• 3 months ago
Thanks for easy harmonium

Category

🎵
Music
Transcript
00:00Assalam-o-Alaikum Doston, Easy Harmonium Guide ke ek aur lecture mein aapko khushamdeed
00:13kehata hu.
00:14Easy Harmonium course ki baqaida, jo course humne shuruk kiya hai uski yeh second video
00:18hai.
00:19Agar aapne first video nahi dekhi jo course overview hai, toh main pin comment mein uski
00:25link de deta hu.
00:26Usko zarur check kijega.
00:27Aur aaj ki iss video mein main aapko guide karne wala hu ki aapko kis tarah ka harmonium
00:33lena chahiye.
00:34Toh aaye shuru karte hain.
00:35Toh doston, harmonium lene se pehle aapko yeh tekarna padega ki aap harmonium kis istamaal
00:51ke liye le rahe hain.
00:52Aap sirf harmonium riyaz ke liye istamaal karna chahate hain, ya aap recordings karte
00:58hain, ya aap events karte hain, toh ya karna chahate hain, toh kis kaam ke liye aapko harmonium
01:05lena chahiye.
01:06Sabse pehle yeh tekarna hoga aapko aur isme jo sabse pehli category hai, wo hai regular
01:12ya phir portable.
01:13Toh doston, jo regular harmonium hota hai, wo fix hota hai, yaani usko aap kahin lane
01:22le jane me thoda sa masla hota hai, yaani uske liye aapko carrying bag chahiye, agar
01:27aap usko yaha se waha le jana chahate hain, toh uske liye carrying bag hona chahiye, jisme
01:33aap usko pack karenge aur le kar jayenge.
01:35Aur uske barak, hum portable harmonium dekhen, toh jis tarah mere paas pehle harmonium jo
01:41aapko meri video me nazar ata raha hoga, toh wo jo hai, wo regular harmonium tha, yaani
01:46fix tha.
01:47Aur ab jo harmonium hai mere paas, wo portable harmonium hai, yaani ke main events bhi karta
01:52hu aur recordings bhi aur yaha waha safar ke taur par aana jana hota hai, toh isliye
01:57mene jo hai yeh portable harmonium liya hai, toh agar aap bhi isi tarah chahate hain, ke
02:04aap kisi dost ke saath mil ke rehaas karna chahate hain, ya aap safar karte hain, yaha
02:10se waha harmonium le jana chahate hain, toh uske liye portable bass rehega, kyunke portable
02:14iske andar chala jata hai, aur yeh bilkul pack ho jata hai, aur iska jo kada hota hai,
02:20uski madad se aap kahin bhi isko care kar sakte hain, toh us hawale se yeh portable best
02:25hai, lekin agar aap rehaas ki hattak lena chahate hain, aap ghar bet kar rehaas karna
02:29chahate hain, aur uspe event bhi kar sakte hain, recording bhi kar sakte hain, wo jo
02:34hai bass karta hai aapki quality par, kis quality ka aapke paas harmonium hai, toh usme
02:40aap regular bhi le sakte hain, agar hum dono ki prices ki baat karein, toh regular harmonium
02:45jo hai, wo 16 se shuru hokar 40, 50 tak chala jata hai, aur wo quality wise hota hai, aur
02:52agar hum portable ki baat karein, toh wo 40, 50, 60 se above hota hai, is waqt Pakistan
02:59mein, toh aap take kar lein, ke aapko in dono mein se, kaunsa harmonium sabse pehle behtar
03:05lagta hai, doston ab baat karte hain, second point ki, jo ke hai, scale to scale, toh
03:10scale changer, ya regular, toh doston sabse pehle mein aapko regular ke baarein bataun,
03:15ke regular mein aap scale change nahi kar sakte hain, yaani kisi sur ko aap chahate hain,
03:21ke mein isko thoda sa shift kar doon, aur wahi sur in case te bachta rahein, toh wo
03:26aapka regular harmonium mein possible nahi hai, aur scale changer mein possible aapka
03:32ho sakta hai, yaani aap kisi ek scale mein jo hai, aapka haath bohot achcha chalta hai,
03:38aur ussi scale mein aap bachana pasand karte hain, toh scale changer best hai, lekin scale
03:44changer ka ek ye bhi nukhsan hai, ke phir aap jo hai wo, ussi scale tak mehdood reh jate
03:51hain, agar koi dost aapko apna harmonium normal wala dega, ke isme se mujhe flane scale mein
03:56koi song bajayen, toh wo aapke liye qadri mushkil hoga, toh main suggest karunga, ke
04:01scale changer na lein, aap regular lein, usme scale change nahi hota, keys fix hoti hain,
04:08toh aapko jis sur se bajana hai, ussi sur se aapko bajana padega, toh usme jo sur hai
04:13wo shift nahi hota, aur jahan tak ke reeds ki baat karein, toh scale changer high prices
04:19ke hain, mehenge hain, toh main suggest karunga, ke aap jo regular hain, jis tarah mera bhi
04:24ye wala regular hi hai, toh main bhi suggest karunga, ke aap bhi isi tarah ka regular lein,
04:29agar aapka dil chahata hai, ke aap scale changer lein, toh wo bhi le sakte hain.
