Haryana Assembly Elections Result : Congress के Over-Confidence से टूटा INDIA गठबंधन || Daily Line

  • 2 days ago
Haryana Assembly Elections Result : Congress के Over-Confidence से टूटा INDIA गठबंधन || Daily Line


#HaryanaAssemblyElections #JammuKashmirAssemblyElections #AAP #SanjaySingh #ArvindKejriwal #Congress #RahulGandhi #BSP #Mayawati #BJP #PMModi #DailyLine


नमस्कार
डेली लाइन के इस डिजिटल न्यूज़ प्लेटफॉर्म पर आपका स्वागत है। यह एक ऐसा मंच है जिसकी खबरें पत्रकारिता के वैश्विक मानकों पर खरी उतरती हैं। इसलिए वर्तमान मीडिया के बदलते परिदृश्य में हम विश्वस्नीय जानकारी और निष्पक्ष खबरों के साथ हम आपके साथ जुड़े हैं। बतौर न्यूज़ प्लेटफॉर्म हमारा धर्म है कि हम आपको ऐसी खबरें और जानकारियां उपलब्ध करवाएं जो न सिर्फ पत्रकारिता के मूल्यों खरी उतरें बल्कि देश-दुनिया से लेकर आपके क्षेत्र तक की हर खबर से आपको अपडेट रखें।


#LatestNews #hindiNews #Live #YogiAdityanath #AkhileshYadav #TrendingNews #todayTopNews #TrendingVideo #DailyLine

Category

🗞
News
Transcript
00:00खरियाना के चुनावी ठिहास में ऐसा पहली बार हुआ है कि किसी पार्टी ने लगातर तीन विदाहिंसबाद चुनाव में जीत हासिल किये है .
00:16हरियाना में हिवे विधानसवा चुनाउं में Congress party अपनी जीत के दावे कर रही थी
00:20और चुनाउं में Congress के मुकाबले BJP को बहत कमजोर बताय जा रहा था
00:24सभी तरह के जानकार भी हरियाना में बीते 10 साल में
00:27बी जेपी की सफ्त्ता को ले करके सफ्त्ता विरूधी लहर बता रहे थे
00:31और चुनाव में कौंग्रेस की जीद का दावा कररे थे
00:34देश के कई मीडिया संस्थानों ने एक्जिट पोल के आधार पर कौंग्रेस की जीद के दावए किये थे
00:39Exit poll mein Congress ko na sirf jeette hi bhi dikhaye gaya
00:42balki 90 seeto ki Haryana Vidhan Sabha mein Congress ko kariban 60 seete bhi milne ka daawa kiya jaa raha tha.
00:48Haryana mein kisanon ka mudda ho ya phir agniveer yojna ho ya phir kai aise bade mudde the
00:53jinki wajah se BJP sarkaar ke khilaf logon ki naaraazgi batayi jaa rahe thi.
00:58Lekin Vidhan Sabha chunao ke nateejon ne
01:00siyasi jaankaron se lekar ke exit polls in sab ko galat sabit kar diya.
01:06Yehi nahi Haryana mein apni sarkaar ki waapsi ka intazaar kar rahi Congress ko isse bada jhatka laga hai.
01:12Ab yeh jaanna behez zaroori hi ki aakhir wo kaunsi wajah hain
01:15jisne rajya mein Congress ka khil bigar diya
01:18aur jisse Congress samajh nahi payi.
01:20Aaj ke is big news mein hum isi par baat karenge
01:23aur ye bhi batayenge ki ab Congress ke liye aage aanewali sabse badi musibat kaunsi hai.
01:27Bahose patrkaron ka Bhajpak ke paksh mein gaye nateejon ke peeche
01:31sabse badi wajah batayi jaa rahi hai ki Bhajpak ka micromanagement.
01:36Ab aap isse aise samajh sakte hai ki Haryana mein BJP ne
01:39gayar jaat voton ko badi chaturai se apne paale mein kiya hai.
01:42Iska aasar yeh hua ki Hooda ke gadh mein
01:45Sonipath ki paanch mein se chaar seaton par Congress ki haar ho jati hai.
01:49Aur Congress ki hawa aisi thi unh jagon par ki jeet nazar aa rahi thi.
01:53Chahe wo Haryana ke visheshagya hu, aam log hu, ya phir exit polls hu, ya patrkar hu
01:58nekin BJP ke micromanagement mein chunao ke nateeje badal diya hai.
