• 2 months ago
#pmshehbazsharif #unga #joebiden #headlines

SC annuls LHC verdict on Punjab election tribunals

Justice Munib withdraws from SC bench hearing Article 63-A review plea

Will Pakistan witness last solar eclipse of 2024?

SHC summons Mayor Karachi in BRT tree-cutting case

Punjab to ‘purchase’ luxury vehicles for PML-N parliamentary secretaries

Sindh reduces fees for filming, photography at tourist sites

Toshakhana-II case: PTI founder, Bushra Bibi’s bail plea rejected

Petrol, diesel prices for October 2024 announced

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Married, married karte ho, adhliya mein married kya hai, married dekhen mujhe apne nana ko
00:06insaaf dilane mein 50 saal lage, aayini adalat na guzeer hai, maazzat ke saath isbaar kaale
00:11court ki dhamke mein nahi aana, Bilawal Bhutto ka Quetta mein khatab, kaha apne Mansoor ki
00:16buniyat pe raan insaazi karne chah rahe hain, Maulana Fazl-e-Iman ke saath ittifa qirai
00:20banta hai, toh hukumat se baat karenge.
00:30Wazir-e-Azam ka General Assembly se khitab, Shehbaz Sharif sabse zyada baar dekhe jane
00:35wale aalimi rahnuma ban gaye, Aqwam-e-Mutahida ke official YouTube channel par Wazir-e-Azam
00:39ke khitab ko 1,37,000 logon ne dekha, Shehbaz Sharif ka khitab Ameriqi Sadr Joe Biden se
00:45bhi zyada baar dekha gaya, Aqwam-e-Mutahida ke Idara-e-Center for Public Opinion Research
00:50ne aadad aur shumaar jaari kar diye.
00:52Aur siyasat, maeeshat, adalat se haam khabre, awan iqtadar ki sangoor, khushiyaan, baila,
01:01tab sahre aur taziye.
01:03Program khabar senior sahafi Mohammad Malik ke saath, dekhiye aaj raat 10 baj kar 3 minute
01:08par mehman honge Naib Wazir-e-Azam aur Wazir-e-Khaja-e-Saqta.
01:12Islamabad jalsa mein takreeron par hukumat ka action, PTI rahnumaon ke khilaf baghawat
01:18ka muqaddama darj karne ka faisla.
01:20Takreeron ke baad banaye gaye muqaddamaat mein naamzat logon ke khilaf kaarawahi hogi.
01:25Zabta Faujdari ki section 196 ke tahad hukumat darqaas jama karayegi.
01:30Iss section ke muqaddamaat naqabil-e-zamanat hote hain.
01:33Garaftari ke liye police ko warrant ki bhi zarurat nahi hoti.
01:36Wizaarat-e-Qanoon aur Wifaqi Prosecutor General ne paisle ki tausik kar di.
01:40Wifaqi kabina se maamle ki baazabta manzoori ke liye darqaas bhi kar di gayi.
01:44Thana Sanjani ke muqaddama mein Wazir-e-Ala Khyber Pakhtunkhwa Ali Ameen Gandapur,
01:48Opposition Leader Umar Ayub, Khalid Khursheed, Sheikh Mekka Sakram, Shoaib Shaheen,
01:53Sher Afzal Marwat aur Aamir Dogar samayat 50-60 afraad daamzad hai.
02:07Chief Justice ne senior tareen judge ke sarbarahi mein bench ki tajweez dekar khud sarbarahi sambhali.
02:13Philhal taree satin azristani case ki samaat karne wale bench ka hisa nahi bansakta.
02:17Meri maazarak ko case sunne se inkaar na samjha jaye.
02:20Bench mein adam maujoodgi ka galat matlab na liya jaye.
02:23Mera khat taree satin azristani case ki file ka hisa banaya jaye.
02:27Justice Muneeb Akhtar ka Registrar Supreme Court ko likha khat saamne aagaya.
02:31Likha senior judge ko Chief Justice ka khat kerda kushe ki muhim zyada lagi.
02:35Khat me Chief Justice ne apni taarif par zyada zor diya hai.
02:38Aham sawalat ke jawabat nahi.
