• 4 months ago
#OffTheRecord #FaizHameed #ImranKhan #PTI #KashifAbbasi #AdialaJail #PakistanArmy #AsimMunir #PMShehbazSharif #Establishment

Ye Chahein jitna kuch karlein Kal Awam Nay Ink Wazeh Paigham Dediya.." Senator Aun Abbas's Statement
Transcript
00:00Bappi saab yeh PTI kya karne jaa rahi hai?
00:03Abhi aap tyaar rahi hai, Mian saab ne aaj izhlaas ki hai, badar se baad active ho hai.
00:07Mian saab kya kar rahe hain?
00:09Lekin PTI kya kar rahi hai Bappi saab?
00:11Active hai?
00:12Koi kahan?
00:13Bas, gal rahi nahi saari.
00:16Aapne shayad kal dekha nahi.
00:19Pakistan ki tarikh mein, kal tarikh 13 August aur 14 August, jo kal aur parso manaya gaya
00:24bawajood iske, jistni ek daishatgardi phailaayi gayi,
00:28ki jis dukaandar ne PTI ka jhanda becha, usko utha ke Punjab Police utha ke le gayi,
00:34iske bawajood kal Pakistan mein jitne jhande Pakistan ke the,
00:38utne hi jhande Pakistan Tehreek-e-Insaaf yeh sadko pe the.
00:41Kal logon ne apne gharon ke upar,
00:43jahan ek taraf Pakistan ka jhanda lagaya,
00:45doosra Tehreek-e-Insaaf ka jhanda lagaya.
00:47What does that mean?
00:48Bananasaab apni taraf se kahein, jee Digital Terrorism,
00:50lekin Pakistan ki saari awaam iswaq Digital Terrorist ban chuki hai.
00:53Kal unhone is cheez ka faisla suna diya tha,
00:56ki jitna hai Pakistan ke saath Imran Khan laazim aur malzoom hai,
00:59yeh Pakistan uske baghar chal bhi nahi sakta, chahe yeh jo kuch karke dekh le.
01:03So message is very loud and clear.
01:04Ab issue yeh, Islamabad mein jalsa ki jaazat dena na dena,
01:07aapas ki baad humne yeh faisla kar liya hai.
01:09Aur main aapko isliye bata raha hoon,
01:11ki 30 August ke baad Pakistan Tehreek-e-Insaaf sadko pe aayegi.
01:14Humari jo political committee usme decision ho chuka hai,
01:16one way or the other way yeh battle hogi, political battle.
01:19Otherwise, jis tarah ki...
01:20Sir, sadko pe aayegi kya baad hai,
01:22aap ek jalsa ki call denge,
01:24intazamiyan call nahi maanegi,
01:26griftariya hongi, aap logon uthaya jaayega,
01:28lekin aap kehenge hum ek ke baad ek call ziyan diya chahiye.
01:30Kya farq padta hai?
01:31Kal, parso...
01:32Kashif sahab, parso leke, parso shaam se leke,
01:35yaqeen karein ISF,
01:36ab Bangladesh mein students ka issue bana,
01:38humari taraf se koi call nahi aayi.
01:40Pakistan Tehreek-e-Insaaf ke ISF,
01:42yaani Insaaf Student Federation,
01:44aur Youth Wing ki jitne zillay ke sadoor the,
01:47saare ke saare uthaage giraftar ho chuke hain.
01:49Na maloom makaam pe hain,
01:50kisi ka kuch pata nahi,
01:52itna khauf agar riyasat ko in bachon se aaj jaaye,
01:54waha pe aap Tehreek-e-Insaaf se yaqeen karein expect kijiye,
01:57ke aane wale dine are very kathan,
01:59and very difficult to understand.
02:00Begum theek ho,
02:01aap khair 30 August ke baad,
02:02intijaz ki call hai.
02:03Hum political battle,
02:04sadko pe ladege sir.
02:05Lai hongi aap sadko?
02:07I hope not,
02:08matlab yeh...
02:09Woh kahre hai na,
02:10aap apna battle,
02:11aap sadko pe lekar jaayenge.
02:12Imran Khan sahab ne bhi aaj,
02:13main padha tha unke bayanat,
02:14unke bayanat unne ka,
02:15aap mai Tehreek-e-Insaaf kar dene laga hua.
