Kill Movie Director Nikhil Nagesh Bhat On Box Office, Laksh-Raghav, Remake In Hollywood and More

  • 3 months ago
Kill Movie Director Nikhil Nagesh Bhat On Box Office, Laksh-Raghav, Remake In Hollywood and More

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Karuna Rappurua ko. Zinaar Karan ne matlab aadha kahaani sunne ke baad roh ki aur bola hai main kar raha hoon.
00:05I would say that kind of a belief the producers had in me and the story.
00:10See it was completely him. He was the one who was totally in grip of his emotions.
00:17So unke ek maina pehle, shoot karne ke ek maina pehle mein toh slip disk ho gaya tha.
00:21Mr. Bachchan ke saath kaam karna koi nahi jayega, Shah Rukh Khan ke saath kaam karna koi nahi jayega.
00:27Hi this is Jaya and you are watching me on Bollywood Now.
00:29Today I am in conversation with very creative, very talented and someone, someone jisne abhi abhi logon ko kill kar diya hai.
00:37Hi, hello, welcome to Bollywood Now Nikhil Nagesh Bhatt.
00:43Thank you, thank you Jaya. Thank you so much.
00:44Kaise ho aap?
00:45Ekdum theet. Ekdum theet.
00:46Kill ke baad aapne kill kar diya hai logon ko.
00:48Literally matlab main abhi bhi jab yaad karti ho, sochti ho, main baith ke baar yehi soch hu thi.
00:55Bhai yeh kya film bana di, Indian cinema mein kabhi humne aisa nahi dekha tha sir.
00:58Aur doosri baad yeh Hollywood mein bhi remake hone wala hai.
01:01Ji.
01:02Kaisa lag raha hai?
01:03Bahut khushi, bahut khushi hai. Actually, you know, I feel too blessed ki ek toh itna zyada pyaar mil raha hai.
01:11Aur sab jagah pyaar mil raha hai. Sirf India mein nahi, bahar bhi sab jagah, bahut sara aaja raha hai film ko.
01:16So ek toh, matlab usse agar, matlab wo agar enough nahi tha toh yeh ek aur news aayi ki, you know,
01:25Chad jo hain wo, Kill ko English remake banana chah rahe hain.
01:30Ji.
01:30And that is a huge, huge compliment for the film and for all of us.
01:36Aur matlab, you know, usse ek aur cheez jo hota hai, wo Indian cinema ka ek, matlab it's almost like a feather in a cap.
01:46Yes.
01:46Ki Indian cinema jo hai, abit tak aise hota hai ki hum log Hollywood ko copy karte hain, hum log remake karte hain.
01:53Abhi ek Indian film ko agar wo log remake kar rahe hain, toh usse matlab, usse khushi ka aur kya, matlab yeh aftar ho sakta hai.
02:02I think aapko gift mil gaya. You know, itne maine isse jo aap prepare kar rahe the isse yeh ke liye.
02:06It's a huge gift.
02:07Yes, yes, absolutely. And it's, I mean, it's pride for us as well.
02:11Yes.
02:12Sir, main aapse poochna chahungi, you know, yeh film ko jab aap direct kar rahe the, tab dhora bhi, kabhi bhi aise feel hua, matlab you were the director, of course.
02:21Toh, jaise hum jab dekh rahe the na, sir, toh aise ho raha tha, aap kya hoga? Aap kya hoga?
02:26So, what was the most challenging part for you?
02:29When I was directing?
02:30Anji.
02:32So, the most challenging part, I feel, personally, was, ek toh mera, film ke ek maina pehle, shoot karne ke ek maina pehle, mein ko slip disk ho gaya tha.
02:46Ji.
02:47Aur, main bahut zyada dard mein tha.
02:51Aur, main ek action film kar raha tha, jisme mujhe logon ko action karke dikhana hai, neeche jhukna hai, baithna hai, girna hai.
03:00Aur, mera, mujhe, slip disk ho gaya hai.
