शरीर ही ब्रह्माण्ड: यदा यदाहि धर्मस्य…
Category
🗞
NewsTranscript
00:00Namaskar, aaye aaj aapko sunaate hain Rajasthan Patrika ki Pradhan Sampadak Dr. Gulab Kothari
00:08ka Chareer Hi Brahmand Shrinkhla Mein Patrikayan Mein Prakashit Aaleg, diska shirshak hai Yada
00:14Yadahi Dharmasya.
00:15Beejam maam sarva-bhutanaam viddhi partha sanatanam, Ishwarah sarva-bhutanaam hritheshe
00:18arjun tishthati.
00:19Yada Yadahi Dharmasya, la nirbhavati bharata, abhyuthanam adharmasya tadatmanam srijammeham.
00:20Paritranaya nirbhavati bharata, abhyuthanam adharmasya tadatmanam srijammeham.
00:21Paritranaya nirbhavati bharata, abhyuthanam adharmasya tadatmanam srijammeham.
00:22Paritranaya sadhu naam, vinashaya cha dushritam dharma sansthapanarthaya sambhavami yugeve.
00:23Vahare krishnu, sampoon bhuta srishti ka beej hai.
00:24Kya koi vaidyanik swikar kar paayega ki sabhi 84 lakh yoniya ek hi beez se utpann hui hai.
00:25Surya ko bhi sampoon srishti ka pita kaha hai.
00:26Dono ek hi hue.
00:27Haan, Gita mein krishnu sushriya kaha hai.
00:28Surya ko bhi sampoon srishti ka pita kaha hai.
00:29Dono ek hi hue.
00:30Haan, Gita mein krishnu svayam ko avyay keh rahe hain.
00:41Paratpar ke saath avyay, akshay aur chal roop mein surya ban raha hai, jo srishti ka pratham
00:59shodashkal purush hai.
01:00Surya ka ardhansh amrit srishti se juda hai, tatha neeche ka aadha bhaag martya srishti
01:05se sambandh hai.
01:06Surya hi jagat ka aatma kehlata hai.
01:08Surya aatma jagatas tasthu shashtra.
01:10Tab prashna hota hai ki mata, har yoni ki bhinn kyu?
01:14Brahm to ek hi hai, kintu usse har yoni ke liye alag mata chahiye, taaki 84 lakh yoniyon
01:20ka nirmaan ho sake.
01:22Isi liye har yoni ki alag maa peyda ki jati hai.
01:26Mataon ka beech bhi to tu hi hai.
01:28Tu hi sabke huday mein betha hai.
01:30Tath srishtva tadevanu prabhishat.
01:32Ishwar srishti karke swayam uske bhitar pravisht ho jata hai.
01:36Tab kaun dev ya asur aisa hai jiske bhitar tu nahi betha.
01:40Hume geeta ko swayam ki bhitar lagu karke dekhna hoga.
01:44Anyatha krishna ka yeh updesh matri yudh kshetra mein king kartavya vimur arjun tak simit ho
01:50jayega.
01:51Is srishti se teesri shloka ka maram kya hua?
01:54Jab jab dharm ka raas hota hai, yeh raas isi sharir mein hota hai.
01:58Sharir mein dev, asur, pran vaise hi kaare karte hain jaise brahman mein.
02:02Tamas, gunwa, tamasik vrittiyon ki vritti hi sadhutva ka raas maana jata hai.
02:07Isi se dharm ka raas hota hai.
02:09Aisi isthiti mein sadh purushon ki raksha ke liye
02:12main krishna bhitar chetna ko jagat karta hu.
02:15Gati ke atma mein naye sire se satva gun ka prabhav hone lagta hai.
02:20Atma ki avaj par atma krandal ko sunkar main turandh prakat ho jata ho.
02:25Jaise Draupadi, Prahlal, Narsi Mehta, Gajendra Moksha aadi kathaon se spasht bhi ho raha hai.
