• 3 months ago
हिंदू धर्म में किसी भी पूजा-अनुष्ठान में भगवान गणेश की पूजा का विधान है. इसलिए उन्हें प्रथमेश के नाम से भी जाना जाता है. वहीं इसबार गणेश चतुर्थी से पहले गाजियाबाद में इको फ्रेंडली मूर्तियों की मांग में इजाफा देखा जा रहा है.

Category

🗞
News
Transcript
00:00Ganesh Chaturthi ke tyauhar me ab chand din ka waqt baaki hai.
00:12Hala ki Ganesh Chaturthi ko lekar bazaaro me kharidari shuru ho gayi hai.
00:17Karigar Ganpati Bappa ki moortiyon ko antim roop dene me jute hua hai.
00:22Bazaar me eco-friendly moortiyon ki khaasa demand dekhne ko mil rahi hai.
00:28Moortikaar bhi demand ke mutaabik moortiyan tayyaar kar rahe hain.
00:32Darasal log parravaran ko lekar kaafi jaagrook hain aur eco-friendly moortiyan kharid rahe
00:38hain.
00:39Eco-friendly moorti mitti se tayyaar ki jati hai aur is moorti ko sajana me harbal rangon
00:45ka prayog hota hai.
00:46Aise me kisi bhi tarah se eco-friendly moorti parravaran ko nukhsaan nahi pochati hai.
00:52Yahi wajah hai ki log eco-friendly moortiyon ki taraf rukh kar rahe hain.
00:57Filhaal bazaar me 100 rupay se lekar 25,000 rupay tak ki Ganpati Bappa ki moorti mauchood
01:04hai.
01:05Hala ki logon ne abhi se moorti book karani shuru kar di hai.
01:27To abhi kya halat hai booking milni shuru ho gayi hai?
01:30Abhi dekho ji abhi kisi ka hua hai booking kisi ka na hua hai.
01:33Humare paas se 100 rupay se lekar 20,000 tak ki hai.
01:38Accha aur sajana me kya kya kya samaan lagta hai?
01:41Samaan hai ek ko itni badi sajwaoge aap toh usme samaan lagega kamsugam me 16,000 rupay
01:47ka.
01:49Yeh paani me gul jati hai puri tahan?
01:50Haan yeh gul jati hai 1.5-2 din me.
01:53Kyun toh yeh khaali toh POP ki rehti hai bhi nahi gulti hai yeh mitti aur POP dono mix
01:57hai.

Recommended