Dars e Quran (Ba Mutaliq Shan e Umar Farooq RA) - EP 6 - 8 July 2024 - ARY Qtv

  • 2 months ago
Dars e Quran (Ba Mutaliq Shan e Umar Farooq RA) - EP 6

Topic: Surah e Surah Al-Mujadila Ayat 22

Speaker: Mufti Muhammad Sohail Raza Amjadi

#DarseQuran #ShaneUmarFarooqRA #ARYQtv

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00A'udhu Billahi Minash Shaitanir Rajeem Bismillahir Rahmanir Raheem
00:14Alhamdulillahi Wahda wa Salatu wa Salamu ala malla nabiya ba'da wa ala kulli man sahibahu
00:25wa tabi'ahu bi ihsanin ba'da. Allahumma salli ala Sayyidina wa Mawlana Muhammadin wa ala
00:34alihi wa ashabihi wa barik wa sallim. Muhtaram Nazreen wa Samaeen, Viewers and Listeners,
00:44Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh. Program Darse Quran
00:50wa Muta'aliq-e-Hazrat-e-Umar Farooq radiyallahu ta'ala anhu.
00:55Nazreen is program ke saath aapki khidmat mein hazir hain.
00:59Ayat-e-Karima padhte hain, fir uske baad insha'Allah Darse Quran hain na.
01:04To Ayat-e-Karima hain, fir uske baad insha'Allah uski tafseer mein kuch arz karenge.
01:09Bismillahir Rahmanir Raheem.
01:12La tajidu qawmain yu'minoon bil laahi wal yawmil aakhir, yuwaaddoon man haddallaha wa rasoolah.
01:21Walaw kanu aaba'ahum, aw abna'ahum, aw ikhwanahum, aw ashiratahum.
01:30Ulaika kataba fee qulubihimul iman, wa ayyadahum biruuhim min.
01:36Wuyudkhiluhum jannaatin tajreeb, min tahtihal anhaaru khaalideena feeha.
01:43Radiyallahu anhum waradoo'an, ulaika hisbullah, alaa inna hisbullahihumul muflihoon.
02:06Aap unko aisa nahi paayenge, ki wo unse muhabbat rakhein, jo Allah aur uske rasool se adawat rakhein.
02:17Khaa wo unke baap hun, yaa unke bete hun, yaa unke bhai hun, yaa unke rishtedar hun.
02:28Yahi wo log hain, jinke dilo mein Allah ne imaan likh diya hai,
02:36aur wo apni taraf ki rooh se unki madad farmaai, aur unhe un jannaton mein daakhil farmaaega,
02:45jinke neeche se daryaa behte hain.
02:48Allah unse razi hua, aur wo usse razi hogaye.
02:54Yahi log Allah ka giroh hain.
02:57Suno, beshak Allah ka girohi falah paane wala hai.
03:03Yeh surah mujadala ki ayat number 22 ka tarjama hai.
03:11Isme imaan walon ki pehli sifat yeh batai,
03:15ke beshak jo log Allah par aur qiyamat par yaqeen rakte hain,
03:22aap unko aisa nahi paayenge,
03:24ki wo unse muhabbat rakhein,
03:26jo Allah aur uske rasool se adawat rakte hain.
03:31Yani jo pakka imaan wala hoga na,
03:35toh wo uski muhabbat bhi Allah taala se hogi,
03:40aur uski nafrat bhi Allah ki khaatir hogi.
03:43Allah ke dushmanon ke saath dushmani,
03:47Allah ke doston ke saath dosti.
03:50Hadith-e-paqt mein yeh firmaye gaya na,
03:52ke al hubbu lillah wal bughdu lillah,
03:56ke imaan walon ki shaan yeh hai,
03:59unki khususiyat yeh hai,
04:01ke unki muhabbat bhi Allah ke liye hoti hai,
04:06aur unka bughz, unki adawat jo hai,
04:10wo apni zaat ya ananiyat ke liye nahi hoti,
04:14unka bughz, unki dushmani bhi Allah ki riza ke liye hoti hai.
04:19Iske laawa nahi hoti hai.
04:21Toh yeh unki ek khususiyat hai.
04:24Aur isme aap dekhein,
04:26ke jab Nabi sallallahu ta'ala alaihi wa sallamah ke daur mein yeh ayat-e-karima nazir hoi na,
04:32toh isme la muhala,
04:35yeh yu samajhnein ki purzor ta'eed hai,
04:38Allah ke Nabi sallallahu alaihi wa sallamah ke sahaba ikram ki.
04:43Ab aap dekhein zarasa,
04:45ke yahaan par Allah ke pyaar-e-Nabi ke pyaar-e-sahaba ki khususiyat,
04:52ki jab imaan le aaye na,
04:53imaan le aaye,
04:55toh ab dekhein ke jitne bhi sahaba imaan laaye,
04:59taqreeban ke rishtedar kaafir the,
05:03kuffar mein se the,
05:05aur har jo kaafir rishtedar the,
05:08unhone imaan lane wale apne rishtedaron ko nahi chhoda.
