तिरुपति मंदिर में लड्डू विवाद के बाद पूरे भारत में प्रसिद्ध मंदिरों में प्रसाद को लेकर जांच हो रही है. वहीं अब गाजियाबाद के दो मंदिरों में बाजार की मिठाई का भोग न लगाए जाने का निर्णय लगाया जाएगा.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Puriye Bandhu, Puriye Bhakto, Sabhi Bhakton ko Visesh Sochana.
00:07Agale Mangalvaar se Chopla Mandir pe koi bhi bazaar ka bithai mandir pe nahin chadayegi.
00:15Kisi bhi dukaan ki, kisi bhi ready wale ki woh jo Chopla Mandir pe nahin chadayegi.
00:21Aapko parchaaz chadana hai to ghar se sudh ladoo bana ke layiye, woh ladoo chadayegi.
00:27Yeh chana hai, gur hai, dhage wali misri hai, phal waghara hai, woh sab chadayenge mandir mein.
00:34Dudeshwar Nath Mandir mein visesh roop se, yeh jo hai apna Sabhi Bhakton se nived rahe hain
00:42ki Dudeshwar Nath Mandir mein, jo ghaadi poojan ke liye log aate hain,
00:46to woh chana aur dhaniya leke aaye.
00:48Dhaniya aur gur, dhaniya gur jo hain uska maato hota hai, aur nebu, nalir, shree phal.
00:54Yeh jo hai pooja mein laaye, mitai kisi parkaar ki nahin shukar hogi.
00:58Apne ghar se mitai laayenge, to woh hum log usko pooja karwaenge.
01:02Mandir mein bhi, saumwar se, jo agle saumwar se, kisi bhi parkaar ki koi mitai nahin chadayegi.
01:08Nalir hai, shree phal hai, phal hai, woh jo hai, panch mewa waghara hai.
01:13Panch mewa ko, mandir mein, Chopla Mandir mein bhi panch mewa chadayega, yahan bhi.
01:18Ab kisi bhi mandir mein, jo hai, Dudeshwar Mandir aur Chopla Mandir aur Devi Mandir mein,
01:22yahan par bajar ka mitai, wo abhi, jo hai, saumwar se aur yah mangalwar se,
01:28agle haqte se, sabse lago ho jayega.
01:30Yeh vishesh roop se, sabhi bhakton se, Agra hai. Har Har Mahadev.