02:40Apsos hai Chief Justice ne ayni sawalat ka jawab dene ke bajaye yeh tariqa apnaaya.
02:45Justice Muneeb ne likha paanch rukni bench judges committee mein tarmeemi ordinance ke taht tashkeel diya gaya.
02:5017 October 2023 se committee ki meetings huni lekin kabhi bench tashkeel nahi diya gaya.
02:5518 July 2024 ko Satarvej last me achanak committee agenda mein bench ka maamla aaya.
03:01Bench ki tashkeel-e-nau jis tarah ki gayi uski wajuha dhakhi chhupi nahi.
03:06Bench ke maamle par gaur hona chahiye.
03:10Chief Justice ne Justice Muneeb ka registrar ko khat adalat me padkar sunaya.
03:21Jisme kaha gaya khat ko nazrissani case ke record ka hisa banaya jaye.
03:25Chief Justice Ghazi Faizeesa ne khat ko record ka hisa banane se inkar karte hui remarks diye.
03:30Aise khat ko adalati record ka hisa banane ki riwayat nahi hai.
03:34Kisi judge par kisi muqaddime ki samaat ke liye zor nahi diya jaa sakta.
03:38Justice Muneeb Akhtar kehte hain unke khat ko samaat se maazrat na samjha jaye.
03:43Bench se alag hona ho to adalat me aakar bataya jaata hai.
03:46Koshish karenge Justice Muneeb Akhtar bench me shamil ho.
03:49Wo razi na huye to naya bench samaat karega.
03:52Barrister Ali Zafar ne bhi bench ki tashkeel par aitraaz kiya.
03:56Samaat kal tak multabi.
03:58Article 63 ki tashree ka faisla likne wale judge ke bagayr nazrissani darkhas nahi suni jaa sakti.
04:04PTI Rehnuma Barrister Ali Zafar kehte hain
04:073 ke bajaye 2 Rukmini judges committee ne 63 nazrissani darkhas ke liye bench tashkeel diya
04:12jo durst nahi.
04:13Supreme Court ko is bade aayini baharan par faisla karna hoga
04:16ya phir naye ordinance ki zarurat hogi.
04:22Election Commission ki appeal manzoor.
04:24Supreme Court ne Election Tribunals ki tashkeel se mutaalib
04:27Lahore High Court ka faisla kaaladam tarar de diya.
04:29Faisle me kaha gaya High Court ke judge ne Chief Election Commissioner aur Chief Justice ki mulaqat na hona
04:35madde nazar nahi rakha.
04:36Tanaza jab aayini idare se mutaalik ho to muhtaat rawayya apnana chahiye.
04:40Lahore High Court ka faisla bataur adalati nazir kisi forum par pesh nahi kiya jaa sakta.
04:46Justice Jamal Maddukhil ne izafi note me likha
04:49Mukarnana ne Election Commission ko judges ka panel maangne aur intakhab ka ikhtiyar nahi diya.
04:56Tosha Kana 2 reference ne Bani PTI aur Ahliya ki darkhas se zamanat kharaj
05:00dono mulziman par 2 October ko fard-e-jurm aayit ki jayegi.
05:04Khususi Adalat ke judge Shahrukh Arjuman ne darkhas se zamanat par samaat ki
05:08Bani PTI aur Bushra Bibi ko kamra-e-adalat me pesh kiya gaya.
05:13Ghair jamhoori tariqah se aaye hua logon ne aayin ko tabah kar diya.
05:17Tashaddud hamara waqt zaya kar sakta hai, maqsat tabdi nahi kar sakta.
05:21Hame jahan jalsa ka hukum milega, jalsa karenge.
05:24Wazir-e-Aala Khyber Pakhton Khawali Amin Gandapur kehte hain
05:27Wazir-e-Aala hun, apne wasaail istimal karunga.
05:30Punjab polis ko warning de raha hun, kisi ka ghalat hukum na maane.
05:34Nigraan daur-e-hukumat me polis se wo kaam kar aaye gaye,
05:37jo wo nahi karna chahti thi.
05:39Wazir-e-Tilat Punjab Azma Bukhari ne taha,
05:41Ali Amin Gandapur federation ko nukhsan pohncha rahe hain.
05:44Khyber Pakhton Khawali ba mukabla Punjab, ye nahi hon sakta.
