• 4 months ago
ये छोटी सी कहानी आपको बहुत ही प्रभावित करेगी. अपने दोस्तों के साथ भी शेयर कीजियेगा.

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Prerna Katha. Kalakranti Bharat mein. Aapne mashhoor chitrakar Amrita Shergill ka naam to sunai hoga. Aga nahi to aayiye, hum aapko unke jeevan ke baare mein kuch baate batate hain.
00:22Vishwa prashiddhi chitrakar P. V. Vena ne Amrita Shergill ko paanch varshu tak parish mein chitrakari karne sikhaya tha. Pehle unhone oil colour, phir natural colours ke saath us mahan chitrakar ne Amrita ko tara tara ke shandaar rang banane dikhaye.
00:49Unh rangon ko kabhi Europe ke mahan chitrakar rangon ke mishran se tayyaar kiya karte the. Amrita ko unke bachpan se hi rang bahut ache lagta the. Unh naye naye rangon se phirte hue aur unse chitra banate hue, Amrita ko aisa lagta tha jaise unko moomangi murad mil gayi the.
01:14Paanch saal tak unhone parish mein rahe kar rang sainujan ka behtaren gyaan praat kiya, saath unhe khyati bhi. Vashayad pehle Bharati mahala chitrakar thi, jo us wakt Europe ke chitrakaro ki sabse samnaamit sanstha Grand Salon ki member thi.
01:37Iske baad woh Bharat lagta hi, Bharat aakar unhone Bharati chitrakala ka gehra adhyam kiya, uske vishishta aur baarikiyon ko samjhaa. Ek taraf Paris ka vilas mein vatavaran, doosri taraf Bharat ki dainiye dasha, ek aur vaibhav ki chamadhamak, doosri aur mook vedna ka karam chitkar.
02:04Amrita divya mein pad gayi, kise chhode, kise apnaye. Andhra mein unhone anubhav kiya ki woh ek aisi sthiti mein pahunch gayi hai, jahaan woh azad hai, ekdum bandhan mukt.
02:18Tad unhe laga ki ab woh apne isaabse apni kala ka mukh mood sakti hain. Unnishyo sabhi ki shuruaat mein Bharati chitrakala par Indo-Greek aur Buddh kala ka vishisht prabhaav tha. Chhodi chaap gupt kaaleen kala ki bhi thi.
02:38Magar Ferengi raaj ke badhte prabhaav se, Rahi se hi Bharati kala bhi nasht hoti gayi. Phir bhi kisi tarah se Bengal mein kala ki punah jagriti hoi aur Avnindnath Tagore, Nandlal Bhosh aur Jamni Rai jaise mahan chitrakara hai.
02:59Inhone bhaari chamak damak aur aakarsak rangon ka khukh prayog diya. Lekin phir bhi woh baat nahi aa ski. Amrita ne kochi uthai toh Ajanta aur Rajput kala me Purab Paschim ki paramparaya mila di.
03:14Yeh Amrita Shergill ki shaili thi, jo poori tarah se maulik thi. Unnishyo sabhi ki shuruaat mein hoi, Hindustani kala kranti ko Amrita Shergill ki maulikta ke liye yaad kiya jaata hai. Bahut bahut shukriya.

Recommended