• 3 months ago
चिड़िया का घास घर | Grass House Kahani | Tuni Chidiya Ka Ghar Cartoon | Beti Chidiya Ki Kahani

we create interesting Chidiya stories...

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Tote bhai, is jangal mein lagta hai naye ho. Pehle toh kabhi nahi dekha mene aapko.
00:07Haan haan, main aaj ye aaya hu apne parivaar ke saath is jangal mein. Bas mujhe jal se
00:17jal apna ghosla banaana hai. Ghosla? Arey rey, Kalu ke hote huve tum ghosla mein kyu
00:23rahoge? Mere paas apna ghar hai. Tum mera ghar kirai par le sakte ho. Par main gareeb
00:28hota hu, main itne paise nahi de sakta, ke main tumhara ghar kirai par le loon. Ek toh
00:33yehi masla hai, na jaane sab bakshi kirai ka sunka itna kyu dharte hain. Tote, tum mere
00:38ghar ka kirai sunkar bilkul hairaan re jaoge. Aur haan, tum bahut zyada khush bhi ho jaoge.
00:44Acha, toh fir mujhe bhi bata do, aakhir kitne hazaar hai tumhare ghar ka kirai? Tote, hazaar
00:51nahi, balke sirf saur rupe, bas saur rupe hai mere ghar ka kirai. Kya, sirf saur rupe?
00:57Kaalu Kauwa tohte aur uske parivaar ko lekar apne dusre wale ghar par chara jaata hai.
01:03Itna bada ghar? Kaalu Kauwe, tum kahin paagal toh nahi ho, jo itna bada ghar sirf saur rupe
01:10kirai par di rahe ho? Ya kahin aisa toh nahi, ke is ghar mein kisi chudail ka saya ho?
01:15Haan Tote ji, aisa hi hoga, tabhi toh yeh ghar itne kam kirai mein mil raha hai.
01:20Kya ho gaya hai Tote? Khud bhi dharte ho aur apni patni ko bhi dhar rahe ho. Tume pata
01:25nahi shayad, ke mein bahot raham dil pakshi hoon. Mujhe is tarah gari pakshion ki madad
01:30karne mein bahot anand milta hai. Waah, waah, kya baat hai? Tum jaise sanskaari
01:35kauwe bahot kam nazar aate hai aaj ke zamane mein. Bas phir Tote, Kaalu Kauwe ka ghar kirai
01:42par le leta hai. Ho gaya mera kaam, aakhir maine is murkh tohte ko apne jaan mein fasah
01:48hi liya. Doston, agar aap sabne is kahani ko abhi tak like nahi kiya, toh jaldi se
01:53kar le, kyonke yeh kahani aage aur bhi zyada interesting hone wali hai. Kaalu Kauwa, tohte
02:00ko apna ghar kirai par dekhkar, waha se chara jaata hai. Kitna mazboot aur kitna acha ghar
02:07hai. Tohte ji, aap toh hum hamesha isi ghar mein rahenge. Nanna tohta bhi apna naya ghar
02:13dekhkar bahot zyada khush ho raha tha. Dekhiye na ji, hamara beta kitna khush ho gaya.