05:48KP me dehshatgardi ki aag lagi hai, aur Neeru baansuri baja raha hai.
05:53PTI dehshatgard jamaat hai.
05:55Riyasat aur idaron ko koi faisla kar lena chahiye.
06:01Wifaq ne Sailab Mutasareen ki rakam apni jeb me rakhi.
06:06Balochistan ke saath sautelon jaisa sulu kiya jaa raha hai.
06:09Bilawal Bhutto ka Quetta me Sailab Mutasareen me imdaadi cheque taksim karne ki takreeb se khitab.
06:14Kaha Sailab Mutasareen ke naam par World Bank se milne wale 400 million dollar,
06:19Wifaq ne apni jeb me rakh liye.
06:21Agli baar aisa na ho Sailab aaye,
06:23koi Wazir-e-Kharja aur Wazir-e-Azam jaye, to maazi ka record dekha jaye.
06:27Yeh rawaya raha to koi hume imdaad nahi dega.
06:30Wo mujhe poochenge ki kya apne apna wada poora kiya?
06:33Maazarat ki saath kehta hu.
06:35Humara maazi ka record itna acha nahi raha.
06:37Subahi aur Wifaqi hukumat Sailab Mutasareen ke masaal ko sanjeeda le.
06:412022 se Wifaq ne ek ghar bhi nahi banaya.
06:44Aap ye paisa fori Sailab Mutasareen ko pohncha aaye.
06:51Koi hume dafan nahi kar saka, hum kisi ko dafan nahi kar sakte.
06:55Arab patiyon ki jamhooriyah chal sakti hai na deliver kar sakti hai.
06:59Muslim League Noon ke rahnama Fadja Saad Rafiq ka takreeb se khitab.
07:02Kaha, siyasi jamaaton ko darbari aur khushamadi chahiye,
07:05siyasi karkun nahi.
07:07Koi siyasi jamaat apne dastoor par amal karne ko tayyar nahi.
07:10Apni qayadat ki izzat karein, pooja na karein.
07:13Siyasi jamaatain baariyan le rahi hain.
07:15Balochistan aatish fishan bana hua hain,
07:18is par koi baat karne ko tayyar nahi.
07:20Khyber Pakhtunkhwa mein wo kuwatin zor pakad rahi hain,
07:23jin ka aayin par yateen hi nahi hai.
07:28Lahore mein dharne par Jamaat-e-Islami ki rahnamao par
07:31parcha kat gaya,
07:32haq do awam ko dharna Adha 544 ki khilaf warzi par
07:35Amir Jamaat-e-Islami Hafiz Naeem-ur-Rehman,
07:37Liaqat Baloch, Ahmed Salman Baloch samayat 9 rahnama namzat.
07:41Police ka kehna hai,
07:42road block hone se awam ko mushkilat ka saam na karna pada.
07:45Income tax ghoshwaare jama karane ki aakhari taarikh,
07:54FBR ka system bhat gaya.
07:56Markazi Tanzeem-e-Tajaran Pakistan ka income tax return ki
07:59aakhari taarikh mein 30 din ki tausi ka mutalba.
08:02Kaha income tax jama karane mein,
08:04technique ki mushkilat aur online system ki kharabi ka saamna hai.
08:07Rawalpindi-Islamabad Tax Bar ka bhi tax return jama karwane ki
08:11taarikh mein 31 October tak tausi ka mutalba.
08:14FBR ka income tax ghoshwaare jama karane ki
08:17aakhari taarikh mein tausi par ghaur.
08:19Zaraay ka kehna hai,
08:20Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif,
08:22aaj online manzoori de sakte hain.
08:2677 saal chhote kaarobar walon ko ahniyat nahin di gayi.
08:29Log kaarobar chalayenge ya masayil mein ghire rahenge.
08:32Governor Singh Kamran Tesori kehte hain,
08:34apna kaarobar aur mehnat karne walon ke masayil ko hal karna hai.
08:38Governor Kaal-e-Aqtabad Furniture market ka daura,
08:41tajiron ke masayil sunen.
