From Saathiya To Rang De Basanti: Melodious Madhushree’s Magical 'Music' Journey...

  • 3 months ago
In an exclusive interview with Lehren, enchanting Bollywood singer Madhushree Bhattacharya opens about her career.It reflects on her early days, learning classical music from Pt. Amiya Ranjan Bandyopadhyay and 'Thumri' from Pt. A.T. Kanan.This not only earned her expertise but also made her a classical music teacher. A turning point happened when she was found by Kumar Sanu and her captivating voice led her to enter the Bollywood music industry. Further, lending voice for AR Rahman hit songs 'Kabhi Neem Neem’, ‘Hum Hain Is Pal Yahan’, ‘Tu Bin Bataaye’ and many others made her muse of him for numerous movies. But despite having a successful career, what is she very regretful about that links with her father? Find out in the interview above.

Category

People
Transcript
00:00Kabhi khud pe, kabhi haalaat pe, ro na aaya
00:12Kaali Megha, Kaali Megha, paani to barsa o
00:17Sabhi log ne yeh kaha ki inko singer banna hai, to bas singer ban gayi
00:22Hala ki main bahut acha khelti thi, playing me I was very good athlete, very good swimmer
00:26Lekin humein kaha gaya ki nahi tumhe singer hi banna hai
00:28Jagu mein saarey reyna balma, rasiya man lagna mora
00:39Dekhi Rehman ji se milna ek mere zindagiye ke ek turning point aap kahe sakti hain
00:44Aur jiske badalat main Bombay mein hoon, nahi to main phir South America chale jaati
00:49Tu bin bataaye mujhe le chal kahin jahaan tu muskuraaye
01:11Mere manzil wahi
01:17I am coming from a musical family
01:20Mere peeta ji bahut acha gaana gaate the, mere behne ho sabhi behne bahut acha gaana gaate the
01:27Abhi bhi gaate hain
01:29Toh bachpan se hi gaana sunte sunte aur gaate gaate badhi hui
01:35Aur sabhi log ne yeh kaha ki inko singer banna hai
01:40Toh bach singer ban gayi, hala ki main bahut acha khelti thi
01:45Playing main I was a very good athlete, very good swimmer
01:48Lekin humein kaha gaya ki nahi tumhe singer hi banna hai
01:51So that was that
01:54Major feedback kiska means, jaise ek profession hota hai, singing mein aana hai
01:58Toh ek ghal par hi saari subheda hone ke bauchood bhi
02:01Dad ke saath mein, dad hi guru rahe, kaisa wo ek daur kaisa na seekhne ka, wo thoda describe karenge hai
02:09Initially maini apne peeta ji se seekhe
02:12Uske baad Haria Shukla ji aur Amir Ranjan Banerji
02:20Ki Rana Gharana ke mashoor singer hai, unse maini kareem 9 saal classical seekhi
02:28Uske baad Thumri mein kuch din seekhi Pandit Dedi Kanan ji se
02:33Phir South America, Holland, phir Bombay
02:39Jaise aapne kaha seekhne ke baad mein aapne straight jump kiya South mein
02:44South America
02:46Toh what was that experience, what made you to get into that South and all like, why not Bollywood first
02:52Actually Bollywood aur playback singing ke liye maine kabhi socha hi nahi tha
02:57Hamesha yeh tha ki classical singer hi banungi aur classical gaati thi
03:03Toh classical ki hisap se mujhe job mila tha South America mein
03:06Gaana seekhana aur program perform karna
03:09Toh South America mein Surinaam mein, I was a music teacher cum performer
03:14Toh hua par mein seekhane ke liye gayi thi
03:17Lekin hua par kuch alagi experience tha
03:20Hua par log seekhne aate the hobby ki hisap se
