Khutba e Jumma - Friday Sermon - 9 August 2024 - Part 2 - ARY Qtv

  • 3 weeks ago
Khutba e Jumma - Friday Sermon

#KhutbaeJumma #DataDarbarLahore #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00The Prophet of Allah, peace and blessings of Allah be upon him, said,
00:07And his Messenger, the Most Generous, the Most Trustworthy, has spoken the truth.
00:20On the Day of Judgment, I spoke about the details of the Day of Judgment.
00:29The second phase is the return to Pakistan.
00:34And after a few words of the Prophet, peace and blessings of Allah be upon him,
00:40I am sure that all of you are eagerly waiting to hear about the return to Pakistan.
00:49And on behalf of all of you, I would like to welcome Dr. Syed Tahir Raza Bukhari,
00:59Secretary and Chief Administrator of QAF.
01:02I have spoken to him in detail about the construction of the Data Darbar.
01:11And today, our honorable guest, Mr. Mian Mushtaq Ahmed,
01:18Chairman of Al-Rehman Developer, is here with his colleagues.
01:23I would like to welcome him as well.
01:25You will hear a few poems of the Prophet, peace and blessings of Allah be upon him.
01:30Respected Mr. Hafiz Muhammad Faisal from Naqshbandi.
01:56Peace and blessings of Allah be upon you, O Beloved of Allah.
02:07Kahi na dekha zaman-e-bar mein, jo kuchh Madina mein jaake dekha.
02:36Tajalliyon ka laga ghai mela, ji dar nigaahe uthaake dekha.
02:58Tajalliyon ka laga ghai mela, ji dar nigaahe uthaake dekha.
03:13Woh dekho dekho sun hai rijali, idhar sawali, udhar sawali.
03:41Kareeb se jo bhi ulke guzra, huzoor ne moskura ke dekha.
04:02Ajeeb lazat ghaib-e-khudi ki, ajab kashish hai dar-e-nabi ki.
04:32Suroor kaisa hai kuchh na poocho, lipat ke seene laga ke dekha.
04:54Kahi na dekha zaman-e-bar mein, jo kuchh Madina mein jaake dekha.
05:08Tajalliyon ka laga ghai mela, ji dar nigaahe uthaake dekha.
05:23Nara-e-taqbeer, nara-e-taqbeer, nara-e-risalat, nara-e-tahqeek, nara-e-haidari,
05:34tajdaar-e-khatme-nabuwat,
05:37aur yaum-e-azadi aur istiqaam-e-pakistan ki munasabat se dono haath uthaakar,
05:42Pakistan, Pakistan, istiqaam-e-pakistan, Pak Fajr.
05:51Darkhasat guzaar hoon, izzat ma'ab, Janab Doctor Syed Tahir Raza Bukhari sahib se
05:56ke apne keemti kalimat aaj ke conference ki munasabat se aap sabko aataan formaan.
06:06Bismillah-e-Rahman-e-Rahim.
06:09Alhamdulillahi wa kafa wa salamun ala ibadihil lazeen astafa.
06:16Khususan ala Syed-e-Rusul wa Khatam-e-l-Anbiya.
06:21Arsalahu bil haq-e-basheeran wa nazeera.
06:26Wa da'iyan ila Allahi bi-iznihi wa siraj-e-munira.
06:31Amma baad, laaike sad-e-izaaz, hazireen-o-saameen,
06:38aur aaj ki iss istihqaam-e-pakistan ke mehman-e-khasa khas,
06:45Janab-e-ian Mushtaq Ahmad sahib.
06:49Mere liye yeh amr bahut-e-izaaz aur saadat ka baayis hai,
06:56ke Jumat-ul-Mubarak ki in saeed saaton mein,
07:02Hazrat Tata Ganj-e-Baksh Rahmat-ul-Aali,
07:06aapke aastaan par mujhe haazir hone,
07:11aur phir aap se mukhatib hone ka mauqa muyassar aaya hai.
07:16Bila shuba, aaj iss amr ki bahut zyada zaroorat hai,
07:22ke hum us nazriye ko, us parcham ko, sar buland karein,
07:29jis parcham ko iss khitte mein,
07:33Hazrat Tata Ganj-e-Baksh ne aweza kiya tha.
