Jagadguru 1008 Swami Shri Kripaluji Maharaj