Khawabnama me che(چ)se shoro hone wale alfaz ki tabeerat

  • last month
Khawabname me che(چ)se shoro hone wale alfaz ki tabeerat

Category

📚
Learning
Transcript
00:00In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful.
00:02I seek refuge with Allah from the accursed Satan, the accursed Satan.
00:04O people, peace be upon you.
00:07Today we will teach you the words that start with the letter J and their meanings.
00:13By the name of the book of Yusuf.
00:15First, we will start with the word moon.
00:18In the book of Yusuf, the moon represents the king or the minister,
00:21the world or the power,
00:23a beautiful woman or wealth.
00:26To see the moon in the womb or in the house,
00:30the son should be born blessed,
00:32the woman should be beautiful,
00:34if the woman sees, then the husband should be of a high rank and be of a great stature.
00:40To see the moon in the womb,
00:42it is a miracle and a miracle.
00:44If a baby is born,
00:46that is, if a baby falls,
00:48or something or the other happens,
00:50it is a problem, you should give charity and help for this,
00:53because charity avoids problems.
00:56To see the moon in the womb or in the house,
01:01there is a sign of loss of life and wealth.
01:06To see the moon on the earth,
01:09the people of the earth get benefit from the king,
01:13they get benefit, comfort and comfort.
01:17To see the moon in the womb,
01:19wealth and wealth fill the house,
01:21but there are losses in the eyes.
01:24Haan mein chaand kar tukda dekhna, kanees hubroo se wasrat rahe, din raat musarrat mein rahe.
01:31Haan mein chaandi kaan se nikaalna, kisi aurat se makar kare, ya dhoka dekar kaam milaaye.
01:39Haan mein chaandi galate hu dekhna, hasoomar ne murtala ho, andesha se murad hai.
01:46Haan mein chaandi ka zewar pehna, ranjo gham door ho, musarrat hasil ho,
01:53rahat aur saroor paye, daulat paye.
01:56Haan mein chaandi khoti dekhna, hafeef ho, daulat ka zawaal ho, waise parishani hai.
02:04Haan mein chaadar dekhna, dupatta dekhna, aurat mile, shado awaad ho, sukh paye.
02:12Haan mein chaadar odhna, aurat dekhe toh shaadi kare.
02:17Haan mein chaadar sal se gum ho jana, shohar ke fauth hone ki alamat hai, waise parishani.
02:25Haan mein chaadar fatiwi dekhna, farda dhari ho jaye, baizat ho, izzat jaati rahe.
02:33Haan mein cha, yaani ke kuaan dekhna, aurat hasil kare, munashabkat se maal hataye.
02:41Haan mein cha ka paani peena, yaani ke kuaan ka paani peena, maal hasil ho,
02:47agar bimaad dekhe toh tandrusti paye, khushabri mile.
02:51Haan mein cha, gairabad dekhna, museewat darpesh ho, hairaan ho.
02:57Haan mein chai peena, fatah aur gamrani aur tandrusti hasil ho, dili murat paye.
03:04Haan mein chabootra dekhna, waaldein ki diraz umri ho, sehat aur salamati ka baiz hai.
03:12Haan mein chabootra khushnama aur waland dekhna, waaldein ki izzat zyada ho,
03:17bzurgi paye, daulatmand aur naambar ho.
03:21Haan mein chabootra be aaraam karna, waaldein ke zehre shaya rahe, inko meherbaan paye.
03:28Haan mein chatai haridna, nikah kare, zeb-o-zeenat se ghar-e-rasa ho.
03:34Haan mein chatni, beethi khana, haira-barkat ka baiz hai, kisi dost se tohfa mile.
03:44Haan mein chambeli ka phool sungna, beti payda ho, kamaraan dekhe toh shadi ho.
03:50Haan mein chamar se guftagu karna, gardish-e-kismat me muftala ho.
03:56Haan mein chas peena, tajawaz ho, amli jama pehnaane me naakawi ho.
04:04Haan mein chas dekhna, koi hairatangez khabar sunne.
04:09Haan mein chirpaai par letna, dil hi khaish poori hone ki daleel hai.
04:14Haan mein chamda haridna, daulat mile doston me izzat ho.
04:20Haan mein chooha dekhna,
04:23ho sheeda dushman se muraat hai ya bachsoorat aurat se taqleef khai.
04:28Haan mein chachundar dekhna, badkaar aurat se dhoka ho.
04:33Haan mein cheel urti we dekhna, naaghani musibat naazil ho.
04:37Haan mein cheekhe mar kar rohna, musibat aur ranjo parashani ka saamna hai.
