ARY News 3 PM Headlines | 18th August 2024 | Prime Time Headlines

  • 2 weeks ago
#imrankhan #adialajail #kpkgovt #headlines

Sher Afzal Marwat returns to party after meeting PTI founder

Rain dumps 267mm rainwater in Sukkur in 24 hours: DC

Magnitude 7.2 earthquake jolts Russia’s off coast

Chinese electric car giant BYD enters Pakistani market

Firefighters douse final flames at historical London’s Somerset House

Indian made anti-tank mine recovered from Zafarwal

PAA issues first directive after establishment

WATCH: Babar Azam kicks stumps in frustration after being dismissed in nets

PTI rejects Hammad Azhar’s resignation

Sher Afzal Marwat returns to party after meeting PTI founder

MQM wants unanimous power tariffs in entire country: Mustafa Kamal

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Transcript
00:00Monsoon ki tufani baarish ne sakhar ko dibodiya, shahar ki beshtar sarke talaap ban gayi,
00:07larkana me 123mm baarish, paani ispatalo aur dukaano me jama ho gaya.
00:12Jacobabad ghari khairu me chhat girne se maa beta jaabhak, kashmur me chhat girne se
00:17khatun jaabhak chaar zakhni, dadu khairpur me moosladhar baarish, ghaliyon se bhi paani
00:23ki nikasi na ho sakhi, shahdaat kot me baarish ke bais kai ilakon ko bichli ban, balochistan
00:29me baarishon se tabahi, chaman me salabi relo se kai makhanat to nukhsaan poncha, koita
00:34chaman musafir train mauthal, dera bhukti me baarish ka paani gharon me daakhil, jaafrabad
00:40me railway ka uptrack dhoop gaya, naseerabad me bhi baarish ka paani jama.
00:46Mansehra mahanri me landsliding, pahaad ka bada hisa daryaai kunhar me gir gaya, pahaad
00:52ke qareeb waqay abadi ko khali kara liya gaya hai, jeel banne ke bais landsliding hui,
00:57baarish ke baad daryaai chakal me toghyani aa gayi, sadke doobne se kai dehaat digar
01:01ilakon se zameeni raapta munqata ho gaya, prime g school samayat 20 ghar salabi railway
01:07ki zad me aa gaya hai.
01:10Punjab ke waqtalif ilakon me baarish se tabahi, attack ke ilake Pindigheb me kacche ghar ki
01:15chhat girne se 2 bachon samayat 4 afraad jaan bahat, Rajanpur me musalsal 2 din se baarish,
01:22Koh-e-Sulaiman par nadi raalo me toghyani, Dara Khan Sultan aur Dara Chachar se salabi
01:27rela guzar raha hai, Sadiqabad me 24 ghante se waqpe-waqpe se baarish, chhat girne se 4
01:33saal ki bachi jaan bahat, 3 afraad zakhni, Tabba Sultanpur me baarish ke bais karant
01:38lagne se 1 shaks jaan bahat, Kabirwala me baarish ka salsila chari, Sahiwal, Pak Patan
01:44me bhi baarish.
01:52Firewall ke utkar itni ghargaya hui hain hai, unavailable status kar diya toh maam freelancers
01:57ka.
01:57Pehle naik damat ki, aapne baat ki, phir aapne baat ki, dusri ka baat ki, ministry ki,
02:02bandish ki baat ki, aur tisri baat ki.
02:06Firewall ka naam lene me kya dar hai?
02:08Sahafi ke 2 baar sawal ke bawajood Wazir-e-Mumlik Atayat-e-Shahzafatma ka jawab dene se Gurez,
02:14internet slow ka malba VPN par daal diya.
02:17Kahaan halpia kehati hu, hukumat-e-Pakistan ne na internet ban kiya, na slow kiya.
02:22Kuch apps na chalne par log VPN istamal kar rahe hain, jisse internet slow hota hai.
02:26PTCL cable me bhi masalah hai, jiski wajah se internet ka masalah hai.
02:30Pakistan me hukumat kisi ke nigraani nahi kar rahi.
02:34Pakistan me sabar humlo aur social media par harassment ki rokhtaam ke liye kaam kar
02:38rahe hain.
02:39Ye tamam ikhtamaat Pakistani awam ko mehfooz internet mohiya karne ke liye kiya jaa rahe
02:43hain.
