Islam aur Nojawan - Hazrat Imam Hussain RA Special - 17 July 2024 - ARY Qtv

  • 3 months ago
Islam aur Nojawan - Hazrat Imam Hussain RA Special

Host: Syed Salman Gul Norani

Guest: Allama Liaquat Hussain Azhari

#IslamaurNojawan #HazratImamHussainRA #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@UCE2oY4S4wOu6WofU2YbfWsw
Transcript
00:00Bismillah-e-Rahman-e-Rahim, Dar-e-Hussain se aakar nijaat le jaye, Ali-e-Kilal se kul
00:19Kainat le jaye, Ali-e-Kilal se kul Kainat le jaye, aur Janab-e-Hurr ne bataya hai rooze-a-shura,
00:31jo mar raha ho, yahaan se hayat le jaye, jo mar raha ho, yahaan se hayat le jaye.
00:37Muazzaz nazareen-e-qaraam-e-salaam-o-alaikum-wa-rahmatullahi-wa-barakatuhu, main hu aapka mezban Sayyed Salman
00:42Gul, program hai Islam aur Naujawan, Hazrat-e-Imam-e-Ali Maqam Imam Hussain a.s.w.w.
00:48aur aapke Ahle-Bait aur aapke rufaqa aur ashaab ko khiraaj aur salute aur tribute poori duniyaan pesh kar rahi hai.
00:57ARYQ TV bhi is baras pesh-pesh hai, aur aaj ki bazme, aaj ki majlis aur mehfil mein,
01:03hamare saath naujawan aanein Pakistan maujood hain, talim-e-ilm maujood hain,
01:07aur in ke hamare aapke har dil aziz scholar, aalmi muballigh-e-Islam,
01:13wo jino ne Quran ka peghaam duniya ke kone-kone tak ARYQ TV ke zarya pohnchaya.
01:18Al-Hafiz, Al-Aaj, Al-Qari, Mufti Muhammad Suhail Raza Amjadi sahab,
01:22Sallabahul Bari, Assalam-o-Alaikum-ur-Rahmatullah.
01:25Wa-alaikum-ur-Salam-ur-Rahmatullahi-ur-Barakatuhu.
01:27Bahut shukri aap waqt de rahein, naujawan-o-waqt.
01:29Jazak-Allah-o-Khair, bahut bahut shukri aapka bhi.
01:30Ameen, Ya Rabb-ul-Aalameen-Allah, aapko bhi khair-e-kaseer-e-taah firmaayin.
01:34Umti sahab, aagaz jo karunga wo aap hi ke kalam se,
01:37kyuki main chahata hun, ke aaj Imam-e-Ali maqam ko poori duniya yaad kar rahein hai.
01:42Aap kin alfaz mein imam ko yaad karein ge?
01:44Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim.
01:47Allahumma salli ala Muhammadin wa ala alihi wa ashabihi wa barik wa sallim.
01:52Bahut bahut shukri aayin Syed Salman Gul bhai,
01:55aur jitne naujawan yahan bethey wain, hamara mustaqbil,
01:58hamara future in ke sahab munsalik hai.
02:00Mujhe badi khushi hai in ke darmain bethkar.
02:03Chan baatein arz karunga,
02:05ek bahut bada ibhaam paya jaata hai,
02:09ke aaj kal ke kuch logi kehte hain,
02:13ke bhai, yeh do shehzadon ki jang thi.
02:15Astaghfirullah.
02:16Aur hame isme nahi padna chahiye.
02:18Do shehzadon ki jang thi.
02:20Aur saathme Yazid ko bhi wo kuch na kuch sabit karne ki koshish karte hain.
02:26Toh main ispar kuch arz karunga,
02:29ke dono ke darmain koi mawazna hi nahi hai.
02:34Dono ke darmain koi mawazna nahi hai.
02:37Imaam Hussain radhiya Allah ta'ala anhu toh waqi'i shehzade hai.
02:42Kainat ke shehzade hai.
02:44Mere nabi alaihi salam jo sab ke mahboob hai,
02:48unke mahboob Imaam Hussain radhiya Allah ta'ala anhu hai.
02:52Jannateen aujawano ke sardar hai.
02:55Mere aaka alaihi salat wa salam ki aankhon ki thandak hai.
02:59Theek hai na?