04:44Haan mein kod pehnna, daulatman aurat se shadi ho.
04:53Haan mein chillam bharna, hookah ki chillam ko bharte we dekhna.
04:57Izzat matwa aur hunna se tanazal ho.
05:00Haan mein cheek uthana, kisi posheeda raas se aaga hi ho.
05:05Haan mein ghari ki chain tootte we dekhna, rozgaar me halal pade, sehat haraab ho.
05:13Haan mein cheen ke mulki seyar karna, seyahat karna, bohot zyada ilm hasil ho.
05:18Haan mein aynak dekhna, beevi se ranj ho, ghar zaruri masaib kam ho jaye.
05:27Chaliswe ki niyaaz, rohani faiz hasil ho, umda khuraab mile.
05:32Chechak mein mubtala hona, daulat mile, duniyawi mamlaat mein asani ho.
05:40Haan mein chilke paase pyaar fisalna, kisi kaam mein halal pade, yaa dushman rode adka hai.
05:49Haan mein chatni tosh khana, khatti khana, bimaari yaa musibat mein mubtala ho.
05:56Haan mein chithi hat milna, hushabri paaye, agar paanwaan ho, toh khushi hasil ho, beeanwaan ho do ranj paaye.
06:04Haan mein chithi baatsha se paana, agar chithi khol kar pade, toh hairo barkat paaye, agar nahi pade, toh ranj aur kam uthaaye.
06:15Haan mein chithi likhna, hat likhna, kaam mein trakhi ho, baise kamyabi hai.
06:22Haan mein chalag jalta, ghar mein dekhna, aurat se faida be endaza paaye, rahat aur araam paaye.
06:29Haan mein chalag roshan karna, agar kumara ho, toh shadi kare, ulat se bhi tabir hai.
06:37Haan mein chalag gul karna, bhujaa dena chalag ko, koi musibat dar pesh aaye, ranj aur andhau mein mubtala ho.
06:46Haan mein charvi dekhna, yaa khana, nemat, daulat, kamyabi hasil ho, khair aur barkat paaye.
06:54Haan mein chidiya dekhna, kadro manzalat badhne ka mochab hai.
07:00Haan mein chidiya pakadna, kisi aurat ko hasil karne mein kamyab ho.
07:05Haan mein chidiya ko ghosle se udana, ranj aur gham mein mubtala ho, mulas mat paaye.
07:12Haan mein chidiya ki awaaz sunna, hudha taala ki hamdo tasbih karne se daameer hai, dil mutmaeen ho jaye.
07:20Haan mein chidiya pakadna, maal aur daulat hasil ho, kaum ka sardar ho.
07:27Haan mein chootiya marna, mushkilat se nijat hasil kare, safar mein ho toh wapas aaye.
07:36Haan mein chokhad dekhna, dahleez dekhna darwaza ki, naik aurat se shadi kare, ghar ki abadi ho.
07:45Haan mein choot khad chunta ho dekhna, jisse muhabbad rakhe, iss se shadi ho jaye, araam paye.
07:52Haan mein chalna bama haandaan pe, agar na maloom makaam par jata dekhe, toh ranj aur bhala mein mubtala ho.
08:00Haan mein chalna manzil-e-maqsood ki tarab, ya ghar ki tarab, deeno duniya ki sahadat hasil ho, khushi naseeb ho.
08:08Haan mein chalna taariki se roshini ki tarab, rah-e-batil se haq ki tarab aaye, taufa kare, naik ho jaye.
08:17Haan mein chalna roshini se, gumra baideen ho, ki iss museebat mein giraftar ho.
08:27Haan mein chidiya ki awas sunna, khuda taala ki hum do tasbih karne se tabir hai, dil mutmain ho jaye.
08:37Haan mein charbi dekhna ya khaana, nimat aur daulat kamyawi hasil ho, hairo barkat paye.
08:46Haan mein chidiya pakadna, maal aur daulat hasil ho, kaum ka sardar ho.
08:51Haan mein chidiya ko ghosle se udana, ranj aur gaam mein mubtala ho, malamat paye.
08:57Haan mein chalna taariki se roshini ki tarab, rah-e-batil se rah-e-haq ki tarab aaye, taufa kare, naik ho jaye.
09:05Chalna roshini se taariki ki tarab, gumra baideen ho, museebat mein giraftar ho.
09:11Chalna virane mein dekhna, tangi-e-rizq ho, halakat aur gurbat ka sabab hai.
09:17Chalna virane se abadi mein, khushali kadam chume, tang-dasti door ho.
09:22Haan mein chamcha dekhna, waqeel ya ardali se mulaqat ho, hasool-e-maqsad ho.