03:23Seekh ke mujhe sangi yeh banna hai wo aisa nahi
03:26Chalo time pass, bahot sare log yeh hi tha
03:30Aur hua par Caribbean, South America jo hai neighbours country of Trinidad
03:36Gaana, toh hua par jo Caribbean beats aur Caribbean gaana bahot popular tha
03:41Toh hamesha suna hi padhta tha
03:44Toh mujhe, I was very young
03:46Matlab, college complete karne ke baad hi mai chali gayi thi South America mein
03:50Toh us time mein wo Caribbean beats mujhe bahot ache lagta tha
03:53Aur Hindi gaana
03:55Aur khaas baat toh yeh thi log aate thi seekhne classical
03:58Lekin kehte the ki mujhe wo Lata ji ko wo Rasik Balma gaana mujhe seekhna hai
04:02Ravi sahab ko wo gaana seekhna hai
04:04Toh kuch hattak mujhe compromise karna padhta tha
04:08Matlab, filmi gaana seekhne unko seekhna padhta tha
04:11Phir classical
04:13Toh yeh sab jis silsila mein kya
04:15Mera mann mein playback singing
04:17Aur light music ke liye bahot ache laga
04:20Toh maine kaha, mai bhi start karo
04:32Dekhiye aise Lata ji ka toh jawab nahi hai
04:34Lekin main Rafi sahab ko bahot pasand karti hu
04:36Kyuki, ek jo tone hota hai
04:39Singing, jo playback singing ke tone plus feelings
04:42Bahot saare log ko tone bahot ache aata hai
04:44Kuch log ka feelings bahot ache aata hai
04:46Lekin jo combination Rafi sahab mein hai
04:50Wo bahot hi kam
04:52Matlab, mujhe itna ache lagta tha
04:54Hara ki aap kahe sakte male singer hai
04:56But, mujhe bahot ache lagta tha
04:58Koi ek example Rafi sahab ka
05:00Jo aapko wakhi mein gaana bahot pasand hai
05:02Jo shayad aapko lunati mein rahenge
05:05Just tone ki baat karte hain
05:07Ek gaana hai Lata ji ne bhi gaya
05:09Rafi sahab ne bhi gaya
05:11Ek gaana hai na
05:13Kabhi khud pe
05:15Kabhi haalaat pe
05:18Ro na aaya
05:22Kabhi khud pe
05:25Yeh jo hai
05:27Lata ji ne bahot ache kaam kiya
05:29Lekin Rafi sahab bhi itna acha gaya
05:32Matlab, mujhe aur bhi zyada bhaav usme ache lagta hai
05:36Bollywood ki shirwaat kaise hai?
05:41Kumar Shanu
05:45Main yeh baat kar rahe hoon
05:471995-1996 ki
05:49Kumar Shanu uss time
05:50Abhi bhi Kumar Shanudar
05:51Toh bahoti mahan artist hai
05:53Lekin uss time dada number one
05:56Main ek recording ke silsile mein gayi thi Calcutta mein
06:00Main uss time Holland rehti thi
06:03Toh dada ne mere gaana suna studio mein
06:06Mujhe bulaya
06:08Kaun gaya yeh gaana, isko bulao
06:10Toh mujhe ghar se bulaya gaya
06:12Acha, tumne bahot acha gaya
06:14Tum Bombay mein try karo
06:16Main dada, main Holland mein bahot acha settle nahi hoon
06:19Ab Bollywood mein pata nahi, kisi ko nahi jaanti, pata nahi kya hoga
06:22Aur acha naukri kar rahi hoon waha par
06:24Wale, nahi nahi, ek baar koshish karke dekho
06:26Baad mein nahi raha ke toh dekho
06:28Toh uss time mein kya hai
06:30Dada itne bade artist aur number one singer
06:32Woh mujhe keh rahe hai ki tum ek baar try karo
06:34Tumhaar acha hoga
06:36Toh yeh baat mein, zahin mein yeh baat
06:38Munne laga hai, chalo try kare
06:40Mere poore family naras the
06:42Daddy, mummy, sab log kaha
06:44Kya karo, itna acha naukri chod ke
06:46Tum waha par jaoge
06:48Kya khaoge, kya kuch karoge
06:50Kuch tika nahi
06:52Lekin maine, Holland toh chali gayi thi baad mein
06:54Lekin uss, jo cheez mera dimaag mein
06:56Leti hai, nahi hoga toh phir chale jaayenge
06:58Phir woh try, try hogaya
07:00Phir main aagey aur god grace
