• 5 months ago
Akhri Waar | Syed Raza Abbas Zaidi | Nohay 2024 | Muharram 1446 / 2024 | Imam Hussain Noha 2024

Category

🎵
Music
Transcript
00:00As-salamu alayk ya Hussain
00:22Ya Qatil, Ya Mazloum, Ya Ghareeb
00:44Ya Hussain, Ya Qatil, Ya Mazloum, Ya Hussain
01:02Al-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
01:27Pyaas-e-Kabir ke zakhmi moton pe tha, naam Abbas ka aakhri baar tak
01:41Al-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
01:54Zair-e-Khanjar tha bhai ka sookha gala, kuch kadam door thi Zain-e-Aliya
02:08Bhai kehta Ragha, lot jao bahan, khushk-gardan pe jis waqt khanjar chala
02:20Dekh kar pehla waar, aise zainab gireen, shivr basta raha aakhri baar tak
02:34Al-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
02:47Yon toh sattar kadam pe thi zainab khadi, kuch kadam aage baali sateena bhi thi
03:01Apne baba ki seene pe sooti thi jo, ladkhanate huye, khaak par gir gayi
03:14Baap ko dekh kar, beti roti rahi, shimr seene pe tha aakhri baar tak
03:27Zain-e-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
03:41Khajta tha kabhi resh-e-Shabbir ki, maarta tha wo haskar tamacha kabhi
03:54Paun rakhta tha zaqmon pe Shabbir ki, aur kabhi jism par maarta tha churi
04:07Khoon hi khoon tha, zaqm hi zaqm tha, itna maara gaya aakhri baar tak
04:21Zain-e-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
04:34Shimr se shah ka jab gala na kata, paas sunan-e-Ibn-e-Anas aagaya
04:48Maar karne za-Shabbir ke hulk mein, aise khecha hui zulm ki intiha
05:00Aagayi saath mein saari sookhi ragay, neza ulcha raha aakhri baar tak
05:14Zain-e-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
05:27Bugz kitna tha Ibn-e-Ali se usse, shimr jaldi mein tha pehle hi vaar se
05:41Ran mein woh dono haathon se masroof tha, ek pyaas-e-kasar kaatne ke liye
05:54Uske ik vaat mein tehar aur doosra haath baalo mein tha aakhri baar tak
06:08Zain-e-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
06:21Ek maa god mein rakh ke beta-e-kasar, kab se baithi hai yeh shimr ko kya khabar
06:34Saath-e-Shabbir ke Fatima ka lahoo, behke khanjar se girta raha khaak par
06:47Kat gayi ungeliyan phir bhi sar na bacha, haath maa ne rakha hai aakhri baar tak
07:04Zain-e-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak
07:17Ey Raza-ur-Zeeshan dekho zara, Karbala mein hai maajood hu qatlgaan
07:31Baithi kar aaj rote hai zahir jahan, kal wahan shah ka koi apna na tha
07:44Sab tamasha ithe dekhte hi rahe, shah ka pitta gala aakhri baar tak
07:58Zain-e-Shabbir ko zibha karte huye, shivrinde khude suna aakhri baar tak

Recommended