05:14Ab aap zarasa ghor keejiyega,
05:16ke yahaan par kya kush nahi hua,
05:19ke jab khas-tor-par Sa'ad bin Abi Waqas radiyallahu ta'ala anhu imaan laaye,
05:26toh jab imaan le aaye,
05:29ab kya hota hai,
05:30ke unki waalda husay mein aa jati hain,
05:34khaana peena chhoda deti hain,
05:36theek hai na,
05:36waalda ko manate hain,
05:39lekin waalda maanti nahi hain,
05:41kehti hain deen chhoda,
05:43toh yahaan tak Sa'ad bin Abi Waqas radiyallahu ta'ala anhu,
05:46yeh woh sahabi hain,
05:47ke jink liye jang-e-uhud mein,
05:49meri nabi alayhi salatu wa salam ne firmaaya tha na,
05:52jab sahaba nabi alayhi salam se baat karte,
05:55toh kehte,
05:56baat karne se pehle,
05:57fidaa ka abi wa ummi ya Rasool Allah,
06:00Sa'ad bin Abi Waqas woh hain,
06:02ke jink meri aqa alayhi salam ne firmaaya,
06:03ke meri saad tush par meri maabab qurbaan ho jaye,
06:08aur us imaan ki shaan kaisi hain,
06:10Allah-u-Akbar,
06:40yeh woh sahabi hain,
06:41ke jink liye jang-e-uhud mein,
06:41meri nabi alayhi salatu wa salam ne firmaaya tha na,
06:42jab sahaba nabi alayhi salam se baat karte,
06:44toh kehte,
06:44baat karne se pehle,
06:45fidaa ka abi wa ummi ya Rasool Allah,
06:46Sa'ad bin Abi Waqas woh hain,
06:47ke jink meri aqa alayhi salam ne firmaaya,
06:49ke meri saad tush par meri maabab qurbaan ho jaye,
06:50aur us imaan ki shaan kaisi hain,
06:51Allah-u-Akbar,
06:52ke meri saad tush par meri maabab qurbaan ho jaye,
06:53Itna maal-o-dolat tha,
06:55ke aapke kapde jo hai na,
06:57woh kisi aur mulat se istijh ho kar aya karte the,
07:01aur har waqt mu'attar raha karte,
07:03jis raaste se guzarte,
07:04logon ko pata lag jata,
07:06ki yahan se Mus'ab bin Umair guzra hai,
07:09lekin jab imaan laaye,
07:10Islam mein daakhil huye,
07:12saari sahooliyat chhin gayi,
07:15saari sahooliyat chhin gayi,
07:17aur phir aisi ghurbat aayi,
07:19saari aas-a-ishaat chhod di,
07:21wahan shart ye thi,
07:22condition ye thi,
07:23ke jab tum apne baap ki deen par nahi rahe,
07:27to uski aas-a-ishaat kyun tumne ikhtyaar ki mi hai,
07:31yahan takke sab kuch chhoda,
07:34jab nikalne lage,
07:35to kisi ne kaha,
07:36ke ye jo tan par kapde hain na,
07:39to ye bhi,
07:41ye bhi tere baap ke diye wae hai,
07:43jo ke tere nazdi kafir tha,
07:46ise bhi chhod de,
07:47apne kapdon ko bhi chhod diya,
07:49aur phir aisi ghurbat,
07:51ki jab jang-e-uhud mein shaheed huye,
07:52to mere haqq-a-alaihi-s-salatu-wa-s-salam,
07:54aapki haalat dekh kar roh pade hai,
07:56Allah-u-akbar,
07:58aur zindagi mein bhi,
07:59jab pehwan zyada kapde pehne wei hain,
08:01phatte purane kapde pehne wei hain,
08:03to mere haqq-a-alaihi-s-salatu-wa-s-salam,
08:04dekh kar firmaate,
08:05ki ye wo hai,
08:06jisne hamare liye sab kuch chhod diya hai,
08:09Allah-u-akbar,
08:10ye sahaba-e-kiram,
08:12alaihi-muridwan ki shaan thi,
08:20Usman-e-Ghani,
08:22radhi-Allah-u-ta'ala,
08:23ki chacha ne aapar badar zulm-u-sitam kiya tha,
08:25ki chhod,
08:26aapne farmaaya,
08:27ye nahi hosakta,
08:28jaan tere hawale hai,
08:30jaan tere hawale,
08:31jo kuch karta hai,
08:32kar,
08:33lekin yaad rakhna,
08:34ki ye dil aur ye rooh,
08:35mere Nabi-e-Sallallahu-Alaihi-Wa-Sallam-a-ki-saat hai,
08:38ye nahi chhod sakta,
08:40laa tajid-u-qawmin yu'minuna billahi wal-yaum-il-aakhir,
08:44farmaaya,
08:44ki ye jo imaan wale hain,
08:46jo Allah-par aur yaum-e-aakhirat par imaan rakhte hain,
08:49toh farmaaya,
08:49ki ye inko tum aisa nahi paoge,
08:52ki ye unse muhabbat rakhein,
08:55ki jin ko Allah-ta'ala aur uske Rasool se adawat hai,
08:58dushmani hai,
08:59ye nahi hosakta,
09:01ye inki khususiyat mese,
09:03chan khususiyat hai,
09:04jo Allah-ur-Alameen ne,
09:06is maqam par bayan farmaayin,
09:09aur phir iske saath aap ye dekhein,
09:11aage ek baat farmaayin,
09:12alau kaanu aaba'ahum,
09:14au abna'ahum,
09:16au ikhwan'ahum,
09:17au asheerat'ahum,
09:20agarche saamne unke maabab kyu na hoon,
09:23aaba'ahum farmaaya ki baap,
09:25leki maabab dono aajate hain ismein,
09:28saamne inke waaldein kyu na hoon,
09:30bhai, bhein kyu na hoon,
09:32bachche kyu na hoon,
09:34aaba'ahum ke baad abna,
09:36bachche,
09:36aulaad,
09:38ikhwan'ahum,
09:39yaha par bhaiyon ka zikr hai,
09:40lekin bhai, bhein dono murad hai,
09:42au asheerat'ahum,
09:44inki community kyu na hoon,
09:46lekin ye har cheez ko chod sakte hain,
09:49Allah ta'ala aur uske Rasool ki barga ko nahin chod sakte hain,
09:53deen-e-Islam nahin chod sakte hain,
09:54ghulami-e-Mustafa nahin chod sakte hain,
09:57sab cheeze chod sakte hain,
09:58ab main chan misaale aapko is zaman mein doonga,
10:02Ubaidah bin Jarrah radhi Allahu ta'ala anhu ne,
10:06Allahu Akbar,
10:07bade bahadur the,
10:09kya shaan thi inki,
10:10toh ino ne apne waalide ghirami ko jab wo Islam ke mukabale par aaye,
10:16nahin choda,
10:17nahin choda,
10:19Hazrat-e-Sayyiduna Siddiq-e-Akbar radhi Allahu ta'ala anhu,
10:23ek martaba,
10:24Abu Kahafa jo aapke waalid thi radhi Allahu ta'ala anhu,
10:27us waqt iman mein daakhil nahin hui the,
10:30Islam mein daakhil nahin hui the,
10:32toh kisi waqt aisa hua ke unki aawaz Aaka alaihi salam ki bargah mein buland ho gayi,