03:00Wo toh shehzade hai,
03:01Intihai muttaqi parhizgaar,
03:04pedal chalkar aapne kai hajj firmaaye.
03:07Intihai sakhi.
03:08Aur Imaam Hussain wo hai ki firmaaya ki,
03:11Amma Hussain falahu jur'ati wajoodi.
03:15Ki raha mera beta Hussain,
03:17isko mene apni jurat ata firmaaye hain,
03:20aur isko mene apni sakhawat ata firmaaye hain.
03:23Theek hai na?
03:23Toh yeh Imaam Hussain ki kya shaan hai,
03:26unka kya martaba hai.
03:28Aur iske bar aqs agar mawazna karteve,
03:31awal toh koi mawazna nahi banta,
03:33Yazeed ko dekha jaye,
03:35toh wo intihai badbaqt, la'een hai.
03:38Aur iska maamla yeh hai,
03:40ki jab iska door-e-hukumat shuru hua,
03:44toh iske yaha ajeeb-o-ghareeb guna,
03:47yani sharaab ka yeh rasiya tha.
03:50Iske ilawa muharramaat se nikah karne ka rivaaj,
03:54aam hota jaa raha tha.
03:56Huzoor Nabi Kareem alaihi salam ki sunnato ko paamaal kiya jaa raha tha.
04:01Aur yeh intihai badbaqt tha.
04:03Theek hai na, yeh koi shehzada nahi tha,
04:05badbaqt tha.
04:06Hazrat-e-Ameer Muawiyah radhiyallahu ta'alan hu,
04:09sahabi-e-rasool hain,
04:10kaatib-e-wahi hain,
04:11aur Haqq alaihi salam ki chahite hain.
04:14Lekin yeh zaruri nahi,
04:15ki naik bande ka beta bhi naik ho.
04:17Nuh alaihi salam ka beta kinaan tha,
04:19nafarmaan tha,
04:20Lut alaihi salam ki bibi,
04:22nafarmaano se mili bhi thi.
04:24Isthara kaih misalaih mein milti hain.
04:26Toh Yazid jo tha,
04:28iske baare mein yuh samajh dijiye,
04:30ke Hazrat-e-Abu Huraira radhiyallahu ta'ala anhu,
04:35yeh dua kiya karte the,
04:36jo hamraaze Mustafa hain,
04:38salallahu alaihi wa sallama.
04:39Sallallahu alaihi wa sallam.
04:40Sabse zyada ahadees unhone riwayat farmayi hain,
04:43kamo besh 5000 ahadees ke raavi hain.
04:46Woh farmate the,
04:47yeh dua karte the,
04:48Allahumma inni a'udhu bika minas-sibteen wa imarat-is-sibyaan.
04:54Farmate the,
04:55ki maula mujhe saad san-e-hijri se bacha panaata farma,
04:59aur bachon ki hukumat se panaata farma.
05:02Theke na?
05:02Bachon ki hukumat.
05:03Ji.
05:03Aur 59 san-e-hijri mein aapka wisal ho gaya.
05:07Iska mata mein ki dua kabul ho gayi.
05:09Kabul ho gayi.
05:09Aur saad san-e-hijri mein,
05:11yeh 25 san-e-hijri mein peyda hua,
05:13toh saad san-e-hijri mein umar kiti banti hai?
05:1535 saal.
05:17Toh yeh taqt nasheen hua,
05:19aur iske baad isne kharaabiyon ka aaghaas kiya.
05:22Acha ab,
05:23Hazrat-e-Hanzala radhiyallahu ta'alanu ghaseel-al-malaika,
05:26unke bete,
05:28unke bete yeh kaah karte the,
05:30ki humne us waqt Yazid par khurush ka humne irada kiya,
05:35ki jab humne yeh khauf peyda hua,
05:37ki kahin aisa na ho,
05:39ki iske fisk-o-fajoor ki wajah se,
05:42iski badkaariyon,
05:43bad aamaaliyon ki wajah se,
05:45ki kahin aisa na ho,
05:46ki hum par asmaan se,
05:48Allah-ur-rab-ul-alameen,
05:49patthar na barsaadein.
05:51Toh unhone bhi yeh baad firmaayi thi.