02:03Aur yeh baat ab virodi party ki neta bhi kah rahe hain.
02:06Chunao se theek paele Haryana ke gayar jaaton ko laga ki
02:09Congress ke jeetne par Bhupinder Singh Hooda hi hai,
02:12Haryana ke agliye mukhi bantri banenge.
02:14Isliye unhone khamoshi se BJP ke paksh mein voting kar diya hai.
02:17Viran samajh chunao mein voton ka batwara jaat aur gayar jaat ke aadhaar par hua.
02:22Jiska seedha aasar Congress ke upar hua aur Congress ko nuksaan hua.
02:26Aap suniye ki Mayawati isme kya kah rahe hain,
02:28kyunki seedha nuksaan unko bhi hua hai aur unka bhi vote share behat kam ho gaya hai.
02:33Kyunki Haryana mein maine bata hai ki abhi waha par jo jaat samajh ke loge hain Uttar Pradesh ki tarah.
02:39Uttar Pradesh mein to jaat samajh ki jaativadi maansikta jo Daliton ke prati kaafi hattak badli hai.
02:46Lekin abhi Haryana mein jo jaat samajh hai unke jaativadi maansikta abhi tak badli nahi hai.
02:55To ek to yeh kaaran raha hai ki unhone vote niya.
02:58Dusra yeh raha ki wahan ka jaat samajh hai, yeh soshta raha ki BJP ko kisi bhi keemat par hume sakta mein aane se rukna hai.
03:07To jaat samajh ke logon ne socha ki jadi hum bibin ghatbandan ko apna vote baat denge to BJP phir sakta mein aajayegi.
03:16Isleh jaat samajh ke logon ne BJP ko sakta mein aane se rukne ke liye unhone apna ek tarfa vote Congress party ko didiya.
03:25Jisse humare party ko yeh nuksaan ho raha hai.
03:28Jankar maante hain ki raaje mein Congress ke umidwaron ko is tarah se bhi dekha jaa raha tha
03:33ki kaun Bhupinder Singh Hooda ke kheme se hai aur kaun Kumari Shalya ka kareebi hai.
03:38Yeh hi nahi, Congress ke kai umidwaron ko aala kamaan, yaani Congress ke sheesh netrat ka bhi umidwar bata jaa raha tha.
03:45Haryana mein gudbaji aur galat tariqe se ticket baatne ki waise Congress ko kareeb 13 seate gawani padhi hain.
03:50Is maamle mein Congress Neta Kumari Shalya ko leh karke bhi kai tariqe ki charch aaye rahi hain.
03:55Yahaan tak kaha jaana laga ki Congress ke kai Netaon ka dhyaan chunaon se zyada chunaoni nateejon se pehle Mukhi Mantri ki kursi par tha.
04:03Khud Kumari Shalya ne tak keh diya ki Bhupinder Singh Hooda se aakhari baar kab baat hui unko pata hi nahi hai.
04:10Yeh saari baatein janta ke beech mein jaati hain aur janta ko yeh lagta hain, logon ko Haryana ke logon ko yeh lagta hain
04:16ki Congress kheme bandhe mein fasi hui hain.
04:18Aur bhajpa jiske khilaf itna bada ek satta virudhi lahar thi usne usko apne paale mein kar liya.
04:25Aam Aadmi Party ke sanyog Arvind Kejriwal ne kaha hai ki in chunaon ka sabse bada sabak yahi hai
04:30ki aatya aatmishwas kabhi nahi karna chahiye, yaani over confidence kabhi nahi hona chahiye.
04:36Zahir hai Arvind Kejriwal ka seedha nishana Congress Party ki taraf tha
04:39kyuki Congress Party ne jis tarike se over confidence Haryana ke chunaon me dikhaya
04:44aur uska khamiya jao usko bhukatna pada.
04:46Isi over confidence me usne kisi doosre party ka sahyog nahi liya, India kat bandhan ko bhi kinari rakh diya
04:52chahe wo Samajodi Party ho ya phir Aam Aadmi Party ho.
04:55Isi over confidence ki waise Bhupinder Singh Hooda ne kisi se baat nahi ki,
05:00Kumari Shalya ne kisi se baat nahi ki, ek doosre ke saath chunaon prachara nahi kiya
05:04aur natija yeh raha ki Congress ke haath me jeet ki thali thi
05:08aur wo bhajpa chheen karke le gayi.
05:10Suniye Arvind Kejriwal ne kya kaha hai
05:12Ab chunaon aane wale hain.