03:03Toh, wo mere liye, personally, itna challenging ho gaya tha, ki waha pe mere, matlab, monitor tha, monitor ke bagal mein bed laga hua tha.
03:10Toh, main, shoot karta tha, ek shot, phir jaa ke waha pe letha tha.
03:13Phir wapas aata tha, phir shoot karta tha, by the time log set up karte the, main jaa ke letha tha.
03:17So, for me, that became, personally, the most challenging.
03:21And, film wise, jo sabse challenging part tha, wo kya tha, ki, hum log non-linear shoot kar rahe tha.
03:30Aur, yeh itna zyada action hai film mein, but, wo sabse important cheez, jo hai, film ki, wo hai emotion.
03:36Yes, sir.
03:37Toh, wo emotion mujhe, emotional graph, jo hai, wo maintain karna, wo itna zyada important tha, ki, wo aisa, mujhe, matlab, bahut,
03:47main aware tha, aur bahut zyada, main cognizant tha, is cheez ko leke, ki, yeh saara process mein, kahin wo, emotional graph pe grip kutna kam ho jaye.
03:57Aur, wo, bahut zyada, important tha, kyunki, hai toh, yeh, ek, bahut emotional story.
04:03Toh, wo, jo emotional story hai, wo, while, while, action perform karte waqt, jo actors, jo hai, wo, emotion carry kar payen.
04:14Aur, wo, emotional, graph mein, wo, baith rahe hain, baith rahe hain, baith rahe hain, ki, nahi baith rahe hain.
04:19Wo, sabse bada, mere liye, challenge tha.
04:23But, sir, how did you manage, do you know?
04:25Har frame mein, agar main dekh rahi hoon, toh, lakshat, bilkul, waise hi, emotion ko carry forward karte gaye hain, last tak.
04:31Kyunki, kabhi kabar, kya hota hai, ki, aap, nahi kar paate hoon.
04:35Mostly hota hai, kyunki, aap, same emotion ko, kabhi, ekdum, woh, bahut happy hai, ring pehna rahe hain, uske baad, turant, yeh saare cheejiye hoti hain.
04:43And then, last tak, jo, unka gussa hota hai.
04:45Wo, ekdum, sir, frame to framed hai.
04:48And, that kept us hooked.
04:49Bhai, kya chal raha, dekhte raho, aise, kya hone wala, ab aage kya hoga, ab kaun manne wala, yeh kaun manne wala.
04:56So, wo kaise tha, sab ne?
04:57Wo, saara credit jaata hai, laksh ko.
04:59Wo, saara credit jaata hai, because, kya hota tha, hum na, aur, main, bahut, honestly, batao na, bahut baar hota tha, toh, laksh, zone mein tha, apne.
05:08Aur, usko, matlab, wo, zyada baat nahi karta tha.
05:13So, when the second half of the film started, we started shooting, toh, wo, zone mein chala gaya.
05:19Aur, wo, zone mein jaane ke baad, matlab, aise, bahut baar hota tha, ki, main aaya, set pe pauncha, mujhe pata hai, wo andar hai, maine daraza khola, laksh ko dekha, nod kiya, usne mujhe nod kiya, daraza ban kiya, main nikal gaya, wo apna kaam kar raha hai.
05:33So, bahut baar, hum log baat tak nahi karte tha.
05:36Toh, saara credit, yeh, laksh ko jaata hai, kyunki, he was the one, who would, wo, uska, uske paas diary thi, aur, wo, likhte rehta tha, wo, saari notes banate rehta tha.
05:48Aur, wo, notes, wo, revise kar raha tha, every day.
05:51Toh, he was in that zone, all together, matlab, mujhe, hardly, kabhi bolna pada hoga, usko, matlab, on an emotional aspect, kabhi, mujhe, yaad bhi nahi, mujhe, kabhi bolna pada hoga.
06:03So, it was completely him, he was the one, who was, totally, in grip of his emotions.
06:10Yaar, and same, same goes to Raghav, I feel. Raghav bhi, ekdum anger ke saath, poore scene mein rakha hai, gaali, galaj, was on top.
