King 2 official trailer

  • 2 days ago
King 2 òfficial trailer
Transcript
00:00Bollywood ke sabse chahite star Govinda, jisne sabko hasaya, gudgud aaya, jiski comic
00:22timing ne sabko hairaan kar kar rakh diya, ab wo jald hi ek baar phir bade parde par apna
00:27biggest comeback karne ke liye tayyaar hai.
00:30Ji haan dosto, superstar Govinda, jinhone ek se badhkar ek blockbuster filmon ko diya,
00:36jisme Hero no.
00:371, Kuli no.
00:381 aur Partner jaisi iconic filme shamil hain, lekin dosto, film partner ke baad Govinda
00:43ka filmy career ekdum se down ho gaya.
00:46Govinda ne film industry ko chhod kar politics me apna haath aazmaya aur unhone hamesha ke
00:51liye filmy duniya se apna rukh mord liya, lekin haal hi me Govinda ne ek kaafi bada
00:55update share kiya hai.
00:57Govinda ne kaha ki vah jald hi Bollywood me apna ek shaandar comeback karege, unki teen
01:01movies hain, jin par vah kaafi mehnat se kam kar rahe hain.
01:05Govinda ne kaha hai ki bo Bollywood me comeback karne ke liye kaafi mehnat kar rahe hain,
01:10aur unki aane wali movie bhi kaafi damdaar hogi, jisme hum unhe ek baar phir se usi andaaz
01:15me dekh paayenge, jisme log unhe dekhna pasand karte hain.
01:19Lekin dosto, abhi Govinda ne yeh khulasa nahi kiya hai ki unki aane wali filmon ka naam
01:24kya hoga, aur vah kis tarah ki filme hogi.
01:27Lekin fans unke comeback ki khabar sunte hi unki aane wali movie kaafi zyada besabri se
01:32intazaar kar rahe hain, ab dekhna hoga ki Govinda apni aane wali filmon se Bollywood
01:37me ek baar phir apna comeback kar paayenge ya nahi.
01:40Waise dosto, aapko kya lagta hai?
01:43Govinda ki upcoming film Box Office par kaisa kamal karegi?
01:47Apni raaye hume comment section me zarur batayen.