02:31Vyakti swayam hi brahmand hai.
02:33Krishna ka udghoshi hai ki atma ek shan bhi bina karma kiye nahi reh sakta.
02:38Atma ke chaaron aur ka maya jaal bahot bada hai.
02:41Karmaon ke phal hai.
02:42Trigun ka parda bhi hai.
02:44Sharir, mann, butthi sabhi par.
02:46Abhidhyan mein paida hona hi aasuri chakravirupa ka aarambh hai.
02:50Samay ke saath anek naye avaran chadte jate hai.
02:53Naam, ling, jati, desh aadi.
02:55Aaj ke jeevan mein gyan ka prakat durlabh hai.
02:58Jo swayam ko gyani kehte hai.
03:00Unke sharir aur oj ko dekh kar bhitar ka aaklan kiya jaana sambhar hai.
03:04Bhitar mein jeevatma bhi hai aur parmatma bhi.
03:07Parmatma to drishta hai.
03:09Usse pal pal dikhai de raha hai.
03:11Kab jeevatma karma mein vyast hai.
03:13Kab dharma se chuth ho raha hai.
03:16Parmatma sadahi takta raha hai.
03:18Sota nahi hai.
03:20Jeevatma manushe sharir dharan krta hai.
03:22Tab iska sadhuk yog mukti saakshi roop mein hi saadhuk hota hai.
03:26Anya yoniyon mein purva janmon ka gyan bhi sahasta se nahi hota.
03:30Manav dehi ke rehte hi mukti ke prayas aasani se phalibhuth ho sakte hai.
03:35Aadha poori umr kyakti ke mann mein yaha chalta hi raha tha hai.
03:38Kabhi jap karta hai.
03:40Kabhi dhyan karta hai.
03:41Kabhi koi anushthan karta hai.
03:42Kabhi devtaon ko dhokta hai.
03:44Anek guruon ke chakkar mein bhatakta rehta hai.
03:46Ek aur uski mukti ki kaamna hai.
03:48Toh dusri aur ahankar hai.
03:50Draupadi ka kasht kya tha?
03:52Uska ahankar ki main hi dusshasan ko roop loongi.
03:55Ant mein jab haar gayi, tab krishna ko awaaz di.
03:58Raksha ke liye.
03:59Yaha antim kandan hi.
04:01Atma samarpan hai.
04:02Yahi dharma aur adharma ke mathiya vijay nildharan ka kshan hota hai.
04:06Yada yada hi dharma sthiyo roop mein.
04:08Ek kathan prachrit hai.
04:10Doosron ki jai se pehle khut ko jai karein.
04:13Yaha khud pratyek prani ka mann hi hai.
04:15Mann ki kendra mein kaamna hai.
04:17Kaamna begam ki atwa baadshahat ki.
04:20Baadshahat ke aage hi brahm hai.
04:22Ek ho hum.
04:23Begam ke neeche gulam aur maara ki ginti hai.
04:27Mann begam ko kendra mein rakh kar sahishta ke saath aage badhta hai.
04:31Begam hi vanprastha khadbar ban kar baadshahat saunkti hai.
04:35Wahi vairagya ka path banti hai.
04:37Yog ko bhog mein badalti hai.
04:39Indriya mann ko sarvendriya mann ki dwara mehen mann ki aur modane ka prayas karti hai.
04:44Yaha tak indriya mann juda rehta hai.
04:46Indriya vishiyon ko sarvendriya mann tak laati rehti hai.
04:50Ahankar hi buddhi ke dwara punra vritti ka aadesh pradhta hai.
04:54Dubaara dekhna hai.
04:55Aur isi vastu ko khaana hai.
04:57Is sangeet ko punah sunna hai.
04:58Aadi aadi.
05:00Yahi raagatmak kaamna dharmasya glani ki aur agrasar prati hai.
05:04Raag hi dvesh mein badalta hai.
05:06Kaam ki pariniti hi krodh hai.