06:19I mean, Raghav, sir, but main aapse ek aur sawal poochna chahungi hai, ki, sirf teeno hi actor na, kahi na kahi, naye phase the, TV ki.
06:26Toh, kya wo, aap, ek risk lene ke liye, ready the, ki, bhai, main risk le raha hu?
06:32Yeh, risk nahi hai, because, you know, like what you said, like, all three actors, they're very good actors.
06:38Teeno ki teeno, bahut achche, matlab, bahut, bahut unda, kalakar hai.
06:45Bilkul.
06:45Tanya bhi, Raghav bhi, Laksh bhi, aur bhi, sare jitne bhi actors hai, wo, sab, bahut, bahut, bhaitreen actors hai.
06:52Si.
06:53Toh, when, you know, jab, as a director, if, aapko agar pata hai ki, aapka kirdaar, aapke actors ke saath safe hai, toh, toh, aapka aadha kaam toh, wo kar dene hain.
07:05Correct.
07:06Aapka bahut kam kaam rehta hai, par aapko sirf wo manage karna rehta hai ki, wo correct ho raha hai ki nahi ho raha hai.
07:11Correct.
07:12Story ke aisaab se.
07:13Correct.
07:14Toh, wo kabhi laga hi nahi mujhe ki, main risk le raha hu.
07:18Kyunki, matlab, dikhi, jo, is film mein banane ke liye, is film mein kaam karne ke liye, unko itna training karna pada.
07:26Right.
07:27Laksh ko almost 8 maina training karna pada, Raghav ko kuch 4-4.5 maina training karna pada, Tanya ne bhi almost ek maina training kiya.
07:34Haan.
07:35Toh, wo, yeh itna saara training karna, karne ke liye, jo, matlab, jo shiddat chahiye, jo, matlab, jis tarah ka unka motivation hai, wo, matlab, hats off to them.
07:47Really, really hats off to them.
07:49And their commitment level, matlab, kahi aur hi tha.
07:51Hmm.
07:52Toh, rather, I would feel ki, film bahut safe hai.
07:56Haan.
07:57Film bahut safe hai unke saath.
07:58Right.
07:59But, I think, sir, 2-3 filmein aisi hai, jo last maine, mahine, release hui hai, aur jisne proof kar diya hai, ki bade actors ke zarwat nahi hai, jaise ki unmein se Kill aati hai.
08:07Kill ne literally yeh proof kar diya hai, ki story achi huni chahiye.
08:11Yes.
08:11Jo kick kilti.
08:12Story, story, kya, matlab, wo toh, jabse film mein shuru hui hai, tabse story is the king.
08:17Hmm.
08:17Story is the actual star of the, of a film.
08:20Aur, agar story sab sahi rehegi, toh, film will get the love which it is, it deserves.
08:28But, sir, jab aap on board hua hai, aap kise convince hua hai story ke liye, aur, how did you convince other, ki main kar paunga?
08:36Nahi, yeh toh.
08:37So, the story was mine.
08:38Yes, written by you, yeah.
08:40So, the story was mine, toh wo, and yeh meri aap beeti hai, jo maine dekha tha, kuch 94-95 mein, I was travelling, aur ek, I was travelling by train, aur maine dekha tha,
08:53kuch passengers, jo ki, matlab, kuch aaye the, kuch 25-30 undercarriage aaye the, aur maine loota tha.
09:00Haan, loota tha.
09:01So, I was on that train, toh yeh meri aap beeti hai, toh maine dekha tha yeh sara.
09:06Toh, isi rehiye wo story thi mere zahen mein, kahi nahi kahi yeh kahaani pehle se thi.
09:10Hmm.
09:11Aur, Guneet aur, Guneet aur main ek dusra ko kaafi saalon se jaanata hai.
09:17Ji.
09:17Aur, maine yeh 2016 mein story likhi thi, aur meri ek friend hai, Alia Karmani karke, unko pata tha.
09:23Hmm.
