Kurulus Osman Season 05 Episode 206 - 2024

  • 3 months ago
Kurulus Osman Season 05 Episode 206 - 2024
Transcript
00:00You
00:30Karasi Sarzameen se main aap ke liye tahaif laaya hun, Yaakub Sardar.
00:43Aapne khud ko thakaa diya, Karasi Sardar.
00:52Kaniyamas. Sardar.
00:54Ise padosi qabail ke zarurat mandon mein takseem karne.
00:59Jo hukam, Sardar.
01:03Humne toh socha ke aap kotaiya mein hain.
01:07Haan tha. Waqqai wahan tha.
01:11Lekin, jab maine suna sarhadi ilaakon mein kya ho raha hai,
01:19toh main wahan nahin reh sakta tha.
01:24Usman se ittifaq kiya aapne?
01:27Kya yeh sach hai, Karasi Sardar?
01:29Aapne jo suna wo sach hai.
01:32Aap yeh kaise kar sakte hain?
01:34Isme kya burai hai, Yaakub Sardar?
01:38Agar is jang mein Usman Sardar ka saath main nahin dunga, toh kaun dega?
01:44Arr cheez ka apna waqt hota hai, Karasi Sardar.
01:48Bursa aur Iznik ka mahasra mehz ek khayali tasawwar hai.
01:53Usman ke azaim poori qaum par aafat laenge.
01:58Aap jaante hain yeh sab, kya aap nahin dekhte?
02:03Agar aap kuch jaante hain toh, bataye hamein.
02:08Usman ab Bursa aur Iznik meh garaj raha hai.
02:13Kal kya hoga?
02:15Qustantinia.
02:17Aur agar padri apne sipahi bhej de,
02:22Usman ki ek halti se, poori qaum fana ho jayegi, Karasi Sardar.
02:30Jab aap raste mein ho, toh peeche hotein.
02:34Aur us waqt Usman ki himayat wapas le le.
02:38Jab wo tanha ho jayega, toh peeche hotega.
02:43Aisa mumkin nahi, Yaakub Sardar.
02:46Un lomliyon ke darmian Usman Sardar ko, hum akela kaise chhod sakte hain?
02:49Usman ke saath marne ka, koi faida nahi hai, Karasi Sardar.
02:56Usman ka halak hona saari qaum ke.
03:00Halak hone se baithar hai.
03:03Qaum ko bachana hai.
03:20Aur maal-e-ghanimat ki, bilkul fikar na karo.
03:24Aur jihad pe jis sone ka, Usman ne tumse waada kiya tha, wo sab bhi,
03:31main tumhe doonga.
03:33Balke dugna doonga.
04:19Khushaamteet, Usman Sardar.
04:33Yeh kya hai?
04:35Kya mujhse akele milne ki bhi jisarat nahi hai tumhe?
04:39Haan?
04:41Kya zaroorat hai muhafizon ki yaha par?
04:44Main toh Bursa aa gaya.
04:45Chaar sipahiyon ke saath.
04:48Usman Sardar, parishan ho gaye.
04:51Saare muhafiz bahar chale jaye.
04:54Foran!
05:16Mujhe antaaza nahi tha ki mujhse baat karne ke liye,
05:20aap logon ne yeh soch rakha tha ki aap kasrat mein hoon.
05:26Ab aapki aksariyat hai.
05:36Tashreef rakhiye, Usman Sardar.
05:45Tashreef rakhiye.
06:15Tashreef rakhiye.
06:40Toh tum hume jaan na chahate hoon?
06:45Tum jaanate toh hoon ki hum kaun hai?
06:51Jo kuch maine suna hai,
06:54bilkul khushi nahi hui mujhe sun ke.
06:58Aap hamaare tijarti raaston aur zameenon ko,
07:01khaana badoshon ke hawale kar rahe hai.
07:05Iske peeche niyat kya hai aapki mujhe jaan na hai.
07:09Niyat meri achhi hai.
07:13Kuch bhi karne se pehle,
07:16kuri duniya jaanti hai ki hum kya chahate hai.
07:20Main,
07:22jab tak zinda hoon shyaad rakhna,
07:25pursa ka mahasra karna mungkin nahi hai, Usman Sardar.
07:29Main bhi yahi sochta hoon.
07:34Is duniya ko dekho, Usman Sardar.
07:37Har sher aur bhediye ne yaha aakar,
07:41apni poori koshish ki.