02:19Kauwe ne hame bahot badi khushi di hai, varna ham gari pakshi is bade ghar mein rehne ka
02:24bas soch hi sakte the. Bas abbe tohte ka parivaar bade aaraam se Kaalu Kauwe ke ghar mein reh
02:31raha tha. Phir isi tarah poora ek mahina guza jaata hai. Ek din Kaalu Kauwa, Bablu Kauwe
02:38ko lekar tohte ke ghar par aa jaata hai. Aur Bablu Kauwa koi maamoli nahi, balke police
02:44wala tha. Chalo tohte, mahina poora ho gaya. Chaldi se mera kiraya do. Oho, tumne yaha
02:51aane ki kyu zahmat ki? Main bas tumhe kiraya dene aa hi raha tha. Acha bese Kaalu Kauwe,
02:56tum kiraya lene aaye ho na, toh is police wale ko saath kyu laaye ho? Chalo chalo, chaldi
03:02se Kaalu Kauwe ka kiraya do ise. Haan haan, main abhi soar pe laakar deta hoon. Kiya,
03:07soar pe? Yeh kya bol rahe ho? Paga samjhaye mujhe. Jo main itna bada aur itna acha ghar,
03:13tumhe soar pe kiraya par detunga. Fata fat mere 10,000 rupee do kiraya ke, warna acha
03:18nahi hoga. Chaldi karo tohte, warna dande se maar maarkar tumhari kama toh dunga. Tohte
03:25ji, 10,000 rupee, kahan se laayenge hum itne paise? Main maanti hoon, yeh ghar acha hai,
03:31parantu 10,000 rupee toh is ghar ka kiraya nahi ho sakta. Inspector ji, yeh tohti bohot
03:36bol rahi hai. Ek kaam karo, iske bache ko hi utha lo. Nahi nahi, aesa na karo Kaalu
03:42Kaave. Maine toh tumhe ek raham dil pakshi samjhaya tha, par tum toh shaitaan se bhi aage
03:47ke nikle. Mujhe bakwaas nahi sunni, mujhe paise do paise. Mujhe same do thoda, main aaj
03:53shaam tak tumhare paise, tumhe detunga. Tohta toh bichara bohot zyara prashan tha, weh
03:59apna chhota sakhet, ek pakshi ko bejh deta hai. Yeh rahe tumhare paise, rakho apna ghar
04:08apne paas, mujhe nahi chahiye tumhara ghar. Mere baba ko loota hai na, dekhna iski saza
04:13zarur milegi tumhe. Tohta bichara apne parivaar ko lekar, wapas us jangal ko chhod ka chala
04:20jata hai. Bechara tohta, apne khej se bhi gya aur mere ghar se bhi, tohte ke saath game
04:27khelne me maza aaya. Yeh lo Bablu Kaave, tumhare paise, isi tarah pakshiyon ko bevakoo bana
04:33bana kar hum bohot zyada ameer ho jayenge. Fir ek hafte ke baad, Meeno Chediya apne
04:39bete Mano Chediya ke saath us jangal me aati hai. Mil gaya, mil gaya mujhe naya shikar.
04:45Kaalu Kavva bhaaga bhaaga, Meeno Chediya ke paas le jata hai. Kaave bhai, kya is jangal
04:52me mujhe choti si jhopdi kirai par mil sakti hai? Nahi nahi, mai tumhe jhopdi me rehne
04:58doonga. Chediya behen, tumh mera bada ghar kirai par le sakti ho. Par Kaave bhai, mere
05:04halaat abhi ache nahi, mai aapka bhi bada ghar kirai par nahi le sakti. Are baba pehle
05:09kirai toh sunlo, mere ghar ka kiraiya sirf saur paye hai. Saur paye? Wah Kaave bhai,
05:15aapka bohot bohot shukriya, ab toh mai aapke ghar me zarur rahungi. Bas fir kya tha, Kaalu
05:21Kavva, Meeno Chediya ko bhi bevakoo bana kar, usse apna mehenga ghar kirai par di dita hai.
05:26Aur ab Meeno Chediya apne Maano Chidiya ke saath bade aaraam se Kaalu Kavve ke bade se
05:31ghar me reh rahi thi. Fir issi tarah ek aur mahina guzar jata hai, Kaalu Kavva hamesha
05:37ki tarah Bablu Kavve ko lekar kiraiya lene Meeno Chediya ke ghar par aaya hua tha.
05:43Chalo chalo, chaldi se 20,000 rupee kiraiya nikalo mera, koi bahana nahi chalega. Kaalu
05:49Kavve, tum jhoot kyun bol rahe ho? 20,000 rupee nahi, balke sirf saur paye kiraiya hai
05:54tumhare ghar ka. Saur paye? Are main kya baagal hoon, main apne ghar ka chhota sa hisa
05:59bhi saur paye kiraiya par kabhi nahi dunga. Chalo chaldi karo Chediya, paise nikalo,
06:04warna tumhare bete ko le jaakar, kaala baas ki peeche daal dunga. Bas, apne ye dhamkiyan
06:10apne paas rakho Bablu Chor. Are bapde, isse kaise pata chala, ke main koi police wala
06:15nahi, balke ek chor hoon. Tum jaante hoon mujhe, ke main kaun hoon, main Inspector
06:21Meenu Chediya hoon. Saatiyon, saatiyon aajo, pakad lo isse foran se. Meenu Chediya ke
06:27dono saati ghar me aate hain, aur Kaalu Kavve aur Bablu Kavve ko kaske pakad lete hain.
06:33Kaafi mahino se mujhe tumhari hi talaj thi, jo tum police wale ban kar bakshiyon ko loote
06:39pe loote jaa rahe the. Aur ab Meenu Chediya, Kaalu Kavve aur Bablu Kavve ko jail me ban
06:44karke unki ache se bitai lagati hai. Chalo bhai, chaldi se pakode tayar kar leti hoon.
