Chidiya Wala Cartoon _ Tuni Achi Cartoon _ Hindi Kahani _ #Chichu TV

  • 2 months ago
Chidiya Wala Cartoon _ Tuni Achi Cartoon _ Hindi Kahani _ #Chichu TV

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Tote bhai, kiraya ka koi masla nahi hai, is ghar ka toh main 10,000 bhi de sakti hoon.
00:21Yeh ghar mujhe bahut pasand aaya hai.
00:24Mujhe aise hi ghar ki talaash thi.
00:27Advance kiraya loonga main.
00:29Aap kirai ki chinta nahi karein.
00:31Is mahine ke aakhir mein main aapko poore saal ka kiraya ek saath hi advance de dungi.
00:38Gauri kavvi ki yeh baas sunkar mithu dota khush ho jata hai.
00:43Aur wahan se chala jata hai.
00:45Gauri bhi ghar ka tala kholti hai.
00:48Aur ghar ke andar jaa kar apni cheezein set karti hai.
00:52Apne banao sankhaar ke liye bada aayna lagati hai.
00:56Aur khidki kholti hai.
00:59Harihali, Harihali, kahan ho?
01:01Maine purana ghar kirai par de diya hai.
01:04Wo? Wo toota hua ghar kisne kirai par le liya?
01:08Ek kavvi aayi hai aaj hi.
01:11Pata hai, maine usse mahine ke 5,000 par ghar kirai par diya hai.
01:16Lau, fir mujhe kuch paise do.
01:18Ghar mein rashan bhi khatam ho gaya hai.
01:20Main kuch paison se rashan liyaati hoon.
01:23Abhi paise nahi diya hai usne.
01:25Is mahine ke aakhir mein wo hume poore saal ka kiraiya ek saath de degi.
01:31Poore saal ka?
01:33Iska matlab ab hamare din badal jaayenge.
01:36Doosre din gauri kavvi kheer ka ek pyala banaakar chudiya ke ghar jaati hai.
01:42Aap? Aap kaun hai?
01:45Wo saamne wala ghar maine toota se kirai par liya hai.
01:49Aaj mera pehla din hai is jungle mein.
01:52Saucha, apne padosiyon ko meethi kheer banaakar baant deti hoon.
01:56Aap andar aa jaaye.
01:58Chudiya gauri kavvi ko ghar ke andar le jaati hai.
02:02Ghar toh bahut sandar hai aapka.
02:05Yeh ghar mere pati ne bahut mehna se banaya tha.
02:09Chudiya, ab main aa gayi hoon na aapke pados mein.
02:12Agar kisi bhi cheez ki zarurat hui, toh mujhe zarur batana.
02:16Yeh aap rakh lo.
02:18Gauri kavvi chudiya ko 500 rupey deti hai.
02:21Yeh kis liye?
02:23Apne bachon ko koi cheez le de na.
02:26Nahi nahi, aap rehne de.
02:28Mera dil toot jaayega, yeh aap rakh le.
02:31Gauri kavvi wahan se chali jaati hai.
02:34Main aapki kiraya daar hoon.
02:36Aapke pati hi hai na mithu dada.
02:39Haan haan, mujhe bataya tha aapke baare mein mithu ji ne.
02:43Rehne deti, kheer ki kya zarurat thi.
02:46Maine apne saare padosiyon ke liye mithi kheer banayi hai.
02:49Chudiya ko bhi di hai, aap bhi rakh le.
02:52Chinta na karein, main kiraya time par de diya karungi.
02:56Nahi nahi, kavvi behen. Aisi koi baat nahi.
02:59Aap toh mujhe sharmeenda kar rahi hai.
03:02Aap main jaati hoon.
03:04Suniye?
03:05Ji?
03:06Aap bahot achi ho.
03:08Jaisa mere pati ne bataya tha, usse bhi zyada achi.
03:13Main toh bahot bhaageshali hoon, jo mujhe aap jaise padosi mile.
03:22Hariyali pehli baar kisi itni achi aur sanskaari kavvi ko dekha hai.
