Shan e Auliya - Shan e Baba Farid RA - 8 July 2024 - Part 1 - ARY Qtv

  • 2 months ago
Shan e Auliya - Shan e Baba Farid RA

Host: Safdar Ali Mohsin

#aryqtv #ShaneAuliya #islam

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wasalatu wasalamu ala sayyidil
00:19anbiyai wal mursaleen, wa ala aalihi wa sahbihi ajmaeen, alla muhammad chariyar haji khaja
00:27Qutb Fareed, Haq Fareed Ya Fareed, Haq Fareed Ya Fareed, Nazreen-e-Mukarram, Assalam-o-Alaikum
00:34wa Rahmatullahi wa Barakatuhu.
00:36Khususi program Shan-e-Auliyah ki saath Muharram-ul-Araam ki in intihai paakeeza ghariyon mein Dayar-e-Fareed
00:43Pakpatan Shareef the Gadai-e-Fareed, Safdar Ali Mohsin, ARYQ TV par hazre khidmat hai.
00:50Hamari khushbaqti hai ki Muharram ki in intihai ghariyon mein hamein Huzoor Zohd-ul-Anbiya
00:56Hazrat Baba Fareed-ud-Din Masood Ganj-e-Shakar Rahmatullah-Alaih ki Mubarak Dayar Pakpatan Shareef se
01:02hazree ka sharaf hasil ho raha hai.
01:04Nazreen har saal ki tarah, is saal bhi padao hai, ARYQ TV ki poori team ka Dar-e-Fareed par.
01:11Hazrat Baba Fareed-ud-Din Ganj-e-Shakar, chishtiyon ke Sardar, Fakhar-e-Kharndan-e-Chishtiyan,
01:17Markaz-e-Wajd-o-Irfan, Hazrat Baba Fareed-ud-Din Masood Ganj-e-Shakar Rahmatullah-Alaih ki
01:22salana urs-e-mubarak ki silsila mein yeh sajih Dar-e-Fareed par anjuman hai.
01:27Har saal ki yeh naukri hai, hum Gadayaan-e-Fareed ki,
01:30hum apne mukarram chairman samayat, poori team yaha pe har saal hazree ka sharaf paati hai.
01:36Allah-Rabbu-l-Izzat ki merbani se, yaha Kalam-e-Majeed, Furqan-e-Hameed ki tilawat nashar hoti hai.
01:41Sarkar-e-Risalat Mu'ab-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ke khidmat mein, Madhu-Tauseef ke nagmein peshkiye jaate hain.
01:47Hazrat Babasahab Rahmatullah-Alaih ki manakeh peshkiye jaate hain,
01:50aur usse peshtar Sahaba ke manakeh, Ahle-Bait ke manakeh,
01:53Huzoor Khwaja Ghareeb Nawaz ke manakeh peshkarne ka poori team sharaf paati hai.
01:57Aur Qawwal Hazraat, mehful-e-samaah ke zariye,
02:00Hazrat Babasahab ki aqeedaton ke gun gaate hain,
02:03aur unki khidmat mein aqeedat aur muhabbat ke khiraaj peshkarte hain.
02:08Allah-Rabbu-l-Izzat ke fazal se, Risalat Mu'ab-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam ki khaas tawajjo se,
02:12Aur Babasahab ki mirbani se, har saal yakam se paanch Muharram-ul-Haraam tak,
02:17Dar-e-Farid par Gadayaan-e-Farid ki yeh bazm saji rehti hain,
02:20Shaan-e-Auliyah ke tehd talk show Inshallah,
02:23Yakam se paanch Muharram-ul-Haraam tak,
02:26aap ruzana live Babasahab ke nagar Pakpatan Sharif se,
02:29poori duniya mein dekhenge.
02:31Tamaam Gadayaan-e-Farid ka, Huzoor Babasahab se muhabbat karne walon ka,
02:34unki ulfat ka dam bharne walon ka khair magdam hai.
02:38Sufiya se muhabbat karne walon ka,
02:40Tasawwuf se muhabbat karne walon ka,
02:42Khan-e-Nasheenon se muhabbat karne walon ka,
02:44aur in Pakaan-e-Ummat se muhabbat karne walon ka,
02:47duniya bhar se khair magdam hai.
02:49Aap bhi hamare saath usi tarah shaamil hain,
02:52jis tarah hum yaha live pesh ho kar,
02:54apne Kareem Mamdoo ke Huzoor haadiri ka sharaf pa rahe hain.
02:58Aaj ka pehla talk show,
03:00agle saare talk shows ke saath,
03:02har roz ek naya unwaan,
03:04Zeenat banega,
03:05aur hum usse guftagoo ka itr kashid karenge,
03:08khubsurat guftagoo hogi,
03:09hamare scholars ke liye,
03:10paanch nashiston mein Inshallah,
03:12paanch mukhtalif topics,
03:13unwaanat ke taht Inshallah,
03:15guftagoo ka sharaf hasil karenge.
03:17Aaj pehli nashist ka topic hai,
03:20Hayat-e-Auliyah.
03:22Allah Rabbul Izzat ke in Pak bannon ki
03:24Hayat ka shewa, shagaf aur shiaar ka hota hai,
03:26inki zindagi kin usoolon par ustawaar hoti hai,
03:29Inshallah, aaj ke topic mein ye saari baatein,
03:31aapke saamne rakhenge.
03:33Aayiye,
03:33intamaam ibtidai kalimat ke baad barte hain,
03:36apne mawazzaz behwaanon ke khair magdam ki jaanib,
03:39aaj jo khud bhi gadayaan-e-fareed bankar,
03:42dar-e-fareed kar hajri dene ke niyat se,
03:44mukhtalif jagon se tashif laayen hain.