06:50Pakshi bhi bas aate hi honge. Meenu Chediya gharam gharam pakode beshti thi, aur sab
06:56pakshiyon ko Meenu Chediya ke pakode bahut hi pasand the. Thodi der ke baad, Meenu Chediya
07:02ki dukaan par kuch pakshi aate hain. Chalo bhai Meenu Chediya, chaldi se swadish pakode
07:09khila do, bahut bhook lag rahi hai mujhe. Bhai pehle mujhe dena Meenu Chediya, me kaf
07:15se yaha khadi hoon. Pehle baad ka koi scene nahi hai. Bulbul behen, jo pehle aaya hai,
07:21pakode to usse hi milenge. Are are pakshiyon, kyu ladda hai ho? Tum sabko main dungi na,
07:27sabko dungi pakode. Phir Meenu Chediya gharam gharam pakode nikal kar pakshiyon ko deti
07:33hoon aur pakshi maze se khaate hain. Are waah, kitni swadish sugand aa rahi hai. Meenu
07:40Chediya ke pakode ki toh kya hi baat hai. Musse toh ab aur raha nahi jaayega. Mujhe pakode
07:46khaane hain. Pakode khaane ke liye Kaalu Kauwa Meenu Chediya ke paas chala jaata hai.
07:52Meenu Chediya, Meenu Chediya, doosre jangal se urta hu aa raha hoon. Bahut bhook lag rahi
07:58hai. Thode pakode khila do. Haan haan Kaalu Kauwa abhi deti hoon tumhe pakode. Bus rukho
08:04zara. Meenu Chediya Kaalu Kauwa ko bhi pakode de deti hai. Aur Kaalu Kauwa bhi maze se saare
08:11pakode khaata hai. Doston agar aap sabne is kahaani ko abhi tak like nahi kiya, toh jaldi
08:17se kar le. Kyunke ye kahaani aage aur bhi zyada interesting hone wali hai. Yaar Meenu
08:23Chediya, pakode toh waqeime la jawab the. Parantu mere paas paise nahi hai. Main tumhe
08:29abhi paise nahi de sakta. Koi baat nahi Kaalu Kauwa. Paise ka kya hai. Agli baar aana toh
08:35de jaana paise. Kaalu Kauwa phir khush hokar pahaan se chala jaata hai. Agle din subha
08:42bhi Kaalu Kauwa ka phir se pakode khaane ka mann ho raha tha. Kal toh Meenu Chediya ko
08:49bhiyakhoob banaakar kitne saare pakode khaaliye the. Parantu aaj jaaunga toh Meenu Chediya
08:55aaj ke saath kal wale bhi paise mangegi. Par main abhi kya karoon. Pakode khaaye bina
09:01toh musse raha nahi jaayega. Ve Kaalu Kauwa bahot aalsi tha. Koi kaam baam nahi karta
09:07tha. Jis kaaran uske paas bilkul bhi paise nahi hote the. Meenu Chediya main aagiya. Chalo
09:14ab mujhe garam garam pakode laakar do. Aur haan mai paise bhi laaya hoon. Aaj mujhe
09:20do plate dena. Phir Meenu Chediya Kaalu Kauwa ke saamne do plate pakode rakhti hai. Aur
09:26Kaalu Kauwa jaldi jaldi ve saare pakode khaani lagta hai. Lao Kaalu Kauwa, kalke aur
09:32aaj ke paise de do. Are meri paison ki potli kaha hai? Are mere saath toh hi thi. Hai
09:40de mujhe lagta hai paison ki potli mujhe kahin gir gayi. Mere paas toh aap paise nahi
09:46hai. Meenu Chediya main tumhe aaj bhi paise nahi de sakta. Meenu Chediya ye Kaalu Kauwa
09:52bahot tez hai. Kamata toh kuch hai hi nahi. Toh paise kaha se aayenge? Chhut bol raha
09:57hai ye tumse. Haan Kaalu Kauwa, sab samajh rahi hoon main. Chhute hoon tum bahot. Aayenda
10:03meri dukaan par kabhi mat aana. Chalo bhaago yahaan se. Is tarah Meenu Chediya Kaalu Kauwa
10:09ko apni dukaan se bhaga diti hai. Thodi der ke baad Meenu Chediya ki dukaan par Mithu Maharaj