03:27Kitne pyaar se bolti hai.
03:29Bilte hi sabka dil jeet liya hai usne.
03:32Chudiya humare uss toote foote ghar ka poora 5000 kiraya de ki wo.
03:38Kisi ameer ghar se hi hogi.
03:40Warna koi ghareeb kaha mehne ka 5000 bhar sakta hai.
03:44Hariyali, hum bhaageshali hai, jo uss kavvi jaisi padosan hume mil gayi.
03:50Hello, hello gori beti. Kaam kaha tak pahun jaa hai?
03:55Maa, tum cheenta na karo. Sab theek hai.
03:59Ghar bhi kirai par le liya hai aur padosinon se ache samband bhi bana liya hai mene.
04:05Gori beti, aaj kal ke bakshi boho ziyani hoti hai.
04:09Rehaan se kaam karna.
04:11Maa, tumhari beti jaisa siyana aur chalak iss poore jangal mein koi nahi hoga.
04:18Aap cheenta na kare.
04:20Accha, ab mujhe kahin jaana hai. Phir baat karenge.
04:24Chudiya, uss kavvi ne mere ghar kuch bhi nahi bheja.
04:28Main bhi toh pados mein hi rehti hun tumhare.
04:31Lucy, usse yaad bhool gaya hoga.
04:34Wo bechari abhi do chaar din pehle hi toh aayi hai.
04:37Wo sabka bohot khyaar dakhti hai.
04:39Peeche se ghori kavvi bhi aa jaati hai.
04:42Aap, aapka naam Lucy hi hai na.
04:46Main aapke ghar gayi thi.
04:48Pata chala, aap yaha hai.
04:50Yeh meethe jaawal maine khaas aapke liye banaye hai.
04:53Meethe jaawal, aapko kaise pata chala?
04:57Ke mujhe meethe jaawal bohot pasand hai.
04:59Maa ne bataya tha, ke kaboodar meethe jaawal bohot shok se khaate hai.
05:05Lucy, aap batao.
05:07Main na kahati thi.
05:08Humari nahi padosan jaisa koi nahi hai.
05:11Aapka bohot bohot shukriya.
05:13Agar aapko uss purane ghar mein koi parashani ho,
05:16toh aap saamaan utha kar mere ghar aa jaana.
05:19Dil bada aur achha hona chahiye.
05:22Lucy, ghar purana ho, toota ho,
05:25iss se kya farak padta hai?
05:27Aap sab hai na, mera itna khyaar dakhne ke liye.
05:31Ab mein jaati hoon.
05:32Abhi mujhe Bulbul behen ke liye, meethe phoolon ka rasbi lekar jaana hai.
05:37Ghori chali jaati hai.
05:39Dekh lo Lucy, mere ghar meethi kheer di.
05:43Usse yeh bhi maloom hai, ke mujhe meethi kheer pasand hai.
05:46Aur tumhare liye meethe jaawal banaye.
05:49Haan chudiya, hum sab bhi ghori ka apni behenon ki tarahan hi khyaar dakhenge.
05:54Pyare dosto, Rano chudiya ki aisi kahaniya sunne ke liye,
05:58YouTube search bar mein Rano chudiya ki kahani likhen
06:01ya phir yeh button dabha kar bol kar kehen Rano chudiya ki kahani.
06:06Aise hi kuch din guzar jaate hain.
06:08Ghori ke apne saare padosiyon se gehre sambandh ban jaate hain.
06:13Raat ko saari pados ne, ghori ke ghar chali jaati.
06:18Lucy chalo, ghori ke paas jaakar thodi der behate hain.
06:22Chudiya, mujhe toh sharam aati hai.
06:24Hum jab bhi jaati hain, wo saath hi chai aur mithai le aati hai.
06:28Chinta na karo, kal maine bhi khichdi bana kar uske ghar bhej di thi.
06:33Padosiyon ka aapas mein milna julna toh hota hi hai.
06:37Chudiya aur Lucy kabootri, ghori ke paas baithi hui thi
06:40ki hariyaali dhoti bhi aa jaati hai.
