Varanasi में T-20 World Cup Final में भारत की जीत के लिए उतारी गई गंगा आरती

  • 3 months ago
टी-20 विश्व कप के फाइनल में शनिवार को भारत की टक्कर दक्षिण अफ्रीका से होगी। इस महामुकाबले से पहले देश में दुआओं और प्रार्थनाओं का दौर जारी है। वाराणसी के गंगा घाट पर भारत की जीत की कामना करते हुए गंगा आरती की गई। नमामि गंगे मिशन की ओर से आयोजित इस खास गंगा आरती में भारतीय क्रिकेटरों की तस्वीर, क्रिकेट बैट और तिरंगा हाथों में थामकर लोगों ने फाइनल में साउथ अफ्रीका पर भारत के विजयी होने की कामना के साथ शंखनाद किया।

Category

🗞
News
Transcript
00:00Ganga Muiya ki Jai, Ganga Muiya ki Jai, Namah Parvati Pate Hai, Ganga Muiya ki Jai
00:12Jeetega Bhai Jeetega, Hindustan Jeetega, Jeetega Bhai Jeetega, Hindustan Jeetega
00:20Bharat Mata ki Jai, Bharat Mata ki Jai
00:26Hum yeh kaamana karte hain, yeha Ganga Dwar par jo Kashi Vishnath Dham ka Ganga Dwar hai
00:31Humne yeha Namami Ganga ki aur se, jo nagrik log hain, mata hain, behne, yuva, vuzurg, sabke saath milkar
00:39Apni Bharati Cricket team ko final me jeetane ke liye
00:43Prabhu Baba Vishnath ji se aur Ma Ganga ji se praatna ki hain, guhaar lagayi hain
00:48Ke humari Bharati Cricket team 140 crore logon ki monokamana poori kare
00:53T20 World Cup me kayi saalon baad jo ek abhashar aaya hai
00:57Ke humari Bharati Cricket team jeet ka parcham lehra sakti hai
01:00Aur Bharatiya taak ko sirmaur pe pohuncha sakti hai
01:04Hum yeh umeet karte hain ki humari Bharati Cricket team Rohit Sharma ki kaptaani me
01:09Achha pradarshan karte hue South Africa ko bhi final me haraaye
01:13Aur hum Bharati Cricket team nirantar vishwa me apne cricket ke jariye
01:20Hum Bharatiyon ki aan, baan aur shaan ki raksha karte rahe
01:23Bharat Mata ki Jai
01:25Humara jo rashtri bhaja hai wo cricket ke kshetra me
01:28Aur nirantar anya kshetra me aage badta rahe yehi kaamana hai

Recommended