Insan Allah Ka Raaz Hai why are we here. Islamic & informative channel

  • last month
Islamic and informative video
Transcript
00:00Man thinks that his body is small, but there is a big world hidden in it, which man does not know.
00:08What are the powers that are hidden in man?
00:12If angels were enough for worship, then what was the need to create man?
00:18What are the signs of God that are hidden in man?
00:23What is the status of man in this universe and why was he sent to this world?
00:27Today you will know.
00:30Man arfa nafsa faqad arfa rabba, jisne apne nafs ko pehchana, usne apne rab ko pehchandiya.
00:40Allah ne insaan ko ahsan-e-taqweem par khal farmaya.
00:43Insaan Allah ka ek shakkar hai.
00:45Hadith-e-Qudsi hai ki insaan mera aur mainsaan ka raaz hoon.
00:49Agar insaan Allah ka raaz hai, to peh insaan mein bhi bohot se raaz bushida hai.
00:54Quran mein Allah farmata hai, o hum dikhaenge tumhe apne nishan ya khule asmaan tale,
00:59aur khud tumhare andar yaha takke tum keh uthoge, ki yahi haq hai.
01:03Agar insaan is duniya mein pehda hone, bache paalne aur ek din marne ke liye hi aaya hai,
01:08to yeh kaam to jaanwar bhi kar lete hai.
01:11Insaan ko is duniya mein bejne ka maqsad kuch aur hai.
01:14Hazrat-e-Aadam alaihi salatu salam se lekar ab tak insaan ke paas jitni bhi taarikh mujood hai,
01:19ismein bohot bade bade philosophers, danishwar, sufi, sint, faqir, darwish,
01:24sab ek hi baat kehte aaye hai, ki apne aap ko jaana hai.
01:28Apne andar ke safar par rawana hona hai.
01:30Apne aap ko jaanne aur pehchaanne ke liye, mukhtalif mazahib mein mukhtalif mashq-e-riyazate ki jaati hai.
01:36In mashq-o-riyazato ko kuch log, self-awareness, spiritual awakening,
01:40spiritual enlightenment, irfan-e-nafs, irfan-e-zaad, ya khudi ka naam dete hai.
01:45Halang ke yeh sab ma'arfat-e-ilahi ke rast hai, aur in sab ki manzil ek hi hai.
01:50Yeh ek khaas ilm hai, jo khaas logon ko ata hota hai,
01:54aur iske khaasiyat yeh bhi hai, ki ek qasb se nahi, balke khaliq ki ata se milta hai.
01:58Is ilm ko kitab-o-se hasl nahi kiya jaa sakta.
02:01Jais ek sufi darwish ka qaul hai, ki tum nahi pohnch sakte, Allah tak ibadat-o-riyazato ke saath.
02:07Allah ka raaz ahle ilm ke seene mein hai, wo jisko chahe de de.
02:11Imaan ki taqat unko jannat tak to pohncha sakti hai,
02:14lekin jo raasta Allah tak jaata hai, wo ishq ka raasta hai.
02:18Yeh is a'ilm hai, ki jisse milta hai, uske andar se is ilm ki khushbu aati hai.
02:22Aur yeh ilm bade bade philosophers aur danishwar ko bahut peeche chod jata hai,
02:27kyunki philosophy amesha apni aqal se sochta hai,
02:30aur soch borse se mukhtalif qyaas aaraya karta hai.
02:33Jabki ahle ilm ki baat, iska zaati mushahada hoti hai.
02:37Isliye ahle irfan ki apni ek alag duniya hai.
02:40Allah ne 18,000 jahan, inhi ahle irfan ki parwaas ke liye peyda farmai hai.
02:46Bina irfan hasil kiye, in jahanon tak ghasai na mumkin hai.
02:50Agar aap ghor kare, to is kainat ki har makhloog jaise peyda hoti hai,
02:54waise hi mar jaati hai.
02:56Chahe wo bher bakriya, ya jangli jaanwar ho, ya perd pode ho.
03:00Magar insaan jaise peyda hota hai, waise nahi marta.
03:03Insaan jab peyda hota hai, to wo deene fitrat par peyda hota hai.
03:06Lekin jab wo is duniya se jata hai,
03:08to kabhi wo Changais Khan, kabhi Hitler, kabhi Yazid, kabhi Firon bankar jata hai.