05:15Pehli cheez to kisi bhi chunaon ko halke mein ne lena chahiye.
05:19Abhi to pata nahi natije kya hain lekin aaj ke chunaon se sabse bidi sabak yeh yeh ki
05:24over confidence mat karna kabhi bhi.
05:27Kisi bhi chunaon ko halke mein ne lena chahiye.
05:29Har chunaon kathin hota hai.
05:31Har chunaon me har seat kathin hoti hai.
05:33Mehnat karni hai.
05:37Aur ladhai mat karna apne apne.
05:39MLA's ke saath ladhai mat karna.
05:42Haryana mein ek teesra sabse bada factor yeh raha ki jaha India gadbandhan bikhara nazar aaya.
05:47Congress aur Aam Aadmi Party ke beech mein gadbandhan ki baat chal rahi thi
05:50lekin dono ke beech mein seaton ki saajedari par sahmati hi nahi ban payi.
05:54Aur natija Congress akele 89 seaton par chunaon ladhi
05:57aur Aam Aadmi Party bhi Haryana mein akele hi chunaon ladhi.
06:00Aur zyadatar seaton par to aamne saamne ka mukabla bhi raha.
06:04Aam Aadmi Party ko 2 fijdi se kush kam vote share hasilve.
06:08Party ne 88 seaton par candidates utare the lekin koi jeet nahi paya.
06:12Hana ki Aam Aadmi Party ne 5 seaton par Congress ke saath khel jaroor kar diya.
06:16Yani Congress ka khel kharab ho gaya.
06:19Haryana ki 90 seaton ke results ke analysis se pata chalta hai
06:22ki kamse kam 5 seaton par Aam Aadmi Party ko mile vote
06:25Congress ki haar ke antar se zyada ya lagbak barabar hai.
06:29In sabhi seaton par BJP umidwar jeete hai.
06:32Yani agar Congress aur Aam Aadmi Party umidwaron ko mile vote jud jate
06:36to BJP ki past seate ghat sakte the.
06:39Yani agar gadbandhan ho jata Congress ka aur Aam Aadmi Party ka
06:43to tasveer kuch aur ho sakte the.
06:46Doosra pahalu ye bhi ye ki BJP ne isbaar Haryana Vidhan Sabha ke chunaon mein
06:4925 seaton par apne umidwar badal diye.
06:51Jabki Congress ne zyadatar Vidhayakon ko retain kiya aur unke ticket nahi kaate.
06:55Vidhayakon ko nahi badalna bhi Congress ke liye khatarnak sabit hua.
06:59Saal 2019 me Haryana Vidhan Sabha chunaon mein BJP ne 90 seaton par umidwar utaare the.
07:0440 pe jeeti thi.
07:05Isbaar usne 89 seaton par umidwar utaare the.
07:08Congress ne 2019 me 90 me se 31 seaton par jeet hasil geti.
07:12Isi saal Lok Sabha ke chunaon me Haryana me Congress ko 43 fees di vote mile.
07:17Jabki BJP ko 46 fees di vote mile.
07:20Yani dono bade dalon ke beech mein vote ka antar bhiyat kam raha hai.
07:24Lok Sabha chunaon mein BJP ko rajya mein karipen 44 Vidhan Sabha seaton par sabse yada vote mile.
07:29Jabki Congress ko 42 Vidhan Sabha seaton mein Congress aage dikhayi thi.
07:33Is lihaas se dono dalon ke beech mein antar bhiyat kam tha aur bahut kaate ki ladai lada dikhayi de rahe thi.
07:3910 Lok Sabha seaton mein se 5 Bhajpa ke paas thi, 5 Congress ke paas thi.
07:43Aise mein maana jaa raha tha ki aane wala Vidhan Sabha chunaon jo abhi Gujraa hai,
07:48jisme Congress ki haar hui hai,
07:50waha par Congress ke liye jeet ke sunhare ausar the.
07:53Lok Sabha chunaon mein Dalit vote ka ek bada hissa Congress ke khaate mein gaya tha,
07:57lekin maujooda Vidhan Sabha chunaon mein yeh vote Congress se door jata hua dikha.
08:02Iske peeche Jat Samikrant sabse zyada zimmewaar hai.
08:05Pichle Vidhan Sabha chunaon ki mukabale,
08:07isbara Aam Aadmi Party ne bhi Haryana mein apne vote share mein izafa kiya hai.