06:44Ghori, tumhari wajah se hum sab ka pyaar bahot badh gaya hai.
06:47Hum sab ek saath baith jaati hain.
06:50Achha samein guzar jaata hai.
06:52Aap baithe, gap shab lagayen.
06:54Main aapke liye chai mithai le kar aati hu.
06:57Na na ghori, rehne de.
06:59Hum chai mithai khaane thodi aati hain.
07:02Yeh kaise ho sakta hai,
07:04ke main apni seheliyon ko mithai na khilaun.
07:07Teen din aur guzar jaati hain.
07:10Ghori beti, ab toh kehi din beet gaye.
07:13Kahan tak paho jaa hai kaam?
07:15Maa, saara plan kyaar hai.
07:17Aaj hi, aaj hi kaam ho jaayega.
07:20Theek hai, shaam ko beri ke ped par milenge.
07:24Ghori urti hui, chidiya ke paas jaati hai.
07:28Ghori, kya baat hai?
07:29Aaj bade baalo mein phool sajaa rakhe hain.
07:32Kehin jaa rahi ho kya?
07:35Meri behen ki shaadi hai.
07:36Koi saune ki cheez toh thi nahi paas.
07:39Isliye baalo mein phool hi sajaa liye.
07:42Agar kisi cheez ki zaroorat hai,
07:44toh mere paas saune ka haar hai.
07:47Chudiya behen, aapko itna vishwas hai mujh par,
07:50ke aap mujhe apna saune ka haar de rahi ho.
07:54Ghori, sharminda na karo.
07:55Aap behen ho hamari.
07:57Yeh rakho haar, balke isse pehen lo.
08:00Ghori wo haar pehen leti hai.
08:02Aur aayne mein dekhti hui,
08:04Ghorika bhi chudiya se kehati hai.
08:08Chudiya behen, yeh haar toh mere gale mein
08:10bahot sandar lag raha hai.
08:12Nahi chudiya behen, yeh haar aap rakh lo.
08:15Bina jhumkon ke sab baatein karenge,
08:18ke haar toh le liya, aur jhumke nahi le sakhi.
08:22Isse pehene rakho, aur chalo mere saath.
08:24Jhumkon ka bandobast bhi ho jayega.
08:28Chudiya Ghorika bhi ko saath lekar,
08:30Hariali toti ke ghar jaati hai.
08:33Hariali, hamari seheli apni behan ki shadi par ja rahi hai.
08:37Bandhan kar jayegi.
08:39Aakhir hamari badosan hai.
08:42Yeh haar mujhe chudiya ne zabardasti pehena diya.
08:45Aur tumhare jhumke kaha hai?
08:47Iss haar ke saath wo jhumke bohot sundar lagenge.
08:52Chudiya, magar wo jhumke toh?
08:55Koi agar magar nahi.
08:56Chalo, nikaalo nikaalo wo jhumke.
08:58Hamari padosan se achi koi cheez nahi hai.
09:02Fir toti apni almari se apne jhumke nikaalkar,
09:05Ghori ko de deti hai.
09:08Ghorika bhi rohne lag jaati hai.
09:11Are are Ghori, tum rohne kyu lag gayi ho?
09:14Mujhe, mujhe saath jeevan bhi milen,
09:17Toh main aapki padosan hi banna pasand karungi.
09:21Aap padosan nahi, balke behan ho hamari.
09:24Ab bas kar jao, make up kharab ho raha hai.
09:28Mera saamaan tyaar hai, main shaam tak lotaungi.
09:31Aur haan, aap sabke liye shadi ke laddu bhi laungi.
09:36Aapke bina aaj ka din bohot soona soona lagega.
09:40Shaam tak aa jaana, hamari toh raat hi nahi guzarti.
09:43Jab tak thodi der tumhare paas jao kar na baith le.
09:47Ghori apne ghar se apna bag uthaati hai,
09:50Aur seedhi Lucy ke ghar jaati hai.
09:53Ghori behan, aap kahan jaa rahi ho?