04:33Doston, ab baat karte hain reeds ki, harmonium jo hai, maine aamuman dekhe, double reeds ke
04:38hote hain, aur suna hai single reeds ke bhi hote hain, lekin single reeds ke abhi tak
04:41koi harmonium meri nazar se nahi guzra, toh double reeds ke hote hain, triple reeds ke
04:45hote hain, aur fourth reeds ke hote hain, toh inmein, inke andar jab aap ye kholege harmonium,
04:51toh inmein reeds lagi hoti hain, single hoti hain, aur double hoti hain, aamuman jo hai,
04:57jo pichle harmonium mein thi, mere paas toh wo bhi double thi, usse ye hota hai, ke aap
05:01ke paas sur jo hai, wo double aate hain, yaani ek aawaz aapke paas sharp aata hai, aur ek
05:08bass mein aata hai, toh usse aap riyaz jo hai, wo achi tariqe se kar sakte hain, iske
05:13lauha triple reeds ke aate hain, four reeds ke aate hain, toh unmein quality aur meethi
05:19hoti hain, jab aap bajayenge, performance mein, recording mein, toh wo bahut acha legega,
05:24aur jahan tak rates aur price ki baat karein, toh double reeds ke toh aapko normal rate
05:30mein mil jayenge, lekin jab aap three ya four reeds ki demand karenge, toh wo kadre mahinge
05:35hain, toh ye aapar hai, ke aap kaunsa reeds ka harmonium lena chahate hain, toh dostum
05:42aap baat karte hain coupler ki, aur coupler jo hai, wo couple se nikla hua ek lauz hai,
05:47aur uska matlab hai, double, toh aap harmonium mein, agar double sur bajana chahate hain,
05:54toh koi low coupler hota hai, toh usmein aap jab keys bajayenge, toh uske saath hi,
06:00jo low scale ki keys hain, wo bhi bajti jayenge, aur kuch harmonium jo hai, wo high ke hote
06:06hain, toh high coupler hota hai, unmein, toh aap jab, beech ki keys, ya koi bhi keys bajayenge,
06:12toh upar ke saath unke sur bhajenge, toh us tarah ye, jo hai meetha hota hai, agar main
06:19isko single bhaja hu, toh aap isko zara gauhar ki jayega,
06:30toh ye is waqt main single bhaja raha hu, ab isko main double yaani coupler karta hu,
06:35toh double mein ye hai, ki neeje ki jab sur bhajanein, toh aawaz mein ek bass aata hai,
06:52aur bhari hui aawaz aati hai, toh aur coupler jo hai, amuman mehnge hote hain, lekin ki aawaz
06:56bahut meethi hai, toh ismein se bhi aap take kar lein, ki aapko normal chahiye, ya coupler
07:01chahiye, toh aap baat karte hain bellows ki, jo hawa ke pardhe hain bellows kehte hain,
07:08toh ye amuman single hote hain, aur double bhi hote hain, toh normal jo bhi harmonium
07:15mein hain, unmein aapko ye single ya double hi nazar aayenge, aur uske ilawa ye saath
07:22pardhe bhi hote hain, nau pardhe bhi hote hain, bellows hote hain, toh inka maqsid ye
07:26hai, ki ye aapko zyada hawa dete hain, yaani inko jab aap ek do baar inki bharengi, toh
07:31kaafi der tak inki hawa jo hai iske andar hogi, aur phir wo sur ki madad se nikalti rahegi,
07:37yaani ek do aap bellows denge, toh aap kuch der unko bhaja sakte hain, aur jo single hote
07:43hain, toh unko aapko baar baar baar baar dena padta hai, usmein se haath bhi thak jate hain,
07:47lekin akar aap beginner hain, seekh rahein, toh main toh suggest ye hi karunga, ki aap
07:52single or double bellows hote hain, wo le leyin, agar aapki range zyada hai, aap bada
07:56lena chahate hain, toh phir aap 7 ya 9 bellows ka bhi le sakte hain.