03:46Husn-e-ittifaak ye hai,
03:48ke hamare ulama ka saara panel,
03:49data ki nagri,
03:51Lahore se taaluk rakhta hai.
03:52Main sabse pehle khair magdam karunga,
03:54salaam arz karunga,
03:55idara uloom-e-Islami ya Punjab University,
03:57Lahore ke bade zeevakaar ustaaz,
03:59aur hamari daawat par jab bhi,
04:01inhe zahmat di jaye,
04:03badi muhabbat se,
04:04khushu se,
04:05idz-o-niyaz se tashif laate hain,
04:09jawabat ki surat mein,
04:10poori duniya mein nashar karte hain,
04:12meri muraad janaab-e-doctor,
04:13Saeed Ahmed Saeedi se hain,
04:15salaam-o-alaikum.
04:15Doctor sahab, khushaan be,
04:17dar-e-fareed par aapka khair magdam.
04:19Aapka shukriya,
04:20aapki team ka shukriya,
04:22aur is mubarak nishisht mein,
04:25shamil karne ka shukriya.
04:26Badi nawazish, Doctor sahab.
04:26Aapke saath,
04:27doosri shaksiyat ka taaluk bhi,
04:29Lahore se hain,
04:30aap research associate hain,
04:32Al-Idraak Research Centre,
04:34Lahore ke.
04:35Mukhtalif programs mein,
04:39apna pegham hamesha,
04:40apni audience tak ponchate hain,
04:41meri muraad hain,
04:42Mufti Ghulam Yasin Nizami sahab se,
04:45salaam-o-alaikum.
04:47Nizami sahab,
04:48khair magdam,
04:48dar-e-fareed par aapka tashifawi ka shukriya.
04:52Agli shaksiyat bhi,
04:53kisi taaruf ki motaj nahi hain,
04:54bohot saari nashisht hain,
04:55hame inke saath pejh karne ka sharaf hain.
04:57Gharian University,
04:59Lahore ke bade,
05:00mukarram,
05:00muhtaram,
05:01aur muhtasham ustaz hain,
05:03uloom-e-islamiya ke,
05:04janaab-e-doctor,
05:09Doctor sahab,
05:10aapka bhi khair magdam hain,
05:11bohot khushi hain,
05:11aapki tashif laane ke.
05:14Hamari agli mehman,
05:15Jadawala se,
05:16aalmi shohrat ke haamil,
05:17Sana Khan-e-Rasool,
05:18khush gulu,
05:19khush atwar,
05:19khush andaz,
05:20janaab-e-Sajid Ali Chishti,
05:22salaam-o-alaikum.
05:23Sajid bhai,
05:24shukriya,
05:24tashif laane ka safar karke,
05:26aur khair magdam bhi hain,
05:28aapki naat sharif se,
05:29hume zadeera lekar,
05:30aage barna hain,
05:30pejh farmaayi.
05:39Sajid bhai,
05:40shukriya,
05:41tashif laane ka safar karke,
05:42aur khair magdam bhi hain,
05:43pejh farmaayi.
05:44Sajid bhai,
05:45shukriya,
05:46tashif laane ka safar karke,
05:47aur khair magdam bhi hain,
05:48pejh farmaayi.
05:49Sajid bhai,
05:50shukriya,
05:51tashif laane ka safar karke,
05:52aur khair magdam bhi hain,
05:53pejh farmaayi.
05:54Sajid bhai,
05:55shukriya,
05:56tashif laane ka safar karke,
05:57aur khair magdam bhi hain,
05:58pejh farmaayi.
05:59Sajid bhai,
06:00shukriya,
06:01tashif laane ka safar karke,
06:08aur khair magdam bhi hain,
06:20pejh farmaayi.
06:29Sajid bhai,
06:39shukriya,
06:49tashif laane ka safar karke,
06:59aur khair magdam bhi hain,
07:09pejh farmaayi.
07:19pejh farmaayi.
07:49Sajid bhai,
07:59shukriya,
08:09tashif laane ka safar karke,
08:19aur khair magdam bhi hain,
08:29tera,
08:38tera kehla bahu,
08:43toh yeh log mujhe jaante hain,
08:54mere aakaar,
08:57mujhe ghairon se pachae rakhna,
09:08mere aakaar,
09:11mujhe ghairon se pachae rakhna,
09:19sadka Zahra ka,
09:23Ali ka,
09:27Hasan ka,
09:30sadka,
09:34sadke nisbat ke,
09:38meri laaj,
09:45nibae rakhna,
09:52baade gharthon.
09:59Subhanallah, subhanallah.
10:01Sajid bhai, bohot shukriya,
10:02aur kamal khubsurat kalam aapne pesh kiya.
10:04Allah ta'ala aur barkaton se namaz hai aapko.
10:06Nazreen-e-mukarram,
10:08aayiye,
10:09aaj ke unwaan par guftagu ka agaaz karte hain.
10:12Aaj pehla episode hai,
10:14Hayat-e-Auliya ke naam se.
10:16Huzoor Baba sahab ke mubarak deyaar,
10:18patpatan sharif se,
10:20ek dafa phir,
10:21duniya bhar ke nazareen ka,
10:22Baba sahab ke chahane walon ka,
10:24mohabbat karne walon ka,
10:25iraadat bandon ka,
10:26aur unki ulfat ka dam bharne walon ka,
10:28khair maghdam hai.
10:29Janab-e-Dr. Saeed Ahmed Saeedi se guftagu ka agaaz karte hain.
