Sarmaya e Aslaf - EP 68 - Topic: Imam Shahabuddin Qastalani RA - 30 July 2024 - ARY Qtv

  • 3 months ago
Sarmaya e Aslaf | EP 68

Topic: Imam Shahabuddin Qastalani RA

Speaker: Mufti Ahsen Naveed Niazi

To Watch All Episodes of Sarmaya e Aslaf | https://bit.ly/47jbLHu

#SarmayaeAslaf #MuftiAhsenNaveedNiazi #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem, Allahumma salli salatan kamilah wa sallim salaman ta'ma ala
00:14sayyidina wa maulana Muhammad alladhi tanhallu bihil uqad wa tanfariju bihil qurab wa tuqda
00:20bihil hawaij wa tunalu bihil raghaib wa husnul khawateem wa yustasqal ghamamu bi wajihil
00:27kareem wa ala aalihi wa sahbihi fi kulli lamhatin wa nafasin bi aadadi kulli ma'alu min lak
00:34ya Allah, ya Allah, ya Allah, ya Arhaman Rahimeen.
00:39Muazzaz, nazreen wa saameen, aaj ek murtaba phir program Sarmaya Salaf lekar hum aapki
00:44khidmat mein hadir hain, aaj hamara mauzoo-e-sukhan hai, jaleel-ul-qadr muhaddith, behtreen faqeeh,
00:51zabardast, qari, behtreen, wa'ij, imam shihab-ud-deen, abu-l-abbas, ahmad bin muhammad,
01:00qastallani, misri, shafi, rahimahullah, mutawaffa, 923 sana hijriya, aur aapki baaz talifat.
01:07imam qastallani rahimahullah ke kya kehne hain, multi-talented shaksiyat ke haamil the,
01:12bahusi khubiyan rakhte the, ilm-o-amal ke jame the, ilm mein bhi mukhtalif funoon par aapko
01:18command the, hadees ke baab mein bhi aap zabardast maharat rakhte the, isi tarah fiqa mein bhi
01:23aapko maharat the, aur qari to aap behtreen qari aur mukri the, apne daur ke ilm-e-tajweed-o-kiraat
01:29mein yad-e-toola hasil tha, kahi kitabain bhi talif farmayi uspar, isi tarah wa'ij aur khateeb
01:34bhi aap zabardast the, musannef aur muallif bhi zabardast the, tasnif-o-talif se bhi aap
01:39ne kaam liya hai, waaz-o-naseehat bhi farmayi hai, aur dars-o-tadrees bhi aapne farmayi hai.
01:45Toh saare hi jo tools hain, wo saare forums aapne use kiye hain, deen ki tarweej-o-ishaat
01:50ke liye, behtreen aalim the, be-badal aalim the, apne daur ke, aur bade-bade ulama ne
01:56aapko kharaaj-e-tahseen peshkiya hai, aapko tribute peshkiya hai.
02:00Aapka naam-e-naami, aapki kuniyat jo hai, wo Abu-l-Abbas hai, laqab-e-shihab-ud-deen
02:04hai, aur naam-e-naami isme garami Ahmed hai, Ahmed bin Muhammad.
02:09Qastallani jo ye aapki nisbat hai, aur iska jo zabt hai, iske zabt mein ikhtilaf hai,
02:16ek zabt iska teen tarah kiya jaata hai.
02:19Ek jo iska zabt hai, sabse mashhoor zabt hai, wo hai Qastallani, yaani bifathil-qaaf, qaaf
02:25pe zabar, isi tarah bifathil-laam, laam pe bhi zabar, aur laam mushaddad hai.
02:30Qastallani, sabse zyada mashhoor ahl-ilm ke maabain yehi zabt hai is nisbat ka.
02:35Doosra jo iska zabt hai, wo hai Qastallani, yaani bidammil-qaaf, wo bidammil-taaq.
02:40Qaaf pe bhi paesh hai, taa pe bhi paesh hai, aur laam pe fatha mushaddad.
02:44Qastallani.
02:46Teesra zabt iska hai, wo hai Qustallani, yaani bidammil-qaaf, wo fathil-taaq.
02:51Qaaf pe jo hai, wo paesh hai, taa pe zabar hai, laam pe bhi zabar hai, lekin laam mushaddad
02:56nahin hai, laam mukhafaf hai, Qustallani.