10:40jisse hum battameezi mein shumaar kar sakte hain,
10:43Sayyiduna Siddiq-e-Akbar radhi Allahu ta'ala anhu ne nahin dekha ki yeh kaun hai,
10:48aur aapne haath utha diya,
10:51Rasool-Allah sallallahu alaihi wa sallam ne mana firmaaya ki tumhare waalid hain,
10:56aapne mana firmaaya,
10:57Lekin Sayyiduna Siddiq-e-Akbar radhi Allahu ta'ala anhu ne nabi alaihi salam ke muqaabla par kisi ko nahin dekha,
11:04Hazrat-e-Farooq-e-Azam radhi Allahu ta'ala anhu ki shaan yeh thi,
11:08ke Jang-e-Badr mein aapka sagha maamu,
11:12Asi bin Hisham,
11:14jab Rasool-e-Khuda alaihi salam ke muqaabla par aaya,
11:17Allah ta'ala ke muqaabla par aaya,
11:20aapne usse nahin chhoda,
11:22yeh nahin dekha ki mere maa ka sagha bhai hai,
11:26maamu hai,
11:27sagha bhai hai,
11:28mera qareebi rishtedar hai,
11:30yeh dekha,
11:31qareebi rishtedar hai toh kya hua,
11:34lekin aaya mere Mustafa ke muqaabla par hai,
11:37aaya deen-e-Islam ke muqaabla par hai,
11:39toh aapne bilkul nahin chhoda,
11:42isi tariqat se Mus'ab bin Umair radhi Allahu ta'ala anhu,
11:45ino ne bhi Jang-e-Badr mein inka bhai Abdullah bin Umair,
11:50kafir tha,
11:51Jang-e-Badr mein muqaabla par aaya,
11:54toh Mus'ab bin Umair radhi Allahu ta'ala anhu ne,
11:57usse Wasil-e-Jahannam firbaya,
11:59chhoda nahin,
12:00ki bhai hoga,
12:01sagha bhai hai,
12:02mera khoon hai,
12:03yeh apni jagah par hoga,
12:05lekin yaha par dekhna yeh hai ki Rasool-e-Khuda a.s. ke muqaabla par aaya hai,
12:09Allah ta'ala aur uske Rasool ki dushmani mein aaya hai,
12:12toh in sahaba-e-kiraam ne na,
12:14Allah ta'ala aur uske Rasool par jab imaan ki baat kar li na,
12:19jab Islam mein daakhil ho gaye,
12:21toh ab phir sari-sari cheezein,
12:24Allah aur uske Rasool ke aage haich hai,
12:27kuch bhi nahin hai,
12:28sabse jo muhabbat ghalib hai na,
12:30wo Allah ta'ala aur uske Rasool ki muhabbat ghalib hai,
12:33Quran-e-Karim ne,
12:34Surah-e-Baqarah mein yeh firmaaya na,
12:36ki wa minal naasi main yattaqidu min dooni Allahi,
12:39an daadain yuhibboonahum ka hubbi Allah,
12:42ki logon mein se aise bhi hai,
12:45ki unhe Allah se muhabbat karni chahiye thi,
12:48lekin wo jinko poojite hain Allah ke sewa unse muhabbat karte hain,
12:53lekin Rab-e-Karim firmaata hai,
12:54ki wal-lazeena aamanu ashaddu hubba lillah,
12:58lekin jo mujh par imaan lane wale bande hain na,
13:02wo duniya mein,
13:03kaainaat mein sabse shadeed akar muhabbat karte hain,
13:07toh wo Allah se muhabbat karte hain,
13:10Allah-o-Akbar,
13:11yeh Allah-o-Akbar-ul-Amin ne gawahi dhi,
13:13Hazrat-e-Sayyiduna Siddiq-e-Akbar Radhi-Allah-o-Ta'alan-Hu,
13:16Jang-e-Badr mein,
13:18Abdul Rahman bin Abi Bakr jo aapke sahibzade hain,
13:21Radhi-Allah-o-Ta'alan-Hu,
13:22uss waqt Islam mein daakhil nahi huye the,
13:25imaan qabool nahi kiya tha,
13:27ab hua yeh ke,
13:29Jang-e-Badr ke baad,
13:30fir Islam mein daakhil ho gaye,
13:33toh kaha ke,
13:34Baba jaan, ek baat kahoon,
13:36firmaaye kaho,
13:37kaha ke,
13:38Jang ke moqe par na,
13:39aap mere nishane par the,
13:43aur,
13:44muhabbat-e-pidri ghalib aayi,
13:46aap mere walid the na,
13:47mene aapko chhod diya,
13:50Sayyiduna Siddiq-e-Akbar Radhi-Allah-o-Ta'alan-Hu,
13:52toh ne taareekhi jawab diya,
13:54firmaaye ke,
13:55Jang ke moqe par,
13:56main tere nishane par aaya,
13:58beta tune mujhe chhod diya,
14:00lekin agar tu uss waqt mere nishane par aata,
14:03toh main na chhodta,
14:06tu mera beta hai,
14:07saga beta hai,
14:08mera khoon hai,
14:09lekin tu uss waqt dushman-e-Mustafa tha,
14:12tu uss waqt dushman-e-Khuda tha,
14:13main tujhe na chhodta,
14:15toh yeh hazrat-e-sahaba-e-kiram ki,
14:17shaan thi,
14:19aur jab Islam mein daakhil ho gaye,
14:21toh phir kisi cheez ko inhone nahi dekha.
14:24Iske baad firmaaye ke,
14:25Ulaika kataba fee quloobihimul-eemana,
14:28wa ayyadahum biroohim min.
14:31Yehi wo log hai,
14:33ke firmaaye ke,
14:35Allah ne eemaan likh diya hai,
14:39eemaan likh diya hai,
14:41aur apni taraf ki rooh se unki madad firmaayi.
14:44Ye eemaan likh diya unke dilon mein,
14:47iska matlab kya hai?
14:49Zara saa ghor se samaat kijiyega,
14:52main tamaam jitte bhi naazeen aur saameeen hai,
14:54unse bhi arz karunga,
14:56ke aaj kal hum musalmaan toh kelate hai,
14:59hum momin bhi kelate hai,
15:00eemaan wale bhi kelate hai,
15:02lekin halawate humein kyu mahsoos nahi hoti hai?
15:06Yeh,
15:06yeh,
15:07yani eemaan ki mithas humein kyu mahsoos nahi hoti hai,
15:10feel kyu nahi hoti hai?
15:11Hum ibadate karte hain,
15:12ibadat ki mithas humein kyu mahsoos nahi hoti hai?
15:16Awal toh hameeshi ki saath nahi karte,
15:18continuously nahi karte,
15:20aur doosa yeh ke,
15:21ya chhod dete hain,
15:22laparwai ikhtyaar karte hain,
15:24karte bhi hain toh taqazon ke mutaabik nahi karte hain,
15:28taqazon ke mutaabik nahi karte hain,
15:30yaad rakhein,
15:31ki kisi amal ko bhi na,
15:33agar ikhtyaar kiya jaye,
15:36toh kisi amal ko ikhtyaar karne se koi aamil nahi banta,
15:41koi aamil nahi banta,
15:43misal ke toh par,
15:45ek shakt se,
15:46kabhi kabha namaz padh leta hai,
15:48kabhi namaz padhta hai,
15:49kabhi chhod deta hai,
15:50toh kya ab usko namazi kahenge?
