रामलीला : राम पहुंचे जनकपुरी, मंच पर नजर आए दिग्गज कलाकर

  • 2 days ago
दिल्ली के लवकुश रामलीला कमेटी ने भव्य राम लीला का मंचन किया. इसमें कई जाने माने कलाकारों ने रामायण के किरदारों की दमदार प्रस्तुती दी.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Gurudev, yeh kaisa anshari hai, is vishal varu ghumi mein yeh vishal shila padi hui hai,
00:22isse dekh kar mere mani mein shanka utman ho rahi hai, Gurudev.
00:29Kripaya iska samadhan ki jiye.
00:32Gautam nari shraap vasudev
00:37Dhuni ghuni kathora
00:41Hare bhuvan dhuni ghuni kathora
00:46Hare bhuvan dhuni ghuni kathora
00:52Kapati Ram Chandra Bhagwan ki Jai
01:22Meri putri Sita ne usse ek staan se uthakar doosre staan rakh diya.
01:37Us din mene yeh prand diya.
01:40Jo is divya dhanus ki jivya chadhaega,
01:43Wahi meri putri ka var kehlaega.
01:47Oh!
01:53Mere aradhi guru shankar, unki priya dhanus ke liye?
02:02Mere aradhi guru shankar ke dhanus ki yeh durdasa,
02:07Meri maa Parvati,
02:11Jo naag ki kechuli mein lapet kar rakha karti thi,
02:17Unki yeh durdasa,
02:21Oh chhatri naresh janak, jaldi batla,
02:25Yeh dhanwa kisne toda hai?
02:29Is bhare swayambar mein kisne Sita se naata joda hai?
02:37Jaldi batla, yeh dhanwa kisne toda hai?
02:44Is bhare swayambar mein kisne Sita se naata joda hai?
02:51Atiyant shikhar batla, varna chhad bhar mein sab chaupat kar daalunga,
03:00Jitna prithvi par raaj tera,

Recommended