08:11In sab ki wajah se bhi Congress ko tagda jhatka laga hai.
08:15Ab baat ka letein India gadbandhan ki, jis par sabse zyada baatein iss semein ho rahi hai.
08:20Lok Sabha chunaon mein jis trah India gadbandhan chunaon lada, gadbandhan mana karke chunaon lada,
08:26usko usko fayada mila.
08:28Congress ki seate badh gayi aur takreban 240 seate India block ke hisse mein aayi.
08:34Haryana ki rajneet ki wajah se India gadbandhan fail ho gaya hai,
08:39ab aisa kaha jaane laga hai.
08:41Kyunki jo India block itna mazboot tha,
08:43jisne BJP ko rok diya tha ek jegah pe,
08:46Haryana mein aakar ke yeh India gadbandhan khud ruk gaya.
08:50Aam Aadmi Party ka aroop hai ki Congress na gadbandhan ko lekar ke koi utsaad dikha rahi thi
08:54aur uska khamiajah usko bhagatna pada.
08:56Doosri taraf Jammu Kashmir mein jahan Congress kamzor bhoom ka mere hi,
09:00usne National Conference ke saath gadbandhan kiya aur Sarkaar mein baitne ko taya.
09:04Jammu Kashmir Vidhan Sabha chunaon mein Congress ka pradarshan behad kharab raha hai,
09:08lekin fayada bharpoor mil raha hai.
09:1132 seato par Congress chunaon ladti hai Jammu Kashmir mein aur kewal 6 seate jeetti hai,
09:15lekin Sarkaar mein baithegi hai.
09:17Aise mein aap India gadbandhan ke members bhi kahna shuru kar chuke hain,
09:21jahaan Congress kamzor hoti hai, wahaan gadbandhan karti hai,
09:25aur jahaan mazboot hoti hai, to wahaan regional parties ko ghaas tak nahi daalti.
09:29Madhya Pradesh ke bite Vidhan Sabha chunaon se bhi isko samjhaya sakta hai,
09:32jahaan Congress ne Samajwadi Party se baat tak karna theek nahi samjha.
09:37Haryana mein bhi Aam Aadmi Party ko gadbandhan se door rakha gaya.
09:40Aap Aam Aadmi Party aur Uddhav Thackeray wali Shiv Sena ke neta bhi kaha raha hai,
09:44ki Delhi aur Maharashtra ke chunaon me unhe naye serious se sochna padega.
09:48Sanjay Raut ne kaha ki Congress agar Samajwadi Party, Aam Aadmi Party
09:52ya aur choti parties ke saath gadbandhan ki hoti to natije kuch aur ho sakte the.
09:57Bhajpa ne jis tari se chunaon vada waha kaabile tarif hai,
10:01ye Sanjay Raut ne kaha hai.
10:02Bhajpa haari hui ladai jeet gayi.
10:05Ye ek bahot bada bayaan hai, ek viroti party ki neta ki taarab se.
10:08Aam Aadmi Party ke Rajsabha Sansad Sanjay Singh ne press conference karke kaha hai,
10:12ki beete Lok Sabha chunaon ke dauraan Haryana me India gadbandhan ko 47 fees di vote mile.
10:18Humne to kaha tha ki Vidhan Sabha chunaon me bhi hum gadbandhan karke saath me ladenge.
10:23Gadbandhan hota to Haryana me ye halat na hote.
10:26Sanjay Singh ne kaha ki Haryana Vidhan Sabha chunaon ke natijo se
10:29Congress ko sabak lene ki ab zarurat hai.
10:32Congress hume kuch bhi nahi samajhti.
10:35Suniye Sanjay Singh ne kya kaha hai.
10:37Agar aap gadbandhan ki baat kar rahe hain to khuli tasveer ki tarah saamne dikh raha hai.
10:42Bhai aapne Lok Sabha ke chunaon me gadbandhan kiya.
10:46Aapko mile 47% vote India gadbandhan ko.
10:50Usi Haryana me.
10:5247% vote.
10:57Aapne Vidhan Sabha ke chunaon me,
11:00Mukhe Mantri to Congress ka banna tha.
11:03Sarkar Congress ki banni thi.
11:06Hum log keh rahe the gadbandhan karlo, gadbandhan karlo, gadbandhan karlo.
11:11Gadbandhan nahi kiya.
11:13Ab iske baare me Congress party se poochiye.
11:16Unhone kyu nahi kiya.
11:18Ab unke bahot saare bayan, unke netaon ke social media pe viral ho rahe hain.