10:32Dr. Qibla,
10:33hum jis mubarak giroh ki baat kar rahe hain,
10:35hum istilahan in-e-auliya kahte hain,
10:37toh in-e-auliya ka zikr-e-khair kalam-e-Majeed,
10:40Furqan-e-Hameed mein,
10:41aur Allah ke Mabuh-e-Salam ke aqwal ki surat mein,
10:44kaise aaya hai,
10:45kuch iska zikr ho jaye.
10:47Bismillah-e-Rahman-e-Rahim,
10:49sabse pehle aapka,
10:52aur aapki sari team ka shukriya,
10:55ki in mubarak sahaton mein,
10:58mubarak maqam par,
11:00mubarak zikr ke liye,
11:01aap humein bhi shamil rakhte hain.
11:03Badi birbani,
11:04gar kabul ufqat zahiz wa sharaf.
11:06Allah ta'ala aapko jaza-e-khair se nawazish.
11:08Nawazish, Doctor sahab.
11:09Dekhein, Furqan-e-Paq mein,
11:11Allah ta'ala ne jahan,
11:12wilayat ka tazkira kiya hai na,
11:14sahih,
11:15aayat toh do hai,
11:16sahih,
11:17lekin ajeeb kaifiyat hai,
11:19uske andar,
11:20wilayat ke protocol se lehkar,
11:23uske sharayat,
11:24uske usaf,
11:25uske samarat,
11:26sari cheeze zikr karte hai.
11:27Badi baat,
11:28yaani complete package hai yeh?
11:29Pura package hai.
11:30Azza-wa-Allah.
11:31Protocol kya hai?
11:32Allah in-e-auliya Allah.
11:34Kya baat hai?
11:35Zikr Alaa se shuru ho raha hai?
11:36Alaa se shuru ho raha hai.
11:37Aaye na?
11:38Aha.
11:39Bada duniya ke hisaab se toh
11:40hatto bachon ki sadaein hoti hai.
11:42Allahu Akbar Kabir.
11:43Aur yeh jo durvesh hote hain,
11:45miskeen hote hain,
11:46maskanat wale hote hain,
11:48jin ke dil Allah ki yaad se pighalte hain,
11:50unka protocol ka khayal khud jo hai,
11:53wo Rabb-ul-Aalameen bhakta hai.
11:54Kya kehne hai?
11:55Aur kitne maze se matawajye kar raha hai.
11:57Alaa, khawarda,
11:58hoshiyaar ho jao.
12:00Bada aham zikr ho raha hai.
12:02Aur kya firmaaya?
12:03Inna awliya Allah.
12:05Beshak Allah ke dost.
12:07Wali ke jama'a,
12:08awliya.
12:09Awliya.
12:10Ab aage sunay,
12:11Allah ta'ala ne,
12:12ushaaf-e-wilayat zikr kiye.
12:14Kaun hai awliya Allah?
12:16La khawfun alayhim,
12:18wala hum yahzanun.
12:20Waah.
12:21Na unpar koo khawf hai.
12:22Na huzan hai.
12:23Na huzan hai.
12:24Dekhin haal,
12:26wo sahib-e-haal to hoti hai na.
12:28Baaki do zamane bach jate hain,
12:31maazi ki koi file na khol jaye,
12:33aur mustaqbal ka koi benefit zaye na ho jaye.
12:36Hai hai hai.
12:37Na unhe maazi ka koi gham hota hai,
12:40na mustaqbal ka koi andesha hota hai.
12:42La khawfun alayhim,
12:43wala hum yahzanun.
12:45Haal bhi unka mahfooz hai,
12:47kyunki khawf-e-khatar,
12:49to unke upar uska guzar hi nahi hota hai.
12:51Guzar nahi hai.
12:52Jinka dil Allah ki yaad ke saath mutmahin ho jaye,
12:54usse kaun dhra sahte hai.
12:56Allahu Akbar Kabir hai.
12:57Allahu Akbar Kabir hai.
12:59Ushaaf jo hai wo zikr ki hai,
13:01do ushaaf.
13:02La khawfun alayhim,
13:03wala hum yahzanun.
13:04Hadith-e-paq ne aata hai,
13:05jab qayamat wale din,
13:07har shakhs thar thar kaam raha hoga,
13:09uss baqt bhi badi shaan aur itminan se bethe hunge.
13:12La khawfun alayhim,
13:13wala hum yahzanun ka mazar.
13:15Allahu Akbar.
13:16Fir sharayat-e-wilayat bhi zikr kar di.
13:19Allazeena aamanu,
13:21wa kaanu yattaqun.
13:23Imaan laaye,
13:24fir imaan par pehra di.
13:26Subhanallah.
13:27Jo karne ke kaam the,
13:28wo kiye,
13:29jin se bachna zaruri tha,
13:30unn se bache.
13:31Isi ko taqwa kahte hai.
13:33Sharayat bhi,
13:34saat zikr kar di.
13:36Sila kya hai?
13:37Subhanallah.
13:38Lahumul bushra fil hayati duniya wal akhira.
13:41Allahu Akbar.
13:42Wa fil akhira.
13:43Unko khushkabri hi khushkabri hai,
13:45chahe wo duniyawi zindagi mein hu,
13:47ya akhirat ki zindagi mein hu.
13:50Fir Allah ta'ala ne,
13:52in sari cheezun ko zikr karne ke baad,
13:54Mashallah.
13:55Allah ta'ala ne,
13:56tahfuzi wilayat kabhi tazkir hai.
13:57Kya baad hai?
13:58La tabdeela le kalimaatillah.