05:53Acha phir kaha jaata hai,
05:54ki jee hadith-e-Qustuntuniya ka hawala diya jaata hai,
05:57ki Huzoor-e-Nabi-Kareem a.s.a.
05:59ne firmaayi ki,
06:00awwalu jaishin,
06:02yaghzuna Madinata Qaisara,
06:04maghfoorullahum.
06:05Ki sabse pehla lashkar,
06:07jo Qustuntuniya par hamla karega,
06:09toh wo maghfoor hoga.
06:11Toh kehne wale kehte hain ki jee,
06:13wo hamla Yazid ne kiya tha,
06:15toh ab wo baksha hua hai.
06:17Ab uske baare mein koi baat aapne nahi karne.
06:19Theke na?
06:20Toh yeh baat bhi ghalat hai.
06:22Agar hum iska ilmi jawab deyen,
06:24toh ilmi jawab yeh hai,
06:26ki isne 49 san-e-Hijri mein,
06:29ya 50 mein,
06:30ya 52,
06:31ya 55 san-e-Hijri mein,
06:33yeh ya toh lashkar mein shamil tha,
06:35ya sipa-e-salaar tha,
06:36jisne hamla kiya tha.
06:37Lekin Huzoor-e-Nabi-Kareem a.s.a.
06:39ne pehle lashkar ke baare mein firmaaya.
06:41aur pehle jo lashkar tha,
06:43Abdur-Rahman bin Khalid bin Waleed
06:46radhiya Allah-u-ta'ala anhu,
06:47jo Khalid bin Waleed ki bete hain,
06:49unhone jo hamla kiya tha,
06:51pehle lashkar unki sipa-e-salaari mein tha.
06:54Unka intikal kab hua?
06:56Abu Dawood Sharif mein hai,
06:58ki 46 san-e-Hijri mein,
06:59ya 47 san-e-Hijri mein.
07:01Toh iska matlab yeh hua ki,
07:0346 se pehle
07:05Qustuntuniyah par hamla ho chuka tha,
07:07toh is hadees ka misdaak Yazid nahi hai,
07:10falke Abdur-Rahman bin Khalid bin Waleed hai.
07:12Acha ji, maan liya jaye,
07:14yeh ilzami jawab hai,
07:15maan liya jaye,
07:17ki hua pehle lashkar mein shamil tha,
07:18toh Huzoor-e-Nabi-Kareem a.s.a. yeh firmaaya,
07:21Huzoor-e-Nabi-Kareem a.s.a. yeh bhi firmaaya,
07:22ki jisne man qala la ilaha illa Allah,
07:24faqad dakhalal jannah,
07:25jisne ek martaba kalma sharif pada,
07:27hua daakhil-e-jannah koi.
07:28Yeh bhi firmaaya ki jab,
07:30maam-e-muslimani itasafahani,
07:32do muslimaan aapa se miltein, musafah kartein,
07:34toh judaah hone se pehle,
07:36Allah ta'ala unki maghfirat firmaa deta hai.
07:38Sahi na?
07:39Koi bhi qadar mein bhi maghfirat hoti,
07:40ramzan mein bhi,
07:41toh iska matlab yeh hai,
07:42ki maghfirat hogai,
07:44toh ab sari guna maaf ho jayenge.
07:47Agar aapne ek martaba kisi muslimaan se musafah kar liye,
07:49toh uske baad jo chahein karte rahein,
07:51guna maaf ho jayenge.
07:52Aisa nahi hai, aisa nahi hai.
07:55Bil farz,
07:56bil farz agar Yazid shamil bhi tha,
07:59toh uske baad jo isne fisko fujoor kiya,
08:02bad aamaliyan ki, bad kaariyan ki,
08:05aur uske ilawa sharaab ka rasiya,
08:07namaz nahi padhta tha,
08:08aur iske ilawa uske daur mein,
08:11aise aise guna hone lage,
08:13ki jinka pehle wujood tak nahi tha,
08:15toh yeh sari cheezein maaf ho jayenge.
08:17Aur Imam Hussain adi allahu ta'alanon ko,
08:19aur unki rufaqa ko jo isne maidane Karbala mein,
08:22shaheed karne ke liye kaha,
08:24toh yeh sara maaf ho jayega,
08:25nahi hoga.