09:23Aur, ki yeh kahaani hai, aur main likh ke main bhool gaya, ki mujhe laga yeh toh aisi kahaani toh koi kar nahi paayega.
09:28Matlab, you know, it is very difficult for, itna action karna.
09:32Right.
09:33Aur, Alia joined, Sikhiya.
09:36Haan.
09:37Aur, wo ek din aayi mujhe aur bhole ki, tumhari wo je action film hai, wo, kyu nahi tum Sikhiya ke paas laate ho?
09:42Maine bolo, khaunsi action film hai?
09:44Maine bolo, train wo the action film.
09:46Toh mujhe yaad aaya ki, maine aise koi kahaani likhi thi.
09:49Maine bolo, haan, main, haan mat, par khaun karega?
09:51Koi nahi kar sakta.
09:52Toh se bole, nahi nahi, tum Guneet se milo, she is looking to do an action film.
09:56Toh main Guneet se mila, aur Guneet and I have known each other for quite some time.
10:01Hmm.
10:01Aur, Guneet aur Achin ko, dono ko maine kahaani sunayi, and I said, yaar, bahot difficult hai.
10:07Yeh honi sakta hain.
10:08Haan.
10:09Aur, koi karega nahi hai.
10:12Toh Guneet ne bola, agar difficult hai, toh firm karege na.
10:15Wow.
10:16And, waha se, shuru wa, waha se.
10:18And then you all go, went to Dharma.
10:20Yes.
10:20Karan Johar ke paas.
10:21Fir maine wo poori likhi, poori kahaani likhi.
10:24And then, we went to Dharma, aur Karan ko sunaya.
10:28Haan.
10:29Karan and Apoorva ko sunaya, aur Karan ne, matlab, aadha kahaani sunne ke baad rokhti,
10:32aur bola, main kar raha hui film.
10:34So, it was that, matlab, you know, it was.
10:36Intense.
10:39I would say, that kind of a belief, the producers had in me and the story.
10:44So, matlab, it speaks about them more than it speaks about me.
10:47Yes.
10:47Yes.
10:48And you made sure ki, isme break nahi hai.
10:50Aur, I remember, people log bol rahate hai, ki break mat de na, main toh break.
10:54Main break me bhi nahi gayi, sir, bahar.
10:55Main sahi bata rahi hu.
10:56Kyuki, yaha kahin kahin break de rahe the.
10:58Toh, 10 minute ke, 2 minute ka, 5 minute ka break tha.
11:01Main break me bhi nahi gayi.
11:01I was still waiting and sitting, ki, bhai mujhe yeh story dekhni hai.
11:05Aage, kya hai, kya hai?
11:06Wo aayegi wapas?
11:07Wo nahi aayegi wapas?
11:08So, like that, sir.
11:09Aur, kahin saare aise sheher mein, toh break bhi nahi tha.
11:12Toh, waha ke response aapke paas kuch aaye?
11:16Matlab, bahar me bhi, India ke bahar me bhi, interval nahi hai.
11:20Ji.
11:20India me hi, matlab, interval ka chalan hai.
11:24And rightfully so.
11:27But, mujhe ek, abhi, kuch 2 ya 3 din pehle, meko ek buzarg hai, unhone mujhe message kiya,
11:35ki, this is the first time in my life, jo mujhe lag raha hai, ki, interval na rehta toh zyada
11:40accha rehta.
11:40Wow.
11:41Toh, mujhe wo padh ke bhi bahut accha laga, ki, matlab, haan, interval rehna chahiye aur,
11:52matlab, kabhi-kabhi logon ko chahiye rehta hai, ki, itna lamba ek saath beth nahi sakte hain.
11:57But, aise film mein, shayad, agar na reh toh bhi maza aata hai.
12:01Iska alag maza hai.
12:03Behat maza aata hai, sir.
12:04One hour, fifty-five minutes ki film thesir, exactly.
12:08Yeah.
12:08Sir, but, jo box office pe numbers jal rahe hain,
12:11jo, jitne paise aa rahe hain, nahi aa rahe hain, jo bhi,
12:14main aap se puchna chahungi, ki, satisfied ho aap utse?