14:00Kya baad hai?
14:01Allahu Akbar.
14:02Allah ki kaye bhi baate tabdeel nahi ho sakti.
14:05Wo kalimaat tabdeel nahi ho gaye.
14:06Yeh Allah ke dostun ka zikr hai.
14:08Allahu Akbar.
14:09Aur aage sunay,
14:10nateejai wilayat bhi zikr kiya,
14:12zaalika huwal fawzul azeem.
14:14Kaamyabi hai,
14:15to yeh bakkaamyabi hai na,
14:16san se bari.
14:17Kya baad?
14:18Jiski sanat khud Allah de hai.
14:19Aur ek hadith-e-paq,
14:20main arz kar dun.
14:21Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam se poocha gaya,
14:23ayyu jula sawa ina khair.
14:25Hum kiski sangat mein baithe?
14:27Mashallah.
14:28Kiski sohbat mein baithe?
14:29Rasulullah sallallahu alaihi wa sallam ne,
14:31teen alamate bayan ki,
14:33ki jin ka didar,
14:35Allah ki yaad dilaye.
14:37Sahih.
14:38Jin ki guftar,
14:39tumhare ilm mein izafa kare.
14:40Durust.
14:41Aur jin ka amal,
14:42tumhe aakhirat ki yaad dilaye.
14:43Sindabad.
14:44Jin ka kirdar,
14:45tumhe aakhirat ki yaad dilaye.
14:46Subhanallah.
14:47Didar,
14:48Allah ki yaad.
14:49Zikr.
14:50Aur unki guftar,
14:52ilm mein izafa kare.
14:54Aur unka kirdar,
14:55aakhirat ki yaad dilaye.
14:56Kya kehne?
14:57Subhanallah,
14:58subhanallah,
14:59subhanallah.
15:00Kya khubsurat aghaz farbaya
15:01Janab-e-Dr. Syed Ahmed Saeedi sahab ne?
15:02Ek mohtarsar sa waqfa hai yaha
15:04program Shaan-e-Auliyah mein.
15:05Aaj pehla episode hai
15:07Diar-e-Farid se.
15:08Chan lamon ke baad dubara
15:09Inshallah guftubu ka rap chodte hain
15:11Dr. Irfanullah Saifi sahab se.
15:15Ji nazreen,
15:16aapka ek dafa phir khair magdam hai.
15:18Dar-e-Farid se,
15:19is naara-e-mastana ke saath
15:21ke Allah Mohammad chaar yaar
15:23Haji Khwaja Qutb Farid
15:25Haq Farid yaa Farid.
15:26Haq Farid yaa Farid.
15:28Shaan-e-Auliyah,
15:29hamara talk show,
15:30aaj pehla episode hai,
15:31pehla hisa.
15:32Aapne mulahiza kiya,
15:33bohot khubsurat guftubu se aghaz hua.
15:35Mujhe aage badhna hai guftubu ka
15:37silsila lekar,
15:38Janab-e-Dr. Irfanullah Saifi sahab ke khidmat mein.
15:42Dr. sahab,
15:43Saeedi sahab ne badi sarahat se,
15:45Auliyah ki nishaniyan bhi bana di.
15:47Jo ek poora package
15:48ki Allah Rabb-ul-Izzat ne unke protocol
15:50aur decorum ke liye irshaad kiya hai.
15:52Uska bada tafseel se zikr ho gaya.
15:54Aap hamir bataiye,
15:55ki Kalam-e-Majeed,
15:56Furqan-e-Hameed ki roshni mein,
15:57aur Quran aur Hadith ke saath saath,
15:59dono,
16:00yaani ki jo hamare masadir hain,
16:02Auliyah ke jo ausaaf hain,
16:03unki jo khususiyat hain,
16:05jo characteristics hain,
16:06unka kuch cheeda cheeda,
16:08bullets ki surat mein,
16:09izhaar fahaiye.
16:11Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim.
16:12Bohot shukriya.
16:13Jazakumullah khaira.
16:15Auliya-e-Kiram,
16:17Allah Tabarak-Wa-Ta'ala ke
16:18wabarguzeeda log hain,
16:20ki jo Allah Ta'ala ki khaas,
16:22rahmat,
16:23anwar-o-tajalliyat ke jilaw mein rehte hain.
16:26Aur Allah ki khaas nazar-e-karam unper hoti hain.
16:29Durst.
16:30Wo,
16:31buniyadi sharayat,
16:32jinka Doctor sahab ne bhi zikr farmaya,
16:34imaan aur taqwa,
16:36agar ham thoda se isko kholein,
16:38irshaad,
16:39aur iski wazaahat,
16:40main samjhta hoon,
16:41ki aaj ke is daur mein,
16:42Baba sahab Rahmatullah alaih ke
16:44faiz ko aage pohunchate hui,
16:46hume uska qadr-e-tafseel se zikr main na chahiye.
16:49Imaan aur taqwa.
16:51Imaan humare un-aqaid par mujhtamil,
16:54ek mukammal package hai,
16:56jiska aaghaas tauheed se hota hai,
16:58aur raqeeda-e-akharat tak jata hai.
17:00Tauheed,
17:01risaalat,
17:02usme khatm-e-nabuwat,
17:03digar anbiya aur usal ki nabuwat aur risaalat,
17:06firishton se mutaalak imaan,
17:08takdeer se mutaalak imaan,
17:10aur imaniyat ki saari cheezein.
17:12Jiski wazaahat aala Hazrat Rahmatullah alaih ne yeh firmahi,
17:15ke pehli buniyadi shart Allah ke wali mein yeh hai,
17:19Quran aur Hadith ki roshni mein,
17:21ke wo sahi-ul-aqeeda shaks ho,
17:24wo Allah ka wali ho sakta hai.