02:16What's going on?
02:17Mujhe nahi lagta ke,
02:18bohot jaldi yeh maamla shuru ho jayega,
02:20Punjab ki hadd tak.
02:21Isliye ke Khyber Pakhtunkhwa mein,
02:22agar sadko pe yeh aate bhi hain,
02:24toh waha pe toh inki apni administration hai.
02:26Lekin,
02:27to be honest,
02:28jis position mein hum hain,
02:29yeh koi ideal position nahi hai.
02:30Dekhe...
02:31Yeh Hammad Rezai,
02:32unke Hammad Rezai.
02:33Unka masla hai,
02:34do teen,
02:35jo mujhe,
02:36jo mukhlif sources humein,
02:37yeh bata rahein,
02:38ke iss waqt,
02:39Issue Khan sahab tak,
02:40access ka hai.
02:41Move underground with access.
02:42Access jo hai,
02:43jin logon ko hai,
02:44jin ki line set hai,
02:45bas unki cheezin jaati hain,
02:46Jamaat ke andar kehte hain.
02:47Ek nahi,
02:48bohot saare bandon se,
02:49aap baat karne.
02:50Woh kehte hain,
02:51ji humare masaal al nahi hote,
02:52humari baat pohoshti nahi hain,
02:53bohot saare jo hai,
02:54woh naye log aajaate hain,
02:56Sindh mein,
02:57aapne dekha hai,
02:58ek naib sadar,
02:59unhone namzaad kiye the,
03:00koi Farooq Chandio sahab,
03:01unki Tik Tok ke upar videos,
03:02teen,
03:03chaar din se,
03:04social media pe,
03:05viral hain,
03:06kabhi woh Thailand me phir rahein,
03:07kabhi kis jega phir rahein.
03:08Toh wohi na,
03:09toh do chaar din,
03:10toh social media pe chalte rahein,
03:11ab unko bhi utaar diya gaya,
03:12toh communication ka issue hai,
03:13Jamaat me dekha.
03:14Pehle kaam karte hain,
03:15uske baad sochti hain.
03:16Kiya kya?
03:17Aakhir mein,
03:18Nia sahab ne aaj,
03:20ek ejlaas ki sadarat ki hai.
03:21Nia sahab ke baad mein,
03:22kal bhi main ye baad kar raha tha,
03:23ki badey khamosh hain.
03:24Woh leadership,
03:25jo PMLN ko chahiye thi,
03:26jab wo sadar bane,
03:27ki Nia sahab aayenge,
03:28aur sab theek karenge.
03:29What's going on?
03:30Dekhein,
03:31jo sabse bada agenda tha,
03:32wo Bijli ke bilon ki upar tha.
03:33Aur phir jo taxes,
03:34jo itne zyada lag gayein,
03:35uske upar tha.
03:36Yeh discussion thi,
03:37aur iske hal ki upar jo hai,
03:38unko briefing di gayi,
03:39aur iske upar...
03:40Wo jisne aapne hame bataya,
03:42unko bhi bataya hoga,
03:43ke sir IMF karte hai.
03:44Haan nahi,
03:45lekin dekhein,
03:46jo mumkina taur pe,
03:47hum jo cheezein kar rahein,
03:48Shabaz Sharif sahab,
03:49jo kar rahein,
03:50unki upar briefing thi,
03:51aur ek consultation thi,
03:52ki kis tariqe se Bijli ki upar,
03:53aur phir unhe Punjab ko bhi hidayat di,
03:54ki jis tera,
03:55wo solar wala project kar rahein,
03:56us tera aur kuch cheezein dekhein,
03:57ki ek aam aadmi ko,
03:58kaise relief diya jaa se...
03:59So sir,
04:00relief ki upar thi,
04:01politics ka kuch lehra dekh rahein.
04:02It was on relief,
04:04aur overall political situation
04:05bhi discussed hui,
04:06lekin koi...
04:07Khaas nahi hui,
04:08zara to usma apni hai,
04:09waziriyala apna to,
04:10siyasat to theek jaa rahi hai,
04:11break letin haji,
04:12break aur daap.
04:13break letin haji,
04:14break aur daap.

Recommended