03:13Ya wo kabhi Rumi, Iqbal, Bayazid Bastami,
03:16Sufi, Sint, Faqir, Darvesh bankar is duniya se jata hai.
03:20Insaan agar girne par aaye, to asfala saafileen mein jagrta hai.
03:23Aur agar uthne par aaye, to Qalandar ka maqam bhi hasal kar leta hai.
03:27Yahi insaan kabhi jaanwar usse baddar hota hai,
03:30aur kabhi farishton se aage nikal jata hai.
03:33Insaan jab apne baare mein sochna shuru karta hai,
03:36to Allah ta'ala uske liye raste banata hai.
03:39Usse kisi Allah wale ki sohbat ata karta hai,
03:42jaha se usse marfat-e-ilahi ata hota hai.
03:46Ja insaan ki umar 40 saal se upar hota hai,
03:48to wo izzat, daulat, shoharat sab kama chuka hota hai.
03:51Phir wo asmaan ki taraf dekhta hai.
03:53Wo sochta hai, ke aakhir mein kahaan se aaya hu?
03:56Aur is duniya mein kyu beja gaya?
03:59Wo yeh sochta hai,
04:00ke upar waha sitaro ke pare koon-koon se jahaan pushida hai.
04:04Shahyad wo apna pehla ghar doonne ki koshish karta hai.
04:07Yaha yeh jaan lena zaruri hai,
04:09ke insaan ka jism fani hai,
04:11aur uski rooh abdi hai.
04:12Mitti se bana jism mitti mein chala jaayega,
04:15lekin rooh jahaan se aayi hai,
04:17wo apne asal maqam par jaana chahti hai.
04:19Jab Hazrat-e-Aadam alaihissalat-o-salaam ka budh tayar kiya gaya,
04:23aur farishton ko sajde ka hukum diya gaya,
04:25to Allah ne usme apni roop ho ki.
04:27Isliye rooh ki piyas Allah ki ma'arfat hai.
04:30Rooh hamesha apne khariq-e-haqiqi ke paas jaana chahti hai,
04:34lekin insaan ka saara dhaan,
04:36uske zahiri jism par hai.
04:38Insaan apne zahiri jism ki khuraag ka bandobas karne mein laga rehta hai,
04:42lekin rooh ek din tadab tadab kar bimaar ho jati hai.
04:46Isliye Quran-e-Paq mein ek jagah par insaan ko zalim aur jahil kaha gaya,
04:50ya isliye zalim aur jahil hai,
04:52ki apni rooh par zulm karta hai,
04:54wo isse khariq-e-haqiqi tak paunchne nahi deta.
04:57Insaan ki rooh jab bimaar hoti hai,
04:59to wo beqraar hone lagta hai,
05:01wo yeh beqraari aisi hai,
05:03jisse medical science mein,
05:04anxiety, hypertension,
05:06aur depression ka naam diya jata hai.
05:08Aisi surtahal mein,
05:10insaan jism ke ilaj mein laga rehta hai,
05:12aur doctors aur psychiatrists ke paas jaa jaa kar,
05:15ek din thak jata hai,
05:17lekin wo yeh nahi sochta,
05:18ki uski rooh uski tawajjah chahti hai.
05:21Insaan ke indah Allah ka raas posheeda hai,
05:23insaan aur Allah ke darmian,
05:25ek bahut bada hajab hai,
05:27jisse nafs kehte hai.
05:28Agar nafs ka parda darmian se art jaye,
05:30to insaan apne Allah ko pehchaan leta hai.
05:33Agar kisi ke dil mein yeh khayal aa jaye,
05:35ke usse apni khoj karni hai,
05:37apne andar ka safar karna hai,
05:39to samajh le,
05:40ke uspe Allah mairbaan ho gaya,
05:41jisne usse is khoj mein laga diya.
05:43Yeh khoj har kisi ke dil mein peyda nahi hoti,
05:46aur jiske dil mein peyda ho jaye,
05:48jisko Allah ki lagan lag jaye,
05:50wo is puzzle ko ek din solve kar hi leta hai,
05:53aur bargah-e-ilaahe tak paunch jata hai.
05:55Allah ne har insaan ke andar
05:57apna beej rak kar bejaa hai.
05:59Allah ka yeh beej hain insaan mein maujood hai,
06:02wo hindu, muslim, sikh, isai
06:04ya kisi bhi firqah se taaluk rakhta hoon.
