• last year
Kahani आजाद बेटी गुलाम बहु -2 | Story in Hindi | Hindi Story | Moral Stories | Kahaniya | Funny 2024. Follow to our channel and be the first to watch our latest kahani!

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Azaad Beti Gulam Bahu Part 2
00:07Kal aapne dekha ki Nirmala yeh thaan leti hai
00:10ki wo Madhu ke hone wale sasural ki baare me
00:13sab kuch pata laga kar rehegi
00:16Eji, mai kuch dinon ke liye maaike jaana chahti hun
00:20Jahan jaana hai jao
00:21Lekin shaadi todni ki baat mat karna
00:24Kyuki mai zubaan de aaya hun
00:27Nirmala apna saamaan pack kar wahan se chali jaati hai
00:30Aur seedhe pahunchti hai us ghar me
00:33Jahan Madhu ki shaadi hone wali hoti hai
00:36Woh bell bachati hai
00:38Sudha darwaza kholti hai
00:40To saamne Madhu ki hone wali saas hai
00:44Are, kaun ho tum?
00:47Madam, mai ek bichari dukhyaari aurat hun
00:50Pati ne nikal diya hai
00:52Aap apne ghar me rakh lijiye please
00:55Aaye aaye, maine to dharamshala kholi hai na
00:59Jo koi bhi jhola utha kar darwazi ki ghanti bacha de
01:03Aur mai ghar me rakh lo
01:05Aaye bolo
01:07Nirmala wapas jaate hue kehti hai
01:10Theek hai madam, chalti hun
01:12Mai to bas kaam chahti hun
01:14Kaun saa mujhe paiso ki demand thi
01:18Sudha sochne lagti hai
01:20Saaf sutri aurat
01:22Woh bhi bina paiso ki
01:24Ghar ka saara kaam karne ko tayyar
01:28Are, rukho rukho
01:30Nirmala samajh jaate hai
01:32Ki kaante me machli fas gayi
01:35Aacha theek hai, reh sakti ho tum yaha
01:38Lekin na, koi hosiyaari nahi
01:42Bas, phir kya tha
01:43Nirmala us ghar me kaam karne lagti hai
01:46Ek din baad, Nirmala Sudha se kahti hai
01:50Ma'am, ek baad batayiye na
01:53Jam mai free mein kaam karne ko tayyar hun
01:55Toh aap mujhe kaam par hamesh ke liye kyun nahi rakh leti
01:59Aara kya karna hai naukrani ka
02:01Ab kuch dinon mein mere bete ki shaadi ho jayegi
02:05Are waah, ye toh baad achi khabar hai
02:07Toh kya shaadi tay hai?
02:10Haan haan, Madhu naam hai ladki ka
02:13Iklauti ladki hai, maa baap ki
02:16Khoob dahej laayegi, hai hai
02:20Aur agar dahej na diya toh?
02:23Aara apra mooh se kaun na maangta hai
02:25Iklauti hai, khud hi denge
02:28Aur nahi diya toh, nikalna mein aata hai
02:31Hai hai
02:35Nirmala samajh jati hai
02:37Ki ye log laalchi kism ke hai
02:39Par wo sochti hai ki ho sakta hai, ladka achha ho
02:43Are raat ke do baj rahe hain
02:46Abhi tak ladka nahi aaya aapka
02:48Tabhi darwazi ki bell bachti hai
02:50Nirmala darwaza kholti hai
02:52Toh saamne ek sundar sa ladka khada hota hai
02:55Jisse dekhte hi Nirmala ke chehre par muskaan aa jati hai
02:58Wo mani man sochti hai ki chalo
03:00Maa aisi, par beta toh sahi hai
03:03Lekin tabhi beta dhadam se Nirmala ke upar gir jata hai
03:07Nirmala ghabra jaati hai
03:09Are kya hua?