02:53Chaar saal tabahi karne wale Bijli me relief dene par propaganda kar rahe hain, inhe sharma
02:58aani chahiye.
02:59Inka maksat subo me ikhtilaf peyda karna hai, Punjab ki senior wazir.
03:03Maria Warren Zabe kehti hain, Punjab hukumat ne budget se 45 arab rupay nikal kar awam
03:08ko Bijli ke fee unit par 14 rupay relief diya hai.
03:12Maksus soch rakhne walo se ye relief bardaash nahi ho raha.
03:15Relief dene ke liye baaki subo ko wifaq ka haath batana chahiye, ikhtilaf se giri hui
03:20baat ki gayi ki Nawaz Sharif ne alaan karke apna qad chhota kiya.
03:31Punjab hukumat ne 14 rupay fee unit relief ke liye Bijli ki tafseem kaar 5 company ko
03:36advance adhaagi ka faisla kar liya.
03:38Discourse se relief par aane wali rakam ka takmeena maang liya.
03:42Punjab ko Bijli par aham karne wali 5 discourse ko alag-alag khat lik diye gaye.
03:46Bijli tariff me relief ka itlaag August aur September ke bilo me hoga.
04:47Intizamiya se darqaast hai, jalsa me rode naat gaye, aisi surat-e-hal na paida ki jaye
04:52ke jiss se talqiyan ho.
05:02Khyber Pakhtunkhwa ki siyasat mein corruption se mutaalik banaayi gayi committee ki tahkikat
05:06aur pressure group ki halchal se rapto me tezi aa gayi hai.
05:10Naras group ne Bani PTI se mulaqat ke liye koshish tez kar di.
05:13Zaraayi ka kehna hai Bani PTI se mulaqat mein khatshat aur imtiazi salook se aagah kiya
05:18jaayega.
05:24Naib Bazir Azam-e-Saaddar ki zir-e-sadarat Petroleum Sector ki masaal par qaim ki gayi
05:29committee ka ijlaans.
05:30Petroleum Sector mein sarmaatari barhane ke liye hukumati ikdamat ka ailaan.
05:34Dardesh-e-Kharza ki masaal ke hal ke liye Petroleum Division ko hidayat di gayi.
05:38Security masaal ke hal ke liye daakla Division ko one window sahulat ki tayyari ka hukum.
05:42Petroleum Division ko Ogra Ordinance mein munasib tarameen tazweez karne ki bhi hidayat.
05:47Iss aqdaar ne tawanai ki hipaazat aur iqtasadi taraki ke liye shobh-e ki ahniyat ko jaagat
05:52kiya.
06:04Biparti Wazir Daqla Mosul Naqvi ka Frontier Corps South Balochistan ke headquarters ka
06:08daura IG Major General Bilal Sarfaraz Khan ne istaqbaal kiya.
06:12Mosul Naqvi ki zir-e-sidarat-e-jilas mein Pitna-ul-Khawarij ke khilaf operations
06:17aur insidade smuggling ki karwaayion ke baare mein briefing di gayi.
06:20Mosul Naqvi ne kaha, Pitna-ul-Khawarij ke mazmoom azaim naakaam banane mein FC South
06:25Frontline par hai.
06:26Frontier Corps ne mushkil halat mein amd ke liye misaali khidmat anjaam di.
06:30Balochistan ki paydaar taraki ke liye tamaam stakeholders ko ek safah par aana hoga.
06:39Mardan mein Monkeypox ka mareej saamne aagaya.
06:43Mareej ko ghar par hi alak-thalak kar diya gaya.
06:46Mareej ki halat beter hai.
06:47Zila bhar ki aspatalo mein emergency naafiz kar di gayi.
06:50Monkeypox ke mareejon ke liye Peshawar Police Services Aspataal mein ward tayyar kar liya
06:54gaya hai.
06:54Wazir-e-sihat Qasim Ali Shah ne ward ka moina kiya.
06:57Monkeypox ke peshe nazar Wazir-e-Azam ne Hawa-e-Addo, Bandar-Gahun aur Warders par
07:02screening nizam mausal banane ki hidayat kar di.
07:05Wardte mauliyati masayil ke peshe nazar shajarkari ke ahniyat aur bhi bad gayi hai.
07:12Darak zindagi ki asaas hai.
07:14Sajar Asim Zardari ka munsoon shajarkari mohim ke liye peghaam kaha lakdi ki badti maang
07:19aur deegar zameeni istimalaat ke baayis junglaat par shadid dabaau hai.
07:23Junglaat ka phurokh Pakistan ke tarakiyati agenday mein awaleen tarji hai.
