सास के मेहमान - Hindi kahaniya _ Hindi Story _ Moral Stories _ Kahaniya _ Hindi Stories _ Fairytales

  • 2 months ago
सास के मेहमान - Hindi kahaniya _ Hindi Story _ Moral Stories _ Kahaniya _ Hindi Stories _ Fairytales #moralstories #hindikahani #newstory #funnyvideos
Transcript
00:00Sass ki mehmaan, Seemar ki sass ki sari zindagi kiraye ke makaan mein hi bhi thi, lekin jab
00:11beta kamaane layak hua, toh usne apna bada makaan banaya.
00:15Kya hai maa, itni lambi list mehmaanon ki, griha pravesh hai sirf, shadi mein toh tumne
00:22in logon ko bulaya hi tha na.
00:24Are beta, tumhare pita aur maine toh saara jeevan ghar nahi banaya, yeh sochkar ki paisa
00:31ghar mein laga denge, toh tujhe kahaan se padhaenge, ab beta ghar jaisi khushi mein main unlogon
00:37ko kaise phool jaun, jin logon ke saath maine poora jeevan gata.
00:42Tabhi wahaan bahu aajati hai, kya maa ji kaisi baat kar rahi hai, bua ji, chachi ji, unki
00:48betiyaan, susural wale, sabhi toh aa rahe hain, maine unki list suman se puchkar tayyaar
00:54karli hai.
00:55Haan beta, yeh log toh rishtadan hai, in logon ko toh bulana hi hai, lekin jin logon
01:01ke saath main kiraye ke makaanon mein rahi, wo makaan maalik, wo padosi, unhe kaise bol
01:07sakti hoon.
01:08Maa, lekin wo neelam aunty ko toh mat bulana, bada hi low standard sound karti ho.
01:15Haan maa, aur wo, Kiran ko bhi, unka pati aur beta khaate kitna hai?
01:19Aur nahi toh kya, shaadi mein bhi 2000 rupe wali plate mein dana dan kha rahe the.
01:25Maa kuch nahi bolti, kamre mein chali jaati hai, tumhari maa ke toh chochli hi alag hai,
01:30na jaane logon ko kya batana chahti hai, arre aans padus ko toh aise pooch rahi hai jaise
01:35ki rishtedar.
01:36Haan, jaan baam maa ko, wo kise se jurti hai, toh dil se jurti hai, baise baat karta
01:43hoon se.
01:44Sabhi apne apne kaam mein lag jaate hain, saans ko neend aa jaate hai aur wo soo jaate
01:49hai.
01:50Hmm, lag raha hai ki gussa hokar soo gayi, kapdi bhi apne bahar phenk kar gayi hai, bahu
01:55hai naa, naukrani jaisi, kar legi kaam.
01:58Barbar karti bahu, saans ki kamre mein jaate hai, aur kapdo ko unki almari mein rakhti
02:03hai, ki tabhi uske haath mein ek album aur kuch khat lagte hai.
02:07Arre, yeh kya hai?
02:09Bahu album dekhti hai, jaha neelam aunty aur saans ke saath, chhota sa uska suman khada
02:14hota hai.
02:15Inki bachpan ki photo, wo saari photo dekh kar jab khat ko kholti hai, toh wo kiran
02:22ka hota hai.
02:23Bahu khat padne lagti hai, khat mein likha hota hai, tu paise ki chinda naa kar, suman
02:29ke padhai mein koi kamee naa hoon, hum padosi nahi behne hai, tabhi saans jag jaate hai.
02:36Arre bahu, kya hua, kuch chahiyat hai kya?
02:39Bahu baat khuma deti hai, maa ji, wo inki photo dekh rahi thi neelam aunty ke saath,
02:45kitte sundar lag rahi hai na aunty?
02:48Haan, dikha toh zara photo, bahu saans ko photo deti hai, saans photo dekh kar kehti
02:54hai, yaad aata hai, tere sasuji toh the nahi, kaam ke liye das dino ke liye shehar se bahar
03:02gaye the, jab beta hone wala tha, tab neelam aunty aur arun uncle hi the, aunty hi bhi
03:09pechaari raat bhar mere saath baithi rahi, toh uncle bhaag bhaag kar davaay ka intizaam
03:15kar rahi thi, beta ke hone ke baad bhi jab tak mai ghar nahi aayi mere paas hi rahe,
03:21rishtedaar toh aaye the mundan mein das dino ke baad, bahu sunkar khush hoti hai, tabhi
03:26nazar khat par padhti hai, maa, yeh kirana aunty ko apne paise wapas kar diye?