03:11Tabhi peeche se madhu aa jati hai
03:13Are kuch nahi hua, bas sarab kuch zyada peeta hai
03:18Chalo isse pakad kar kamre mein sula dete hain
03:21Aao, haath do mujhe
03:23Lekin, sarab peena toh swasthe ke liye haani kaarak hai
03:27Are aaj khal khal ladko ko kaun samjhaye haan
03:31Are toh kya, iske hone wale sasural walo ko ye manzoor hai?
03:36Aaye, aaye
03:39Are ye bhi bhala koi batata hai
03:42Ki ji hamara ladka na bahut zyada sarab peeta hai
03:47Aaye, aaye
03:49Tu bhi na Nirmala badi boli hai
03:53Agle din subah, Nirmala madhu se kehati hai
03:56Wo aapka beta dikhai nahi de raha hai
04:00Kya office chala gaya?
04:02Office?
04:04Are nahi, nahi
04:06Uski toh naukri do saal pehle hi chhut gayi thi
04:09Badi achi naukri thi waise
04:11Toh phir kya hua, naukri kaise chhut gayi?
04:14Aap kya bata hu, kisi ladki ke chakkar mein aagaya
04:19Phir, naukri kyu nahi ki?
04:22Aramban hi nahi karta isse naukri ka
04:25Kehta hai, mehnat bahut hai
04:28Are baat bhi toh sahi hai na
04:30Aat gante ghar se bahar nikal kar kaam karo
04:33Phir aane jaane mein waqt lagao
04:36Are lekin jo ladki aayegi
04:38Wo kya khayegi?
04:40Uski zaroorate kaise poori hogi?
04:42Are bahut padhi likhi ladki hai
04:45Naukri karegi, saara ghar chalaegi
04:48Aur ghar ka kaam karegi
04:50Are tabhi toh aise ladki dekhi hai
04:53Jo ghar ka saara kaam bhi kare
04:55Naukri bhi kare, paise bhi laaye
04:58Aur hum aish kare aish
05:00Aish!
05:04Nirmala wahan se chali jaati hai
05:06Aur seedhe pohjti hai apne ghar
05:09Jaha uski beti aur pati usse dekh kar khush ho jaate hai
05:12Are, beti ki shaadi sar par hai
05:15Aur tum ho ki maaike ghum rahi ho?
05:17Haan haan, kyu nahi?
05:19Shaadi toh main apni pari ki karungi hi
05:22Lekin kuch ban jaane ke baad
05:24Aur tum, tab tak ye video dekho
05:27Rakesh ko Nirmala ek handicap de deti hai
05:30Usme sab dekh sunkar Rakesh chonk jaata hai
05:35Dekha tumne?
05:37Kisi aur ki kahe par vishwas kar
05:39Apni phool jaisi beti ki shaadi
05:41Kisse karane jaa rahe the?
05:43Haan, Nirmala
05:44Mujhse toh bahut badi galti hone wali thi
05:47Main toh kabhi khud ko maaf nahi kar paata
05:49Tabhi wahan, bhuwa ji ka pravesh hota hai
05:53Arre main andar aaun?
05:55Arre bhai kya baat hai?
05:57Pura parivaar ek jagah
06:00Ab dekho mujhe shukriya kahni ki zarurat nahi hai
06:03Bas mithai khlao
06:05Phone aagaya ladke walon ke ghar se
06:07Wo log na shaadi ko jald se jald karwana chahate hai
06:11Arre bhai, naseebi khul gaye
06:13Tumhari beti ke
06:17Bhuwa ji, aapse ek aur nivedan hai
06:19Haan haan, bolo bolo
06:22Bhuwa ji, wo raha darwaza
06:24Jaise andar aayi hai na, waise hi wapas chali jayiye
06:27Aur aaj ke baat hamari beti ki chinda karne ki koi zarurat nahi
06:32Toh beti ki shaadi, kisi aur ke kehne aur bharose par nahi
06:36Balki khud ki tasalli par kariye
06:39Kyunki betiya ho ya bahuye
06:41Azaad aur bindasi achhi lagti hai

Recommended