_hindi kahaniya_story time_saas bahu_story

  • 2 months ago
- Kahani - | Hindi Kahani | Moral Stories | Stories in Hindi | Hindi Kahaniya | Fairy tales | Ameer Vs Gareeb | Gareeb Vs Ameer | Amir Garib | Bedtime Stories | Story | Cartoon | Saas Bahu | Saas Bahu Story | Bedtime Moral Stories | Moral Kahani | Hindi Moral Kahaniya | Hindi Story | Kahaniya in Hindi | Kahaniyan | New Story | Gareeb Ki Kahani | Gareeb Saas Bahu

© Copyright by Kidlogics Media Entertainment
★     / @manoranjantv733  ​

LIKE | SHARE | COMMENT | SUBSCRIBE
------------------------------------------------------------------
*All the story characters, incidents, names, and situations used in this story are fictitious.
------------------------------------------------------------------
#ameervsgareeb​
#amirgarib​
#kahaniya​
#story​

Category

😹
Fun
Transcript
00:005.
00:01Saas
00:02Punjabi me kahawat hai, saas changi hove yaate diwaar te tangi hove.
00:08Sangeeta ki shadi bhi ek aise hi ghar me hoti hai jaha uski saas diwaar pe tangi hoti hai.
00:15Sasoor aur pati shadi ke pehle din usse saas ke photo ke saamne le jaate hain jaha sasoor
00:21ji kehte hain.
00:22Beta, beta Sangeeta yeh tumhari saas thi.
00:27Bahot nek aur bhali.
00:28Lekin thodi gussa al thi.
00:30Gussa aane par saab tahas nahas kar deti thi.
00:34Par ab yeh is duniya mein nahi hai.
00:36Haan Sangeeta, maa hoti toh tum inki koi baat taal nahi sakti thi.
00:41Banna toh maa ghar me bhuchaal le aati.
00:44Sangeeta mann me khush hoti hai, ki achha hai ki aisi aurat ab is ghar me nahi hai.
00:50Lekin dikhave ke liye wo jaise hi saas ki photo ke saamne haath jod kar khadi hoti hai.
00:55Yeh kya?
00:56Saas usse dekh kar muskuraane lagi.
00:59Sangeeta aankhon ko mal kar ek par phir se dekhti hai.
01:03Lekin phir saas ke chehre ka bhaav, bhangi maa yaani expression bilkul badle hoti hai.
01:09Wo apne pati aur sasoor ko kehte hai.
01:12Maa ke tasveer toh smile kar rahi hai.
01:15Na na beti yeh kaise sambhav hai.
01:18Zaroor tumhe koi galti hui hogi. Aisa kaise ho sakta hai?
01:22Lagta hai tum shaadi ki saari formality karte karte thak gayi ho.
01:26Tumhe aaraam ki zaroorat hai, Sangeeta.
01:29Khair, saare Sangeeta ki baat ko ignore kar kamre me chale jaate hain.
01:34Waise saas ki photo par expression ek ke baad ek badlte hi rehte hain.
01:41Subah hoti hai, pati aur sasoor ko kaam par bheej kar Sangeeta kamre ki safai karne me lag jaate hai.
01:48Ki tabhi usse aawaaz aati hai.
01:51Table theek se saaf karo. Aise bhi koi table saaf karta hai.
01:55Iss se acha toh yeh ganda hi tha.
01:57Kisi aurat ki aawaaz sun, Sangeeta dang reh jaate hai.
02:01Aur sochhne lagti hai ki aawaaz kaha se aayi.
02:04Aawaaz ko nazar andaaz kar, wo phir se apna kaam karna shuru karte hai.
02:08Lekin is baar toh aawaaz bilkul uske kaan ke paas se aati hai.
02:13Mera ghar hai yeh. Jab tak mai thi chamka kar rakti thi.
02:17Har ek cheez sheeshe ki tarah thi.
02:19Tume toh na safai aati hai, na kuch pata hai.
02:23Kyu tumhe mere ghar ki zimmedaari dedhi gayi hai?
02:26Pata nahi tumme mere bete ko kya dikhai diya.
02:29Mai hoti toh ek se badkar ek ladkiyon ke line laga deti.
02:34Ab Sangeeta ko samajhne mein der nahi lagi ki yeh aawaaz kisi aur ki nahi,
02:39balki uski saas ki hai, jo deewaar patangi hai.
02:42Wo uske paas jaati hai aur kehti hai,
02:45Namaste saasuma, mujhe toh kal hi lag raha tha ki deewaar mein kuch kaala hai.
02:51Wo deewaar nahi daal hoti hai, padli.
02:55Sahi pakde hai saasuma.
02:57Toh kya ho gaya aapko, jo aap yaha bhi chayan se nahi baithi hai?
03:01Suna maine, aapka bhyawar kaafi gusse bala tha.
03:05Chup rahe tu, zyada bakar bakar na kar.
03:08Ghar ka kaam karna toh aata nahi.
03:10Aaye mujhe bahas karne haan.
03:13Dekhi saasuma, main aapse saaf saaf keh deti hun.
03:17Mujhe panga leni ki koshish mat kariyega.
03:20Tabhi peeche se Sangeeta ka pati aata hai.
03:23Hare Sangeeta, kisse baat kar rahi ho? Kaun hai waha?
03:27Sangeeta ki saas ki photo phir se pehle jaisi ho jaati hai.
03:31Aapki maa se keh rahi thi, ki mujhe kaam karna aata.
03:36Hare Sangeeta, maana saas ke taane har bahu ko ache lagte hai.
03:40Lekin yaha toh maa hai hi nahi.
03:42Tum toh photo se hi.
03:45Tum bhi la jawab ho Sangeeta.
03:48Kisi ko vishwas nahi hota, ki Sangeeta apni marri hui saas ki photo se baat karte hai.
03:54Wahin aaye din Sangeeta ki saas, Sangeeta ko kisi na kisi baat par aate jaate taane deti.
04:02Sangeeta ko bhi ab saas ke taano aur unse baat karne ki aadat ho gayi.
04:07Wo kabhi khaandaan ki kahaani, toh kabhi teej tyauhaar kaise manaaye,
04:12ya kise vyanjan ki recipe, saas se hi poochti.
04:16Saara din ghar me akeli Sangeeta ki saas, ab uske liye taano ke saath pakki saathi ki tarah bhi rehne lagi thi.
04:23Jo kisi aur ko nahi, balki Sangeeta ko hi sunai deti.
04:27Toh dekha aapne, saas bahu ka rishta har rishte se upar hota hai.
04:32Phir chahe wo khatta ho ya meetha.

Recommended