02:59To ye teen tarah iska zabt istimaal hota hai, teeno tarah hi durst hai apni jagah,
03:03kyunki ahl-e-ilm teeno tarah hi padhte bhi hai, aur ahl-e-ilm ne teeno tarah iski tasree
03:07bhi kar rakhi hai, likh rakha hai mutaadit qutub ki andar.
03:10Lekin sabse zyada jo mashoor hai, wo pehle wala hai, yaani Qastallani.
03:14Waise teeno tarah chal jayega, Qastallani, Qustullani, aur Qustallani.
03:19Aur jo aapka alaaka tha, aabai alaaka, uski nisbat hai yeh banyadi taur par.
03:23Aabai alaaka aapka tha, Qustiliya.
03:26Qustiliya, baaz ne iska zabt likha hai, aur baaz ne iska zabt likha hai, Qustiliya.
03:31Lekin zyada raaje yeh hai, ki aapka jo aabai alaaka tha, jo aapka home town tha,
03:35uska zabt jo hai, wo Qustiliya hai, Qaf par zabar hai, Tua ki neeche zeer hai.
03:40Qustiliya, aur yeh Afrika ka alaaka tha, Afrika, Tunis.
03:44Tunis mein yeh alaaka tha, aaj bhi yeh alaaka mahojood hai.
03:47Waise Akrabilal Qias to yeh hai, Qias ke zyada muwafiq jo nisbat hai,
03:51wo isse banni chahiye Qustillani, Tua ki neeche zeer ke saath.
03:55Lekin chunki ahl-e-ilm me se, akabir me se, kisi ne iski tasree nahi ki,
03:59to isliye istimaal hum bhi nahi karte, waise Akrabilal Qias yeh hai.
04:03Baaral nisbat bhi hai, wo aapki Qustillani hai,
04:06alaakaai nisbat, home town bhi hai aapka, uske itibar se aapko yeh kaha jaata hai, Qustillani.
04:11Aur yeh jo Misri aapko kaha jaata hai, chunki aapki apni wiladat Misr ke andar hui hai,
04:15aur aapni saare zindagi Misr mein gudari hai, Misr mein hi aapka intikal hua hai.
04:19Kaira mein hi aapka wahan, Madar Faiz-ul-Anwar bhi Kaira mein hi hai,
04:23jo Imam Badruddin Aini Rahi Maula ka jahan par Madar Sharif hai,
04:26uske qurb mein, uske jiwar mein aapka Madar hai, Faiz-ul-Anwar, Marje-e-Khalaik hai.
04:31To Misri aapko is nisbat se, Misri bhi kaha jaata hai,
04:34Misr mein chunki peydais hai, Misr mein hi rahe hai,
04:36aur Misr mein hi intikal hua hai, aur Kairi bhi baazukat kaha jaata hai, Kaira ki nisbat se.
04:40Aur jo Shafii aapko kaha jaata hai, yeh aapki nisbat hai, aapki school of thought ki.
04:45Ke aap Imam Shafii Rahi Maula ke follower the,
04:47Imam Shafii ki fiqah ko follow karte the, is itibar se aapko Shafii kaha jaata hai.