07:02Kuch na kuch rasta mil gaya
07:04Kaise, Sanu dada ka support raha shuruwaadi daur
07:06Unhone jab aapko itna content nahi kaha
07:08Yahaan aane ke liye
07:10Kya support aane ke baad raha unke
07:12Dekhi, yeh toh main yeh maanti ho
07:14Ek kismat jab saath dete hai
07:16Aur jab time aata hai tabhi hota hai
07:18Usse pehle kuch nahi hota hai
07:20Dada ne apne level mein koshish kiya tha
07:22Lekin uss time mein kuch nahi hua
07:24Unhone ne jitna music director se mujhe milaya
07:26Aur ek album ke liye bhi unhone mujhe
07:28Mera naam unhone deya
07:30Aur phir unke saath kaafi duets bhi tha
07:32Uss gaane mein, uss album mein
07:36Yeh 96
07:3895-96 ki baad
07:40Jab main shuru shuru mein aayi thi
07:42Toh unhone mujhe sabhi music director paas le gaya
07:44Kaha bahot accha gaati isko dekho
07:46Aur phir unhone ne ek album tha
07:48Jo Vatsa Cassette Company
07:50Aapko shayad malum hoga
07:52Yeh Cassette Company mein khula tha
07:54Vatsa
07:56Usmein mere ek gaana tha
07:58Pyaarisi Ek Larki
08:00Phir uss cassette ka naam hi tha Pyaarisi Ek Larki
08:02Toh phir Jaane Man
08:04Kuch gaana tha bahot accha
08:06Yeh dada ke liye hua tha
08:08Unhone mujhe uss album mein
08:10Mera naam refer kya tha
08:12Jaane Man
08:14Tum ho kaha
08:16Tanha
08:18Aur main ho yaha
08:20Aur main ho yaha
08:22Toh apne
08:24Se unhone ne bahot koshish kiya
08:26Dekhin uss time mein kuch khaas nahi ho paya
08:28Yeh main yeh maante ho
08:30Mera uss time mein time nahi tha
08:40Yeh toh Bhagwan ki
08:42Ashirbaad hai
08:44Jo bhi thora bahot mai karni hu
08:46Yeh maante ho shuruaat meri hai
08:48Abhi bhi bahot kuch karna hai
08:50Toh yeh
08:522004 mein
08:54Film Yuba
08:56Mani Ratnam ji ke film
08:58Aur Yaar Rehman ji ka music
09:00Usse gaane se kabhi Neem Neem kabhi
09:02Sheh Shehd
09:04Usse gaane se mujhe log
09:06Aap log nahi pehchane
09:08Aur uss gaane mein Abhishek Bachchan, Rane Mukherjee
09:10I think Abhishek kabhi usse film se
09:12Bahoti kismat kul gaye
09:14Rehman saab ke saath pehli mulaqat
09:16Aak chemistry hona bohot zaroori hai
09:18Yaar pehli narration hona bohot zaroori hai
09:20Toh
09:22What was
09:24His view
09:26Jab aapne awaaz di yaar pehli narration tha
09:28Dekhi Rehman ji se milna
09:30Ek
09:32Mere zindagiye ke ek turning point aap kahe sakti hain
09:34Aur jiske
09:36Badolat main Bombay mein hu
09:38Nahi toh main phir South America
09:40Chale jaati
09:42Bridge Bhushan ji hai
09:44Jo voicing ki duniya mein bohot mashoor hai
09:46Unhe ne mujhe Rehman ji se milaya
09:48Aur
09:50Us din kya tha
09:52Bombay mein Rehman ji aaye the
09:54Bahoti studio mein kuch mixing karne ke
09:56Lagaan film ke
09:58Mixing karne ke liye
10:00Toh us din mera ek
10:02Jingle maine gaya us studio mein
10:04Aur mujhe pata chala ki Rehman ji aayenge
10:06Toh maine Bridge ji ko phone kiya
10:08Aap please mujhe mila dijiye
10:10And so nice of him that he came
10:1212 baje raat ko aaye
10:14Aur 3 baje Rehman ji mujhe
10:16Kaha haan aap thoda sunao
10:18Aur Alka ji ka gaana hai na
10:20Kali migha
10:22Kali migha paani toh
10:24Barsao
10:26Toh ye gaana mixing karne the
10:28Toh kaha achha ye gaana aap suno
10:30Aur ye gaana gaake mujhe sunao tumhari aawaz mein kaise aata hai
10:32Toh maine kiya
10:34Toh maine kuch hargate kiya
10:36Paani toh barsao
10:38Toh
10:40You know classical?