15:53Nahi kahenge,
15:54ek shakt se,
15:55wo kabhi kabhaar,
15:56wo kabhi kabhaar,
15:57imaandari kar leta hai,
16:00aur baaki zindagi aise hi basar karta hai,
16:02toh kya ab usko imaandar kahenge,
16:04imaandari ka thappa lagayenge us par?
16:07Kabhi kabhaar namaz padhne wale par,
16:08namazi hone ka thappa lagayenge?
16:10Nahi lagayenge,
16:11isi tarah,
16:12ek banda hai wo jhood bolta hai,
16:14kabhi kabhaar sajh bhi bol deta hai,
16:16toh kya ab yeh keh sakte hai,
16:18ki yeh sacha hai pakka,
16:19yeh pakka sacha aadmi hai,
16:21nahi keh sakte,
16:22sacha hone ka thappa nahi lag sakta,
16:25yaad rakhein,
16:26ki namazi,
16:27namazi us waqt keh laega,
16:30jab continuously panch waqta namaz padhega,
16:33imaandar,
16:34imaandar us waqt keh laega,
16:37imaandari ka thappa us waqt lagega,
16:40ki jab wo hamesha imaandari karega,
16:42continuously imaandar rahega,
16:44isi tarah,
16:45sacha sacha us waqt keh laata hai,
16:48jab zindagi mein hamesha sajh bole,
16:51zindagi mein hamesha sajh bole,
16:53kabhi kabhaar sajh bolta hai,
16:54baaki jood bolta hai,
16:55wo sacha nahi keh laega,
16:57toh kisi amal ko fakat,
16:59kabhi kabhaar ikhtyaar karne se,
17:01wo aamil nahi banta,
17:03balke hameshgi ke saath,
17:05continuously,
17:06tasalsal ke saath,
17:08paabandi ke saath,
17:09jab wo ikhtyaar kar leta hai,
17:11toh goya ke wo us amal mein register ho jata hai,
17:15aapne kabhi suna hoga na,
17:17ki yaar market mein yeh aadmi hai,
17:18kabhi jood nahi bolta,
17:20yeh hamesha sajh bolta hai,
17:21ab kya hai,
17:22ki yeh sacha hone mein register ho chuka hai,
17:25mein inshaAllah mazeed baat karta hu,
17:27laazeen wa saamiyeen,
17:28mazeed program ko aage badhata hai,
17:29lekin hame jaana hoga break ki jaanib,
17:31toh kahin jaayega mat,
17:32badi khusurat guftagu hai,
17:34toh mulaqat hoti hai muqtasar se break ke baad,
17:37jee khushamdeed,
17:38main break se pehle yeh arz kar raha tha,
17:40ki Allah ta'baaraka wa ta'ala ne,
17:43yeh ek aisa tariqa rakha hai,
17:48ki jab imaan wala,
17:51imaan ki qadar karta hai,
17:54aur imaan ke saath hamejgi ke saath laga rehta hai,
17:58imaan ki hifazat karta hai,
18:00kaisi hifazat karta hai,
18:01ki jaise hum apni maal wo dolat ki hifazat karte hai,
18:04usse badkar imaan ki hifazat karta hai,
18:07hamara aam toh maamool kya hai,
18:09hum kisi mufti sahab ke paas jaate hain,
18:13Allama sahab ke paas jaate hain,
18:14kisi peer sahab ke paas jaate hain,
18:16toh hum kehte hain ki,
18:17peer sahab dua kiji,
18:18falaan kaam ho jaye,
18:19dua kiji,
18:19rizq-e-halal mein azaafa ho jaye,
18:21dua kiji,
18:21mera makaan main bana raho ban jaye,
18:23mujhe kamyabi mil jaye,
18:25kabhi hum mein se koi jaata hai,
18:27aur yeh kahe,
18:28ki peer sahab dua kiji ka,
18:30Allama sahab dua kiji ka,
18:31mufti sahab dua kiji ka,
18:32meri imaan ki hifazat ho jaye,
18:35theek hai na,
18:35imaan toh asal cheez hai na,
18:37toh jo log imaan ki hifazat karte hain,
18:40imaan ko ahamiyat dete hain,
18:43aur imaan ki qadar karte hain,
18:45aur agarche kabhi kabar,
18:47amal mein koi inkitaab peda ho jaye,
18:50lekin yaad rakhein ki,
18:51phir wo lot kar aate hain,
18:53aur qadardani ki tarah badh jaate hain,
18:55aamaal-e-saliha ki hifazat ki tarah fa jaate hain,
18:58toh phir Allah tabaarak-e-batala,
19:00firmaat hai ki,
19:00ulaika kataba fee qloobihim-ul-eemaan,
19:04yeh wo log hain ki,
19:05jin ke dilon mein eemaan rach-baz chuka hai,
19:09yeh pakke momin register ho chuke hain,
19:12jee saab mene misaal di na,
19:14hameshgi ke saath namaz padhne wala,
19:16namazi register ho jaate hain,
19:19hameshgi ke saath eemandaari karne wala,
19:21eemandaar register ho jaate hain,
19:24hameshgi ke saath sach bolne wala,
19:26saccha register ho jaate hain,
19:28toh jo hameshgi ke saath,
19:30imaan ki hifazat karte rahein,
19:33ghaflat ikhtiyar na karein,
19:34laparwahi ikhtiyar na karein,
19:36aur aamaal-e-saliha par laga rahein,
19:39agarche kabhi kabhi,
19:40kuch ho jaye lekin foran lot kar a jaaye,
19:42laga rahein,
19:44toh firmaat hai ki,
19:44yeh wo log hain ki,
19:45jin ke dilon mein eemaan rasik ho chuka hai,
19:48yeh Allah tala gawaahi de raha hai,
19:51aur main iski misaal doon,
19:53ki aage firmaat hai na,
19:54wa ayyadahum biroohim min,
19:57eemaan rasik ho chuka hai,
19:58pir aise logon ki madad,
20:00Allah Rabbul Aalameen,
20:02apni jaanib se rooh ke zariye,
20:05unki madad firmaat hai,
20:06yaan rooh se muraad,
20:07wo faseen ke aqwaal hain,
20:09ki farishte muraad hain,
20:10lekin yahan se muraad,
20:11yeh bhi firmaa hai ki,
20:12rooh-ul-ameen,
20:13jibraeel alaihi salam muraad hain,
20:16theek ki na,
20:17toh Allah Rabbul Aalameen,
20:18phir farishton ke zariye,
20:19unki madad firmaat hai,
20:21ab main iski misaal doon,
20:24ki jab yeh eemaan wale,
20:26eemaan mein rasik ho jaye na,
20:28kataba fee quloobihumul eemaan,
20:30wa ayyadahum bi rooh-e-min,
20:32yahan par faiz ho jaye,
20:35toh phir,
20:36unki zabaan,
20:37jab khulti hai na,
20:39toh jab bhi khulti hai,
20:41Allah ki rizaam mein khulti hai,
20:44jab bhi khulti hai,
20:45deen-e-Islam ki himayat mein khulti hai,
20:48jisse Huzoor-un-Abi-Kareem
20:49alaihi salam ne firmaaya na,
20:51ki har ummat mein
20:52ek muhaddas hota hai,
20:54muhaddas kise kehte hai,
20:56yoo samajhneejiye,
20:57ki kabhi kabar,
20:58aapne dekha hoga,
21:00ki ek nek shaks hai,
21:01ya aam shaks bhi hai,
21:03achanak kehte hai,
21:03ki bas mere dil mein yeh baat
21:05Allah ki taraf se aagayi hai,
21:06ab mein yeh karunga,
21:07aap usse kehte hai,
21:08kya hua,
21:09bas mere dil mein yeh baat aagayi hai,
21:11toh muhaddas wo hota hai,
21:13ki jiske dil mein,
21:15Allah tabarak-e-w-taala
21:17farishton ki zariye baat daal deyen,
21:20toh zayada ki wo haq par hota hai na,
21:21toh firmaaya ki,
21:22har ummat mein ek muhaddas hota hai,
21:25agar meri ummat mein
21:27koi muhaddas hai,
21:28toh wo mera Umar bin Khattab
21:30radhiya Allah-u-taala anhu hai,
21:32wo Farooq-e-Azam
21:32radhiya Allah-u-taala anhu hai,
21:34Allah-u-Akbar.