04:53Zabardast aalim the aap, behtreen waiz the aap,
04:56Al-Jami-ul-Ghamri bada hi mashoor idara tha Misr ka,
04:59usmein Al-Jami-ul-Ghamri mein aap 22 baras ki umar mein waaz kaha karte the,
05:04isi tarah Madrasat-ul-Sharifiyah yeh bhi Misr mein hi tha,
05:07Kaira mein wahan par bhi aap waaz kaha karte the,
05:10isi tarah Makkah-e-Mukarrama mein bhi aap waaz kaha karte the,
05:13aur aapka waaz bada mashoor tha,
05:15yahaan tak ke Ajilla Aima ne aapke waaz ke baland paya hone ki gawaai diya,
05:20aur yeh kaha ke aapki Misr koi nahi hai waaz-o-nasiyat ke andar,
05:24jo aap khitab firmaatein, apni misal-aap hain, be-badal hain,
05:27yeh baat Ajilla Muhaddeseen ne ki, jo aapke ham-asr the,
05:30balke aapke ustaad the,
05:32Hafiz Shamsuddin Sakhavi Rahi Maula,
05:33wo aapke ham-asr bhi hain, aur aapke ustaad hain,
05:36aapne koi kitab-e-Imam-Kastallani ne Imam Sakhavi se padi hain,
05:39Hafiz Shamsuddin Sakhavi Rahi Maula ne baqaida apni kitab mein yeh baat likhi,
05:43Ad-Dawul-Lamein ke naam se unhone jo kitab likhi thi taarikh par,
05:47Nami Sa'd-e-Ijri ke mashaheer ke baare mein unhone kitab likhi thi,
05:50toh usme unhone Imam-Kastallani ka zikr bhi kiya hai,
05:53aur wahaan pur unke baare mein baqaida kaha,
05:55lam yakun lahu nazeer fil waaz,
05:58ke waaz mein khitab mein inki koi nazeer nahi hai,
06:01inki koi misal nahi hai,
06:03apni misal-aap hain, waaz mein yeh be-nazeer hain,
06:06yeh gawaahi aapke apne ustaad-e-girami qadr ne aapke liye diye,
06:10aur baqaida tahreeri gawaahi diye,
06:12aur wo eye witness hain, chashm did hain is baat ke,
06:15toh behtreen waaz the,
06:17isi tarah aap dars-o-tadris bhi firmaa karte the,
06:19bade shagird aapne tyaar kiye,
06:21Imam Abdul Wahab Shahrani Rahi Maula,
06:23aisi hastiyan yeh aapke talamida ki safh mein shumaar hoti hain,
06:27aapke shagird hain,
06:28aur barahirast aap se unhone akhz-e-faiz kiya hain,
06:30asadza bhi aapke khair bade-bade the,
06:33baaz log hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ko bhi aapka ustaad karar dete hain,
06:37aur baaz kitabon mein likha bhi hain,
06:39lekin yeh nisbat durst nahin hain,
06:40uski wajah yeh hain,
06:42ki hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula,
06:45unka wisaal hua hain 852 San-e-Hijriya mein,
06:48aur Hazrat ka Imam Qastalani Rahi Maula ki jo wiladat hain,
06:52wo hui hain 851 San-e-Hijriya mein,
06:54yaani jis waqt hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ka wisaal hua hain,
06:57toh Imam Qastalani us waqt sirf 1 baras ke the,
07:01toh 1 baras ka bacha toh kisi se barah-e-raas jo hai,
07:03wo padhne ki salaiyat nahin rakta,
07:05aap 1 baras ke bache the,
07:06aapne barah-e-raas hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula se akhz-e-faiz nahin kiya,
07:11hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ke aap barah-e-raas shagird nahin hain,
07:14haan hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ke shagirdon se aapne akhz-e-faiz kiya hain,
07:18jaise ki hafiz Shamsuddin Sakhabi Rahi Maula,
07:20wo hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ke sabse chahite shagird the,
07:24toh aapne hafiz Shamsuddin Sakhabi Rahi Maula se akhz-e-faiz kiya hain,
07:27unse qasbe-ilm kiya hain,
07:28aap unke shagird hain,
07:29yaani aap bil-wasta hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ke shagird hain,
07:32in maano par toh yeh baat theek hai ki aap hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani ke shagird hain,
07:35bil-wasta hi sahi,
07:37ki wo aapke daada ustaad bantiyain,
07:38lekin yeh kehna ki aap barah-e-raas hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani ke shagird hain,
07:42yeh durst nahi hain,
