Ghr se taveez milna kis bat ki alamat hain?

  • 2 months ago
ghr se taveez milna
Transcript
00:00Allahumma salli wa sallim wa barik ala man nisbuhu sayyidina wa maulana muhammadun ahmadun
00:05hamidun mahmudun habibi kal nabijil ummiyya raufur rahim wa ala aalihi wa ashabi ajma'een
00:11wa barik wa sallim wa sallim alaik.
00:13Muziza's ameen-e-karam, aaj hum mauzoo lekar hazir huve hain jo badahi eham mauzoo hai
00:19ke aksar uqaat hamare gharon ke andar se taweezat waghaira milte hain.
00:24Toh wo jo taweezat milte hain pehli baat toh yeh samajh nahi aati ki yeh taweez yahan
00:30par iss jagah par kaise pohnch gaye.
00:32Phir hamara shak jo hota hai wo foran se ya ghar ke kisi afraad ki bahu ki taraf hamara
00:38khayal chala jata hai ki ji hamari nou ne hamare upar yeh jaadu kar diya hai ya kisi
00:43rishtedar ke upar jaadu kar diya hai, koi aur toh humare ghar mein aata, koi nahi
00:46hai toh wo falan falan aata hai, usne taweez rakhe unge.
00:48Toh aisa nahi hota hai, iske peeche bohot saari reason jo hain wo chhupi hoti hain.
00:53Toh mujhe bakaidah tohr pe USA se UAE se bhi calls aati hain aur wo batate hain ki ji
01:00hamare ghar se taweezat wo falan jagah se istara karke nikleh hain.
01:04Ab yeh wo jagah hain jaha par wo bichara akela reh rahi hain aur unki wo family wahan par
01:10reh rahi hain.
01:11Baaki saari rishtedar toh idhar Pakistan mein bethe huye hain, doosre kisi mula ki
01:14andar bethe huye hain.
01:15Toh phir taweezat unke ghar mein kaise gus gaye.
01:18Ab wo jo taweezat ghar se niklahein hain, ab unka kya karein aur wo kis cheez ki alamaat
01:24hoti hain.
01:25Yeh toh sarahan seedi si baat hai, wo jadoo ki wajah se yeh sara kuch hota hai.
01:29Toh usko asar ko ham kis tarahan se zaya karein.
01:32Toh aksar log yeh galti karte hain, ya toh usko padhne bat jate hain, toh ya phir wo
01:37foran wo babon ki baarga mein poon jate hain, ke babaji das ho aina taweezah nahun ki
01:42karna hai.
01:43Toh aapne, sabse pehle aapta mahabab apse uzarish hain, ke jino ne abhi tak hamara channel
01:48Deva Sharif isko subscribe nahin kiya, wo isko subscribe bhi kar lein aur bell icon
01:52ke button ko zarur dabayein.
01:54Toh ham baat kar rahe the ghar se milne wale taweezat ke mutallein.
01:58Toh ghar se aapko jo taweezat waqara milte hain, yeh sabse pehle is baat ki nishani hoti
02:03hain, ke jab Allah aapke upar karam firma deta hai, wo taweezat aapko mil jate hain.
02:08Dekhein, jaadu kiya hi aapko isliye jata hai, ke wo zahir na ho.
02:12Ab wo jab wo zahir ho gaye, toh iska matlab hai, uska asar khatam ho gaya.
02:16Aksar wo ek misaal bani ho gaye, ke haath ka diya hua kuch kaam aa gaya.
02:21Aap kab is haath ka diya hua kuch kaam aa gaya.
02:24Aapne kuch Allah ki baarga mein pada hai.
02:26Allah taala ne isliye aapki upar karam kar diya hai.
02:28Pehli baat toh yeh hai, ke wo taweez jab nikal aaye, toh iska matlab hai, uska asar
02:32khatam ho chuka hai.
02:34Ab usko padhne wali galti na karein, aapne usko padh kar kya karna hai.
02:37Phir usko aap ghor se padhne bair jate hain, achha isme mera naam likha hai, falaan ka
02:41naam likha hai, achha yeh dekho yaha par karke na, mera naam likha hua hai.
02:45Toh aap is kisam ki, is kisam ki galti na karein, kyunki aapko taweezat ki samaj nahi
02:49hai.
02:50Ke wo taweez kis cheez ka likha hai.
02:51Jab hum usko padhte hain, toh phir uske asra jo hain, wo aur kisam ke murattab ho jate
02:55hain.
02:56Toh lihaaza, aapne ki agar un taweezat ko waise hi pakde, aur kisi bade bartan ke andar,
03:02kisi jagshak ke andar, kisi aur cheez ke andar, aap un taweezat ko paani daalein, paani daal
03:07kar.
03:08Toh aapne kya karna hai, ikhtaalis martaba surah falak padhne hain, ikhtaalis martaba
03:12surah naas padh ke uske upar aap dam karne.
03:14Usse un taweezat ka asar jo hai, wo zaail ho jayega.
03:17Aur usko phir bahir kisi khuli jagah par, kisi saya daad raht ke niche, usko phir baha
03:21deyin, kisi nehar waqara mein, phir wo usko paani ko waise hi un taweezat karne.
03:26Usko baha deyin, isse unka asar jo hai, wo hamesha ke liye zaail ho jayega.
03:31Aur rahi baat, ke wo taweezat wahan par pohnche kaise hain, toh wo koi kisi rishtedaar ka ye
03:37kaam nahi hota, ye jadugari ye kaam jinnaat se bhi le lete hain.
03:41Jinnaat wahan par guz jate hain, jahan par chuaye bhi nahi ghar mein guz sakte hain.
03:45Toh isliye rishtedaaron par, jo hai, wo ghar ke afraat ke upar shak karne se behtar hai,
03:50ke aap un taweezat ka amal hi zaya kar diya karein.
03:54Allah Rabbul Izzat ki baarga mein dua hai, ke Allah Rabbul Izzat humein sahi maano mein
03:57Quran wo sunnat par aamal baira hokar, doosa tak ponchane ki saadat aur taufiq atab farmayein.
04:02Haan, yahan par ek aur baat mein karta chala jaun.
04:05Agar phir bhi, agar aap ahbaab ko kisi cheez ki samaj nahi lagti hai,
04:08toh mera ye niche whatsapp number diya gaya hai.
04:10Mere is whatsapp number par, agar aapko wo taweezat waqara kuch istara ke milte hain,
04:15toh aap uski wo peak utaarkar, tasweer utaarkar mere whatsapp number par,
04:19aap mere saath voice message par raapta kar sakte hain.
04:23Hum bhi raapko uska hal bata sakte hain.
04:25Allah ta'ala humein amal ki saadat aur taufiq ata farmayein. Ameen.

Recommended