10:42Toh maine kaha yes
10:44Toh kuch sunao classical
10:46Toh maine khaali aawaz mein jitna classical jaan de thi
10:48Taan, sargam, thumdi mumdi sab kuch kar diya
10:50Aur kaha
10:522-3 lines sunaana
10:54Main aadha gaanta gaana gaya
10:56Toh sunte rahe aur sab record kiya
10:58Aapne 2-3 lines suna dijiye
11:00Ek raag hai Maru Bihag
11:02Its my favourite raag
11:04Aapne 2-3 lines suna dijiye
11:06Ek raag hai Maru Bihag
11:08Its my favourite raag
11:10Its my favourite raag
11:12Its my favourite raag
11:14Its my favourite raag
11:16Its my favourite raag
11:18Its my favourite raag
11:20Its my favourite raag
11:22Its my favourite raag
11:24Its my favourite raag
11:26Its my favourite raag
11:28Its my favourite raag
11:30Its my favourite raag
11:32Upar, neech, jaake
11:34Matlab sab jitna
11:36Laga tha kuch sunaana chahiye, dikhana chahiye
11:38Toh
11:40Phir maine unse puchha
11:42Kaise laga?
11:44Zyada reaction nahi tha
11:46Toh uske baad
11:48Maine ek saal tak laga tha
11:50Koshish kar unko office mein contact karne ke liye
11:52Un toh kabhi phone pe aate hi nahi
11:54Kabhi yaha bhi hai nahi, wo nahi, wo nahi
11:56Toh maine kaha, meri aawaz unko basant nahi aaya
11:58Forget it
12:00Ek saal baad, Saathiya film ke liye unno ji bula hai
12:04Sadhna Sargam ke saath ek gaana
12:06Bahut popular tha
12:08Thumri
12:10Jhoot kapat chalkini
12:12Jhoot kapat chalkini
12:14Jhoot kapat chalkini
12:16Jhoot kapat chalkini
12:18Moose naina
12:20Moose naina
12:22Milaay ke palikon mein
12:24Milaay ke palikon mein
12:26Rang bhar dini
12:28Toh unke mann mein yeh tha
12:30Jeh classical gaati hai, toh classical style ke gaana hona chahiye
12:32Yeh Thumri jo maine gaya
12:34Teen ho raag bhi unhone yeh banaya
12:36Yeh gaana
12:38Toh yeh bhashan
12:40Jhoot kapat chalkini
12:42Yeh unko basant aaya
12:44Unne rakha
12:46Toh us time unko laga tha yeh classical gaati hai
12:48Toh Thumri se shurwaat kare
12:50Toh phir maine unko kuch ghazal suna
12:52Then he called me for Tehzeeb
12:54Usme teen ho ghazal
12:56Toh ghazal maine gaya
12:58Yuva ki baat kar rahein
13:00Toh aapko Yuva ke liye
13:02First reward bhi mila tha
13:04What was that like?
13:06Getting a reward, like first time
13:08What was your reaction?