07:43yeh tariqi ghalati hain,
07:44yeh historical point of view se theek nahi hain,
07:47toh hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ki kitaabon se bharal aapne bada fayda uthaya hain,
07:52toh hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ke shagirdon se bhi aapne faiz liya,
07:55aur bade-bade imma ne aapko tribute pesh kiya hain,
07:57aapke akhlaaq ki gawahi bhi diya hain,
08:00hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ki kitaabon se bharal aapne bada fayda uthaya hain,
08:03hafiz Ibn-e-Hajar Asqalani Rahi Maula ki kitaabon se bharal aapne bada fayda uthaya hain,
08:06lam yakun lahu nazeer fil waaz,
08:08ki waaz mein khitaab mein yeh be-nazeer hain,
08:11inki misaal koi nahi, inki nazeer koi nahi,
08:13isi tarah aage jo hain unhone ke liye firmaaya,
08:15kaan-e-un-kanaat, sahib-e-kanaat hain,
08:18muta'affif-un, aur yeh afeef hain,
08:21paakbaaz hain,
08:22jayyid-ul-kiraa lil-quran wal-hadees wal-khitaaba,
08:25khitaabat ke andar, quran mein, hadees mein sab cheezon mein umda hain,
08:28shajee-ul-saud, aawaaz bhi inki bhaari aur roobdaar aawaaz hain, umda aawaaz hain,
08:33mutawadi-un, mutawadid-un,
08:35mutawazi hain, munkasir-ul-midaaj hain,
08:37akhlaaq se pesh aate hain,
08:38lateef-ul-ishraa,
08:39bohot umda akhlaaq ke haamil hain,
08:41sari-ul-haraka aur mutaharrik hain,
08:43yaani lazy nahi hain,
08:45lazy bhi nahi hain, aur crazy bhi nahi hain,
08:46lazy and crazy dono hi nahi hain,
08:48yeh gawaai aapke baraharaast ustaad ne aapke liye diye hain,
08:52aur bataya bhi hai kaseer-ul-asqaam,
08:54ki aap bimaar rahte the uske bawaajood bahut mutaharrik the,
08:57aur uske bawaajood aap jame-e-fadaail-o-kamaal hain,
09:01yeh zara Allama Baduddin Alai Rahimullah ne bhi aapke liye gawaai di,
09:04ke dayyanan, afeefan, mutaqallilan, min nishrat-in-naas,
09:08illa fil mutaala, wat taalif, wal-iqraa, wal-ibadaa,
09:11wo kehte hain ke aap bohot kam logon se mail joal rakhte the,
09:14aur jab bhi logon se mail joal rakhte the,
09:16toh faaltu waqt barbaad nahi karte the,
09:18wo mail joal kis liye hota tha,
09:19ya toh aap tasneef-o-taalif ke liye logon se mail joal rakhte the,
09:23ya dars-o-tadrees ke liye mail joal rakhte the,
09:26ya waaz-o-nasihat ke liye mail joal rakhte the,
09:28iske laawa logon se mail joal nahi rakhte the,
09:31yaani aap apna waqt zaye nahi karte the,
09:34isi tarah aapke jo shagird-e-rashid hain,
09:36Allama Abdul Wahab Shahrani Rahimahullah,
09:38unhone aapke liye firmaaya,
09:39kaana min ahsan-e-naasih wajhaz,
09:42chehre ke itibaar se sabse khufsoorat the,
09:44apne alaake mein bhot khufsoorat wajhi shaksiyat ke aamil the,
09:47tabeel-al-qaama,
09:48aur qad mubarak bhi jo aapka tabeel tha,
09:51lekin bhot zyada tabeel nahi tha,
09:53aisa tabeel tha jo dekhne mein achha lagay,
09:55hasan-e-shahibi,
09:56aur jab aakhri umar thi,
09:58toh chand baal aapke safaid the,
10:00lekin ba-wakaar lagte the,
10:02yaqra-u-bil-arba-i-ashara-riwaya,
10:04Quran-e-Majeed Furqan-e-Ameed ki chaudan riwayaton mein
10:07qiraat ke maahir the,
10:08chaudan riwayaton mein qiraat kar liya karte the,
10:12wa kaana sawtuhu bil-Quran-i-yub-kil-qaasi,
10:15ka itni umda andaaz mein Quran ki tilawat karte the,
10:18ke jo sakh dil banda hai,
10:20wo bhi aapki tilawat sunkar roh padta tha,
10:23itni umda andaaz mein Quran-e-Majeed ki tilawat karte the,
10:26wa idha kara fil-mihrabi,
10:28tasaakatan naasu minal khushui wal-bukaai,
10:31jab aap mihrab mein namaz padhate hui,
10:33tilawat ba-awaaz-e-baland karte the,
10:35toh log khushu-o-khuzusi-o-giri-o-zari ki bina pe gir jaya karte the,
10:41aapki qiraat mein,
10:42aapki tilawat-e-Quran mein,
10:44aisa asar Allah ne rakha tha.