03:32Haan, wo bhi samajh kaise kaise kiye, main hi jaanti hu, suman ke padhai ke liye paison
03:37ki zarurat thi, rishtedaar toh saaf bol diya tha, ki kisi hotel mein kaam par laga do,
03:44kayi log bartan dhone ke saath padhai karte hain, lekin kirana aunty, unhone apne budhapi
03:50ke liye bachaye hua paison ko suman ki padhai ke liye diye, yaani ki aaj yeh jo kuch bhi
03:56hain, wo kirana aunty ke karan hi na, haan bahu, aise aise padosi hua karte the, jo kisi
04:03rishte ke naam se nahi, balki apne pan se bhare the, phir saas ka bolne ka rukh deekha
04:10ho jata hai, aur phir bhi dekh, suman in logon ko bhi nahi bulane diya raha hai, maa, main
04:16baat karti hu, yeh log sirf aayenge hi nahi, hum logon ke saath rukenge bhi ghar mein,
04:22rishtedaaron ki tarah, saas, bahu, bete se pooch kar, ek ek ghar jaa kar, panoseon ko
04:29ek din rehne ka niyota diyaate hain, aur phir wo din bhi aaj aata hai, jab ghar mein greh
04:33prabhesh hota hai, are hum logon ka kamra kaha hai, bada kamra dena hum logon ko, khula
04:40khula, suman pareshan ho jata hai, ki wo kya kare, kahan, kiska saamaan rakhe, ki wahi
04:47kiren, padosan aa jaati hai, are suman, pareshan na ho beta, humare kamre me rakhta hun logon
04:54ka saamaan, hum toh teri maa ke saath drawing room mein exist ho jaayenge, aur humara kamra
04:59kaha hai, suman, zara saamaan kamre mein toh rakha do, are yeh kya, mere kamre mein toh
05:09safa hi nahi hai, are bata deti suman, hum kahi aur rahe leti, tabhi waha neelam jhaadu
05:16lekar aa jaati hai, are babli didi kaisi baat kar rahi hai, chaliye main saaf kiye deti
05:21hum kamra, wahi maami ji bhi aa jaati hai, are suman didi, sabse chota kamra hum logon
05:27ko hi dena tha kya, maaike ki koi parvai nahi hai, wo maami ji, kiren aunty aur neelam
05:34aunty ki family ek hi kamre mein hai na, toh isliye, aap aur mama do hi toh log hai toh,
05:40maami toh bahu ki moose yeh baat sunkar gusse se laal pili ho jaati hai, are wah ji wah,
05:46bahu ki zubaan toh dekho, kitna bol rahi hai, itna bol lewali bahu yeh bhi hoti hai kya,
05:52are rahne do, jab meri behan nahi mere baare mein nahi socha, toh kisi aur se kya umbeet
05:58kare, dono samaan pack kar ki ghar se nikal hi rahe hote hain, ki neelam aa jaati hai,
06:04are rakesh bhaiya, main bhi suman ki tarah hi toh hu, aap toh hum logon ko itne saal se
06:08jaante hain, haan haan tum log toh meri behan se chipki hi rahi, gond ki tarah,
06:14kher koi baat nahi raho bade kamre mein, tabhi arun waha jaata hai jo neelam ka pati hai,
06:20are are bhaiya thoda toh waqt bhijiye, hum saare chhote kamre mein shift ho rahe hain,
06:25saare padose chhote kamre mein chali jaate hain, aur mama maami bade kamre mein,
06:30bahu chachi ki kamre se bahar nikal rahi hoti hai ki, dekho kaise bada makaan bana kar itra rahi
06:37hai, are jab hum logon ne kaha tha ki ghar banwa lo, tab toh ladke ko padhaane ki padhi thi,
06:44itna paisa rakhi thi, mehngi college mein padhaya, tab baat maani hoti toh saste mein makaan ban jaata,
06:53bahu aage jaate hai jahan doon padosam bhi, aapas bhi baat kar rahi thi,
06:58maana padhega suman ko, bahut samajhdari ke saath chali, bachon ki zimmedaari ko sabse upar
07:04rakha, rishtedaron ke saath bhi poora nibhaya, nahi toh aaj kal ki rishtedar,
07:09are suman ke liye toh hum hamesha hi khade hai,
07:13bahut abhi maami ke paas jaate hai jahan wo maama se keh rahi hoti hai,
07:17bas ab aage iske ghar, ab toh yeh ro ro kar bhi bulayegi toh main naao,
07:22kaise kamre mein rakha hum logon ko, suman bhi na kisi hi kaam ki nahi hai,
07:28bahu sabhi ko dekh samajh rahi thi, rishtedaron ke nakharon ke beech, padosiyon ka pyaar,
07:34wo dekh kar samajh jaate hai ki saath ke asli mehmaan kaun hai.

Recommended