07:37Aur main yeh baat iss se pehle bhi,
07:42yeh bata chuka hun,
07:44ke Kashf-ul-Mahjoob ke humare ek mutarjam,
07:48Maulvi Fairoz-ud-Din, yeh jo Lahore ke andar,
07:52unka ek maaroof markaz tha,
07:55Pharaoh's Sons Mall Road ke upar,
07:57aur jo Hazrat Tata Ganj-e-Baksh ke tayreena khadam the,
08:02unhone Kashf-ul-Mahjoob ke tarjume mein,
08:05jo debacha likha,
08:07unhone likha ki,
08:09Hazrat Tata Ganj-e-Baksh,
08:11jab aap Lahore tashreef laaye,
08:13to aapne yahan sabz hilali parcham ko apni khaan ka pyaar aasta kiya.
08:19Aur main yeh iss parcham ko dekhte huye sochta hun,
08:23ke yeh yaqeenan,
08:25usi parcham ka tasalsul hai,
08:28yeh usi parcham ka faizan hai,
08:31jo Hazrat Tata Ganj-e-Baksh rahmatullahi alaih ne,
08:35apne aastaan pe pyaar aasta kiya.
08:38Aur,
08:40aaj,
08:42Hazrat Tata Ganj-e-Baksh ka nazriya,
08:44ek martaba phir prevail kar gaya.
08:47Aur,
08:48hindu baniye ka wo nazriya,
08:51jo usne,
08:53sukoot-e-dhaka ke mauka par kaha tha,
08:56ke maine Pakistan ke nazriya ko khaleej-Bengal me dabo diya.
09:00Aaj,
09:02jab us nazriya ke khaliq,
09:05usi khitte mein,
09:07nesto nabood huye hai,
09:10to phir duniya ne,
09:12ek martaba phir dekh liya,
09:14to phir duniya ne,
09:16ek martaba phir dekh liya,
09:18ke wo nazriya,
09:20jis nazriya par Pakistan bana tha,
09:23wo nazriya,
09:25jo Islam ki buniyat par tha,
09:28wo nazriya,
09:30jo Qaid-e-Azam ki leadership me prevail aur parwan chada,
09:34aaj,
09:35wo nazriya,
09:36ek martaba,
09:38phir sar buland aur mazboot aur mustaqim hua hai.
09:41Aur,
09:42aur,
09:44Sheikh Mujeeb ka narrative aur nazriya,
09:48nesto nabood ho gaya hai.
09:50Pakistan,
09:52ek mazboot Islami riyasat,
09:55aur duniya ke andar,
09:57ek mustaqimat mi quwwat hai.
10:00Pehgaam-e-Pakistan ka,
10:03jo narrative hai,
10:05jo biyaniya hai,
10:07aap us par tafseeli baat sun chuki hai,
10:09ki is khitteh ke andar,
10:12kisi fard-e-wahid ko kanoon haat me lene ki ijazat nahi hai.
10:16Is Pakistan ke andar,
10:19insaaf aur kanoon ki haqmiyat hai.
10:23Yaha,
10:25ek mazboot aur mustaqim adalati nizam maujood hai.
10:28Yaha,
10:30kisi groh ko,
10:32kisi jathe ko,
10:34kisi tanzeem ko,
10:36apne taur par,
10:37kisi ke liye,
10:39koi order jari karne ka,
10:41koi haq mujassar nahi hai.
10:43Lekin iske saath,
10:45jaisa Hazrat Mufti sahab ne,
10:47khatme nabood ka nara buland karte hua yeh pehgaam diya,
10:52ke yeh khitteh,
10:54taajdaar-e-khatmi martabat
10:56Sallallahu alaihi wa sallam
10:58ki muhabbaton ka ameen hai.
11:00Is liye,
11:02is khitteh ke andar,
11:04koi aisi koshish,
11:05parwan nahi char sakti.
11:07Jiske mutabik,
11:09Nabi-e-Akram Rasool-e-Muhtasham
11:11Sallallahu alaihi wa sallam,
11:13aapki izzat,
11:15aapki azmat,
11:17aapki hurmat,
11:19aur bil khusus,
11:21aapki khatme nabood ke hamale se koi compromise hua.
11:24Is liye,
11:26ke khatme nabood ka aqeedah,
11:28hamare iman ki buniyat hai.
11:31Aur Nabi-e-Akram Rasool-e-Muhtasham
11:33Sallallahu alaihi wa sallam,
11:35aapki muhabbat,
11:37aur aapki risalat,
11:39Iqbal ne kaha tha ke,
11:41az risalat,
11:43tar jahan,
11:45taqween-e-ma,
11:47az risalat,
11:49deen-e-ma,
11:51aayeen-e-ma.