09:56Shaathi par jaa rahi ho apni behan ki.
09:59Haar bhi maang kar pehan liya chudiya se,
10:01Aur yeh jhumke toh doti ne sabardasti mere kaanon me pehna diye.
10:05Maine bohot mana kiya,
10:07Magar wo dono toh mere peeche hi pad gayi.
10:10Ghori, pehli baar hamare jungal me itni raunak lagi hai tumhari wajah se.
10:15Tumne toh pehle din hi hamare dil jeet liye the.
10:19Lucy, yeh jhumke tumhare aali ko de dena.
10:22Main raaste se kahin kangan le lungi.
10:24Mujhe jhumke nahi, balke soone ke kangan basant hai.
10:28Yeh jhumke bhi pehnao, aur kangan bhi.
10:31Main deti ho apni behan ko.
10:33Sabko pata chalega, ke hamari seheli koi aam kavvi nahi hai.
10:38Aakhir padosan hai hamari.
10:40Lucy, apne soone ke kangan Ghori ko de deti hai.
10:44Aur Ghori, jaldi jaldi apna bag utha di hai.
10:48Ruko ruko, auto wale, saagar wale jungal jaana hai.
10:53Saagar wale jungal ka ek hazaar lunga.
10:56Milega, jaldi chalo.
10:59Ghori, auto me baith kar chali jaati hai.
11:02Shaam ho jaati hai.
11:04Teeno seheliyan, unche ped par baith kar Ghori ki raah dekh rahi thi.
11:09Ghori padosan abhi tak aayi nahi.
11:12Mujhe toh kaha tha, ke wo shaam se pehle pehle hi wapis aajayegi.
11:16Chudiya, kehi wo kavvi hume chuna toh nahi laga gayi?
11:21Na karo aesi baatein.
11:23Lucy, tumhe ache se pata hai.
11:25Wo aesi nahi hai.
11:26Toota foota ghar, paanch hazaar kirai par le liya.
11:30Abhi das din huye aayi ko, aur behan ki shaadi bhi aage.
11:34Maan na maan chudiya, mujhe toh daal me kuch na kuch kaala lag raha hai.
11:40Maa, is auto wale ko ek hazaar upay de do.
11:44Ghori ki maa, auto wale ko kiraiya deti hai.
11:47Dono maa beti, gale milti hai.
11:50Mujhe vishwas tha, ke aaj medi beti kaam poora kar legi.
11:55Maa, is thali me saari cheezein hai.
11:58Ab kaha jaana hai?
12:00Jaana kaha hai?
12:01Tumhare mama ji ke paas jaana hai.
12:04Ghori apni maa ke saath chali jaati hai.
12:07Rohti hui bulbul aati hai.
12:10Chudiya chudiya, ye jo kavvi yaha kuch din pehle aayi thi, uska ghar kaha hai?
12:16Wo? Wo toh aaj apni behan ki shaadi par gayi hui hai.
12:20Mere pati ki saari pension loot kar le gayi.
12:24Mere bete ko naukri par lagane ka chhansa de kar, wo bahut makar kavvi hai.
12:30Ye sunkar chudiya Lucy aur Haryali, ek doosre ke moon ki taraf dekhne lagti hai.
12:37Magar ab pashtane ka koi fayda nahi tha.
12:40Jungle mein tez baarish ho rahi thi.
12:44Chudiya apne ghar mein apne bachon ke liye, aloo matar wale jaawal bana rahi thi.
12:51Bahir kabootar apna chhata liye aata hai, uske paas ek naukri bhi thi.
12:56Mama, bahir darwaze par koi hai.
12:59Main dekhti hu.
13:01Chudiya darwaza kholti hai.
13:04Kabootar bhaiya, aap andar aajayen.
13:06Nahi, mujhe wapas jaana hai.
13:08Main ye aam dene aaya tha.
13:10Mere baag ke aam pakte hain.
13:12Maini socha aapke bachon ko kuch aam deyaun.
13:15Kabootar bhaiya, aapka bahut bahut dhanewaad.