17:27Aur raqeede mein agar koi gadbar ho, toh nahi.
17:29Isliye firmahi,
17:30al-lazeena aamanu,
17:31imaniyat ki saari cheezein,
17:33usme maujood ho.
17:34Aur doosi baat hai,
17:35taqwa ki,
17:36taqwa kya hai,
17:37agar hum surah-e-baqarah ke aaghaaz mein,
17:39ibtidaai aayat-e-mubarakah ko dekhein,
17:41toh wahaan taqwa ko usraahat se biyaan kar diya gaya.
17:44Quran hai,
17:45hudallil muttaqeen,
17:47toh ahl-e-taqwa kaun hai?
17:48Firmahi,
17:49al-lazeena yuqeemunus salata,
17:51jo namaz qaim kartein,
17:52pehli hai,
17:53imaan bil ghaib,
17:54imaniyat mein wo aagein.
17:55Thir unka hai,
17:56namaz qaim kartein,
17:58Allah ke diya hu rizq mein se kharj kartein,
18:01Allah ki nazal karda kutub par imaan latein,
18:03aur aakhirat par imaan latein.
18:05Namaz qaim kartein,
18:07namaz qaim karne ka matlab yeh hai,
18:09ko usko poore sharayat,
18:11farayaz,
18:12wajibat ke saath adaa kartein,
18:13qaza nahi hone detein,
18:14aur Allah ke huzoor haazein rehtein.
18:16Bilkul theen.
18:17Aur surah-e-furqaan ke aakhiri rukoo mein,
18:20Allah ta'ala ne firmahi hai,
18:21mere jo bande hain,
18:22unki sifaat main khud tumhare saamne biyaan kar raha hoon,
18:24inko padh lein tafseel ke saath.
18:26Ibaad-ur-Rahman firmahi hai wahaan,
18:28Ibaad-ur-Rahman al-lazeena,
18:29yamshoona alal-ardhi hawna,
18:31Rahman ke bande wo hain,
18:34pehle to unki andar aajzi aur inqisari ka wasf hai,
18:37zameen pe rehtein hain aajzi ke saath,
18:39koi takabur nahi,
18:40akad ghuroor nahi,
18:41aajzi aur inqisari ke saath,
18:43al-lazeena yabeetoona,
18:44yarabbihim sujjadam wa qiyama,
18:46aur raate unki Allah ke huzoor sajda karte hui,
18:49aur qiyam karte hui guzarti,
18:50Allah ke ibadat mein guzarti hain,
18:52aur isi dara aap aage chalte jayein,
18:54to Allah tabarak wa ta'ala ne,
18:56jin cheezon se mana kiya hai,
18:58wo unse ruk jaatein,
18:59aur Allah ne jin ke karne ka hukam diya hai,
19:03agar surah aal-e-imran ke aakhiri rukoo mein aap aayein,
19:05to wahaan firmaaya,
19:06al-lazeena yadkuroonallaha qiyamaun,
19:08wa qu'oodan wa ala junubihim,
19:10wo Allah ke zikr karte hain,
19:11khade hua bhi Allah ke zikr mein hain,
19:13lete hua bhi Allah ke zikr mein hain,
19:14aur baite hua bhi Allah ke zikr mein hain,
19:16aur phir zikr ki kaifiyat mein,
19:18ab aap agar is Quran ki ayat ko hadees ke saath relate karein,
19:22to bada khubsurat mafoom nikalta hai,
19:24sabzal bhai,
19:25wo Allah ke zikr khade ho kar,
19:27let kar,
19:28bait kar,
19:34ke jab unko dekha jaye,
19:35to Allah yaad aaya jaaye,
19:36yaani Allah ke zikr mein,
19:38wo khud iss haalat mein aaya jaate hain,
19:40ke jo unka didaar karte hain,
19:41phir wo Allah ko yaad karte hain,
19:43aur phir Allah tubaarik wa ta'ala,
19:44unko naam bhi yeh ataar karte hain,
19:46firmaaya,
19:47jo unki sohbat mein bait jata hai,
19:48Allah ta'ala phir,
19:49unki kismat se agar badbaqti bhi ho,
19:51to usko remove firmaa deta hai,
19:52aur phir wo khushbaqt aur neqbaqt logon ho jaye,
19:54subhanallah,
19:55doktor sahab, subhanallah,
19:56kya khubsurat baat ki hai,
19:57aur yeh jumla to,
19:58lauh-e-dil pe likhne ke kaabil hai,
20:01ke Allah ke baliyon ki sabse badi nishani,
20:03yehi hoti hai,
20:04ke unke dekhen to,
20:05Rab yaad aata hai,
20:07bas yeh pakki nishani hai,
20:08isko note kar lein,
20:09apni apni sohbaton ka jaayzaay lein,
20:11sari cheezein khulkar saamne aajaengi,
20:13guftagu ka sinsla aage badhate hue,
20:15mufti Ghulam Yasin Nizami sahab ki taraf badte hain,
20:17Nizami sahab Qibla,
20:18darja badarja guftagu ki,
20:20humne Doc sahab se shuru karke,
20:21Saifi sahab tak,
20:22Saifi sahab tak,
20:23aap tak aana hai mujhe,
20:24Karamat-e-Auliyah ki jo haqiqat aur haisiyat hai,
20:27ab hume usko bhi samajhna hai,
20:28kyuki ehad-e-azhar mein,
20:29ab bahot saare sawalat hote hain,
20:31confusions hain,
20:32zehno mein bhi bahot saari uljne hoti hain,
20:35ambiguities hain,
20:36to aaj ka program jo hai,
20:37aur khususan ke 4-5 din ka humara jo talk show hai,
20:40yeh bahot saari confusions ko bhi door karta hai,
20:42humari youth badi razi hoti hai,
20:44bahot saari aise sawal,
20:45jo saal bhar unhe pareshad karte hain,
20:47Khan Qanashino ke baare mein,
20:48Qanashino ke baare mein,
20:49tasawwuf ki topic ke baare mein,
20:50yaha unke shaafi jawab mil jate hain,
20:52aap bhi irshaad ki liye,
20:54Bismillah-ir-Rahman-ir-Rahim,
20:56sabse pehli baat to yeh hai,
20:58ki naik logon ka zikr karna,
21:00hadith-e-faqh mein hai,
21:01yeh gunahon ka kafara hai,
21:03hum jis mubarak hasti ke zikr ke liye,
21:05aaj yahan par jama hai,
21:07bila shuba,
21:08wo Allah ki naik hai,
21:09Allah ki mahboob bhi hai,
21:11aur Allah ke bandon ke bhi mahboob hai,
21:14us mubarak hasti ka zikr karna,
21:16yeh humare liye,
21:17duniyaan ke andar bhi saadat ka zariya hai,
21:19aur aakhirat mein bhi humare liye,
21:21saadat ka zariya hoga.