07:44Lekin burh kuch bhi,
07:46hume jaanti hai.
07:48Main bhi yahi sochta hoon.
07:50Is duniya ko dekho, Usman Sardar.
07:52Har sher aur bhediye ne yaha aakar,
07:55apni poori koshish ki.
07:56Lekin pursa par,
07:58wo daant hargis bhi nahi kaad sake.
08:02Yeh shher,
08:04dusre shheron aur
08:06qalon ki tarah nahi hai.
08:08Aur na yaha,
08:10aise hukmuraan hai jine tum ne shikasti.
08:16Yaha aap apne qad se badh rahe ho.
08:19Kustan duniya ke saath,
08:21bursa ki tamam arwaabit munqata ho jayenge.
08:25Toh kya hoga?
08:27Yeh shher phir bhi barson tak zinda rahe sakta hai.
08:30Is bursa ka mat batao mujhe.
08:33Bursa ki haqeeqat kya hai, yeh toh,
08:36jaanta ho main.
08:40Jo kuch tumne kaha hai,
08:42bursa ki haqeeqat kya hai,
08:44bursa ki haqeeqat kya hai,
08:46Jo kuch tumne kaha hai,
08:49usse hargis khauf nahi hai mujhe.
08:52Balke sunke,
08:57meri saari khaahishaat
09:00aur zyada ho gayi hai.
09:07Aur isiliye,
09:10isiliye yeh shher mujhe chahiye.
09:12Aisa toh hargis nahi hoga Usman Sardar.
09:20Chahe aasaan ho raasta,
09:23ya kathan ho.
09:27Bursa,
09:30aaj nahi toh kal,
09:33turkoon ka ghar hoga.
09:42Tumhari iske liye,
09:44umr kaafi nahi hai Usman Sardar.
09:47Yeh toh Rab hi jaanta hai main.
09:49Haan magar,
09:51is baat ko yaqeen hi banaunga,
09:54ki tumhari umr zyada nahi ho.
10:00Chalo batao mujhe,
10:04kya baat karne ke liye bulaya tha yaar?
10:12Kholo phirah?
10:43Tumhne bulaya mujhe?
10:47Haan bulaya,
10:49aur tum toh yoon daurte chale aaye yaha jaise,
10:52is din ke muntazir the.
11:03Tum theek ho?
11:07Kyun bulaya hai mujhe?
11:13Tumhara ilchum se nikah hua hai na,
11:15toh kyun aa gaye?
11:19Nahi aana chahiye tha tumhe.
11:26Durust kaha.
11:29Pasand nahi usse mera aana.
11:42Haan chale jao.
11:44Jaise har tafa chhod jaate ho.
11:46Jao yaha se.
11:51Kholo phirah?
11:55Kar kya rahi ho yeh?
11:58Isliye bulaya tha tumhe mujhe?
12:04Tumhe mujhe se mohabbat hai.
12:13Mat kaho aisa.
12:17Aur is aag ko badhawa mat toh kholo phirah.
12:22Kyun Orhan?
12:25Kya is mohabbat ki aag ko dil se bujha chuke ho?
12:35Kyun zaruri hai yeh haan?
12:38Jo hona tha wo ho chuka hai.
12:40Jo hona tha wo ho chuka hai.
12:46Toh kya mujhe bula diya hai?
12:50Kya yahi thi tumhari mohabbat?
12:57Kholo phirah?
13:02Maine wo shadi,
13:05khandaan ke liye ki,
13:06aur apne kabile ke liye ki yeh baat tum achi tarah jaanti ho.
13:10Haan, jaanti ho.
13:13Khandaan ko chunkar Orhan,
13:16tumhne mujhe beech raha chhod diya.
13:20Lekin sirf tumhne mujhe dhoka nahi diya,
13:23khud ko bhi diya hai.
13:26Apni mohabbat ko tarkh karke,
13:28Alchim se shadi karli.
13:30Mere paas nahi tha chaara aur koi.
13:33Haan, magar,
13:34tum intikhaab kar sakti thi.
13:36Lekin kya kiya?
13:38Tumne,
13:40intikhaab kiya mujhe chhodne ka.
13:44Toh ab,
13:46ab achana kya ho gaya Kholo phirah?
13:52Jab se iss jagah par lauti ho maine,
13:56tab se aasiyat pe jee rahi ho.
13:59Tum se meri mohabbat,
14:00kabhi khatam nahi ho sakti.