10:16apne sainik ke saath aate hain. Mithu Maharaj aap meri dukaan par. Mere liye bahot badi
10:22baat hai ki aap khud meri dukaan par aaye. Aana toh padega na Meenu Chediya. Jo tum
10:27apne pakode itne swaarish banati hoon. Waise bhi baarishon ke din aane hi wale hain. Changal
10:33mein jab baarish hogi toh main apni Toti Rani ko lekar aunga tumhari dukaan par. Tum meri
10:38Toti Rani ko swaarish pakode banakar khilana. Wo bahot zyada khush ho jayegi. Zaroor, zaroor
10:44aayega Mithu Maharaj. Main pakode banakar tayyaar rakhungi. Ye saari baatein thoda door
10:51baitha. Kaalu Kavva sun raha tha. Achha, is Meenu Chediya ne aaj mujhe dukaan se bhagaya
10:57tha na. Mujhe isse badla lena hai. Main isse badla lekar raunga. Aap dekho, main karta
11:04kya hoon Meenu Chediya ke saath. Kaalu Kavva apna badla lena chahata tha. Wo bahot zyada
11:10gussa tha. Phir do din aise hi guzar chahate hain. Ek din changal mein tez baarish shu
11:18hai. Aaj baarish ho rahi hai. Iska matlab aaj Mithu Maharaj Toti Rani ke saath meri
11:25dukaan par aayenge. Chalo, chaldi se pakode banane ke liye besan tayyaar kar leti hoon.
11:31Phir Meenu Chediya pakode banane ke liye besan tayyaar karne lagti hai. Kaalu Kavva iss
11:38tez baarish mein bhi Meenu Chediya par nazar rakha hua tha. Main bhi dekhta hoon ki kaise
11:45Toti Rani Meenu Chediya ke mazedaar pakode khaati hai. Kaalu Kavva urta hua tez hi se
11:51jaata hai aur apni naukeeli choch se Meenu Chediya ka chahata phaad deta hai. Hai ri ye
11:59chahata kaise phad gaya? Paani to andar aa raha hai. Baarish kaafi tez ho rahi thi aur
12:06baarish ka paani seedha besan ki andar ja raha tha. Hai ri ye kya ho gaya? Ye besan to
12:13bilkul patla paani ki tarah ho gaya. Ab main pakode kaise banaungi? Meenu Chediya bahut
12:19zyada parishaan ho jaati hai. Tabhi Meenu Chediya ko apni maa ki ek recipe yaad aati hai.
12:25Be chaldi chaldi us patle besan ko hi masala daar kadhi banane lagti hai. Thodi der ke
12:33baad baarish mein ghoomte ghoomte Mithu Maharaj aur Toti Rani bhi Meenu Chediya ki dukaan
12:39par aate hain. Meenu Chediya hum aa gaye. Chalo jaldi se hume garam garam pakode khilao.
12:45Mithu Maharaj pakode aur kisi din. Aaj maine aapke aur Toti Rani ke liye pakode se bhi zyada
12:52swaadish cheez banai hai. Meenu Chediya pyaale mein dono ko masala daar kadhi nikal kar deti
12:59hai. We dono fir us kadhi ko peene lagte hain. Maze daar maza hi aa gaya. Itni swaadish
13:07kadhi ye toh maine apne jeevan mein kabhi nahi khayi. Maharaj ko bhi ye kadhi bahot
13:14zyada pasan aati hai. Meenu Chediya aaj toh tumne hamara dil khush kar diya. Bolo bolo
13:20tumhe kya chahiye? Mithu Maharaj mujhe kuch nahi chahiye. Bas aap aur Toti Rani isi tarah
13:26meri dukaan par aate rahein. Toh main khush rahungi. Door baitha Kaalu Kavva bhi ye sab
13:32dekh raha tha. Ye toh ye sab dekh kar jal bhunkar kebab ho jata hai. Doston agar aap sab
13:39ko Meenu Chediya pasan hai toh Meenu Chediya ke liye ek like zarur kar den.
13:44Waise aap thandi ka mausam aane wala hai aur thandi ke mausam mein toh mujhe koi shikar
13:51nahi milta. Kyunke saare pakshi apne apne bachon ke saath apne gharon mein rehte hain.