21:23Dusra maqam pe dekha jaye,
21:25naik logon ka zikr karna,
21:27yeh Allah tabarak wa ta'ala ki sunnat-e-mubaraka hai,
21:29jis tarah ki qibla doktor sahab mein,
21:31naik logon ke ahwal,
21:33wo Quran-e-paak ki roshini mein biyaan firma hai,
21:35qibla patmusti sahab mein bhi biyaan firma hai,
21:37iska matlab yeh hai,
21:38wo log jo naik logon ki zaat par,
21:40ya inki karamat ka inkar kartein,
21:42haqiqat mein,
21:43wo Quran-e-majeed,
21:44aur sunnat-e-mubaraka ki,
21:46talimat se waqfiyat nahi raktein,
21:48agar wo waqfiyat rakte hu vattein,
21:50to kabhi bhi wo in logon ki karamat ka inkar na kartein,
21:53jab Allah paak ne Quran-e-azeez mein,
21:55unki karamat ko biyaan firmaaya hai,
21:57unki aushaaf ko biyaan firmaaya hai,
21:59to unki aushaaf,
22:00aur unki karamat ka inkar,
22:01wohi aadmi kar sakta hai,
22:03jisko Quran-e-hadees ke faham ka,
22:05Quran-e-hadees ka ilm jo hai,
22:06woh asil nahi jaye.
22:08Agar dekha jaye na,
22:10Iqreem sallallahu alaihi wa alihi wa sallam,
22:12ki zaat-e-babarqat se lekar,
22:14yani unke duniya se parda firmaa jane ke baad,
22:16sahaba-e-ikram,
22:18auliya-e-ikram,
22:19aur aaj tak,
22:20aur ta-kiyamat,
22:21ye karamat ka sudur jo hai,
22:23woh hota rahe ka.
22:24Karamat bhi hai,
22:25ye dar haqiqat,
22:26humein is baat ko sanjhna chahiye,
22:28karamat jo hai,
22:29Allah imaan ke baad,
22:30jis aadmi se karamat ka sudur hota hai,
22:32zahir hoti hai,
22:34Allah ta'barik wa ta'ala,
22:36us aadmi ke zariye,
22:37karamat ke zariye,
22:38apni qudrat ka izhar karata hai,
22:40aur dusri baad,
22:41jo us karamat se humein malum hoti hai,
22:42woh ye hai,
22:43kar jo cheez,
22:44nabi ke liye,
22:45mojza hoti hai,
22:46woh nabi ke pehro-kaar ke liye,
22:47karamat bhi hoti hai,
22:49to nabi ke pehro-kaar ka,
22:51kisi karamat ko dikhana,
22:52dar haqiqat,
22:53us nabi ki sachahi,
22:54aur sadaqat ki alamat hai,
22:56ki jis nabi ke pehro-kaaron ki azmat ka ye aalam hai,
22:58us nabi ki apni azmat,
23:00aur shaan-e-shaukat ka aalam,
23:01kya hoga,
23:03aur dekha jaye,
23:04karamat ki,
23:05ulema-e-kiram ne,
23:06imam-e-yusuf nabhani ne,
23:08imam-e-yusuf nabhani ne,
23:09saptar se zayad karamat ki aksam ka beyan farmaya,
23:11agar quran-e-azeez ke andar dekha jaye,
23:13boh sari aisi karamat ka zikar kiya gaya hai,
23:15janab-e-sayyidina khidr a.s. ki karamat hai,
23:17sayyida mariam s.a.l.