11:53Ya Rasool-e-Allah,
11:55aapki risalat,
11:57aapki nabood,
11:59aapke saath aqeedat,
12:01aur aradat,
12:03aur aapke saath muhabbat,
12:05iske baghair,
12:07deen ka koi tasawur nahi bachta,
12:10aur iski ahmiyat is kadar zyada hai,
12:14ki Nabi-e-Akram Rasool-e-Muhtasham,
12:17Sallallahu alaihi wa sallam,
12:19aapke risal ke baad,
12:21jab mukhtalif atraf se,
12:24mukhtalif fitno ne saar uthaya,
12:27usmein,
12:29ek fitna,
12:31jute nabiyon ki,
12:33nabood ke ilan ka bhi tha,
12:35us mauka par,
12:37Hazrat-e-Abu-Bakr Siddiq,
12:39Khalifat-ur-Rasool,
12:41aapne unke khilaf,
12:43lashkar kashi ki,
12:45aapne unke khilaf,
12:47baqaida ilan-e-jangh kiya,
12:50daar-us-Sultanat kamzor tha,
12:53yeh mashbara diya gaya,
12:55ke kuch muakhar kar le,
12:57kuch thoda sa halaat ko dekh le,
13:00Hazrat-e-Abu-Bakr Siddiq Jalal mein aaye,
13:03aapne firmaaya,
13:05is mission ke sabab,
13:09Madinah is kadar kamzor ho,
13:12aur ke usmein Abu-Bakr akela rah jaye,
13:15aur jangal ke darende aakar,
13:18meri pindliyon se gosht noch le,
13:21aur fardahon se pirende,
13:23meri sar ke baal kha le,
13:26phir bhi Abu-Bakr,
13:28is amar par koi compromise nahi kar sakta,
13:31Islam mein,
13:33hamari taarikh mein,
13:35jo awaleen lashkar kashi hai,
13:38jo awaleen maarka hai,
13:40Nabi-e-Akram Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ke wisaal ke baad,
13:44wo khatm-e-Nabuwat ke hawaale se hai,
13:47Musalmanon ki 1400 saala taarikh,
13:50is amar ki shahid hai,
13:52ke ismar kabhi kisi ne koi compromise nahi kiya,
13:56lekin, iske saath,
13:59main yeh bhi kehna chahata hun,
14:01ke Mehrab-o-Mimbar vigilant hai,
14:03hamari idare,
14:05is par poori tarah chokas,
14:08aur choband, aur bilkul alert hai,
14:11is khte ke Islamian aur Musalman,
14:15unko bilkul fikrmandi ki zarurat nahi hai,
14:18lekin, iske saath,
14:20is cheez ki yaad mein,
14:23agar,
14:25koi Pakistan ki,
14:27saalmiyat par hamla karna chahe,
14:29toh hum usko bhi condemn karte hain,
14:31agar Pakistan ke,
14:33moasharti,
14:35aman ko koi kharab karna chahe,
14:37toh hum uski isqaal ko bhi mustarad karte hain,
14:40is tahqaam-e-Pakistan,
14:42peghaam-e-Pakistan,
14:44yeh sab,
14:46darasal,
14:48ata hai,
14:50in buzurgaan-e-deen ke,
14:52us falsife ki,
14:54jo ino ne is khte mein diya,
14:56jo aman par,
14:58muhabbat par,
15:00rabadaari par,
15:01aur,
15:03insaan dosti par base karta hai,
15:05yeh sufiya,
15:07jis yeh surkhail,
15:09is khte mein,
15:11hazrat data ganj baksh rahmatullah alaih hain,
15:13aapne,
15:15aman aur rabadaari ka dars diya,
15:17muhabbat ke ameen banein,
15:19tabhi toh,
15:21is khte ke log,
15:23aap se,
15:25fars guzar gaye,
15:27karn guzar gaye,
15:29ashray guzar gaye,
15:31aapki chaukat par nisawar hain,
15:33aapki tahleez par,
15:35sar jukaane ke liye,
15:37har waqt betaab rehti hain,
15:39hazrat data ganj baksh,
15:41rahmatullah alaih,
15:43aapka fikr aur falsifa yeh hai,
15:45ke is khte mein,
15:47islam ka parcham sar buland hoga,
15:49islam ka parcham hi sar buland rehega,
15:51is khte mein,
15:53wo aman aur muhabbat,
15:55aur rabadaari,
15:57aam hogi,
15:59jiska faizan humein madine se ata hota hai,
16:01is khte mein,
16:03quran ki hukumat hogi,
16:05nabi akram sallallahu alaihi wasallam ki,
16:07sunnat ka pharehraa hoga,
16:09aur iqbal ne bhi,
16:11jab aapki bargah mein,
16:13apni aqeedat, aradat,