08:45Israel ki pehli baar,
08:46Labnaan ke daar-ul-hukumat,
08:47Beirut ke qalb mein,
08:48asliha dipu par bombari,
08:50Popular Front of Palestine ke teen senior ehnauma shaheed,
08:5324 ghanto mein Labnaan par hamlo mein shaheed hone walon ki taadaad 105 ho gayi.
08:58Israel ne Beirut,
08:59Wadi-e-Baqa,
09:00aur Ain-ul-Dalb samayat,
09:02digar elakon ko nishana banaya.
09:04Wadi-e-Baqa mein,
09:05Wadi-e-Baqa mein,
09:06ek hi khandaan ke 17 afraad ne jaam-e-shahadat tosh kiya.
09:09Israeli hamlo ke jawab mein,
09:10Hezbollah ne Israel par rocket barsaaye.
09:12Iraq se bhi Israel par drone hamla kiya gaya.
09:15Israel ki dhitai,
09:16Labnaan par hamlo jaari rakne ka ailaan,
09:18Nitin Yahu ne kaha,
09:19jo Israel par hamla karega,
09:21usse nishana banayenge.
09:22Maqasid ke husool ke liye,
09:24Hassan Nasrullah ka khatma zaruri tha.
09:26Iran ne hamla kiya,
09:27toh faisla kun jawab denge.
09:30Israeli fauj ki Ghaza ke mukhtarif hilakon mein,
09:32wahshiyana bombari,
09:33mazeed 28 falastini shaheed.
09:35Israeli fazaiya ki school mein qaim,
09:37muhajireen campar bombari mein,
09:394 falastini shaheed,
09:40mutaadit zakhmi hua.
09:42Jabalia aur Nasirat campar hamlo mein,
09:443 falastini shaheed hua.
09:45Chuhada ki majmooi taadaad,
09:4741,595 ho gayi.
09:49Maghribi kinare se,
09:5017 falastini naujawan gareftaar.
09:54Jail ke saamne se,
09:55shehri ko uthane ke khilaf,
09:56Peshawar High Court mein,
09:57case ki samaat,
09:58talabi par,
09:59Wazir-e-Aala Ali Ameen Gandapur pesh hua.
10:02Chief Justice ne kaha,
10:03Wazir-e-Aala sahab,
10:04zamaanat ke baa wajood,
10:05logon ko uthaya jaata hai.
10:07Aisa ek baar nahi,
10:08kayi baar hua hai.
10:09Adalat,
10:10Asad Qaisar case mein,
10:11karar de chuki,
10:12ke zamaanat milne ke baad,
10:13kisi ko nahi uthaya jaa sakta.
10:15Adalat ne,
10:16Wazir-e-Aala ke saamne,
10:17CCTV video bhi chalai.
10:19Advocate General ne kaha,
10:20Public Safety Commission mein,
10:21tarameen kar rahein hain,
10:22usse behtar bana rahein hain.
10:24Adalat ne,
10:25Advocate General ko,
10:262 hafte mein report pesh karne ki,
10:28Hidayat kar diye.
10:33Jang nahi aur dhobi tak aa gayi hai,
10:34toh isse tarkhi karne.
10:36Balochon ki khidmat ye hai,
10:37ki aap qaumi dhaare mein,
10:38siyasat karein.
10:39Jisne aslaha uthaya hai,
10:40usse waise hi nimtinge.
10:42Wazir-e-Aala Balochistan,
10:43Sarfaraz Bukti ki khud kush amla,
10:44tark karne wali,
10:45Adila Baloch ke Hamra Press Conference.
10:47Kaha hamari masoom bachiyon ko,
10:49istamaal kiya jaa raha hai.
10:51Ham apni bachiyon ko,
10:52qaumi dhaare mein,
10:53khushamdeet kahenge.
10:54Aap hamari talim yaafta,
10:55bachiyon ko dollars ke liye,
10:56jang ka indhan bana rahe hain.
11:00Pakistan ki aasare qadeema,
11:01aur tehzeebi wirse ka jashan,
11:03Institute of Strategic Studies,
11:05Islamabad ke tahad,
11:06Bain-ul-Aqwami Conference,
11:07tarikhdaano, muhaqteqeen,
11:09aur scholars ne,
11:10Pakistan ke tariqhi maqamat ki,
11:12ahniyat ka ahata karte hui,
11:14tehzeebi meeraas,
11:15aur aalami saqafati,
11:16manzarname par,
11:17uske asrat par guftabu ki.