23:19unki karamat ka zikar kiya gaya hai,
23:21aur isi tarah dekha jaye,
23:22quran-e-azeez ki andar,
23:23aur beshwar aise log hai,
23:26ahadith-e-mubaraka ke andar dekha jaye,
23:28sayyidina jabir bin abdullah,
23:29unki karamat ka zikar kiya gaya hai,
23:31aur sayyidina abu huraira,
23:32unki karamat ka zikar kiya gaya hai,
23:34sayyidina abdullah,
23:35unki karamat ka zikar kiya gaya hai,
23:37sayyidina safina,
23:38sayyidina safina,
23:39unki karamat ka zikar kiya gaya hai,
23:41main baare dekar,
23:42is baat ki taraf aana chahunga,
23:43ki karamat ka inkaar,
23:44wohi aadmi kar sakta hai,
23:46jo dar haqiqat,
23:47quran-e-sunnat ki talimat se,
23:48waqfiyat na rakta ho,
23:50dekar jo aadmi quran-e-sunnat ki talimat se,
23:52waqfiyat na rakta ho,
23:53jis ko quran-e-sunnat ki talimat pe amal ho,
23:55jis tarah ki,
23:56doctor sahab,
23:57badi khubsurat baat beyan farmahi hai,
23:58ki jab banda,
23:59jab Allah ta'ala ne,
24:00in logon ke awale se,
24:01yeh farma diya,
24:02alaa inna awliyaa,
24:03laa hi laa khaufun alihim,
24:05wa laa hum yahzanoon,
24:06yeh wo log hai,
24:07jo duniya se be niyaaz hai,
24:09yeh wo log hai,
24:10jin ko duniya jahan ki kisi kaam se,
24:12koi gharaz nahi hai,
24:14unka maqsad sirf ek hi hai,
24:16Allah ki raza,
24:17aur us raza ki usool ke liye,
24:19wo apni jaanoon ko bhi qurbaan kar rahe hain,
24:21apne maaloon ko bhi qurbaan kar rahe hain,
24:22apne shehroon ko,
24:23unka safar bhi,
24:24apne shehroon ko chhod kar,
24:25Allah ki,
24:26Allah ka peghaam de,
24:27wo doosre ilaakon ka pauncha rahe hain,
24:29to matlab yeh hai,
24:30ki yeh qiramat yeh,
24:31dar haqiqat hai,
24:32yeh,
24:33jani quran-e-sunnat ki roshni mein,
24:34bilkul jaiz hai,
24:35wo quran-e-sunnat mein,
24:37wo saboot bhi milte hain,
24:38aur jo aadmi,
24:39iska inkar karte hain,
24:40haqiqat mein,
24:41wo ghumraaha hai,
24:42aur ghumraahi ki doosron ko,
24:43talim dene wala hai.
24:45Dr. Kibla,
24:46bada aham sawal hai,
24:48wo dehre ehde maujood mein,
24:49iski zuroorat badi hai,
24:51bilkhusus,
24:52humari naujwaan nasal ke liye,
24:53kyunki bahot saare ebhaam hain,
24:54bahot sawal pehda hote hain,
24:55aamuman,
24:56aaj kal dekha gaye,
24:57jo ek overall,
24:58humara ek general attitude hai,
25:00ki wo,
25:01deen se kinara kashi ka bhi hota hai,
25:03aur,
25:07unse be ragabati ki talim dene wala bhi,
25:09bahot log hain,
25:10aap is rabaiyya ko kaise dekhte hain?
25:13Dr. Bhai,
25:14yeh bada aham sawal hai,
25:15aur aaj ki,
25:17nasal ke hawale se,
25:18unke zainon mein,
25:19yeh sawal chubta hai.
25:22Tasawwur yeh,
25:23deh diya gaya,
25:24ke Sufi,
25:25Durvesh,
25:26murshid wo hota hai,
25:27jo jungloon mein rahe,
25:28jiska duniya se taluk na ho,
25:29rishte naate chhod de,
25:32matlab,
25:33yeh saar rahbaniyat,
25:34aap jise doosron karte hain,
25:35yeh aap purana concept mein,
25:36jisra rahbaniyat hai,
25:37yeh isko samajhna hai na,
25:38toh isko aagaaz se ab tak dekhe,
25:41Sihab-e-Kiram ka daur,
25:42toh Noor ka daur tha,
25:43Rizwan-ul-Ahlamat mein,
25:45Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam,
25:46maujood the,
25:47aur wahan saare,
25:48jo jalve ho sakte the,
25:49kirdar ke,
25:50hosan ke,
25:51wo maujood the.
25:52Durust hai.