10:46Isdhar Allama Aida Roos Rae Molla,
10:48bade imam,
10:48wo kahte hai,
10:49irtafa shaanu,
10:50inki shaan badi baland hai,
10:52fama oot-te saada fi qalam-i-hi,
10:53wa qalim-i-hi,
10:54aapke qalam mein bhi saadat rakhi gayi Allah ki taraf se,
10:59aur aapke qalam mein bhi Allah ki taraf se saadat rakhi gayi hai,
11:02dono purr taaseer hain,
11:03tehreer ho ya takreer ho,
11:04dono aapki purr taaseer thi,
11:06jo tasaneef likhi hain,
11:07toh aapki zindagi mein hi makbool,
11:09aur mashoor ho gayi thi,
11:10logon ke maabain,
11:11aur phir aapki jo sharah hai,
11:12Sai Bukhari par uski irshaad-o-sari,
11:14uski tarif ki Allama Aida Roos Rae,
11:16phir jo Allama Wahab-ul-Dunia aapne likhi hai,
11:18uske liye pehle,
11:19irshaad-o-sari ke liye ka,
11:20la'allahu ahsanu shuruhi,
11:21wa ajmauha,
11:22wa akhlas,
11:23wa al khasuha,
11:24Sai Bukhari ki jo sharah hain unmein,
11:26sabse umda sharah,
11:28sabse jaame sharah,
11:29aur sabse khalis sharah jo hai,
11:32aur iske saath ikhtisaar,
11:34aur jaameeyat,
11:35dono ko malooz rakkar,
11:36sabse umda Allama Aida Roos ke nazdeek,
11:38yeh irshaad-o-sari hai,
11:39jo aamari mez ki zina tha,
11:40saamne jo kitab rakhi hoi,
11:42yeh sari jilne,
11:42irshaad-o-sari ki hain,
11:44mukhtalif maktabat ne,
11:45mukhtalif jilne mein shai ki hai,
11:46yeh 20 jilne ka jo matbuah hai,
11:48wo aamare saamne mez pe rakha ho hai,
11:50isi tarah hain jo Al-Mawahib-ul-Ad-Duniyan,
11:52jo aapki kitab hai,
11:52uske unne ka kitabun jaleel-ul-mikdaar,
11:55azeem-ul-waqi,
11:56katheer-un-naf'i,
11:57laisa lahu nazeer fi baab-i-hi,
11:59apne is baab mein,
12:00seerat ke baab mein,
12:02be-nazeer kitab-e-Al-Mawahib-ul-Ad-Duniyan,
12:04iski misaal nahin paayi jaati.
12:06To al-garaz,
12:07bade-bade imma ne aap ke liye gawahiyan diye hain,
12:09Allama Najm Ghazi jo hai,
12:10wo toh kehte hain,
12:11ke aap waqana munqadan ilal haq ki haq baat kabool kiya karte the,
12:16aur man radda lahu sahwana ghalatan yazeedu fi muhabbati,
12:19aur agar aap se koi ghalati ho jaati,
12:20kisi ilmi muamle mein,
12:22aur koi aapki tawajjo dilata,
12:23to aage se daan dabat nahin karte the,
12:25balke aap khush dili se tasleem karte the,
12:28aur us bande se jo aapki muhabbat hai,
12:30aur jo shafqat hai,
12:31usmein aur idhaafa ho jaya karta tha,
12:32ke yeh achha aadmi hai,
12:33ke isne meri ghalati ki taraf tawajjo dilai hai.
12:36Aisa aapka azeem akhlaaq tha,
12:38aur aise aap haq ko pasand karne wale,
12:40haq ki taraf jaldi rujoo karne wale the.
12:42Hafiz Shamsuddin Sikhabi Rai Mullah,
12:44aapki ustaad hai,
12:45aur unhone ustaad hokar,
12:46jo apni kitab umda,
12:47Tussameh wal Qari fi Khatm-e-Sahil Bukhari mein,
12:49aapke liye alfaaz likhi hain,
12:50benazeer alfaaz.