13:19Jo aam mera itna khyaar rakhte hain.
13:21Ruke, main abhi aayi.
13:24Chudiya aamon ki dokri andar le jaati hai.
13:27Aur ek dibe mein aloo matar wale jaawal daal kar laati hai.
13:31Ye le kabootar bhaiya, maine jaawal banai thi.
13:34Noosi ko aloo matar wale jaawal bahut pasand hai.
13:37Aisi baarish mein aloo matar wale jaawal dekh kar, Noosi toh paagal ho jayegi.
13:43Kabootar chala jaata hai.
13:46Usi jangal mein do kave bhi rahte the.
13:49Jinka milna kisi se bhi na tha.
13:52Kyunke wo sabse ladai karte the.
13:54Wo akele hi rahte the.
13:56Aloo, mera aam khaane ko dil kar raha hai.
13:59Mujhe aam laa kar do.
14:01Aam? Aisi baarish mein, main kahan se tujhe aam laa kar do?
14:06Kahin se bhi. Bas mujhe toh aam khaane hain.
14:09Agar khaane hain, toh bahir jaakar dhoond lo.
14:13Mujhe se nahi hoga yeh sab.
14:15Toh theek hai. Main bhi akeli hi meethe meethe aam khaakar aungi.
14:20Fir ghori kavvi apne ghar se nikalti hai.
14:24Ghori kavvi jaanti thi, ke usse aam kahan se milenge.
14:28Isliye ghori kavvi seedhi kabootar ke aamon ke baag mein jaati hai.
14:33Baarish ka baari toh bahut thanda hai.
14:36Karmi mein bhi thanda lagne lagi hai.
14:39Ghori khud se aise baatein karte huye,
14:42Ek aam ke ped par jaakar baith jaati hai.
14:45Aur aam khaane lagti hai.
14:50Lucy, tum baith kar aloo matar wale chawal khao.
14:53Aur main ek chakar baag mein laga kar aata hai.
14:56Rehne de pati ji. Aise mausam mein kaun thodega aam?
15:00Chor aise mausam mein hi toh ghar se nikalti hai.
15:03Kabootar apni laathi uthata hai, aur ghar se nikalta hai.
15:08Kabootar door se hi ghori kavvi ko ped ki daal par baitha hua dekh leta hai.
15:14Isse toh aaj main nahi chodunga.
15:16Ghori kavvi apne dihaan baithi aam kha rahi thi,
15:20Ke peechhe se aankar kabootar ghori kavvi ke ek laathi naata hai.
15:25Ghori kavvi ped se neeche gir jaati hai.
15:28Hai main maar gayi.
15:30Aaj main tumhe maar hi doonga.
15:33Kabootar ghori ko ped se baad deta hai.
15:37Ab tu mere baag mein kaam karegi.
15:39Main aise tujhe jaane nahi doonga.
15:41Chodni kahin ki.
15:43Chacha kabootar hai, kalti ho gayi.
15:45Mujhe maaf kar do.
15:47Main phir dubara kabhi chori nahi karungi.
15:51Thodi der baad, baarish ruk jaati hai.
15:58Chalo, ab jalti se pakhe huye aam thod thod kar is dokri mein daal ho.
16:02Chacha ji, mera pati mera intazaar kar raha hoga.
16:06Please, mujhe jaane do.
16:08Phir le ye kaam karo, phir hi main tumhe jaane doonga.
16:12Phir ghori kavvi kabootar ka saara kaam karti hai.
16:16Wo pakhe huye aam thod thod kar tokri bharti hai.
16:20Jao, ab dubara agar tu mujhe kahin nazar aayi,
16:23Toh main tumhari taange thod doonga.
16:26Ghori wahaan se baag jaati hai.
16:32Kaalu, Kaalu, us kabootar ne mujhe bahut maara.
16:36Aur, aur mujhe kaam bhi karwaya.
16:40Kya pakdi gayi thi tum?
16:42Haan, main baithi paka hua aam kha rahi thi,
16:45Ke na jaane kahan se, wo gandi aankhon wala aa gaya.
