• last week
OMG Mawra Hussain Jafaa New BTS - Jafaa Episode 21 BTS

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Absoorat adakara Mavra Hussain ka maar maar ke kya hashar kar diya.
00:05Mavra Hussain ne khud videos aur tasveer share karke tamam tafseelat bata di.
00:08Dosto toh rasal Mavra ka drama serial Jaffa mein, domestic violence ka scene shoot karna
00:12tha, husband apni bibi par haath uthata hai, lekin wo scene shoot karte karte Mavra Hussain
00:17ko sachme chotein lag gayi.
00:18Inke co-star Mohib Mirza ne is baat par unse apologize bhi kiya, wahan par majood set par
00:23sabhi log prarashan ho gayi kahi Mavra ko zyada chote na lag gayi ho.
00:26Yeh aapko bataate chalein ki jab bhi drama mein koi is tarah ka scene shoot kiya jaata
00:30hai, maar peeth ya larai jagre wale scene ko shoot karne se pehle, is baat ka haas hayal
00:34rakha jaata hai, ki adakaron ko kahin bhi sachme chote na lage.
00:38Chotein dikhane ke liye, is maqsat ke liye VFX make up bhi kiya jaata hai, jo ki VFX experts
00:42karte hain, nihayat maharaj se zakhmon ko banaya jaata hai.
00:45Yeh aap Mavra Hussain ke nakli zakhm toh dekh rahein hain, lekin inke chehre par asal mein
00:50nishan bhi bada hai.
00:51Toh Mavra Hussain ne baat ko hatam gerte huye kaha ki hum adakar hain, yeh humari zindagi
00:55ka hisa hai, agar mujhe thodi chote lag bhi gayi, toh isme koi bari baat nahi.
00:59Unki is baat par aur haas thorpe scene ki shooting par sabhi fans aur directors adakar
01:03sabhi inko bahot zyada appreciate kar rahein hain.
01:05Drama serial Jaffa ki kal ki kiss toh bahot zyada trend kar rahi hai, aur har dekhne wala
01:09hi Mavra ki acting ko sarakh raha hai.
01:11Aapne wo kiss dekhi hain yeh nahi, comment section mein zaroor bataiye aur yeh bhi bataiye
01:15ke aapko drama Jaffa mein Dr. Zara ki acting kaisi lagti hai.

Recommended