09:29Chamcha istamal kirna, mugaddima darpesh ho, waqeel ya ardali ko hamnawa banaye, fayda hasil ho.
09:36Haan mein chamna aadmi ka dekhna, ahraish aur zeenat ka imkaan ho, barkat maal aur zyati ho, samaan hasil ho.
09:45Chamna surkh dekhna, ranj aur gaam aur museebat mein mubtala ho.
09:49Chamna oonth ka dekhna, maal-birse ka haath hai, aish aur raam paye.
09:53Chamna bakri ka dekhna, tarakki-e-daulat aur rizq ho, gaye ka chamna dekhna bhi neemat ka baise hai.
10:00Chamna rangna, murasat ka maal bante, ya tehreer kare, ya virsa par kaabiz ho.
10:07Haan mein chamne khush dekhna, gamo museebat mein giraftar ho, bimaar ho.
10:12Chamne sabaz aur bemausam dekhna, gamo ando ka baise hai, agar bahar mein dekhne toh rahat hai.
10:18Haan mein chamne pukhta khaana, ranj aur gaam mein kamee ho, agar daal chamne ki khaaye toh takleef se nijad paye, kushali hasil ho.
10:27Haan mein chambeli ka guldasta dekhna, dost aur bibi se mafar kat paye.
10:31Haan mein chaal dekhna, gumchada cheez hasil ho, muflasi aur tangdasti door ho.
10:39Haan mein chaun dekhna, chhat ki chaun dekhna, wazurgi sarparasti se tabir hai.
10:45Haan mein chaun drakhton ki dekhna, kitna fasad ki deleel hai, agar drakht sabaz ki chaun ho toh nihayat achi hai.
10:53Haan mein chaun mein baithna, mod kareeb hone ki alamat hai.
10:58Haan mein chaun mein araam karna, izzat aur wazurgi paye, manafat aur mod ka sabab hai.
11:07Haan mein chhat par chadna, amarat wazurgi sadari paye, guland martaba ho, izzat aur daulat paye.
11:17Haan mein chhat dekhna, kisi wazurg se mohabbat ho, kisi haakim se faizasil ho.
11:24Haan mein chaupaya gum ho jana, akal zayal ho, fikar se sakh takleef uthaye.
11:31Haan mein chaupaya yaani ki koi ghai, bhais, kab ghosh khana, maal aur daulat paye, gareeb hi toor ho jaye.
11:39Haan mein chutar dekhna, apno se nafa paye, parishani door ho.
11:43Haan mein chutar dayan dekhna, ladka payda hone ki deleel hai, masboot dekhe toh ladka buland hosla ho.
11:50Haan mein chutar bayan dekhna, ladki payda ho, agar chutar bhusrat ho, toh ladki hushaal ho, nekh hasaal ho.
11:58Haan mein chutar kamzor dekhna, aulat ka gham dekhe, baise ranjo lam hai.
12:04Haan mein chori karna, giraftare bimaari ho, giraftar ho, parishani uthaye.
12:11Haan mein chori na karna, bimaar ko tashifa paye, ranjo gham se najat hasil ho.
12:17Haan mein choga pehnana ya haridna, aurat paye, ghar abad ho, dil shaath ho.
12:24Haan mein choga na paak pehnana, aurat na pasandida, ya bad akhlaaq aur bad misaaj mile.
12:31Haan mein choga utarna, aurat ko alayda kare, ja jadaai ho.
12:37Haan mein chula dekhna, baise zyati rizak hai, araam aur rahat paye.
12:44Haan mein chula tootna, baise virani ghar ho, parishani had se zyada ho.
12:49Iske liye aapko chahiye ki sadka aur harat kare.
12:53Haan mein chula dekhna, ya haridna, ladaai jagde mein utna ho, baise fasaad hai, sakht uthaye.
13:01Haan mein chula dena, ya bahar thek dena, jango jaddal se najat hasil ho, sukh aur araam paye.
13:09Haan mein chula ghar ko phirna, baise haraam hai, daulat paye, issas zyada ho.
13:15Haan mein chonch murgi ki thekna, aurat nek salika shaar, gharelu aur parsa mile.
13:22Haan mein chuhat dekhna, ya pakadna, munafiq aurat se nikah ho, jo zahir mein nek ho, aur batin mein bad ho.
13:31Haan mein chupandar khaana, ranjo musimat peshaaye, parishani thaye.
13:36Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh.
13:39Humeed hai ki aapko meri video basant aayi hogi.
13:43Isko like karein, meri channel ko subscribe karein.
13:47Aap sab logon ki support ka wehaz shukriya. Allah Hafiz.

Recommended