12:19Actually, kitna bhi paise aa jaye, satisfaction nahi hota hai, na.
12:26But, praise hona hai.
12:27Nahi, wo, so, see, it's very, very important because producers ne paise laga hain ispe.
12:32Toh bahut zaruri hai ki unko paise wapas aani chahiye aur unko profit hona chahiye.
12:37Kyunki film ko kamaana bahut zaruri hai.
12:39Wo bhi ek sabse integral part hai, business ka.
12:42Correct.
12:43Toh wo toh, matlab, theek hai, award theek hai, but reward bhi hona chahiye.
12:46Reward zyada important hai.
12:49Kyunki, isle bhi important hai, kyunki ek baar,
12:54is type ki film ko, agar film mein paise kama le toh,
12:58uske kaaran aur bhi logon ko aisi film mein banane ka, hono avsar milega.
13:03Bilkul.
13:03Aur ye genre films hai, aur genre films India mein hoti nahi hai.
13:07Bahut kam hoti hai, South mein hoti hai, Hindi mein toh bahut hi kam hoti hai.
13:11Right.
13:11Toh, high time India se genre films aaye, toh bahut zaruri hai ki film kamaaye,
13:17paise so that aur genre films ban sakhe.
13:19Jai.
13:20Toh, sir, box office se aap satisfied ho aap, matlab.
13:23Unhe aur chahiye?
13:24Kyunki mujhe aisa lag raha hai ki, sir, kahi na kahi logon,
13:27log box office ke ke baat karo toh, kahi na kahi log nahi jaa rahe hain.
13:32Theater tak jaaye kaise log?
13:33Kyunki logon tak pohanch nahi pa rahi hai, or kya, I don't know.
13:36But I feel ki people know this film is very nice, but still they wait for theater.
13:41Actually, you know what, matlab, parso se kal zyada business kiya,
13:47kal se shayad aaj zyada business hoga, Friday se Monday zyada business kiya,
13:51toh, you know, there is word of mouth jo hai, wo spread ho raha hai.
13:56Right.
13:57Aur log aa rahe hain theater mein dekhne ke liye, matlab,
14:01main track kar raha tha ki Delhi mein kaafi, kaafi jagah house full chal raha tha,
14:05Mumbai mein house full hai, Chennai mein house full hai.
14:08Toh, film log dekhne jaa rahe hain, aur agar business, last day se,
14:15today agar zyada business kar raha hai, yaani ki, bad raha hai business.
14:19Bad raha hai business.
14:20So, definitely, we are here to stay.
14:23Yes, and also people, I feel na, logon ko main yeh kehna jaaungi ki,
14:26log kuch filme theater pe jaa kar de dekhe, uska experience alag hota hai.
14:31Aur is film ka bahot alag experience hai, not that ki baaki filmon ka alag experience nahi hoga,
14:36but is film ka bahot alag experience hai because, wo sound aur,
14:41music aur action, aur wo jo, saara experience hai, matlab, bahot fulfilling experience hai.
14:50Absolutely, I agree with you, sir.
14:51Sir, mein pucha chahaungi, casting kaise hua?
14:54What was in your mind, aapne casting tarah?
14:57Are you talking about the main people or are you talking about the rest?
15:00All the cast, lekin, Harsh sir hain isme, Ashish sir hain.
15:03Toh, casting, they, jo hai, unhone casting ki hai, aur, Anmol aur Abhishek ki company hai.
15:11Aur, Anmol mere se bahot trust hai, kyunki maine bahot push kiya Anmol ko,
15:17bahot zyada tang kiya.
15:19Because, mein ko kya tha ki, yeh jo, characters hai,
15:23jo mujhe jitne bhi character casting karne ki, wo bahot unique faces chahiye.
15:28Aur, har, har jo character hai, uski ek alag journey hai.
15:33So, mujhe bahot, har, har insaan, har daaku, alag, dusre se alag dikhna chahiye.