08:26Toh yaad rakhein, yaad rakhein,
08:29yeh do shehzadon ki jang nahi tha,
08:31ek laeen tha,
08:32aur ek sirf shehzadah nahi tha,
08:34kainat ka shehzadah tha,
08:36aur jisse kaha jaata hai,
08:37sayyida shababi ahlil jannah,
08:39jannati naujawano ke sardar tha.
08:41Sardar tha, kya baat hai.
08:43Subhanallah,
08:44bahut khubsurat aur aham naqat par guftagu hui,
08:47aur yeh jo points hai beta,
08:49yeh note karne ki zaruat hai,
08:50ke jab kabhi koi aapko ghalat reference se,
08:53ghalat rasta dikhaye,
08:55toh yeh baatein aapki rahnumai karengi.
08:57Mufti sahab ne bahut aham naqto ki taraf,
08:59aaj fikr humari lagayi hai,
09:01aur hume samjhaya hai,
09:02humne bahut kuch sheekh hai,
09:03naujawano talib ilmo,
09:05aapme se koi sawal Mufti sahab se,
09:06jee.
09:07Assalamu alaikum.
09:08Walaikum assalam,
09:08kya naam hai aapka?
09:09Muhammad Burhan Khan.
09:11Burhan kya sawal hai?
09:11Mera Mufti sahab se yeh sawal hai,
09:13ke hazrat Muslim bin Aqeel r.a.
09:16ta'ruf bayan kardein.
09:17Hazrat Muslim bin Aqeel r.a.
09:19jee Mufti sahab.
09:20Hazrat-e-Muslim bin Aqeel bin Abu Talib,
09:25to yeh huzoor nabi kareem
09:26alaihi salatu wassalam ke rishtidar bhi hai.
09:29Acha mein kahoon,
09:31Muslim bete hai Aqeel ke,
09:33aur Aqeel r.a. anhu bete hai
09:36hazrat-e-Abu Talib ke.
09:38To hazrat-e-Abu Talib ke yeh pote hua hai.
09:41Aur hazrat-e-Maula Ali-ul-Murtadha
09:43r.a. anhu ke bateeje hua hai.
09:46Aur hazrat-e-Imam Hussain r.a.
09:49ke chacha zaat bhai hua hai,
09:51kazan hua hai.
09:52Lekin Allah-u-Akbar aise kazan,
09:54ki jine safeer-e-Imam Hussain r.a. anhu bhi kaha gaya.
10:00Jab waha se Kufa se
10:01bahut zyada khutoot,
10:02letters aa rahe the na,
10:04to Imam Hussain r.a. anhu ne firmaaya
10:07ke ab mujhe itne khutoot aa rahe hain,
10:08to mera jaana zaruri hai.
10:10To phir mashura dene walo ne yeh mashura diya,
10:12ke aapko bhej diya jaye,
10:15to taake yeh waha ke halaat ke
10:18information aapko deyen,
10:19to phir aap jayega.
10:21To Muslim bin Aqeel r.a.
10:24Imam Hussain r.a. ke wo kazan hai,
10:28ki jine jab Imam Hussain r.a. anhu ne bheja,
10:32to Kufa walon ko yeh khat likha,
10:34letter likha,
10:36ki Muslim bin Aqeel aisa hai jaise mai hun.
10:40Wo aise hai jaise mai hun.
10:42Ki aisi hi izzat karna,
10:44jaise meri izzat kar diya hu.
10:46Yani apna numainda,
10:47apna safeer,
10:48ambassador bana kar bheja.
10:50Aur Muslim bin Aqeel r.a. anhu ne bhi kya shaan hai unki,
10:55ki Karbala mein ek tariqah se jab aap gaye na,
10:58to Kufa hi mein aapko shaheed kiya gaya.
11:01To yu samajhne,
11:02ki iss maariqah ke shuru hone se pehle hi aapko shaheed kiya jaa chuka hai.
11:06Aur phir aapke do sahabzade Muhammad aur Ibraheem,
11:09bade kam sindh the,
11:10unhe bhi bade bedardi se shaheed kiya gaya.
11:12Allahu Akbar, Allahu Akbar.
11:14Ji, aur koi sawal aapme se?
11:16Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
11:18Wa alaikum assalam.
11:19Kya naam hai aapka?
11:20Syed Muhammad Safaan.
11:22Syed sahab, kya sawal hai aapka?