05:08Vritti ka shatru hai.
05:09Krodh se murta.
05:10Murta se smriti mein bhram paida hota hai.
05:13Smriti bhram hi gyaan.
05:15Bhram ke vishay se door karta hai.
05:17Yahi jeevan ki adhogati hai.
05:19Yahi vah istiti hai.
05:21Jisse vakti swayam bahar nikalne ki kshamta ho baitha hai.
05:24Kaam esh prodh esh rajo gun samudh bhavah.
05:27Maha shano maha paapma viddhenam yaha vairenam.
05:31Krodhat bhavti sammohah.
05:33Sammohat smriti vibhramah.
05:35Smriti bhranshat buddhi nasho.
05:37Buddhi nashat pranashyati.
05:39Man hi bandh aur moksha ka kaarak hai.
05:42Man ki chaar avasthaon me se mehen man bhi nahi jupata hai.
05:46Jeevan indriya man aur sarvendriya man ki beech hi dolta rehta hai.
05:50Krishna jis hriday mein istit rehta hai, pratishtit rehta hai,
05:54Vah to mehen man se bhi bheethar hai.
05:56Shuv vasyas man kehlata hai.
05:58Yahi avyay purush ka ek matra man hai.
06:01Jab brahma ek hai, beed ek hai,
06:03To sabhi praniyon ka man bhi ek hi hai.
06:06Isi avyay purush ke karan, srishti ko purush pradhan kaha jaata hai.
06:10Is purush ke peechhe ek to maya padhi rehti hai.
06:13Brahmayan sarva bhuntani, yantra roodhani, mayayagita 18.16
06:18Vividh yoniyon ke lakhon prani aur lakshya sabhi ka ek hai,
06:22Ahem brahmasmi roop mein.
06:24Mano yahi moksha ho.
06:25Doosra yahi purush ko sadar dhakkar andhere mein rakhti hai,
06:29Jahan asuron ka samraajya rehta hai.
06:32Aur jaise akela brahma vishnu ki naabhi mein hai.
06:36Purush mein nitya atraman bhote rehte hai.
06:38Aur saath hi tarabdh bhi rehta hai.
06:40Charon aur ka watavaran bhi aapse apne pin chukane ke liye shool bana khara hota hai.
06:44Pehle usko yeh samajhne mein ki samay lak jaayega ki woh sharir nahi atma hai.
06:49Tab jaakar to aankhi khulegi ki usse bahar nikalna hai.
06:53Dina samjhi to marne tak bhi swayam ka pata nahi hota.
06:56Pashuvat sharir ko bhog kar vidha ho jata hai.
06:59Atma gyan hona hi woh nirnayak modh hota hai,
07:02jab aatma mehen mann ki baadha ko paar karne ke liye chhat pata hai.
07:06Tab asuri sampadaon se uska dwandv devasu sangram bhayanak ho padta hai.
07:12Vyakti jitna apna prayas tejh padta hai,
07:14utna hi virodh, aakraman, maya ki pakad, aadi ki tejh hoti jata hai.
07:19Tab ek shan aisa aata hai,
07:21jab vyakti samarpand kar batta hai,
07:24Ishwar ke ashrit ho jata hai,
07:26paritranaya sadhu naam,
07:28vinashaya cha dushrutam ke lakshak ko lekar
07:30sambhavami yuge yuge roop me
07:32Ishwar apne haath me paristitiyon ko le leta hai.
07:35Ishwar aur Jeevatma ka ekakaar ho jata hai.
07:38Yadhi vah bhitar na baitha hota,
07:40to takt chand kaise paho sakta hai.
07:43Hiranya Kashyap ko prapt,
07:44itne prakaar ke vardaan ke baad hi,
07:46visheng roop me,
07:47usse apne tatigya poori karne ke liye aana padta hai,
07:50aata bhi hai,
07:51bahar se nahi,
07:52bhitar se aata hai.