15:39Ji, ji, ji.
15:40Toh, maine bahot parishan kiya usko, bahot zyada parishan kiya.
15:43Matlab, wo trust ho jata tha, ki aap, matlab, maanti hi nahi hai.
15:47Aur, jaise, Siddhi ki casting ho gayi, jo Parth ne kiya hai, Ravi Deewang ne kiya hai,
15:53Abhishek ki cast, Viresh, jo hai, wo matlab, bahot zyada push kiya maine usko.
16:00Kuch, almost, saadein, chaar maina casting chaliye hain humare film ki.
16:04Raghav ke liye humne, matlab, jo Fani ka character, kam se kam,
16:07100 se 120 auditions ki hai, us character ke liye.
16:12Tanya, Tulika ke liye, kaafi saare auditions ki hain, toh, matlab, bahot saare auditions
16:19ki hain, humne, film ki casting karne ke liye.
16:22But, kaise aap Raghav pe aake ruke?
16:24Toh, Raghav ka kya hua, ki, mera jo associate director hai, Rishabh, he suggested Raghav's
16:31name.
16:32Aur, usne mujhe, usne contact kiya Raghav ko.
16:35Raghav was shooting in Manaras.
16:38Aur, usko bola ki, aap bhejo.
16:41Toh, Raghav ne self-tape bheja.
16:44Aur, self-tape mein kya baata hai, matlab, aapko bhi direct turn aani wala rahta hai.
16:47Toh, aap ek self-tape bhej dete ho.
16:49Aur, usne self-tape bheja.
16:51Aur, ek scene mein, ek jagah, scene mein kya tha, ki, wo scene mein, ek receptionist
16:58ke saath flirt kar raha tha, jahan pe wo lootne aaya tha.
17:01Toh, flirt karte, karte, lootna shuru kar deta hai.
17:05Aur, wo ek second mein flirt kar raha hai, itna charming bana hua.
17:10Aur, fatak se, wo apna gun nikalta hai, aur wo lootna shuru karta hai.
17:13Toh, jo switch hota hai, wo charmer se, ek ekdum, dehshad bilane wala insaan.
17:23Wo, jo uska, wo ek moment wo usne switch kiya, that was something which was, jo ki
17:28funny ka character hai.
17:29Funny is unpredictable.
17:32Aur, wo jo usne Raghav ne kiya, mujhe laga, yeh toh, yeh toh funny hai.
17:37Aur phir, main bola, tum jab aajaoge, toh I would want to audition you.
17:41Toh phir, maini usko audition liya.
17:43And, he was spotless.
17:45He was flawless.
17:46Right, agree, agree totally.
17:48Again, sir, Lakshya pe kaise ruke aap?
17:50Toh, Lakshya ka kya tha, you know, for Amrit's character, I had to meet 4-5 people.
17:56And, Lakshya was the first of them, jisse main milne gaya tha.
18:00Aur, Lakshya se mulaqat hui.
18:02Aur, bohot baar na, main instincts toh yaata hu apne.
18:06Toh, jab wo, main usse baat kar raha tha, aur jab main usko kahaani zuna raha tha,
18:10toh uske chehre pe saare expressions aa rahe the.
18:13Matlab, he was so involved in the story, that he was like, fully taken in, in the story.
18:19Aur, main dikh raha tha ki, yeh toh, yeh toh bete bete emote kar raha hai.
18:23Yeh toh bete bete emote kar raha hai.
18:24Matlab, wo saare expressions uspe aa raha hai.
18:27Aur, Amrit ka jo character hai, usme do cheez bohot aaham hai.
18:32Ek part hai, jisme ki, wo iktam mulayam hai, uske jo soft hai.
18:39Wo, matlab, Tulika ke liye, wo kuch bhi kar sakta hai.
18:43Uske liye, matlab, he's truly in love with her.
18:46Right.
18:47Aur, matlab, uske ek phone call se, wo, matlab, he's travelled across the country,
18:51and has come to meet her.
18:52Yeah.