21:36Aur phir ek tassalsul bhi
21:37mein aagayi jaaka ras karunga,
21:38Inshallah.
21:39Toh ab yahaan par aap dekhein,
21:41wa ayyadahum biroohim min,
21:43jaisi hum Baba sahab ka padhte hai na,
21:46kataba fee qloobi ul-eemaan,
21:48wa ayyadahum biroohim min,
21:50jab bachwan mein,
21:51aapki waalda-e-mutarmah
21:52ne firmaaya tha,
21:53ki beta namas padhakar,
21:55toh tujhe shakar badi pasand thi,
21:57jai namas ki neechi se shakar milegi.
22:00Rosh daal diya karte hai.
22:01Acha, bohose logi kehte hain ki jee,
22:04bachon ko na,
22:06ibadat mein lalash na diya karein.
22:08Mera muqif isme yeh hai,
22:11ki aap jab kehte hain bachay se,
22:13ki beta,
22:14tu agar pass hoga na,
22:15A1 plus mein pass hoga,
22:16A plus mein pass hoga,
22:17toh tujhe mein jo bolega
22:19mein dilaunga.
22:20Lalash dete hain,
22:21wo imtihaan mein kamyaab ho jata hai.
22:23Lekin phir jab wo mature ho jata hai,
22:26uske nazneek phir wo lalash nahi rehti.
22:28Phir wo apni zindagi mein masroof ho jata hai.
22:31Apni aage, mustaqbil mein,
22:33johi wo,
22:34bohosi taraqeeh hasil kar leta hai.
22:36Phir wo cheezein uske pehche nazar nahi rehti.
22:38Baat aage badh jati hai.
22:39Toh bachpan mein,
22:41unki aadaton ko pukhta karne ke liye,
22:43agar aapne inaam ka lalash diya,
22:45achi baat hai,
22:47den,
22:48taake wo us ibadat par kamarbasta ho jaye.
22:51Aaj wo inaam ki lalash mein badh raha hai.
22:54Jab bada ho jayega,
22:55phir Allah taala ki rizaa ki lalash mein badhega.
22:57Allah ki rizaa ki lalash a jaayegi.
23:00Baba sahab rahmatullah hi taala alayhi namas badhte,
23:02aur phir niche se shakar uthate.
23:05Toh uske baat kya hua,
23:06ke ek martaba shakar rakhna bhool gayi.
23:09Khayal aagaya,
23:10bhaakti bhi aayi,
23:12ke mere bete ke dil par kya guzregi.
23:14Toh jab aayi,
23:15toh beta namas padh chuka tha.
23:17Beta namas padh li,
23:18haan padh li,
23:19shakar mili,
23:20thoda sa jhijakte bhi poocha,
23:21shakar mili?
23:22Bhola haan maa,
23:23shakar aaj bhi mili gayi.
23:25Haan ek baat hai maa,
23:26ki roozana tu shakar jo rakhti thi na,
23:28uska zaayika kuch aur utha tha,
23:30aaj zaayika kuch aur hai.
23:33Qataba fee qloobihumul eemaan
23:35wa ayyadahum bi roohim min.
23:37Phir Allah abdul Aalameen,
23:39apni jaanib se farishton ke zariye
23:41unki madad firmata hai.
23:43Hazrat-e-Farooq-e-Asim radhiya Allah-u-taala anhu ko,
23:46agar aapki hayat-e-tayyiba dekhen,
23:49toh ek taraf,
23:50mere Nabi-e-Sallallahu-ta'ala alaihi-wa-sallam haan.
23:53Kehte hai na,
23:54ki Ibrahim alaihi-sallatu-wa-sallam ne,
23:56iska zikr surah-e-Baqarah mein,
23:58pehle paare mein hai.
23:59Rabbana waba'as feehim rasoolan minhum.
24:03Jab khan-e-Kaaba ki taameer firmai,
24:05toh arski ki,
24:06ayy hamar-e-Rab,
24:07tin-e-hukum par taameer toh kardi,
24:10ab isko abaat karne wala,
24:11in mein ek rasool bhej.
24:13Toh Ibrahim ne,
24:14Muhammad-Sallallahu-alaihi-wa-sallam haan ko manga,
24:17aur mene Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam haan ne Hazrat-e-Umar ko manga.
24:21Allahu Akbar.
24:23Woh Umar,
24:24jiski a'adaab-e-shayda-saqar,
24:26us Khuda Dost,
24:27Hazrat-e-Milak-un-Salam.
24:29Kya shaan-e-mere Umar,
24:30radhi-Allah-u-ta'ala no ki.
24:32Toh Nabi-e-Sallallahu-ta'ala alaihi-wa-sallam ne,
24:34firmaiya na,
24:35ki Allahumma a'izz-il-Islama.
24:38Ek riwayat mein,
24:38bi-Umrain.
24:40Doh Umro ki baatein,
24:41ek Abu Jahl tha aur ek Hazrat-e-Umar,
24:42radhi-Allah-u-ta'ala no.
