• last year
राम चरित मानस में पहला कांड क्या है _ __ Dr Pragya Bharti Ji __ katha

Category

🗞
News
Transcript
00:00Bhagwan ka swaroop kya hai, baal swaroop.
00:07Vandau paal, roop swai ram
00:23Vandau paal, roop swai ram
00:33Vandau paal, roop swai ram
00:43Vandau paal, roop swai ram
00:51Odhra vahu so dasharatha
00:58Yeh Bhagwan Shankar ke ishta hai
01:03Aur ishta, Bhushundi ji ke ishta kaun hai?
01:07Ishta dev mam baalak ram
01:17Bhushundi ji kehte, mere ishta dev baalak ram hai
01:23Isre Bhushundi ji ne katha sunai
01:26Aur Garun ji ne katha suni
01:30Vakta hai Bhushundi ji aur shrota hai Garun ji
01:35Yeh Ramcharitmanas ke chaar ghaat ki katha hai
01:40Chaar vakta aur chaar shrota
01:46Parantu aap dekhe, Ramcharitmanas mein shlok hai
02:00Aur Ramcharitmanas mein kaand hai
02:05Chaar ghaat hai aur Ramcharitmanas mein saath kaand hai
02:13Kitne kaand hai?
02:15Saath
02:17Baba Tulsidas ji aath kaand likh dete
02:23Chhai kaand likh dete
02:26Yeh saath hi kaand kyon baba ne likhe
02:32Aur yeh saath kaand mein
02:38Sabse pehla kaand bhagwan ka baal kaand hi hai
02:46Aur is baal kaand ko hum bhagwan ka avataar kaand keh sakte
02:54Yeh baal kaand bhagwan ka avataar kaand hai
03:00Yeh baal kaand mein bhagwan ne avataar liya
03:09Bhagwan Ram devtaon ki stuti par bhagwan ne avataar liya
03:18Jai jai surnayak
03:29Jan sukh dayak
03:36Pranat paal dhagvam ta
03:47Devtaon ne jai jai kar kiya bhagwan ka
03:52Jai jai surnayak, jan sukh dayak
03:58Pranat paal dhagvam ta
04:04Bhagwan
04:08Un devtaon ki stuti par avataar lete hai
04:13Aap abhinasi hai
04:16Jai jai abhinasi
04:24Sab ghat bhansi
04:30Sindhu susta priye kanta
04:39Aap to abhinasi hai
04:43Aur abhinasi bhagwan ko devtaon ne avataar lene ko kaha
04:50Aap to abhinasi hai par aap abhinasi ko abhyatiyon ka vinaash karna hoga
05:02Aap kiske rakshak hai
05:04Gauti jeet kari
05:10Jai asurari
05:15Asuron ka raar karne wale, asuron ko maarne wale
05:20Aap gau dhij, dhij maane brahman
05:25Gau mata ki brahmanon ki rakshak karne wale
05:31Aapak paramanand
05:39Jab aap dharti par aayenge to anand ki baat chhodo
05:44Parmanand brahmanand ho jayega
05:48Bhagwan avataar lete hai to anand hi nahi aata hai
05:53Parmanand hi nahi aata hai
05:56Jab Maharaj Dashrath ko pata chala ki bhagwan ka avataar ho gaya
06:01To Dashrath ji maharaj dodi dodi aayi
06:04Dashrath putra janam suni kaana
06:10Aur jab janam ki baat suni to kya laga
06:13Maanahu brahmanand sama
06:21Bhagwan brahmanand denewale, parmanand denewale
06:26Isli bhagwan ka baal kaand mein avataar hua hai
06:33Avataar kise kehte hai
06:36Jo upar se neeche utarta hai
06:40Usse avataar kaha jaata hai
06:43Bhagwan ne janam nahi liya
06:49Bhagwan ka janam nahi hua, bhagwan ka avataar hua
06:57Isli devtaon ne aap prachana ki
06:59Prabhu, aapko dharti par aana hai
07:04Aur avataar lena hai, janam nahi lena hai
07:08Devtaon ne pehli stuti karke kaha
07:11Avataar ho, avataar na

Recommended