16:15aur muhabbat ka nazraana peshkiya karne,
16:17ke liye hazir hua tha,
16:19toh usne bhi yehi kaha tha,
16:21ke baasbaane,
16:23izzat-e-umm-ul-kitab,
16:25ke,
16:27aye mere data,
16:29is khte mein,
16:31quran ki,
16:33kitab-e-bajeeb,
16:35aur quran-e-hakeem ki ayaat ka baasbaan,
16:38aye data ganj bakhsh tu hai,
16:40iski wo tafseer,
16:42iski wo taaweel,
16:44iska wo mafhum,
16:46aur iski wo rams,
16:48jo aap is khte ko ata karenge,
16:50wo hi logon ke dilon mein,
16:52rasik hogi,
16:54aur aapka fikr,
16:56aur aapka falsafa,
16:58sara sar yehi hai,
16:59ke muhammad ki muhabbat,
17:01teen-e-hak ki shart-e-awwal hai,
17:03isi mein ho agar khaami,
17:05toh sab kuch naa mukammal hai,
17:07muhammad ki muhabbat,
17:09aan-e-millat,
17:11shaan-e-millat hai,
17:13muhammad ki muhabbat,
17:15rooh-e-millat,
17:17jaan-e-millat hai,
17:19muhammad hai hamein,
17:21sab aalam-e-ijad se pyara,
17:23bidar, maadar,
17:25baradar,
17:27aan-o-maal-aulat se pyara,
17:29akuna ahabba ilayhi,
17:31mim walid-hi,
17:33wa walad-hi,
17:35wal naas-e-ajma'een,
17:37au kama kaal,
17:39laa yumin-u-aadukum,
17:41hatta akuna ahabba ilayhi,
17:43mim walid-hi,
17:45wa walad-hi,
17:47wal naas-e-ajma'een,
17:49aur main,
17:51aaj ke iss mawqa par,
17:53batore khas,
17:55yeh pegham dena chahta hu,
17:57ke aan-e-wala,
17:59ko zaroor khiraj-e-tahseen peshkiya jaaye,
18:02hadiya-e-tabreek peshkiya jaaye,
18:04isaal-e-sawab kiya jaaye,
18:06jin ke khoon ki rangini se,
18:09aaj iss khitta ke andar
18:11humein roshni aur ranaee nazraati hai,
18:13unke ghar ujre,
18:15unke tar lute,
18:17isliye,
18:19ke yeh watan,
18:21yeh khitta,
18:23aur yeh qariya,
18:25jo deen ke naam par,
18:27aur Islam ke naam par humein mila,
18:29muhabbat,
18:31aur aazadi ka saas le sekein,
18:33main un tabaam shuhadaa ko,
18:35jino ne,
18:37qiyam-e-pakistan ke hawale se,
18:39aur istahkaam-e-pakistan ke hawale se,
18:42aur,
18:44pegham-e-pakistan ke hawale se,
18:46kurbaniyan peshki,
18:48un sab ki kurbaniyon ko,
18:50khiraj-e-tahseen peshkarta hu,
18:52afwaj-e-pakistan,
18:54unki khidmat ko,
18:56khiraj-e-muhabbat peshkarta hu,
18:57pegham-e-pakistan,
18:59zindabad.
19:27agal-e-jumat-ul-mubarak ko,
19:29unki barkatun ko samitne ke liye,
19:32bar-waqat tashreef laakar,
19:34barkatin bhi samitin,
19:36us conference ka hisa bhi banein,
19:38aur huzoor faiz-e-aalam ki baargaan mein,
19:40apni muhabbatun ka khiraj bhi peshkarein,
19:42sunnat-e-adhaan firmaa lein,
19:43alhamdulillahi rabb-il-alamin.
20:14alhamdulillahi rabb-il-alamin.
20:16alhamdulillahi rabb-il-alamin.
20:43I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
20:53Come to Prayer.
21:02Come to Prayer.
21:10Come to success.
21:27Allah is the Greatest, Allah is the Greatest.
21:34There is no god but Allah.
22:05Allah is the Greatest, Allah is the Greatest.
22:14Allah is the Greatest.
22:22I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
22:52I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
23:23I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
23:32I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
23:42I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
23:51I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
24:01I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
24:10I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.
24:20I bear witness that Muhammad is the Messenger of Allah.

Recommended