24:44Toh ek riwayat mein hain,
24:45ki Umar ibn-e-Khattab khaasatan,
24:48ki Allah,
24:49Umar ibn-e-Khattab,
24:50radhi-Allah-u-ta'ala anhu ke zariye,
24:53iske Islam ke zariye,
24:55Islam ko a'izzat-e-ataaf firmaa.
24:58Mere Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam haan ki dua hain.
25:01Woh kehte hain na,
25:02ijabat ka sehra,
25:03inayat ka joda,
25:04dulhan banke nikli,
25:05dua-e-Muhammad.
25:07Ijabat ne jukkar gale se lagaya,
25:10badhi jab naaz se dua-e-Muhammad,
25:12Sallallahu-ta'ala alaihi-wa-sallam haan.
25:15Woh mere Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam hain ki,
25:16lau kaana ba'di nabiyyan,
25:18la kaana Umar ibn-e-Khattab.
25:19Mere baad agar koi Nabi hota,
25:21toh iye hota.
25:22Koi Nabi nahin.
25:23Mere Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam hain par,
25:26nubuwat ka darwaza band ho chuka hain.
25:28Aap ke baad koi Nabi,
25:30kisi Rasool ne,
25:31nahi aana.
25:32Ma kaana Muhammadun abaa ahadim,
25:34mir rijalikum wa laakir Rasool Allahi
25:37wa khataman Nabiyyin.
25:38La Nabi-e-Ba'di.
25:39Ab isfer baad ho chuki hain.
25:41Acha ab,
25:42doosti shaan dekhen,
25:44yeh koon firma rahe hain?
25:45Aaj ka koi,
25:47mazhabi scholar nahin keh raha.
25:49Main nahin keh raha,
25:50koi aur nahin keh raha.
25:51Yeh mere Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam ka firmaan hain.
25:54Cheeke na?
25:55Hum padhtein,
25:55audhu billahi minash shaitaanir rajim.
25:57Kyu padhtein?
25:58Shaitaan marduz se pana mil jaye,
26:00Allah-Tala ki bargah ki.
26:02Cheeke?
26:03La hawla wa la quwwata illa billahi l-Alazim.
26:05Kyu padhtein?
26:06Keh Allah-Tala ki pana,
26:07shaitaan marduz se mil jaye.
26:09Cheeke na?
26:10Hum humesha kehtein,
26:11keh Maula humein shaitaan se bacha.
26:13Us shaitaan ko dekhiye,
26:14ke Nabi-e-Alaihi-Sallallahu-alaihi-wa-sallam
26:16firmaatein,
26:16Umar kya baat hain?
26:17Main dekhta hun,
26:18ke tum jahan se guzarte ho,
26:20shaitaan us raaste ko chod kar bhaag jata hain.
26:24Allahu Akbar.
26:25Aur phir,
26:26Main Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam hain,
26:28ek martaba Uhud pahar par hain,
26:30aur aapke saath Abu Bakr Siddiq,
26:34Hazrat-e-Umar bin Khattab,
26:36aur Usman-e-Ghani radiya-Allah-hu-ta'ala
26:38anhu majma'een maujood hain,
26:39toh Uhud pahar jumbish karne laga.
26:43Toh aapne firmaaye,
26:44ke uskut ya Uhud,
26:46ey Uhud,
26:47kyunki Uhud pahar wo hain,
26:48yeh wo pahar hain,
26:50khush naseeb pahar.
26:51Mere Nabi-e-Alaihi-Sallallahu-alaihi-wa-sallam ne firmaaye,
26:53ke main iss se muhabbat karta hun,
26:54yeh hum se muhabbat karta hain.
26:56Firmaaye, ey Uhud,
26:58saakit ho jaa,
26:59sukoon ikhtyaar kar,
27:02tujhe pata nahin,
27:04ke tujh par ek Nabi hain,
27:05ek Siddiq hain,
27:06aur doh Shaheed hain.
27:09Shaheed se muraat,
27:10Hazrat-e-Umar radiya-Allah-hu-ta'ala anhu,
27:12Hazrat-e-Usman-e-Ghani radiya-Allah-hu-ta'ala anhu.
27:14Siddiq se muraat,
27:15Abu Bakr Siddiq hain,
27:16aur hamare Nabi-e-Sallallahu-alaihi-wa-sallam hain,
27:19tashreef firmaat hain.
27:20Toh yeh,
27:20Hazrat-e-Umar radiya-Allah-hu-ta'ala anhu ki shaan hain.
27:23Aur phir main baat karoon,
27:25ke kattaba fee quloobihumul eemaan,
27:28wa ayyadahum biroohim min.
27:31Phir Allah ta'ala unki dilon mein
27:33eemaan ko rasikh firmaa deta hain.
27:35Na sirf rasikh firmaa deta hain,
27:37balke kya hota hain?
27:38Ke unki phir apne farishton ki zariyye madad firmaa deta hain.
27:42Theek hai na?
27:43Ab aap dekhe,
27:44Hazrat-e-Umar radiya-Allah-hu-ta'ala anhu kehte hain,
27:47ki ya Rasool Allah,
27:49apni,
27:50balke aap logon se kahen,
27:53ki jab aap ke ghar mein aayen,
27:55to istara na aayen,
27:57aur apni azwaaj se firmaaen,
27:59ki wo in logon se purda ikhtyaar firmaaen.
28:03Allah Rabbul Aalameen ne,
28:05aap ke qool ke mutaabik,
28:06aapki muwafqat mein Quran-e-Kareem ki
28:08ye ayat-e-Kareem anazil firmaa hai.
28:10Wa idha saaltumuhunna mata'an,
28:14fas'aluhunna min wara'i hijab.
28:17Kyunki aapko achha nahi lakta tha,
28:19ki log istara aaja hain.
28:20To firmaa hai,
28:20ki logon se kaho,
28:22ki jab aapke ghar par aayen,
28:24to firmaa hai,
28:25koi suwaal karein,
28:26to oot mein hokar suwaal karein,
28:27saamne aakar na karein.
28:29Doosra,
28:30jab aazaan ka maamla tha,
28:33to mukhtalif sahaba ne mukhtalif advice deeyin,
28:36mukhtalif masharay deeyin,
28:38har kisi ki apni advice deeyin.
28:40Kisi ne kaha aag jalaya jayein,
28:41kisi ne kaha naqoos bajaya jayein.
28:43Hazrat-e-Umar radiya Allah-u-ta'ala,
28:45anhu ne firmaa hai,
28:46ki kyuna ilan kiya jayein.