16:49Aur mujhe maarne laga.
16:51Usne mujhe pehd se baand diya, aur phir mujhe kaam bhi karwaya.
16:56Kaalu, main badla loongi, main badla loongi us kabootar ke bache se.
17:01Hmm, tum chinta na karo Ghori.
17:04Ab saamna hoga uska, tumse bhi bade chor ka.
17:08Kaalu, Kauwa kehte hai mujhe.
17:11Main dekhta hu, wo kaise apne aam thod kar mandi lekar jaata hai.
17:17Kabootar bhaiya, main daana lene jaa rahi hu.
17:20Chudiya, in dino chor bahut aa rahe hain mire baag mein.
17:23Tum aisa karo, mere baag kheer akhwali karo.
17:26Aur main shaam ko aap ko kuch aam de dunga.
17:30Chudiya maan jaati hai.
17:32Aur kabootar ke baag ki rakhwali kahne lag di hai.
17:36Kabootar kuch aam thod kar mandi le jaata hai.
17:39Aur chudiya peechhe aamon ki rakhwali kar rahi thi.
17:43Mama ji, mere saath chalo.
17:46Aaj us gandi aankhon wale kabootar ko maza chakana hai.
17:50Bhanje Kaalu, mera bhi aam khaane ka bahut dil karaha hai.
17:55Jo aam chori karenge, hum aapas mein aadhe aadhe baant lenge.
18:01Mama ji, aaj toh hum kabootar ka baag hi khaali kar denge.
18:06Toh phir chalo.
18:08Kaalu ka mama aur Kaalu dono kabootar se badla lene jaate hain.
18:14Pho, wo chudiya yaha kya kar rahi hai?
18:17Logata hai, kabootar ne usse apne aamon ki rakhwali ke liye yaha chhoda hai.
18:23Mama ji, ab hum ghar jaate hain aur raat ko aayenge.
18:29Shaam ho jaate hain.
18:31Chudiya, yeh lo yeh aam tum rakh lo aur ab tum ghar jao.
18:35Kal subha svere hi kaam par aa jaana aur raat ki rakhwali main khud kar lunga.
18:41Kabootar bhaiya, dihaan rakhna. Aaj toh kavye idhar udhar urte phire hai the.
18:46Tum chinta na karo chudiya. Maine choron ka bandobast kar liya hai.
18:51Chudiya apne ghar jalee jaate hai.
18:55Aur kabootar apne theyle se ek bada jaal nikal kar aam ke ped ke upar daal deta hai.
19:02Aur ek lambi rasi paas rakkar thodi doodh jaakar so jaata hai.
19:07Kaalu, Kaalu, ab jao bhi. Ab tak toh wo kabootar ka bacha so gaya hoga.
19:13Chalo bhi Kaalu, aaj dono mama bhaaja milkar kabootar ka baag hi khaali kar denge.
19:21Kaalu aur uska mama ghar se nikalte hai.
19:25Wo ek ped se jaakar aam dhodhne lagte hai.
19:28Mama ji, yeh ped toh khaali hogaya. Ab doosre ped par jaate hai.
19:34Phir jaise hi wo mama bhaaja doosre ped par jaate hai, wo jaal me fans jaate hai.
19:42Rasi hilti hai aur kabootar rasi khenj leta hai.
19:46Dono mama bhaaja jaal me urte latak jaate hai.
19:51Kaalu, Kaalu, bhaanje, main mar jaunga. Mujhe yahan se baahir nikalo.
19:58Mama ji, main toh khud jaal ke andar hoon. Main kaise aapka baahir nikaloon?
20:05Kabootar apne badi laathi le kar wahaan pohon jaata hai.
20:09Kabootar chacha, humne chori ke aam aapas mein barabar baante the.
20:14Isliye ab pitai bhi barabar hi haani chahiye.
20:17Nono, main mama hoon Kaalu ka.
20:21Ab pitenge mama aur bhaaja dono.
20:25Kabootar dono gavon ki phoo pitai karte hai.

Recommended