18:53Aur, usse milne hain, usko bolte, chalo, chalo, bhaag chalte hain.
18:55Aur, bolte ki, main nahi bhaag sakti.
18:56Aur, bhi, wo, matlab, wo, usse, wo, diwangi jo hai.
19:02Right.
19:03Wo, uske chehre mein honi chahiye, uske aankhein mein honi chahiye.
19:05Toh, ek yeh portion hai.
19:06Correct.
19:06Aur, doosra portion hai, wo, wo, jab, wo, wo, jo anger aur rage,
19:12jo ab unleash karta hai, aur, wo, killing machine banta hai.
19:14Toh, yeh do, alag-alag pehloo hai, Amrit ke character ke.
19:19Aur, jab, main baat kar raha tha, Lakshya, toh mujhe lag raha tha,
19:21yeh bohot achche se, wo, kar paayega.
19:23Right.
19:24Aur, matlab, he's proved me right and how.
19:29Right.
19:30Matlab, wo, jis hisaapse uska commitment aur jis hisaapse usne training kiya hai.
19:37Not just for the physical training, but even for to get into the character.
19:40I mean, we loved him like anything in this film.
19:43Also, I have noticed one thing, ki, is film mein na, jab tak,
19:47jo, funny ke saare gang, jab tak unko uspe, yeh nahi karte hai,
19:53maarte hai nahi hai, kuch usse chherte nahi hai,
19:56tab tak army wale log apna haath uthate nahi hai.
19:58Ji.
19:59Wo bhi aapne make sure ke aaye, ki, wo bhi ikdav hum rules ke hisaapse chale.
20:04Yes.
20:05They also, matlab, there is a responsibility to portray army in the correct light.
20:09Toh bohot zaruri hai.
20:10Hamari army hai.
20:11Yes, yes.
20:12Matlab, hamko bohot, matlab, we are extremely proud of our army.
20:16And, maine matlab, maine yeh koshish kiye, ki, wo, that should be depicted in the true way.
20:22Because, army bachati hai pehle.
20:25Bilkul.
20:26Aur, wahi koshish kiya hai.
20:28Ki, that is what, try to portray that.
20:33Yes.
20:33Sir, what is your process, by the way, for filming a film?
20:37Aur, jab aap film karna start karte hai, toh aapka kya process hota hai?
20:41Wo, har film ka alag-alag process tha.
20:44Is film mein tha ki, bohot zyada R&D karna tha.
20:49Bohot zyada research karna tha.
20:51Kyunki, aisi film humne kabhi nahi ki thi.
20:54Matlab, na maine ki thi.
20:55Maine aisa action nahi kiya hai.
20:57Sikhiya nahi aisa action nahi kiya hai.
20:59Dharma nahi action kiya, par aisa action nahi kiya hai.
21:01Right, right.
21:02Mere DOP nahi action nahi kiya hai.
21:05Matlab, apart from, mere khel se, Mr. O. Young aur Parvez bhai.
21:09Unko chod ke baaki, kisi ne is tarak film nahi kiya hai.
21:12Right.
21:13Toh, iske liye bohot zyada hum log ko, matlab, humne tayari kiye.
21:17Toh humne, almost 9 months hard prep kiya hai.
21:21Junki, normally, film mein 2-3 maine se zyada hard prep hota nahi hai.
21:24Toh humne 9 maina, and thanks to my producers, Dharma and Sikhiya, ki wo hum log kar paaye.
21:30Toh, wo, jo hamari jo planning itni thos hui.
21:33Ji.
21:34Toh, shoot karte waqt, utna, matlab, utna pressure nahi aaya.
21:41Aur, utni kathinai nahi hui.
21:42Toh, yeh process, is film ke liye tha.
21:45Matlab, yeh bohot alag process hai.
21:46Correct.
21:47Normally, matlab, yeh process, yeh film shooting khatam hui.
21:51Mere ek maina ka prep tha, aur ek maina ke baad, mere Apoorva shoot kar raha tha.
21:54So, usme, wo utna process nahi tha.