11:23Hazrat Muhammad bin Hanfiyah r.a. anhu ka taarubh bayan karein.
11:27Muhammad bin Hanfiyah, ji.
11:29Muhammad bin Hanfiyah r.a. anhu,
11:32Hazrat-e-Mawla Ali-ul-Murtada r.a. ke sahibzade hai.
11:38Lekin yeh Syeda Khatun-e-Jannat r.a. hamari izzate unke qadmon ki khaq par qurban ho jaye,
11:45to unki olaad mein se nahi hai.
11:47Yunki Syeda Khatun-e-Jannat r.a. anha jab tak thi,
11:51to Mawla Ali-ul-Murtada r.a. ne kisi aur khatun se shaadi nahi firmahi.
11:57Lekin aapke wisaal ke baad,
11:59fir aapne aur nikah bhi firmahi,
12:01to un azwaaj mein se ek thi Bibi Khawla r.a.
12:06jinko Hanfiyah bhi kaha jaata tha.
12:08To issi nizbat se unki olaad hai, unki bete hai,
12:12to issi nizbat se aapko Muhammad bin Hanfiyah r.a. kaha jaata hai.
12:17Azzat-e-Mawla Ali-ul-Murtada r.a. aapse badi muhabbat firmahi karte,
12:23ba waqt-e-shahadat, shahadat se pehle,
12:26jistara Imam Hassan aur Imam Hussain r.a. ko wasiyat firmahi,
12:31to aapko bhi wasiyat firmahi,
12:34un dono ko inke saath husne suluk karne ki wasiyat firmahi,
12:38aur ab Muhammad bin Hanfiyah r.a. ko unke saath rehne ki wasiyat firmahi,
12:43fir ye muhabbat itni zyada thi,
12:45ki Imam Hassan r.a. ne bhi shahadat se pehle,
12:50aapko bhi aur Imam Hussain r.a. ko khaas topah wasiyat firmahi,
12:53ki inke saath husne suluk karna,
12:55aur inko wasiyat firmahi ki kuch bhi ho jaye,
12:58Imam Hussain r.a. ke saath rehna,
13:01aur fir aap ek bade muttaqeet the aur ilm,
13:04Maula Ali al-Murtadhar r.a. se wirasat mein mila tha,
13:08ilm-e-Hadith mein zyada ki Hazrat-e-Abu Huraira ka naam bhi aata hai,
13:12Maula Ali al-Murtadhar r.a. ka naam bhi aata hai,
13:15aur sahaba ka naam bhi aata hai,
13:17ki jin se aapne ahadith riwayat ki,
13:19aap kubbaar tabi'een mesein,
13:21yaani bade tabi'een mesein hain,
13:23aur Imam Hussain r.a. ka jab ye waqia Karbala hua,
13:27to usme bhi aapne bade baitreen mashwade diye the.
13:30Bahut khub, aap talib-e-ilmon ka koi aur sawal?
13:33Ji.
13:33Assalam-o-Alaikum.
13:34Wa-alaikum-as-salam, kya naam aapka?
13:36Mera naam Hassan Jahangir aur mera sawal hai ki Islam mein shaheed ki kya fazilat hai?
13:40Islam mein shaheed ki, Mufti sahab, kya fazilat hai?
13:42Islam mein shaheed ki kya fazilat hai?
13:44Allah-o-Alameen, Quran-e-Karim mein,
13:46doosre paare mein firmata hai, surah-e-Baqara hai,
13:49wa la taqoolu limay yuqtalu fee sabeelillahi amwad bal ahya'un
13:54walakil la tash'uroon, jo Allah ki raam-e-maare jaate hain,
13:58unhe murda mak kaho, balke wo zinda hain, tumhe shu'oor nahin,
14:02aur doosre maqam par choth-e-paare mein firmaya,
14:04bal ahya'un inda rabbihim yurzakoon, balke wo zinda hain,
14:09unhe Rabb ke huzoor rizq diya jaata hain.
14:13Rizq aise diya jaata hain?
14:14Ibn-e-Mas'ud radhiya Allah-u-ta'ala anhu ribaid karte hain,
14:17ki Aka'al-e-Islam ne firmaya,
14:19ki inki jo roohe hain,
14:21wo jannat mein Allah-ta'ala ke arsh ke neeche,
14:25qindilon mein sabz-parindon ke wujud mein rehti hain,
14:28jannat mein jahan chahte hain, sehr karte hain,
14:32aur jo cheez khaana chahte hain,
14:34Allah Rabb-ul-Aalameen unhe ata farmata hain.