28:49Aur aapki muwafqat mein,
28:51yeh Quran-e-Karim ki aayat,
28:52wa man ahsanu qawlam mimman da'a ila Allah.
28:56Allah ki baaz se badkar,
28:57kis ki baad achi ho sakte hai?
29:00Yeh bhi aapki muwafqat mein.
29:02Fir,
29:03Jang-e-Badr ke qaidiyon par,
29:05jab mushabrat hui,
29:06to Syedna Siddiq-e-Akbar radiya Allah-u-ta'ala
29:08no ka mashwara tha,
29:09ki theek hai,
29:11in par fidya lagaya jayein.
29:12Ya jis ke paas fidya nahin,
29:14to usse koi kaam liya jayein.
29:16Aur fir uske baad,
29:17waqt-e-muqarrara ke baad chod diya jayein.
29:20Hazrat-e-Umar radiya Allah-u-ta'ala
29:21nain farmaya nahin.
29:22Islam ke aage hamare azeez-o-qarib ki hasiyat kya hai?
29:26Kyunki aap to waada kar chuke hain na?
29:28La yu'minu ahadukum hatta
29:29akoon ahabba ilayhi
29:30min walidihi wa waladihi
29:32wal nasi-e-jama'een.
29:34Ey Umar!
29:35Kyunki Hazrat-e-Umar se khitab tha,
29:36lekin tamaam ummat ke liye taaleem thi.
29:38Uska imaan mukamal nahin ho sakta,
29:41hatta ke wo apne waaldein,
29:43apne aulad,
29:44tamaam logon se zyada,
29:47Muhammad-e-Arabi
29:48Muhammad-e-Arabi
29:49Muhammad-e-Arabi
29:50Muhammad-e-Arabi
29:51Muhammad-e-Arabi
29:52Muhammad-e-Arabi
29:53Muhammad-e-Arabi
29:54Muhammad-e-Arabi
29:55Muhammad-e-Arabi
29:56Muhammad-e-Arabi
29:57Muhammad-e-Arabi
29:58Muhammad-e-Arabi
29:59Muhammad-e-Arabi
30:00Muhammad-e-Arabi
30:01Muhammad-e-Arabi
30:02Muhammad-e-Arabi
30:03Muhammad-e-Arabi
30:04Muhammad-e-Arabi
30:05Muhammad-e-Arabi
30:06Muhammad-e-Arabi
30:07Muhammad-e-Arabi
30:08Muhammad-e-Arabi
30:09Muhammad-e-Arabi
30:10Muhammad-e-Arabi
30:11Muhammad-e-Arabi
30:12Muhammad-e-Arabi
30:13Muhammad-e-Arabi
30:14Muhammad-e-Arabi
30:15Muhammad-e-Arabi
30:16Muhammad-e-Arabi
30:17Muhammad-e-Arabi
30:18Muhammad-e-Arabi
30:19Muhammad-e-Arabi
30:20Muhammad-e-Arabi
30:21Muhammad-e-Arabi
30:22Muhammad-e-Arabi
30:23Muhammad-e-Arabi
30:24Muhammad-e-Arabi
30:25Muhammad-e-Arabi
30:26Muhammad-e-Arabi
30:27Muhammad-e-Arabi
30:28Muhammad-e-Arabi
30:29Muhammad-e-Arabi
30:30Muhammad-e-Arabi
30:31Muhammad-e-Arabi
30:32Muhammad-e-Arabi
30:33Muhammad-e-Arabi
30:34Muhammad-e-Arabi
30:35Muhammad-e-Arabi
30:36Muhammad-e-Arabi
30:37Muhammad-e-Arabi
30:38Muhammad-e-Arabi
30:39Muhammad-e-Arabi
30:40Muhammad-e-Arabi
30:41Muhammad-e-Arabi
30:42Muhammad-e-Arabi
30:43Muhammad-e-Arabi
30:44Muhammad-e-Arabi
30:45Muhammad-e-Arabi
30:46Muhammad-e-Arabi
30:47Muhammad-e-Arabi
30:48Muhammad-e-Arabi
30:49Muhammad-e-Arabi
30:50Muhammad-e-Arabi
30:51Muhammad-e-Arabi
30:52Muhammad-e-Arabi
30:53Muhammad-e-Arabi
30:54Muhammad-e-Arabi
30:55Muhammad-e-Arabi
30:56Muhammad-e-Arabi
30:57Muhammad-e-Arabi
30:58Muhammad-e-Arabi
30:59Muhammad-e-Arabi
31:00Muhammad-e-Arabi
31:01Muhammad-e-Arabi
31:02Muhammad-e-Arabi
31:03Muhammad-e-Arabi
31:04Muhammad-e-Arabi
31:05Muhammad-e-Arabi
31:06Muhammad-e-Arabi
31:07Muhammad-e-Arabi
31:08Muhammad-e-Arabi
31:09Muhammad-e-Arabi
31:10Muhammad-e-Arabi
31:11Muhammad-e-Arabi
31:12Muhammad-e-Arabi
31:13Muhammad-e-Arabi
31:14Muhammad-e-Arabi
31:15Muhammad-e-Arabi
31:16Muhammad-e-Arabi
31:17Muhammad-e-Arabi
31:18Muhammad-e-Arabi
31:19Muhammad-e-Arabi
31:20Muhammad-e-Arabi
31:21Muhammad-e-Arabi
31:22Muhammad-e-Arabi
31:23Muhammad-e-Arabi
31:24Muhammad-e-Arabi
31:25Muhammad-e-Arabi
31:26Muhammad-e-Arabi
31:27Muhammad-e-Arabi
31:28Muhammad-e-Arabi
31:29Muhammad-e-Arabi
31:30Muhammad-e-Arabi
31:31Muhammad-e-Arabi
31:32Muhammad-e-Arabi
31:33Muhammad-e-Arabi
31:34Muhammad-e-Arabi
31:35Muhammad-e-Arabi
31:36Muhammad-e-Arabi
31:37Muhammad-e-Arabi
31:38Muhammad-e-Arabi
31:39Muhammad-e-Arabi
31:40Muhammad-e-Arabi
31:41Muhammad-e-Arabi
31:42Muhammad-e-Arabi
31:43Muhammad-e-Arabi
31:44Muhammad-e-Arabi
31:45Muhammad-e-Arabi
31:46Muhammad-e-Arabi
31:47Muhammad-e-Arabi
31:48Muhammad-e-Arabi
31:49Muhammad-e-Arabi
31:50Muhammad-e-Arabi
31:51Muhammad-e-Arabi
31:52Muhammad-e-Arabi
31:53Muhammad-e-Arabi
31:54Muhammad-e-Arabi
31:55Muhammad-e-Arabi
31:56Muhammad-e-Arabi
31:57Muhammad-e-Arabi
31:58Muhammad-e-Arabi
31:59Muhammad-e-Arabi
32:00Muhammad-e-Arabi
32:01Muhammad-e-Arabi
32:02Muhammad-e-Arabi
32:03Muhammad-e-Arabi
32:04Muhammad-e-Arabi
32:05Muhammad-e-Arabi
32:06Muhammad-e-Arabi
32:07Muhammad-e-Arabi
32:08Muhammad-e-Arabi
32:09Muhammad-e-Arabi
32:10Muhammad-e-Arabi
32:11Muhammad-e-Arabi
32:12To have a special relationship with Allah
32:14To not be heedless
32:16To love Allah and His Messenger the most
32:22And to love Allah's friends
32:25To love Allah
32:27Because the demand of this verse is
32:29When you love Allah, you should love his friends
32:33When you love the Prophet, you should love the companions of the Prophet
32:38So how is this possible?