11:19Director General,
11:20Archaeology,
11:21Teksela Museum,
11:22Anjum Javed ne kaha,
11:23Pakistan ka wirsa,
11:24Misr,
11:25aur deegar mulkun se zyada,
11:26ahniyat rakhta hai.
11:27Professor Dr. Ruth Young,
11:28ne kaha,
11:29Budhmat wirse ke hawale se,
11:30Pakistan me chhe aise maqamat hain,
11:32jinki yeh qadeem,
11:33tariqhi ahniyat hai.
11:35Mushahid Hussain Syed ka kehna tha,
11:37hame Pakistan ke,
11:38mazpat tashakhus ko,
11:39ujagar karne ke saath saath,
11:40saqafat,
11:41aur wirse ko,
11:42farookh dena hoki.
11:50Lahore High Court,
11:51ne Faculty Deans ki,
11:52takarori ki ahliyat ke liye,
11:53Governor Punjab ka,
11:54circular kaaladam,
11:55karar de diya.
11:56Adalat ne kaha,
11:57Governor Punjab ka,
11:58jaari notification,
11:59kanoon ke baraqs hai.
12:00Har University ka,
12:01apna Act hota hai,
12:02jiske tehd,
12:03Vice-Chancellor,
12:04aur Deans ka takaror hota hai.
12:05Governor,
12:06as khud,
12:07koi tariqa-e-kaar,
12:08taikar ke Act me,
12:09shamal karne ka,
12:10nahi keh sakte.
12:11Unke taikarda,
12:12tariqa-e-kaar ki,
12:13koi kanuni hasiyat nahi hai.
12:14Punjab Assembly me,
12:15PITUS Party ke,
12:16Parliamani Leader,
12:17Ali Haider Gilani ka kehna hai,
12:18Vice-Chancellor ki,
12:19takarori ka masala,
12:20Governor,
12:21aur Punjab hukumat,
12:22hal kar leti,
12:23toh acha hota.
12:24Muslim League noon,
12:25hum se door rehna,
12:26pasand karti hai,
12:27jiste ikhtalafat,
12:28peyda ho rahe hain.
12:29Sakhar aur Khairpur me,
12:30Talaba ka,
12:31MDCAT test me,
12:32bezabzagiyon ke khilaf,
12:33ehtijaj.
12:34Khairpur me,
12:35Qaumi Shahraaf par,
12:36ehtijaj ke baaiz,
12:37gaadiyon ke qatare lag gayi.
12:38Muzahireen ne kaha,
12:39paper,
12:40waqt se pehle,
12:41out hua.
12:42Seetein,
12:43paison ke awaz,
12:4910 lakh rupay me,
12:50entry test ka paper,
12:51leak kiya gaya.
12:57BRT ki tamirat par,
12:58darak kaatne ke khilaf case,
13:00Indihai court ne,
13:01Mayor Karachi aur,
13:02Secretary Transport ko,
13:03talab kar liya.
13:04Justice Amjad Sethu ne,
13:05remarks bhiye,
13:06tamaam zammedaari,
13:07Mayor Karachi ki hai.
13:08Wo sarbara hai.
13:09Secretary,
13:10Mehkmar Janglaat ne,
13:11Adalat ko bataya,
13:12Sheher ki andar,
13:13darakhton ki zammedaai,
13:14KMC ki hai.
13:15Mehkmar Janglaat ki,
13:16hudud Sheher ke bahar se,
13:17kuchh churu hoti hai.
13:27Sindh High Court ne,
13:28Dr. Shahnawaz,
13:29qatal case me,
13:30namzat mulzimaan ke naam,
13:31ECL me dalne ka hukam de liya.
13:33Mulzimaan me,
13:34sabik DIG Javed Jaskani,
13:35SSP Asad Ali,
13:36SSP Asif Raza,
13:37shamil hai.
13:43Alumi,
13:44mazhabi scholar,
13:45Dr. Zakir Naik,
13:47Wazir-e-Azam Youth Programme ke,
13:48Chairman,
13:49Rana Mashood,
13:50aur Additional Secretary,
13:51Wizarat-e-Mazhabi Umoor,
13:52Dr. Atta-ur-Rehman ne,
13:53istiqbal kiya.