12:51Ismein unhone aakhir mein likha,
12:53bataya,
12:53ke yeh mere paas kitab padhi hai,
12:55Allama Qastalani ne to uska dhikr kaise kiya,
12:57kaha yeh kitab mere paas padhi hai,
12:59Sayyidi Ash-Sheikh,
13:01Al-Imam,
13:01Al-Jahbiz,
13:02Al-Humam,
13:03Al-Allama,
13:04Al-Bare,
13:04Mufeed-ul-Talibin,
13:05Qudwat-ul-Mustafideen,
13:07Baqiyat-ul-Salaf-e-Saliheen,
13:09Ash-Shihab,
13:10Abu-l-Abbas,
13:10Al-Qastalani,
13:12Al-Misri,
13:12Ash-Shafi'i,
13:13Nafa'allahu bihi wa ballaghahu,
13:14Tamama Arabi.
13:31Waqar-e-Nafi,
13:32Waqar-e-Nafi,
13:33Waqar-e-Nafi,
13:34Waqar-e-Nafi,
13:35Waqar-e-Nafi,
13:35Waqar-e-Nafi,
13:36Waqar-e-Nafi,
13:37Waqar-e-Nafi,
13:38Waqar-e-Nafi,
13:39Waqar-e-Nafi,
13:39Waqar-e-Nafi,
13:40Waqar-e-Nafi,
13:41Waqar-e-Nafi,
13:42Waqar-e-Nafi,
13:43Waqar-e-Nafi,
13:43Waqar-e-Nafi,
13:44Waqar-e-Nafi,
13:45Waqar-e-Nafi,
13:46Waqar-e-Nafi,
13:59Now we come to the commentaries of Allama Qastalani Raimullah.
14:02The commentaries that you have made,
14:03I have a list of approximately 33 books of yours,
14:09which are confirmed books of yours.
14:11The ones that have been wrongly attributed to you are not those.
14:13The confirmed books,
14:14there is a list of 33,
14:15but since there is not much time,
14:16I will briefly mention a few selected books.
14:21First of all,
14:21you can see this book,
14:22Rishad-us-Sari-Li-Sharhi-Sahih-il-Bukhari.
14:25This is one of the best beginnings of Sahih Bukhari.
14:28This is one of the best beginnings of Sahih Bukhari.
14:34And you have this edge that since you are later,
14:36you had an eye on all the people who have worked before you,
14:39so you have taken the summary of their writings,
14:42and you have also made your additions.
14:44And Fikh-e-Hamli,
14:45since you are a Shafi,
14:46but you also mention other fiqhs,
14:48like Qawwal-e-Aimma,
14:49so you have done something special with regard to Fikh-e-Hamli,
14:53because those books that were not published before you,
14:55those books that were not published before you,
14:58like Allama Mirdawi-e-Hamli-e-Rahimullah,
15:00you have kept those books in mind,
15:01and you have made a commitment to mention them.
15:06You could not do it anywhere,
15:07but you have done it in most places.
15:10Similarly,
15:10and this is a very good book,
15:12published by different authorities,
15:15published by different levels,
15:17the book that is published in 20 districts,
15:18and it is the adornment of our table,
15:20the best and most authentic book published by Tahaal,
15:24worth reading.
15:25Then we see your book,
15:26Tuhfat-us-Same-Wal-Qari-Bi-Khatmi-Sahih-il-Bukhari,
15:30about Sahih Bukhari,
15:30your book is also a great book.
15:32Then you see a book,
15:33Manah-e-Jul-Hidayah-Li-Ma'alim-ir-Riwayah,
15:36this is Allama Imam Ibn-e-Jazari-Rahimahullah,
15:39he had a book about the principles of Hadith,
15:41you have explained that book,
15:43this is the best book on the principles of Hadith.
15:46This is also,
15:46Manah-e-Jul-Hidayah-Li-Ma'alim-ir-Riwayah,
15:48and similarly,
15:49in your Rishad-us-Sari,
15:50in it,
15:51you have also given a great speech on the principles of Hadith,
15:54and it is also worthy of being published as a separate book.
15:59Then we see in your book,
16:01Al-Izqaar-Bi-Ahadithi-Kitab-il-Azqaar,
16:04this is basically a compilation of Imam Nawawi-Rahimahullah's Kitab-ul-Azqaar.
16:09Similarly,
16:09the prayers that the Prophet used to make to the Prophet,
16:12at different times,
16:14about those prayers,
16:16Imam Nawawi's book is Kitab-ul-Azqaar.
