• 3 months ago
Hazrat Abdullah aur Hazrat Amina ki shadi ka waqia Part 17 || Tareekh e Muslim
#history #ww #travel #art #photography #architecture #love #culture #nature #travelphotography #photooftheday #s #historia #instagood #historical #worldwar #heritage #india #instagram #museum #italy #war #vintage #memes #picoftheday #ig #europe #photo #explore #ancient
Transcript
00:00Pehle jo noor tumhare paas tha, wo ab tumse juda ho chuka hai, ab mujhe tumhari koi zaroorat
00:07nahi.
00:08Is moqa par uss aurat ne ek filbadi nazam bhi kahi thi, jiska aakhri shir ye hai, lillahi
00:15ma zuhriyatun salabat, min kalla zis talabat wa ma tadhri.
00:23Allah hi behtar jaanta hai ki ek zuhri aurat ne tumse kitni badi neemat loot li hai aur
00:29tumhe iska pata hi nahi.
00:32Syeda Aamina ki yehi khushbakhti kya kam thi ki unhe Hazrat-e-Abdullah jaisa misali
00:38shuhur mila tha, ki ispar mazeed saadat ye hasil ho gayi, ki unka batne athar, karar
00:46gah-e-noor-e-mustafa sallallahu ta'ala alaihi wa sallam man gaya.
00:52Ki hamal usstara ka hamal na tha, jaise omooman hota hai, balke apni nauiyat ke lihaaz se
01:00duniya ka sabse anoka aur munfarid hamal tha.
01:04Syeda Aamina khud mein

Recommended