11:23Humko kuch samaste hi nahi the.
11:25Haryana Vidhan Sabha chunaon me haar ke baat Congress ki Uttar Pradesh me bhi
11:29badi faziat ho rahi hai. Usko ek bada jhatka laga hai.
11:32Sabha ne Haryana chunaon ke parinaam ke agle din hi,
11:35Uttar Pradesh me hone wale upchunaon me se,
11:3810 me se 6 sito par pratyashiyon ke naam ki ghoshna kar diya hai.
11:42India gadbandhan ka mahtupur ghatak,
11:44samajwadi party ke duara upchunaon me ghoshit kiye ge 6 pratyashiyon ke naam ke baat,
11:49ab Congress sakte me hain.
11:51Congress ko lagta hai ki yahan bhi baatjeet honi chahiye thi.
11:54Congress ke Pradesh Shabdak Ajay Rai ne kaha,
11:56ki hum is maamle me apne shirsh nirtrit se baat karenge.
11:59Hum 5 sito par chunaon ladne ka faisla kar chuke hain aur uske tyari kar rahe hain.
12:03Yaani Uttar Pradesh me bhi ab,
12:05samajwadi party se India gadbandhan ki ladhai shuru ho rahi hai.
12:09Khatpat shuru ho rahi hai Congress aur samajwadi party ke bej me.
12:12Kyunki yaha par samajwadi party mazboot hai,
12:15aur Congress ko uske zarod hai.
12:17Lekin Congress,
12:18soshti hai ki usko zyada sito par chunaon ladha,
12:21ladhaye jaye pratyashiyon ko to behtar hoga.
12:23To baat wahi hai,
12:25ki ab India gadbandhan ke liye rahe itni aasaan nahi hain.
12:28Rajiyon ki politics me shayad hi India gadbandhan safal sabit ho.
12:32Kyunki har rajiyon me regional party ki apni ahimiyat hai,
12:35aur zyadaatar rajiyon me wo Congress se waha mazboot hai.
12:38Aise me jab Congress bina gadbandhan ke chunaon ladne ka faisla kar sakti hai,
12:42to Delhi me aap, aur Maharashtra me, aur Paschim Mangal me,
12:46waha ki parties aesa kyon nahi karenge.
12:48India gadbandhan me food padti bhi dikhai de rahi hai.
12:51Is beech me Rahul Gandhi ne ek post kiya hai.
12:54Saamne nahi aaye hain,
12:55ek post kiya hai.
12:56Aur kaha hai ki hum Haryana ke aap pratyashit natijon ka vishleshan kar rahe hain.
13:01Yani un cheezon ka hum vishleshan kar rahe hain,
13:04ki humko nuksaan kaha hua, chook kaha ho gayi,
13:07nirna lene me kya dikhat ho gayi,
13:09kya rajya aur kendra ke beech,
13:11yani kendri netirth,
13:12aur rajya ka jo party ka netirth hai,
13:14uske beech me kya samasya rahi hai.
13:16India gadbandhan ko bhi,
13:17naye sirye se,
13:19aap samhal karke aage le jane ki zarod hai.
13:21Kyunki aage aane wale waqt me,
13:23Maharashtra me chunaon hone hain,
13:24Delhi me chunaon hone hain,
13:25aur rajyon me bhi Vidhan Sabha ke chunaon hone hain.
13:28Jahan par,
13:29rajyon ki politics me mazbooti se baithi,
13:31wahan ki regional party yaan bhi chahengi,
13:33ki upper hand par wo rahe hain,
13:35aur Congress kahin peechhe rahe hain.
13:37Lekin Congress ke is ravaiyon ko dekhte huye,
13:40ki jahan par wo mazboot hoti hai,
13:42wo gadbandhan ke sadasyon se baat nahi karti hai,
13:45gadbandhan nahi karti hai,
13:47to aise me,
13:48ab un parties ko bhi sochana pad raha hai,
13:51jo apne apne rajyon me mazboot hain,
13:53aur wahan chunaon hone wala hai.
13:54To aise me,
13:55Congress ke saamne,
13:56ek bada dharam sankat hai,
13:57aur bada sankat,
13:58India block ke saamne bhi aagaya hai.
14:00To aaj ke big news me,
14:02itna hi.
14:03Hamara evisualation aapko kaisa laga?
14:05Humme comment karke zarur batayiye,
14:07aur dekhte rahiye,
14:08Daily Life.

Recommended