14:05Kholo phirah.
14:08Mat jao na.
14:12Jab ek doosre ko iss qadar chahate hain,
14:14toh dhoka dene ka kaise soch liya?
14:31Main,
14:33aapko ek mauka deta hoon,
14:35sulah karne ka.
14:37Varna,
14:39aap aur
14:41aapke peechhe chalne wale,
14:43saare maare jaayenge.
14:46Aage?
14:48Sab bandh raaste aapke liye khul jaayenge.
14:51Hum tijarat mein,
14:53aapko apna saathi banayenge.
14:55Kustun duniya se lekar,
14:57Bursa tak saara samaan aur uske saath,
14:58tamaam raaste,
15:00hamaare hukum ke taabe honge.
15:02Hum Bursa ke baad,
15:04poore mashrik ki tijarat,
15:06aap par chhod denge.
15:13Jihad roka nahi ja sakta maal se bhi.
15:18Ye baat pehle kisi ne bhi nahi batayi tumhe.
15:22Tum jihad nahi,
15:25balke sab pe bhi,
15:27balke sab pe qawis hona chahate ho.
15:30Aur main tumhe ye mauka dunga.
15:34Tumhe sooth samajh kar faisla karna hoga.
15:40Tum apne sardaron ko,
15:42kuchl kar unpe qadam rakke aage bade.
15:46Kustun duniya ki log bhi,
15:48tumhe saare turkon ke,
15:50muhafiz ke taur par jaante.
15:52Lekin tum sab ki aise ifaasat nahi kar sakte Usman Sardar.
15:57Sultanat ko mahfooz rakhne ke liye,
16:00koi bhi raasta talaash nahi kar raha main.
16:03Mera raasta toh saaf hai.
16:05Mere Rab ne jiska hukum diya,
16:07jihad ka raasta hai ho.
16:09Wohi raasta,
16:11tumhara anjaam bhi ho sakta hai Usman Sardar.
16:17Maine,
16:19socha ke saath mil gaya,
16:21toh bhi,
16:23koi bhi,
16:24maine,
16:26socha ke saath mil sakte hai hum log.
16:40Darasal,
16:46ek aur tariqa bhi hai.
16:51Batao, kya hai?
16:53Bazantiniyon se,
16:55munkhata kar dunga taluqat.
16:59Lekin tumhari tijarat ko nuksaan hoga aise,
17:02aur ek muddat ke baad khatam ho jayegi.
17:07Aur agar,
17:10agar tum chahate ho ke hum jang na kare tum se,
17:15toh surat,
17:17tum paanch lakh sohne ke sikke,
17:19har saal mujh tak pahunchaoge.
17:28Talware agar hum log nikal le,
17:30Usman Sardar,
17:33toh kya tum sohna de paoge?
17:37Tum wohi ho jo mujh se sohla karna chah rahe the.
17:41Faisla kar lo, tumhe kya karna hai.
17:49Takfur,
17:51abhi bursa mein nahi hai.
17:55Jaise yeh aayenge,
17:57toh hum se mai baad kar lunga.
18:01Main shahenshah ko,
18:03iss se aga kar ke aapko bata dunga.
18:06Tumhari,
18:08tumhari,
18:10tumhari,
18:12tumhari,
18:14tumhari,
18:16tumhari,
18:18badi khaish thi tumhari.
18:20Kya?
18:22Gundu Sardar ki tarah,
18:25khaish thi na yeh tumhari ke main,
18:28zindagi se chala jao.
18:34Tumhare haath khoon se range hai mere bhai ke.
18:39Tum yahaan sulha ki baad karne lege.
18:43Aur abse,
18:45main kisi aisi mufahamat par raazi nahi honga,
18:49jisme tum maujood hoge.
18:51Tum jang ki shurwaat kar rahe ho, suna?
18:54Jo kuch maine kiya,
18:56tum uske liye mujhe jawaabte nahi thaira sakte Usman Sardar.
19:00Agar tumne,
19:02jangbandi ka na socha,
19:05toh Gundu Sardar,
19:08aakhri shahs nahi hoga marne wala.
19:15Hum log maud se nahi darte.
19:20Agar aisa hota,
19:23toh bursa kabhi na aate.
19:29Bahot badi jang hogi.
19:33Usme kaun marega,
19:35usme zinda kaun rahega.
19:44Allah karega faisla.
20:00Kustum teen.
20:14Kustum teen.

Recommended