07:28Dadu ke Khan Mohammad Mulla goth mein rakam ke awaz 45 kam omar ladkiyon ki shadi Wazir-e-Ala
07:36Sindh ne notice le liya.
07:37Commissioner Hyderabad se report talab, committee banakar inquiry karne ki hidayat.
07:42Bataya jaye kya ladkiyan Sahlab Zardgan ke khandano se thi?
07:45Agar ladkiyon ka taluk Sahlab se mutasira khandano se tha, toh unki kitni imdaat ki gayi?
07:51Social media platform Axe ka Brazil mein operations band karne ka alaan, Brazil ke
08:01judge ki jaanak se censorship ke orders diye jaane ke baad kaam band karne ka paisla kiya.
08:05Hukam ka kehna hai, Brazil ke judge Alexander D. Morris ne ahkamat naa maanne par Axe ke
08:10kaanuni mainde ko ghariftaat karne ki dham ki de di hai.
08:142024 mein 2012 ke manazar, Bharti maushala ab bhi dahayon peeche, Modi Sarkar khawateen
08:22ko tahapus paraham karne mein naakam, Kolkata mein doctor se zyadati aur qatli ke khalaab
08:2810 lakh doctors ki hattaal ne, sehat ka nizam darham barham kar diya.
08:32Mutasira khandaan ka Wazir-e-Ala Mamta Banerjee se istafah ka mutalba, Kolkata ke baad Mumbai
08:38Doctor ke saath gyunsi zyadati ki koshish, Khatun doctor raat ki duty par thi, nashay
08:43mein dhut mareej ne doctor par hamla aur zyadati ki koshish ki, zakhmi doctor ne thane pahunj
08:48kar muqaddam aadarj karaya, mareej aur uske ahle khana ispataal se paraal ho gaye.
08:55Bangladesh mein Talba Tehreek ka apni siyasi jamaat banane par ghor, Talba ne Jamaat-e-Islami,
09:00Jat-e-Party aur Awami League ke pauri intikhabat ke mutalbe ko mustharad kar diya.
09:05Akwaam-e-Mutahida ki Insani Hukook Commission ne apni report mein kaha hai,
09:09Bangladesh mein haaliya muzahirobe 600 se zyada farad halak hua,
09:13security forces ne muzahireen se nimat nik liye ghar zaruri tashaddud kiya.
09:20Israeli tayyaro ki Ghaza ke ilaq-e-Nasirat mein rehaishi imarat par bombari, 24 ghante
09:26mein 21 palestini shaheed, Jabalia aur Deer-ul-Balah mein 4-4 palestini shaheed hua.
09:31Wasti Ghaza mein ladai ke dauran Israel ke 2 major halaat,
09:35Jangbandi ke liye Ameriki Wazir-e-Qarja Antony Blinken Israel pohuch gaye,
09:39Talebib mein Netanyahu hukumat ke khilaf bada muzahira.
09:46Saabik Sadr Donald Trump ne Kamala Harris ko buliyat paras karar de diya,
09:50kaha Kamala Harris ko Biden ke mukable mein harana zyada asaan hoga,
09:54kya aapne Kamala ko haste huye suna hai, ye ek paagal ki hasi hai.
09:59Democratic Party ka National Convention khal hoga,
10:01Kamala Harris ki bataar Sardar ki umeedwaar naam zadgi ki tausik ki jayegi.
10:09National Stadium Karachi mein jari kamirati kaam ki wajah se Pak-Bangladesh
10:13doosra test bhi Pindi muntakal.
10:15Abrar Ahmed pehle test se drop, team management ka pehle test mein
10:19mukamal pace attack ke saath maidaan mein utharne ka faisla.
10:22Do test ki series ka pehla match, 21st August se shuru hoga.
10:29ICC Under-19 Women's T20 World Cup ke schedule ka alaan,
10:34Mega event ki mezbani Malaysia karega.
10:36Mukabali 18th January se 2nd February 2025 tak schedule hai,
10:40Bharti team ezaas ka dipa karegi.
10:44Aur Pakistan mein Mixed Martial Arts ka vada mela sajh gaya,
10:48Lahore mein MMA Asian Championship ka Pak-Bharat attack raaj hoga.
10:53Pakistani Captain Rizwan Ali aur Bharti Captain Shrikant Shekhar Madde mukabil aayenge.
10:58Asian Championship mein baara jab ke Brave Combat mein 11 mulko ki team mein sharkat karengi.
11:03Championship ke iftitahi takreeb bhi aaj hogi.
11:06Mukabale dekhiye A-Sports aur ARYs app par barahe raaz.

Recommended