16:18You have refined that Kitab-ul-Azqaar,
16:22and from Imam Nawawi-Rahimahullah,
16:23the Hadith that were left out,
16:26you have added those Hadith.
16:28And in some places,
16:28you have also explained and explained,
16:30that is,
16:31not only refined,
16:32but also added,
16:33and explained and explained,
16:35in some places,
16:35in a suitable and moderate way,
16:38it has also been preserved.
16:39It is a great book,
16:39with reference to the Hadith-e-Masura.
16:41Al-Izqaar-Bi-Ahadithi-Kitab-il-Azqaar,
16:44is a popular book.
16:45Then in your book,
16:46Seerat-e-Muntaqaat-Tufat-il-Habeeb-Lil-Habeeb-Bi-Ma-Zaada-Ala-Targheeb-Wa-Tarheeb.
16:51This was basically the book of Imam Shahab-ud-Din-Busiri-Shaafi-Rahimahullah.
16:55Tufat-ul-Habeeb-Lil-Habeeb-Bi-Ma-Zaada-Ala-Targheeb-Wa-Tarheeb.
16:59You have summarized that.
17:00This is also a great book,
17:01worth reading.
17:02Then in your book on Seerat,
17:04a very magnificent book,
17:06Al-Mawahib-ul-Ladunniyya-Bi-Minahil-Muhammadiyya.
17:10A magnificent book,
17:11a magnificent book,
17:14This is the same book about which I had mentioned about Allama Aida Roos.
17:17He said,
17:17Kitab-un-Jaleel-ul-Mikdaar-Azeem-ul-Waqee-Katheer-un-Nafee-Laysa-Lahu-Nazeer-Fi-Baabi.
17:24In his book,
17:25the best book in Seerat.
17:27In this book,
17:28Allama Zorkani-Maliki-Rahimahullah has written an excellent Shara,
17:31which is famous by the name of Shara Zorkani.
17:33It is also famous by the name of Hashia Zorkani.
17:35It is a popular book.
17:36Then you have written a book about Darood-Shiv.
17:38Masalik-ul-Hunafa-Ila-Mashar-e-Salati-Ala-Nabiyyil-Mustafa.
17:42Surah-e-Hazaab, Ayat-No.56,
17:44which is called Ayat-e-Darood.
17:46Innal-Laha-Malaikatu-Yusallun-Ala-Nabiyyaa-Yuhalladheena-Amanu-Sallu-Alaihi-Wa-Sallimu-Tasleema.
17:51You have explained it in a very excellent way.
17:53Darood-Shiv is an excellent book.
17:55Then you have written a book,
17:56Masharik-ul-Anwari-ul-Mudiyyaa-Fi-Shar-Hil-Qawakibi-Durriyyaa-Fi-Madhi-Khair-il-Bariyyaa.
18:01Allama Ibn-e-Marzuq has written a Shara of Qasida-Burda,
18:04Dar-ul-Sidq-il-Mawaddaa-Fi-Shar-il-Burdaa.
18:06You have worked on that.
18:07You have written a Shara on that.
18:08On that, there is a Shara of Hafez-e-Sakhawi and many other scholars.
18:12Then you have written a book,
18:13Ilm-ul-Tajweed-Wal-Kiraa,
18:14because it was an excellent work and it was close.
18:16Allaa-Ali-us-Saniyaa-Fi-Shar-il-Muqaddimat-il-Jadariyyaa.
18:19You have written a Shara on the topic of Tajweed-Wal-Kiraa by Imam Jadari.
18:24It is a good Shara.
18:25Then you have written a great book,
18:27Ilm-ul-Kiraa.
18:28One of the best books is
18:33Lataif-ul-Isharaat-li-Fanoon-il-Kiraat.
18:36It is published in 10 volumes.
18:38It is worth reading.
18:40Imam Shatibi-Shaykh-ul-Qurraa.
18:42You have written a book on his introduction,
18:44Al-Fath-ul-Mawahibi-Fi-Tarjamat-il-Imam-e-Shatibi.
18:48Some scholars have written a summary of this book.
18:50May Allah increase the ranks of Imam Qastalani.
18:54May Allah bless us with his blessings.
18:57Farewell.
18:58Alhamdulillah Rabbil Alameen.

Recommended