13:54Dr. Zakir Naik,
13:55Islamabad,
13:56Karachi,
13:57aur Lahore me,
13:58awami istimaaat se khitab karenge.
14:01Bharat ne,
14:02istadharati hukam ke zariye,
14:03Kashmiriyon ko,
14:04unki hi zameen par muhajir bana diya.
14:06Hurriyat Rahnuma-e-Yaseen Malik ki ehliya,
14:08Mishal Malik kehti hai,
14:09aap maqbooz-e-Kashmir me,
14:10maqbooz-e-Kashmir me,
14:11intakha baat karwaye jaa rahe hain,
14:12jiske liye,
14:1350 lakh Bharatiyon ko,
14:14domicile jaari kiye gaye.
14:16Hindu aksariyat me,
14:17aur Kashmiri yaqliyat me,
14:18tabdeel ho jaayenge.
14:20Hurriyat Qayyadat,
14:21Jailo me hai.
14:25Fan Theorist Champion,
14:26One Day Cup ki pehli champion,
14:27team ban gayi,
14:28final me,
14:29Mark Horse ko,
14:305 wicket se shikast di.
14:31Faisalabad ki,
14:32Iqbal Stadium me,
14:33event ka final,
14:34yak tarpa raha.
14:35Mark Horse sirf,
14:36122 runs par dher ho gaye.
14:37Shahdaab 11 ne,
14:38123 runs ka hadaf,
14:39ba aasani,
14:4018e over me haasal kiya.
14:42Event ke tamam match,
14:43eSports ne,
14:44baraahe raas dikhaye.
14:49Jeeta hua match haarna,
14:50koi Junubi Afrika se seekhe.
14:51Abu Dhabi me,
14:52Ireland ne,
14:53tarikh rakam kar di.
14:54Pehli baar,
14:55Junubi Afrika ko,
14:56T20 International me,
14:57shikast de di.
14:58Do bhai,
14:59Proteus ki,
15:00poori team par bhaari pade.
15:01Ross Adair,
15:02century score karke,
15:03doosre bhai,
15:04Mark Adair ne,
15:054 wicketein udayin.
15:06196 runs ke taaqib me,
15:07Proteus ko,
15:0812 gindon par,
15:0923 runs darkar the.
15:10Mark Adair ne,
15:11ek hi over me,
15:123 wicketein uday kar,
15:13match ka paansa palad diya.
15:1412 gindon par,
15:15Junubi Afrika ke,
15:165 khiladi out hua,
15:17aur Ireland,
15:18match jeet gaya.
15:24Patrili zameen,
15:25reth ke maidaan,
15:26aur pahaadi raaste.
15:27Gaurak hill ke daman me,
15:28pehli martaba,
15:29off-road bike rally ka inaqaat,
15:31mulk bhar se racers action me,
15:33Hawa team bikers bhi,
15:34hissa le rahi hain.
15:35Champion ka faisla,
15:36khal hoga.
15:38English Premier League me,
15:39Sansani phase mukabre jaari.
15:41Tottenham Hotspur ne,
15:42Manchester United ko,
15:433-0 se shikas de di.
15:45Aston Villa aur Ipswich ke,
15:46darmian match,
15:472-2 goal se barabar.
15:49Spanish League,
15:50La Liga me,
15:51Real Madrid aur Atletico Madrid ke,
15:52darmian match,
15:531-1 goal se barabar raha.
15:58Karachi Arts Council me,
15:59World Cultural Festival,
16:00Puri Aabotab se jaari,
16:02Dance for Peace me,
16:03street dancers ki,
16:04zabardast performance ne,
16:05logon ke dil jeet liye.
16:07Pakistan ke ilawa,
16:08Kosovo, Rwanda,
16:09Junubi Africa,
16:10Congo aur Nepali,
16:11Pankaro ne perform kiya.
16:13Guhair mulki Pankaro ne,
16:14comedy aur tragedy,
16:15theatre,
16:16waiting for train,
16:17aur Generation 25 me,
16:19besareen performance ka,
16:20muzahirah kiya.

Recommended