25:53Acha,
25:54Khilafat-e-Rashidah tak,
25:55yeh silsila raha hai,
25:56jab mulukiyat aayi,
25:57toh duniya ki taraf,
25:58ragabat,
25:59badi,
26:01muluk fatah huve,
26:02sadgi jo hai,
26:03wo thodi si,
26:04upgrade huve,
26:06usme tayyushat aayi,
26:07asayishat aayi,
26:08ghanimat-e-aagayi,
26:09daulat aayi,
26:10bahut saari cheezein,
26:11toh jab yeh aayi na,
26:12toh us waqt,
26:13Sufiya ke tabkir mehsoos kiya,
26:14unhone us daur mein,
26:15khashiyat-e-Ilahi,
26:16aur zuhud ko farooq dene ki koshis ki,
26:19badi keemti baat hai,
26:20pehla step,
26:21wo tha,
26:22doosra step yeh hai,
26:24fir ek marhala aaya,
26:25jab aql ka,
26:26zor hone laga,
26:27yunani falsifa aaya,
26:28har cheez ko,
26:29aql par parkha jaane laga,
26:31toh Sufiya-e-Kiram,
26:32ne us waqt,
26:33hub-e-Ilahi ka parchaar ki,
26:35ishq-e-Ilahi ka parchaar ki,
26:36hazrat Hassan Basri hu,
26:38hazrat Rabia Basriya hu,
26:39yeh uske baad ke jo log hai,
26:41fir iske baad,
26:42teen dhaare ban gaye,
26:45ek wo dhaara tha,
26:47jo shiddat se,
26:48aql ki perwi karta tha,
26:50ek wo dhaara tha,
26:52jo shiddat se,
26:53zahirparast tha,
26:54jo matlab,
26:55jo zawahir hai,
26:56kuraan-e-hadees ke,
26:57us se aage jaane ki,
26:58himmat hi nahi rakhta tha,
27:00aur kuch wo log the,
27:01jo shiddat se,
27:02baatin ki taraf,
27:03mutawajab hai,
27:05yaan teen dhaare ban gaye,
27:07ish moqah par,
27:09hazrat Junaid-e-Baghdadi,
27:11jalwa farmaa hote hain,
27:13inoone in teeno mein,
27:15tatbeek karne ki koshish ki,
27:17wo hazrat Junaid-e-Baghdadi hu,
27:19wo Syed-e-Hujwair hu,
27:21wo Imam-e-Abul Qasim Kushairi hu,
27:23aur yeh even Baba sahab tak,
27:25yeh saare wo log hain,
27:27jino ne,
27:28wo jo kahi dhaare ban rahe the,
27:30unhone ino mein tatbeek peda ki,
27:32aur bataya,
27:33ke wali wo hai,
27:34jiske daayen haath mein kuraan ho,
27:35aur baayen haath mein sunnat ho,
27:37Subhanallah,
27:38pehli baat,
27:39bohot kimti baat,
27:40doosra pehlo yeh hai,
27:41ke Nabiye-e-Rahmat sallallahu-wa-sallam ne,
27:43wo duniya mein rahe,
27:44lekin tuke Rasool-Allah sallallahu-wa-sallam ka,
27:46firmaan tha,
27:47ke duniya mein,
27:48tumne agar rahna hai,
27:49to istara raho,
27:50ke duniya se beragabti karo,
27:55aur jo logon ke paas hai,
27:56usse be niyazi barto,
27:57log bhi tumse mohabbat karege,
28:00yehni Sufi baithta duniya mein hai,
28:03logon ke andar baithta hai,
28:05sirf Allah-hu,
28:06Allah-hu ka virdh nahi karta,
28:08logon ki islah ka fariza,
28:09saar anjaam deta hai,
28:10lekin uska dil,
28:11duniya ki taraf,
28:12mutawajja nahi hota hai,
28:13wo dene wala haath hota hai,
28:14lene wala haath nahi hota hai,
28:16jo aata hai,
28:17wo takseem kar deta hai,
28:18kahi khaan ka aye thi,
28:19jaha shaam ko,
28:20jaru firwa diya jaata,
28:21even Baba sahab,
28:23jab Khwaja Nizam Pak,
28:24Rahmatullah alaih,
28:25ne unke liye khaana tayyaar kiya,
28:27to namak karz liya,
28:28to aapne firwa mein,
28:29durvesh lazat-e-nafs ke liye,
28:30to nahi khaata hai,
28:33istara raho,
28:34ke jistara tum musafir ho,
28:38ya rasta guzarta hua aadmi hota hai,
28:40jistara,
28:41huzoor sahib,
28:42kisi jega rukta hai,
28:43sahaba-e-kiraam ne,
28:44baad ke auliya-e-kiraam ne,
28:45aur hamare akabir ne,
28:47is cheez ko promote kiya,
28:48lekin aisa nahi,
28:49ke wo chale gaye the,
28:51andheroon mein,
28:52aur jungloon mein,
28:53haan,
28:54unhone,
28:55mehnat ki,
28:56riyazat ki,
28:57zaroori training hasil ki,
28:58phir koi Khwaja Ajmer,
28:59banke Ajmer mein,
29:00zindabad,
29:01huzoor sahib,
29:02subhanallah,
29:03jazakallah,
29:04aur isme,
29:05aakhri baat,
29:06main isme,
29:07quote karna chahunga,
29:08Allama ne kaha tha,
29:09ye jo,
29:10negative tasawwuf hai,
29:11us par tanz karte hue,
29:12kaha tha,
29:13sufi ki tarikat mein,
29:14fakat masti-e-ahwal,
29:16mullah ki shariyat mein,
29:17fakat masti-e-guftar,
29:19shair ki nawa,
29:20murdao,
29:21afsurdao,
29:22bezaook,
29:23afkaar mein sarmast,
29:24na khabeeda,
29:25na bedaad,
29:27wo mard-e-mujahid,
29:28nazar aata,
29:29nahi mujhko,
29:30wo jiske rago payme,
29:31fakat masti-e-kirdar,
29:33tasawwuf masti-e-kirdar,
29:35zindabad,
29:36subhanallah,
29:37subhanallah,
29:38bohot khubsurat,
29:39ye punchline,
29:40Ajay Doc sahib ne,
29:41hazrate Allama ki,
29:42is shir ki surat mein,
29:43ata ki hai,
29:44masti-e-kirdar ka naam,
29:46tasawwuf hai,
29:47duniya mein,
29:48rehte saari hain,
29:50lekin in paqeeza,
29:51logon ke andar,
29:52duniya nahi rehti,
29:53is issay ka yehi paigam,
29:54mein toh samjha hoon,
29:55ek talab ilm ke taur par,
29:57ke wo duniya mein rehte hain,
29:58duniya unke andar nahi rehti,
30:00eh kaash,
30:01ye falsafa,
30:02hame bhi samajh aaye,
30:03aur unke naqoosh-e-paqi,
30:04kuch khairat,
30:05is nashis ke sadqe,
30:06baba sahab ki aazri ke sadqe,
30:07hame bhi naseeb ho jaye,
30:09ek mukhtasar waqfa hai,
30:10aur chand lamon ke baad,
30:11inshaAllah,
30:12hu karam churte hain,

Recommended