13:10Especially from Bollywood
13:12Bollywood ki tarab se aapko achievement thi
13:14Kabhi neem, kabhi shahid
13:16Dekhiye Yuva mein jo gaana tha
13:18Yeh toh ek
13:20Bahot hi badiya gaana ban gaya
13:22Main toh yeh kaungi koi bhi singer yeh gaana gaye
13:24Toh accha hi gayega
13:26Maine bahot mehnat ki isme
13:28Rehman ji ne bahot mehnat ki
13:30Mujhe karwaya
13:32Khaas karke Mani ji
13:34Toh bahot hi musical hai
13:36Aur sabse baad Rani Mukherjee ne jo acting kiya
13:38Kamal kar diya
13:40Kabhi kabhi jab log mujhe kahete
13:42Rani ne yeh gaana gaya
13:44Lagta hai ki Rani ne khud gaya
13:46Toh that is the biggest compliment for me
13:48Aur jab mujhe award mila tha
13:50Toh mujhe yakin nahi waha
13:52Ho gaya hai
13:54Har nomination mein mera naam tha
13:56Yeh gaana nominate hua tha
13:58Aur uske baad jab announce kiya
14:00Toh I couldn't believe
14:02Us din toh main bahot bheemaar thi
14:04Toh jab naam...
14:06Mujhe jab kuch kahiye
14:08Toh maine kya kaho kuch mujhe samajh bhi nahi
14:10I'm just thankful to you
14:12Baad mein log mujhe kahete hai
14:14Tum yeh kahna chahiye toh
14:16Isko thanks dena chahiye
14:18Mujhe toh suddenly ho gaya
14:20Ki mujhe yeh kahna chahiye
14:22Inko thanks dena chahiye
14:24Aur gharwale jo manakarte the
14:26Na manay ho
14:28Mere pitaji
14:30Hamesha chahate the main classical singer bano
14:32Toh jab Bollywood mein main aayi aur
14:34Try, koshish karna shuru gaya
14:36Struggle karna shuru gaya
14:38Bahot hi naraz the mere upar
14:40Doh saal toh mujhe se thik se baat nahi kiya
14:42Ki itna chahe na operate itna chahe
14:44Paisa chhod ke yahan par Bollywood mein tum kya kar rahe ho
14:46Aur kuch...
14:48Ek bahot kam log honge
14:50Jo aate hi star ban gaya
14:52Toh aate hi unka gaana hit ho gaya
14:54Maximum 99.5% log toh aise hi hota hai
14:56Ki struggle karo, mehnat karte karte kuch hota hai
14:58Toh yeh time comes in ke baat hai na
15:00Jo 2-3 saal, 4 saal
15:02Maine mehnat kiya, struggle kiya
15:04Us time mein roj mai phone karti thi
15:06Kya hua, kuch nahi hua, ab kya hoga
15:08Kab tumhara gaana aayega, kab tum filme gaana gaogi
15:10Toh yeh jab cheez
15:12Mujhe aur bhi yeh karta tha
15:14Toh...
15:16Jab award mila toh uske baad
15:18Daddy ne bahot khush ho gaye
15:20Phir theek se baat kiya
15:22Akhir pitamata ho apne santan ko jo hai
15:24Bache ko toh maafi kar dete hai aur pyar karte hai
15:26Toh bahot khush hua
15:28Aur...
15:30Kisna ka gaana unko bahot ache laga
15:32Hum hai ise pal yahan
15:36Jaane hu kal kahan
15:40Hum mile na mile
15:44Hum rahe na rahe
15:48Rahegi sada yahan
15:52Pyaar ki yeh daasta
15:56Sunenge sadao jise
16:00Yeh zameen asmaan
16:06End din tak unhone yeh gaana pasand kiya tha
16:10Suddenly unko heart attack aa gaya tha aur
16:12Heart attack aa gaya toh within 4 hours
16:14Unka dihant ho gaya
16:16Main unse mil bhi nahi payi
16:18Aur usse din 26 July
16:20Jab Bombay dugg gaya tha
16:22Main jaake mil bhi nahi payi
16:24Toh bahot hi
16:26Bahot hi apsus hai
16:28Lekin jab bhi yeh gaana gaati ho
16:30Hum hai ise pal yahan
16:32Tabhi daddy yaad aate
16:34Kyunki hamse ho yeh gaana gun ganaate the
16:42Thank you for watching

Recommended