13:56Koi ghar se bahar nahi nikalta. Isi liye mujhe abhi se hi apne bhojan ka intizam karke
14:03rakhna hoga. Baju cheel ka ghar toh bahot bada tha aur uske paas apna ek kaafi bada
14:09freej bhi tha jisme bhi pakshiyon ka maas rakhti thi. Ma ma ma ma aap abhi se hi bahot
14:15saare pakshiyon ka shikar karke unhe freej mein jama do. Jab thandi ka mausam aayega
14:20toh hum rozana ghar bete aaramse pakshiyon ka maas kha sakenge. Waah! Mera baccha kitna
14:26hoshiyar hai. Bahot acha upay diya tumne. Bas main aaj se hi jaakar pakshiyon ka shikar
14:32karna shiru kar deti hun. Aur apne freej ko pakshiyon ke maas se bahar deti hun. Haan
14:37theek hai mama. Aap jau jaldi se aur pakshiyon ka shikar karo. Fir baju cheel apne bete
14:44ke upay ke mutaabik pakshiyon ke jangal mein shikar karne chali jaati hai.
14:49Bhai koi chhupe na chhupe mein aa raha hun. Bachon ki chhutiyan thi. Isi wajah se sab
14:56bachein luka chhupi khel rahe the aur maano cheda pakshiyon ko dhoon raha tha.
15:01Hmm. Bahot majheer se khela jaa raha hai na. Abhi inka khel kharaab karti hun.
15:07Baju cheel bhaagi bhaagi chaadiyon ki taraf aati hai aur nanay kabootar ko apne panjon
15:13kar waha se le jaati hai. Bachao bachao mujhe bachao. Are mera dost nanay kabootar
15:21koi bachao ise. Are doston yeh kya ho gaya. Humare dost ko to cheel pakad kar le gai.
15:27Ab kya hoga hum kabootar uncle ko kya jawab denge. Yeh toh bahot bura hua. Ab hum kabootar
15:34uncle ko kya moon dikhayenge jaakar. Par isme humari koi galti nahi. Hum toh khel
15:39rahi the na. Doston agar aap sabne is kahaani ko abhi tak like nahi kiya toh jaldi se kar
15:45le. Kyunke yeh kahaani aage aur bhi zyada interesting hone wali hai. Dharke maare sare
15:51bachche apne apne mata pita ko le kar aate hain aur unhe baju cheel ka batate hain.
15:57Hai re aesa kaise ho sakta hai. Mera bacha mera bacha. Aesa kaise ka sakte hai baju
16:04cheel. Har baar bachche ko parishan karne aajati hai. Mamma hume kya pata tha ki baju
16:10cheel hamla kar degi. Varna hum bachche toh khelte hi nahi. Nanhe bachche yon. Tum sab
16:16ki wajah se. Aaj mere bachche ki jaan chali gayi. Har wag khel. Har wag khel acha nahi
16:21hota. Kabootar bachche ko kyu daat rahe ho. Bachche agar khelenge nahi toh kya gharme
16:26bete rahenge. Ha kabootar bhai. Pas tum sabar karo. Aur ha bachcheyon. Ab se hum sab
16:32ko apne apne bachcho ka khud khaya lakna hoga. Kyunke baju cheel dubara bhi hamla kar
16:37sakti hai. Ha ha. Rajju ab tumhe ghar se bilkul bahar nahi jaana. Nanhe kabootar ki wajah
16:43se kaafi saare pakshi bahot zyada hi dhar gaye the. Agli din toh saare nanhe pakshi apne
16:51apne gharon me aram se bete hue the. Koi bhi apne ghar se bahar nahi jaa raha tha.
16:57Arey yeh kya. Aaj toh jangal me koi bachcha nahi dik raha. Lakta hai sab pakshiyon ne
17:03apne apne bachcho ko gharon me chhupa ka raka hai. Par main bhi nahi jaangi bina shikar ke.
17:08Shikar toh apne saath lekar hi jaangi. Mamma main aise ghar me nahi bet sakti na. Mujhe
17:14mano chide ke paas jaana hai. Uske saath khelna hai mujhe. Keh diya na ke bahar bahot khatara
17:20hai. Toh kyun zid ke jaa rahi ho. Mamma mere ghar me beti beti bahot thak gayi. Mujhe
17:26le chalo na waha par. Bulbul na maante hue bhi apni beti ki baat maan hi leti hai. Achha
17:32chalo chalte hai mano chide ke ghar par. Par haan main khud jaungi tumhe chhodne. Fir
17:38weh dono maa beti apne ghar se nikal kar minu chidya ke ghar ki tarah jaana lagti hai.
