• 3 months ago
बाजार नियामक सेबी की चेयरपर्सन माधबी पुरी बुच से जुड़े विवाद कम होने का नाम नहीं ले रहे हैं. एक विवाद के शांत होने से पहले दूसरा विवाद खड़ा हो जा रहा है. इस बीच सेबी चीफ की मुश्किलें बढ़ने वाली हैं. संसद की पब्लिक अकाउंट्स कमिटी (पीएसी) सेबी चीफ के खिलाफ लगे आरोपों की जांच करने वाली है.


#SEBI #SebiChief #MadhabiPuriBuch
#PAC #PACmeeting #summoned #venugopala
~HT.97~ED.148~PR.147~

Category

🗞
News
Transcript
00:00Market Regulation Sebi's chairperson Madhavi Bujtse jude vivaad kam hone ka naam nahi le
00:06rahe hain.
00:07Ek vivaad ke shant hone se pehle hi doosra vivaad khada ho jaa raha hai.
00:10Is beech Sebi chief ki mushkile badhne wali hain.
00:12Sansad ki Public Accounts Committee yaani ki PAC, Sebi chief ke khilaf lage aaropo ki
00:17jaanch karne wali hain.
00:18Toh kya kuch uske details hai, kya hua hai chaliye iss video me jaanenge.
00:23Mirror reports ke matabik Congress Neta KC Venugopal ki aghubai wali PAC, Sebi chief
00:28ke khilaf bhrushtachar se lekar galat wehwar takke tamaam aaropo ki jaanch karne jaa rahi
00:33hai.
00:34Report ke maamle se jude logon ka kehna hai ki jaanch ke silsile me Sebi chief ko iss
00:37mahine PAC samanjari kar sakti hai.
00:40Darasal PAC ke kayi sadasyon ne Sebi ki kayapranali aur Sebi chief Madhavi Puri Bujtse ke khilaf
00:46lage aaropo ki jaanch karne ki demand ki thi.
00:48Uske baad Sebi chief ke khilaf aaropo ki jaanch ke mudde ko PAC ke agendae me add kar
00:53diya gaya.
00:54Mudde ko PAC ki 29 August ko hui pehli baithak me agendae se joda gaya tha.
00:59Sansad ki samiti me satta paksh aur vipaksh dono ke sadas shamil hote hain.
01:03PAC ke agendae me Sebi ye Sebi chief ka seedhe taur par naam nahi liya gaya hai.
01:08Infact agendae ko sansad me kanun ke zariye banai gayi niyamakiye sansaon ke pradarshan
01:12ki samiksha yaani ke Review of the Performance of Regulatory Bodies Created by Law in Parliament
01:18iss title se joda gaya hai aur seedhe taur par naam nahi liya gaya hai.
01:22Maamne se jude kuch adhikaryon ka ye bhi kehna hai ki ye bazaar niyamak Sebi se hi joda lagta
01:27hai.
01:28Mirror reports ki mutaabik PAC ke dwara iss mahine ke end tak Sebi chief ke alawa Mantrale
01:32ke sambandat adhikaryon ko bhi samanjari kiya jaa sakta hai.
01:36Chale ab jaante hain ki ye jo maamla hai ye shuru kaise hua tha.
01:40Sebi chairperson Madhvi Puri Bujh ka viwadon se naata tab shuru hua tha jab American short
01:44seller firm ne unka naam Adani viwad me ghasita tha.
01:48Hindenburg ne aarop lagaya tha ki Sebi chief aur unke pati ke Adani ke saath commercial
01:52relations hai.
01:53Hala ki inn aaropon ko Sebi chief, unke pati aur Adani group ne sabhi ne sirre se inkar
01:58kar diya tha.
01:59Uske baad Sebi chief ke khilab vipakshi dalon ke netaon ne financial irregularities ke aarop
02:03lagaya the.
02:04Unka kehna tha ki Madhvi Puri Bujh ko purvi niyogta ICICI bank ke dwara bhuktan karne
02:10me irregularities barti gayi hai.
02:12ICICI bank ne iss aarop ko galat bataya aur haal hi me ab Zee Group ke founder Subhash
02:18Chandra ne bhi Bujh ke khilab bhrushtachar ke aarop lagaye hai.
02:21Taza viwad Sebi ke adhikari aur karamchariyon se juda hua hai.
02:25Sebi ke takriban aade se zyada karamchariyon ne finance ministry ko patra likhkar Bujh
02:30ke kaam karne ki tariq ki shikayat ki hai.
02:33Unka aarop hai ki Bujh Sebi me toxic work culture ko badhawa de rahi hai.
02:37Toh yeh saare mudde hain Sebi ke chief Madhvi Puri Bujh ke khilab junki wajah se ab seedhe
02:43taur par nahi lekin PAC ka agenda banaya gaya hai ki jo bhi regulatory bodies hain jo parliament
02:49ke dwara create ki gayi hain unki ab jaanch ki jaye.
02:52Ab isme aage kya hoga yeh jaanne wali baat hogi.
02:54Aapko kya lagta hai comment karke zaroor bataye.
02:56Agar aap is video ko facebook par dekh rahi hain to facebook page ko like karein.
03:00Agar aap youtube par dekh rahein to goodreturns ke youtube channel ko subscribe karna na bhulein.

Recommended