14:37Aur doosra yeh hain ki shaheed ki fazeelat yeh hain,
14:40ki la yaftuluhun nabiyyuna illa bidarajatin nubuwwa,
14:47ki nubuwwat ka darja toh bohot ooncha hain,
14:50lekin Allah ke yahan unka maqam aisa hain,
14:53ki Allah-ta'ala nubuwwat ke baad,
14:56yaani nubuwwat ka darja, risalat ka darja sabse upar hain,
15:00lekin uske baad Allah-ta'ala inko bada darja ata farmata hain,
15:05bada darja ata farmata hain, bada maqam ata farmata hain,
15:08aur isse andaaza lagaayen,
15:10ki jannat mein, jannat mein na, jab sab chale jaayenge,
15:14toh koi bhi jannati wahan ki ni'maton ko chod kar
15:18wapas duniya mein aane ki tamanna nahin karega illa shaheed,
15:21magar shaheed ye tamanna karega,
15:24ki mujhe dasi-o martaba duniya mein bheja jaaye,
15:29mein phir Allah-ta'ala ki bargah mein shaheed hokar,
15:31phir dubara yaha par hazir hokar aajao.
15:34Toh yeh shaheed ki fazeelat hain,
15:36Allah-ta'ala rabb-ul-alameen ne isse badi fazeelat ata farmayi hain,
15:38Allah-ta'ala jitni bhi shuhadaa hain,
15:41sabko aala se aala maqam ata farmayin.
15:43Ameen, ya Rabb-ul-alameen.
15:44Ji talib-e-ilmoo, aur koi sawal,
15:46haan jawano, ji.
15:48Assalamu alaikum.
15:49Wa alaikum assalam, wa rahmatullah.
15:50Kya naam aapka?
15:51Mera naam Muhammad Bashir,
15:52aur mera mufti sahab se yeh sawal hai ki,
15:54shaheed kise kahte hain?
15:55Shaheed kise kahte hain, mufti sahab?
15:57Beta yeh sawal yeh hai ki,
15:59shaheed kise kahte hain?
16:00Toh shaheed Allah-ta'ala ki rah mein jo maara jaaye.
16:05Yani kahin par,
16:06Allah-ta'ala ke mukhalifin,
16:08dushmanan-e-Islam se jang ho rahi ho,
16:11aur waha meydan mein jo maara jaaye,
16:13usse shaheed kahte hain.
16:15Theek hai na?
16:16Acha yeh toh shaheed-e-haqiqi kehlaata hai,
16:20aur ki rah mein maara jaaye,
16:24toh uske liye phir yeh hai ki,
16:25usse ghusl bhi na diya jaaye,
16:27aur kafan mein jo cheezein kam hai,
16:28wo laga di jaaye,
16:30wo oda di jaaye,
16:31aur usse baghair ghusl ke,
16:33namaaz-e-janaza padhi jaaye,
16:34usse dafan kiya jaaye,
16:36ki roozi-e-qiyamat jab uthega,
16:38toh ussi haal mein uthega.
16:39Yaa baat hai.
16:39Uska khun be raha ho ga.
16:41Yeh uski izzat hai.
16:42Acha iske ilawa,
16:43shuhada ki aur bhi aqsaam hain,
16:45lekin wo phir shaheed-e-haqiqi ke zumrah mein nahi aata,
16:49wo doose shaheed ke zumrah mein aata hain,
16:51shaheed-e-hukmi ke zumrah mein,
16:52jaisa ki peht dar se kisi ka intiqaal ho jaaye,
16:55aag mein jal kar intiqaal ho jaaye,
16:57zulman kisi ne maara,
16:58aur usmein wo maara jaaye,
17:00isi tariqah se woh deewaar us par gir jaaye,
17:03samandar ya darya mein doob kar mar jaaye,
17:05aurat waqt-e-wiladat,
17:07yaani bacche ki wiladat ke waqt mar jaaye,
17:09toh yeh tamaam bhi shaheed kehlaata hain,
17:11lekin yeh shaheed-e-hukmi ke zumrah mein aata hain,
17:14asal shaheed phir wohi hota hain,
17:16Allahu Akbar, jee!