17:44Yeh dekhte hi baju chil bhi bhaagi bhaagi bulbul ka peecha kar rahi thi. Arey bapre yeh
17:51ka bala peecha lag gayi. Chaldi se minu chidya ka ghar aa jaye. Warna main aur mere bachi
17:56toh jaan se jaayenge aaj. Baju chil toh fir baju chil thi. Weh kaafi hi tezi mein odhkar
18:02bulbul ki aur aati hai. Aur usse uski beti chheen kar wahaan se bhaag jaati hai. Mere
18:09bachi mere bachi ko chhod do. Ghar par aakar baju chil nani bulbul ko bhi maar kar apne
18:17freej mein jamaa deti hai. Bas ab chaldi chaldi aista aista sab nani paksiyon ka shikar
18:23karke iss freej mein jamaa dungi. Agli din baju chil kisi tarah shonu chidya ka bhi shikar
18:29karke usse maha se le jaati hai. Hai re meri shonu, meri shonu chidya ko le gayi apne saath.
18:37Baju chil tum nahi bachogi. Dekhna tumhare saath bhi bahot bura hoga. Ha minu chidya
18:44tum dekhna us zalim chil ke saath bhi bahot hi bura hoga. Baju chil bhi thodi door baithi
18:51paksiyon ki baate sun sun kar bahot zyada khush ho rahi thi. Yeh paksi aur kar bhi kah
18:58sakte hain. Main toh in paksiyon ko chhodungi nahi. Jab tak iss jangal ke saare paksiyon
19:03ka shikar nahi kar leti mujhe sukoon nahi milega. Doosri aur nane chil ko kaafi zyada
19:09bhook lagi thi. Isi liye weh free se kabootar ka maas nikal kar usse khaane lagta hai.
19:16Kabootar ka maas toh bahot majhe ka hai. Ek kaam karta hu saara khaa leta hu.
19:22Nane chil bhook ke maare jaldi jaldi nane kabootar ka maas kaha raha tha. Ki tabhi achanaki
19:27ek badi si haddi aakar uski choch me faz jati hai. Weh toh us haddi ko nikalne ki bahot
19:34koshish karta hai. Par weh haddi toh uski choch se nikal hi nahi rahi thi.
19:40Thodi der mein bhaju chil bhi sono chidiya ko lekar waha par aati hai. Jab weh yeh sab
19:45dekhti hai toh weh bhi kaafi zyada parishan ho jati hai.
19:50Are re yeh haddi kaise faz gayi tumhare gale me. Rukho zara main nikalti hu abhi.
19:56Bhaju chil bhi kaafi zor laga kar us haddi ko choch se bahar nikalne me lagi thi. Par
20:01weh haddi toh nikalne ka naam hi nahi rahi thi.
20:05Haan main toh thak gayi par yeh haddi hai ke nikalne ka naam hi nahi rahi. Ab me kya
20:11karu beta.
20:13Aaj ka din guzarta hai aur agla din aa jata hai. Par us nane chil ke gale se toh abhi
20:18tak haddi nahi nikli thi. Aur bhook ke maare nane chil toh kaafi zyada nidhaal ho gaya
20:24tha.
20:25Beta aise toh na karo. Apni aag kholo. Tame kya ho gaya hai.
20:30Bhook pyaas ke maare weh nana chil usi samein mar jata hai. Aur yeh dekh kar bhaju chil
20:36toh bahot zyada roh ja rahi thi.
20:39Mera beta, mera beta mujhe chod ka chala gaya.
20:43Chil aunty, aapko bahot achi saza mili. Meri mamma aur baaki pakshi bhi isi tar roh
20:48rahi thi. Par antu aapko zarasi bhi daya nahi aayi. Aur bachon ko maarti nahi ki aapko
20:53usi ki saza mil rahi hai.
20:55Yeh baat sunkar, chil ko toh aisaas ho jata hai, ke usne yeh pakshiyon ke saath bahot
21:01zyada hi galat kiya hai.
21:03Beta, tum theek kehati ho. Mujhe aisaas ho gaya hai, ke maine tumhari mamma aur baaki
21:09ke sab pakshiyon ke saath bahot galat kiya hai.
21:12Jao beta, aapse tum azaad ho. Main aaj ke baad kisi bhi pakshi ka shikar nahi karungi.
21:17Jo mare huve pakshiyon ge, sirf unhi ka hi maas khaungi.
21:21Yeh baat sunkar, shono chediya khushi khushi lotkar wapas apne ghar chali jati hai.

Recommended