32:39What kind of faith is this?
32:40To have friendship with Allah
32:42To love Allah
32:44And not to love his companions
32:46How is this possible?
32:48To love the Prophet
32:50And not to love his friends
32:52And not to love his family
32:54So to have friendship with Allah and his Messenger
32:59And to love them
33:01Is to have love for those who are related to them
33:06This is the most important demand of love
33:10So to love the Prophet, to love his friends, to love his family
33:15And see how fortunate we are
33:18That when we claim to love the Prophet
33:22We love his companions
33:24And we love his family
33:27And may Allah keep us in this love
33:29And the second demand is
33:31To not stand with Allah's enemies
33:35To not stand with Allah's enemies
33:37To not stand with the enemies of the Prophet
33:40And our life should be like this
33:43I am saying this for the last time
33:51O beloved, tell them
33:53My prayers, my sacrifice, my life, my death
33:59All of this is for Allah
34:01Who is the Lord of all the worlds
34:04It is said that
34:06When you are immersed in your heart
34:08You will find the way of life
34:10When you are immersed in your heart
34:12You will find the way of life
34:14It is not about me, it is about you
34:16May Allah grant us love for ourselves
34:18And for our beloved
34:20May Allah grant us love for ourselves
34:22And may Allah grant us love for our beloved
34:24And for the companions of the Prophet
34:26And for his family
34:28May Allah grant us love for his companions
34:31And may Allah grant us love for his family
34:34And may Allah grant us love for our families
34:36Amen, Bi jahil Nabiyul Ameen
34:38If you have a question, please ask
34:40Peace be upon you
34:42How long did Hazrat Umar's caliphate last?
34:46And what were the benefits of his caliphate for the Muslims?
34:50Look, after the departure of the Prophet
34:56This is a very beautiful question and an informative question.
35:00It has a lot of information.
35:02The revelation of Huzoor-e-Kareem-Alaihi-Wasallam took place in the 11th year of Hijri.
35:07After that, Sayyiduna Siddiq-e-Akbar stayed for 2 years and a few months.
35:12So, in the 13th year of Hijri, the time of Khilafat of Hazrat Umar-e-Anhu came.
35:18And in the 23rd year of Hijri, Huzoor-e-Kareem-Alaihi-Wasallam stayed.
35:22So, the time of Huzoor-e-Kareem-Alaihi-Wasallam stayed for 10 years.
35:27And in this time, different courts were established.
35:33The court of justice, the court of police, the court of soldiers, the court of apache.
35:41So, different courts were established in the time of Huzoor-e-Kareem-Alaihi-Wasallam.
35:46And it was a time of great victories.
35:50In the time of Huzoor-e-Kareem-Alaihi-Wasallam, the Khilafat of Huzoor-e-Kareem-Alaihi-Wasallam was at 2.5 million square miles.
35:58And try to guess from this.
36:02This is a saying of a non-Muslim.
36:05He says that if there was one more age in Islam,
36:10then there would have been no other religion on earth other than Islam.
36:14May Allah have mercy on them.
36:19Mufti Sahab, please tell us about the justice of Hazrat Umar-e-Farooq.
36:27How was his justice?
36:29And how should it be in today's time?
36:32Look, as far as justice is concerned, we testify.
36:37Today, non-Muslims also testify that Hazrat Umar-e-Farooq's justice in the time of Khilafat was his own example.
36:49According to the Prophet, the first thing he did was to start with himself.
36:59When famine came, he stopped eating other foods.
37:08He said that until my people don't get this, I won't eat it.
37:13And he continued to live on olives.
37:16Because of this, his skin color became a little dark due to using it.
37:23In the same way, as far as justice is concerned, he used to wear clothes.
37:29And when it was time to liberate Palestine from famine,
37:39he was riding on a horse with his slave.
37:42When he reached there, look at the justice.
37:46Hazrat Umar-e-Farooq was riding on a horse with his slave.
37:53He said, O Ameer-ul-Mu'mineen, justice is justice.
37:57He handed over the keys to the Holy House.
38:02He was asked, what happened that there was so much war and you handed over the keys to the Holy House without saying anything?
38:11Hazrat Umar-e-Farooq said, I have read in my books,
38:14that whoever comes to conquer the Holy House,
38:18when he reaches there, he will be wearing clothes,
38:23and he will be riding on a horse with his slave.
38:30When the governor would appoint someone,
38:35he would write down all his properties,
38:40and then tell him to keep the doors open for the people,
38:46and not to ride on a magnificent horse,
38:49and not to wear magnificent clothes,
38:51and not to leave where there is a complaint.
38:54The condition of Hazrat Umar-e-Farooq was that,
38:56when he used to walk in Madinah Munawwara at night,
39:01and when he used to walk in Madinah Munawwara at night,
39:04he used to say that if a child of a goat dies of hunger and thirst by the river,
39:10then Umar will be questioned by him on the Day of Judgement.
39:13Yes, dear viewers,
39:15Alhamdulillah, all the friends who have come here,
39:17the questions have been completed,
39:19their answers have also been given.
39:22And now, we would like to ask your permission,
39:25we will come again to you in some other program,
39:28till then, we would like to ask your permission,
39:30the program, Dars-e-Quran,
39:32related to Hazrat Umar-e-Farooq,
39:35with this program, we would like to ask your permission,
39:38that you give us permission,
39:40remember us in your prayers,
39:41we will remember you in our prayers,
39:43and pray for our team as well,
39:45may Allah, the Lord of the worlds,
39:46may we all, our team,
39:47and all of you, be a supporter and a helper.
39:49Assalamualaikum,
39:50Warahmatullahi Wabarakatuh.

Recommended