17:17Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.
17:20Alaikum assalam, kya naam hai aapka?
17:21Hafiz Arbaaz Uchtar.
17:22Hafiz sahab, kya sawal hai aapka?
17:23Main mufti sahab se yeh sawal karunga,
17:26ki yawm-e-aashur ki fazilat wa ahmiyat beyan karein.
17:29Yawm-e-aashur, mufti sahab.
17:31Dekhe ek toh yeh ki,
17:32aashur ashar se hai,
17:34iska maana hai das,
17:35yawm-e-aashur daswa din,
17:38isse muraad kya hai,
17:39ki muharram-ul-haram ki jo daswi taarikh hain,
17:42isse muraad yeh daswi taarikh hai.
17:44Acha, yawm-e-aashur ki fazilat mein beintiha cheezein hain,
17:48ki Adam alaihi salatu was salam ke baarein mein bhi hai,
17:51ki jo zameen par tashreef laaye,
17:53toh yawm-e-aashur,
17:54yaani, aashura ka din tha.
17:56Issi tariqah se,
17:58Nu alaihi salatu was salam ki kashti,
18:00jo maqam-e-judi par cheh mahine ke baad theire,
18:03toh wo bhi yawm-e-aashur tha.
18:06Aur issi tariqah se,
18:07Ibrahim alaihi salatu was salam ko jo naar-e-namrood se najat mili,
18:11wo bhi yawm-e-aashur tha.
18:13Aur issi ke saas saath yeh bhi kaha jaata hai,
18:18ki Ibrahim khalilullah alaihi salatu was salam ka waqia toh maine arz kiya,
18:22ki jo aag se najat ataaf farmai.
18:24Iss ke saas saath yeh bhi kaha jaata hai,
18:26ki jo qiyamat ka din hoga na,
18:29qiyamat ka din hoga,
18:31toh wo bhi aashura ki das taarikh hogi,
18:34jumat-ul-mubarak ka din hoga.
18:36Moosa alaihi salatu was salam ko jo firaun se najat mili,
18:39toh wo bhi aashura ka din tha.
18:41Yeh saari fazeelatein,
18:44saari fazeel apni jagah par hai.
18:46Lekin yawm-e-aashura inki wajah se itna mashoor nahi tha.
18:50Lekin jab Imam Hussain adi allahu ta'ala anhu ka waqia hua,
18:54toh uske baad se ta qiyamat ab yawm-e-aashura,
18:58issi ke saath mansub kiya jaata hai.
19:00Allahu Akbar!
19:01Allahu Akbar!
19:02Aaj ki program mein,
19:03nazirin-e-kiram bas itna aayi,
19:05aur Mufti Muhammad Suheil-ul-Azam Jalil sahab ka apsaar-e-nazirin ki taraf se shukriya.
19:08Diya aapka bhi.
19:09Aapka ki aapne naujawan-o-ko, talib-e-ilm-o-ko,
19:12in sab ko masha'Allah bahut kuch sikhaya.
19:14Inki sawalat ke back-to-back jawaabaat diye.
19:16Jo bhi sawal, jaisa bhi sawal, jahaan se bhi,
19:18mera experience raar 9 saal se,
19:20Mufti sahab ke saath maine kiya.
19:22Mujhe alhamdulillah tasalli-wakhsh,
19:23sehr hasil aur mustanad jawab mila.
19:25Hamesha positive baat kartein.
19:27Kabhi bhi, kisi bhi qasam ki controversy,
19:31inki baat mein, inki guftagoon mein,
19:32maine nahin payi, mehsoos ki.
19:34Allah ta'ala, inka saya hamare saron par,
19:36daraz rakhe, salamat rakhe,
19:38hamesha inse rehnumai,
19:39hame milti rahe, hum lete rahe.
19:42Aur jaate jaate, nazirin-e-karam,
19:44yahi kaunga ki Yazid,
19:45naqsha-e-jor-o-jafa banata hai.
19:48Hussain, usme khat-e-Karbala banata hai.
19:52Yazid, aaj bhi bante hain log, koshish se.
19:55Hussain, khud nahin banta.
19:57Khuda banata hai.
19:58Assalamualaikum warahmatullahi wabarakatuh.

Recommended