06:07Kyuki har bachha din-e-fitrat par peyda hota hai,
06:10aur yeh uske maabab hai,
06:11jo usse sikh, isai ya hindu bana dete hain.
06:14Yeh hi wajah hai,
06:15ke Allah walo ne shariat ki taaleem ke baad,
06:17tariqat aur ma'arfat ke liye
06:19kisi murshid-e-kaamil ki talaash ki.
06:21Murshid is beej ke liye,
06:22ek khaas zameen tayar karta hai,
06:24aur aasta-aasta uski abyaari karni shuru kar deta hai,
06:28aur ek din wo beej,
06:29kaampar ki surat mein poot parta hai.
06:31Yeh beej jab pootta hai,
06:33to aasta-aasta waqt uzarne ke saath-saath,
06:36ek tanawar darakht ban jata hai.
06:38Sochne ki baat yeh hai,
06:39ke agar ibadat ke liye
06:40insaan ko peyda kiya hota,
06:42to kya insaan ki jurrat hai,
06:43ke wo ibadat na karta?
06:45Hadis-e-khusi mein Allah farmata hai,
06:47ke main ek chhupa hua khazana tha,
06:49aur maine chaha,
06:50ke pehchaana jao.
06:51Insaan ko usne apni pehchaan ke liye
06:53kharp farmaya hai,
06:54aur jo log usse pehchaan lete hain,
06:56wo hi laa khawfun ho jate hain.
06:58Une kisi ka dar ya khawf nahi rehta,
07:01chahe wo maud hi kyu na ho,
07:03aur mautun hai.
07:04Ek khusurat cheez dikhai deti hain,
07:07wo jaan jate hain,
07:08ke une is jism ki qaiz se azad hona hai.
07:10Wo is haqiqat tak ponch jate hain,
07:12ke jo rooh dikhai nahi deti,
07:14wo unki asl hai.
07:15Aur yeh jism jo dikhai de raha hai,
07:17yeh asl nahi.
07:18Yeh mitte se bana,
07:20aur ek din mitti mein hi chala jayega.
07:22Insaan ki andar Allah ka bohot bada raaz hai,
07:25jo raaz irfan-e-zaad se khulta hai.
07:27Yeh hi wajah hai,
07:28ke jo khud ko pehchaan jaye,
07:30wo apne Rab ko pehchaan leta hai.
07:32Allah ki pehchaan uski nishaniyon se hoti hain,
07:35wo insaan ke andar Allah ki
07:37be-panah nishaniyon pusheeda hai.
07:39Allah insaan ki shaharak se bhi zyada nazdeek hai.
07:43Insaan ko sirf apne shaharak tak ponchna hai.
07:45Lekin yeh baat bhi teh hai,
07:47ke bina rehnaumai ki
07:48insaan apni shaharak tak nahi ponch sakta.
07:50Iske liye kisi Allah wale ki
07:52rehnaumai zaruri hai.
07:53Insaan ka safar nafs-e-ammara se
07:55nafs-e-mutmainna tak hai.
07:57Jo yeh safar dekar lete hain,
07:59wohi mutmain ho jate hain.
08:00Unhe hi Allah ta'ala itminan ki
08:02dolat se sarfaraz karta hai.
08:04Deen ke tamam bade arkaan,
08:06namaz, roza, hajj, zakat, practice hai.
08:09Raasta hai,
08:10lekin manzil nahi.
08:11Manzil kuch aur hai.
08:12Aur agar bina kisi guide ke
08:14aap is manzil tak ponchne ki koshish karenge,
08:16toh batakte rahenge.
08:18Aapme se kon-kon,
08:19maarfat-e-ilahi ke mutalashi hai.
08:22Muazzaz nazareen,
08:23hum is channel ko aage padhane me
08:25aapki ta'oon ki zarurat hai.
08:27Agar aapko hamari video pasand hai,
08:28toh is video ko share kijega
08:30aur hamare aur apne channel
08:31Dastan-e-Quran ko zarur subscribe kijega
08:34taake ham aur aap milkar
08:35apne deen-e-Islam ke pegham ko
08:37sari duniya tak poncha sake.
08:39Allah ta'ala se dua hai,
08:40ke hamme apni firmaabardari
08:42aur shukar ghazari ki
08:43sindagi ghazarne ki
08:45taufiq ata farmai.

Recommended