08:02Doston, ab iske suron ki baat karte hain, octave ki baat karte hain, toh kaafi harmonium
08:07jo hai, wo 3 octave ke hote hain, 3.5 octave ke hote hain, 2.5 octave ke hote hain, toh
08:12usmein aur bhi ismein varieties hain, jiddat aati jaari hai, bahot saari cheezein hain
08:17companies ki, toh usmein jo main aapko suggest karunga, ki wo 3.5, jo hai saade 3 ka, toh
08:24wo aap bjayenge, toh aapko upar ki range bhi mil jayegi, neeche ki range bhi mil jayegi,
08:29iske lawa market mein bahot saari variant iske available hain, toh wo bhi aap check
08:33kar sakte hain, ki aapko kis tarah ki gayaki pasand hai, kaun kaun se suron ke saath aap
08:39khelna chahate hain, toh us hawaale se aap iska size jo hai, wo select kar sakte hain.
08:44Toh doston aap baat karte hain, new ya used ki, toh agar aapke paas range achi hai, aap
08:50naya harmonium lena chahate hain, toh naya harmonium, aap mukhtalif shops hain, unmein
08:53aap visit karke le sakte hain, aur agar aap used lena chahate hain, toh mukhtalif websites
08:59hain, toh unki madad se aap used le sakte hain, aur shops bhi hain even, aur kuch log
09:04bejte bhi hain, toh pata karein ki locally aapko, kaun kaun, jo hai used harmonium lera,
09:10is video ke comments mein bhi aap bata sakte hain, agar aapke paas used harmonium hai,
09:14aur sale karna chahate hain, aur bahut saare log lena bhi chahate hain, toh is video ke
09:18through bhi used harmonium aap le sakte hain, comments bahut saare doston ke aa jayenge,
09:23toh umeed hai agar aap used harmonium lena chahate hain, toh wo aap le sakte hain.
09:28Toh doston aap baat karte hain, online ya personally, toh doston bahut saare dost mujh
09:35se puchte hain, ke kya hum harmonium online order karein, toh doston online ke saath masla
09:40yeh hota hai, ke aksar jo hai couriers wale, wo isko ahityaaz se nahi le pate, jiski wajah
09:46se harmonium damage ho jate hain, toh bahut saare packing bhi achi hoti hai, lekin uske
09:51baawajood bhi kahin na kahin se harmonium, jo hai wo damage ho jata hai, toh main personally
09:57jo hai, wo suggest aapko yehi karunga, ke aap shop par jahan par aapko harmonium lena
10:01hai, toh usko laazmi uske liye waqt nikaalein, aur shop ko visit karein, music studios ko
10:07visit karein, ya jo locally aapko bechna chah rahein, toh uske paas jayein, pehle ache se
10:12harmonium ko aap check karein, aur agar aap yeh saari points jo maine bataaye, un sab
10:18points ko aap check karein, aur phir personally, jo aapko cheez achi lagegi, wohi jo hai woh
10:23best hai, aur wo aap jab aap lenge, toh aapko khud bhi satisfy hogi, online mein aksar yeh
10:29hota hai, ke aapne kuch aur mangaya hai, aur aa kuch aur jata hai, toh main suggest
10:33yehi karunga, ke aap personally jayein, aur us harmonium ko check karein, toh dosto yehi
10:38kuch points the, buniyadi, jo harmonium kharit te waqt, aapko inko dekhna chahiye, aur umeed
10:46hai, yeh aapko points kargar sabit honge, ache lagenge, aur inko aap dekh bhi sakte hain
10:52dubara, aap aayen, jab harmonium lena ho, toh dubara is video ko dekhein, aur ek ek
10:57cheez ko aap note karein, jab aap lene ja rahe ho, toh uske baaj bhi hi, jo hai wo aap harmonium
11:04apne liye kharidein, toh dosto umeed hai, aapne is video mein kuch naya seekha hoga,
11:09mujhe comments mein zarur bataiyega, aur channel ko like, share kijega, agar aap naye hain,
11:15toh subscribe karege, logo bahut accha lagega, ab milte hain agli video mein, sabte ke liye,
11:21Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz,
11:24Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz,
11:26Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz, Allah hafiz,