21:57But, isme, bohot process tha.
21:59Aur, Apoorva pehle aa gayi thi.
22:01Aur, Apoorva pehle aa gayi thi.
22:04Toh, isme, process bohot lambi tha.
22:05Bohot lamba process tha.
22:06Bohot, bohot research karna pada.
22:08Bohot planning karna pada.
22:09Bohot zyada.
22:10And, here you are.
22:11See, people are loving like anything.
22:13Yes, thank you.
22:14Sir, main aapse pohlo chahoge, next kya hai waise?
22:17Kahan kahan dekhenge hum aapko.
22:18Waise, Hollywood mein aap jaoge ab toh.
22:21That is for the almighty to decide.
22:24Yeah.
22:27Main abhi likh raha hu.
22:30Sach bolo toh, matlab, haan, action hi likh raha hu.
22:33But, different kind of an action.
22:34This is not...
22:36Action is a new genre, logon ko pasand aa raha hai.
22:38Haan, wo toh aa rahi.
22:39Action, new nahi hai.
22:41Toh, bohot purana hai.
22:411970s mein, Angry Young Man ka...
22:44Matlab, jo upadi diye gayi thi, Mr. Bachchan ko.
22:46Toh, wahaan toh, action seezh ho gaya tha.
22:47So, matlab, we are used to action.
22:49South mein, there is so much of action films.
22:54Pushpa, Animal, yeh sab, saare action films hai.
22:56So, matlab...
22:59As a country, we produce a lot of action films.
23:01I mean, we have produced a lot of action films earlier also.
23:04But, the recent action film, aapke koi favourite?
23:07Recent, matlab, jaise...
23:09Produced by India only or Hindi cinema?
23:11Nahi, matlab, I am a huge fan of Sunny Deol.
23:16Toh, unki ghayal, ghatak, Arjun mein, matlab, wo toh jab mein...
23:21When I was growing up, I mean, mene toh kayi ek baar dekhi.
23:24Aur, kabhi bhi, matlab, TV pe dekhte dekhte aa jati hain.
23:27Jahan se aati hain, wahaan se mein dekhna churu kar deta hoon.
23:29Toh, Ram Gopal Verma ka bahut...
23:33Satya, Shiva, Shiva toh khair, matlab, all time favourite hai.
23:37So, matlab, these are...
23:39Cult films, sir.
23:41Cult films, yeah.
23:43So, teen actor, jiske saath aap aap kaam karna chahate hain?
23:45Bahut dil se aapke eksha hai.
23:47Nahi, wo, actually, matlab, main toh saaraon ke saath kaam karna chahata hoon.
23:51But, I'll tell you, wo actually, story pe depend karta hai.
23:53Matlab, wo, abhi, jaisi story, agar main likh raha hoon aur waise ho jaye, toh...
23:59Matlab, unke saath toh, matlab, you always, as a filmmaker, you keep dreaming that you want to...
24:03Work with him.
24:05Keep manifesting.
24:07You keep manifesting.
24:09Toh, agar Shahrukh Khan sir ke saath kaam karne mil jaye,
24:11yaar Mr. Bachchan ke saath kaam karne mil jaye,
24:13toh, it's a huge honour.
24:15Toh, it's a huge honour.
24:17Toh, it's a huge honour.
24:19Toh, it's a huge honour.
24:21Toh, it's a huge honour.
24:23Toh, it's a huge honour.
24:25Toh, it's a huge honour.
24:27Toh, it's a huge honour.
24:29Huge, huge honour.
24:31Right, right.
24:33But, I would like to say you this, sir,
24:35ki you have absolutely killed us with your Kill film.
24:37Thank you.
24:39I mean, it's such a lovely film, sir.
24:41We loved it like anything.
24:43I wish you good luck for all your future endeavours.
24:45Thank you so much for giving your time.
24:47Thank you so much.
24:49Hi, I'm Nikhil Nagesh Bhatt.
24:51I'm the director of Kill and you're watching Bollywood Now.

Recommended