Tazkira e Hazrat Usman Ghani RA - Ep 1 - 21 June 2024 - ARY Qtv

  • 3 months ago
Tazkira e Hazrat Usman Ghani RA - Ep 1 - ARY Qtv

Host: Safdar Ali Mohsin

#aryqtv #HazratUsmanghaniRA

Join ARY Qtv on WhatsApp ➡️ https://bit.ly/3Qn5cym
Subscribe Here ➡️ https://www.youtube.com/ARYQtvofficial
Instagram ➡️ https://www.instagram.com/aryqtvofficial
Facebook ➡️ https://www.facebook.com/ARYQTV/
Website ➡️ https://aryqtv.tv/
Watch ARY Qtv Live ➡️ http://live.aryqtv.tv/
TikTok ➡️ https://www.tiktok.com/@aryqtvofficial
Transcript
00:00Bismillahir Rahmanir Raheem, Alhamdulillahi Rabbil Alameen, wa salatu wa salamu ala Sayyidil
00:06anbiya wal mursaleen, wa ala alihi wa sahbihi ajmaeen.
00:12Uski hasti shabistan-e zikr-o-sujood, Uska zikr-e-haseen, har alam-ki kushood,
00:19Noor jiske muhib, khaak jiske husood, Zahid-e masjid-e Ahmadi par durood,
00:26Daulat-e-jais-e-usrat pe laakon salaam, daulat-e-jais-e-usrat pe laakon salaam, laakon salaam.
00:34Nazreen-e-mukarram, Assalam-o-Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu.
00:38ARYQ TV par khususi program Tazkira-e-Usman-e-Ghani R.A. ke saath Data-e-ki-Nagri Lahore se
00:45aapka Meezban Safdar Ali Mohsin hazir-e-khidmat hai.
00:48Mukarram-e-tazreen, program Tazkira-e-Usman-e-Ghani R.A. ki surat mein,
00:53hum us aasmaan martabat hasti ki khidmat mein apna khiraj-e-muhabbat wa aqeedat peesh karne ka sharaf pa rahe hain,
00:59jo Islam aur Ahl-e-Islam dono ke muhsin hain.
01:03Har imaan wale dil mein Allah ne unhe ghar ata kiya hain.
01:07Khaaki aur Noori sab unki madhusana karte hain.
01:09Wo jame-ul-Quran hain, wo paikre-e-haya hain,
01:13wo sahib-e-imaan aur paikre-e-haya-o-imaan hain,
01:16majma-e-sabro-riza hain, mamba-e-tasleem-o-wafa hain,
01:20wo zun-nurain bhi hain, aur zul-hijratain bhi.
01:23Musalmano ke khalifa-e-saalis,
01:26ameer-ul-mu'mineen Sayyiduna Usman ibn-e-Affan R.A. anhu.
01:32Hum tarteeb-war programs ki surat mein,
01:34Hazrat Usman-e-Ghani R.A. ki seerat-e-surat,
01:38unke shamaail-o-khasail, unke khidmat,
01:40deen-e-Islam ke liye unke contributions,
01:42aur musalmano par unke ihsanaat ka jaiza lehkar,
01:46ye saari malumaat apne muazzat scholars ke zariye aap se share karenge.
01:50Aur Hazrat-e-Usman-e-Ghani R.A. ki barga mein,
01:53muhabbat aur aqeedat ke khiraaj peshkarne ka sharaf paayenge.
01:57Aaj ke pehle program mein badhte hain,
01:59apne muazzat scholars ke panel ki taraf.
02:01Hamare pehle mehman, kisi ta'aruf ke muhtaaj nahi,
02:04tabeel arse se ARYQ TV ka ek bada,
02:07baawakar aur khubsurat chehra.
02:09Mauzoo koi ho, unwaan koi ho, topic koi ho,
02:12hamesha inka pehgaam bahut khubsurat,
02:14bahut informative hota hai,
02:16aur hamare har sunne wale ke liye,
02:18usme bahut saara zadeh raah hota hai,
02:20ilmi bhi, adabi bhi, aur roohani bhi.
02:23Meri muraad hai, muhtaram Allama Muhammad Shahzad Mujaddidi se.
02:26Assalam-o-Alaikum.
02:27Walaikum-as-Salaam.
02:28Qibla khushamdeed aur bazme Usman-e-Ghani mein aapka khair.
02:32Nawazish, badi muhammad.
02:33Aapke saath tashreefer maa hai, doosre scholar.
02:36Aapka taaluk khanqahi nizam se bhi hai,
02:39aur dars-o-tadreez ke wasi maidaan se bhi.
02:42Zeb-e-Sajjada, Aasthana-e-Aaliyah, Bokan Sharif Gujrat,
02:45aur departmental head hai Islamic Studies ke University of Gujrat ke.
02:50Hamare maqdoob-o-muhtaram,
02:52Janab-e-Doctor Syed Hamid Farooq Bukhari.
02:54Assalam-o-Alaikum.
02:55Walaikum-as-Salaam.
02:56Shah ji, bohot shukriya tashreef laane ka.
02:58Aapka bhi, Hazrat Usman-e-Ghani ke maifil mein khair magdam.
03:01Bohot shukriya.
03:01Aapke saath tisre mehman,
03:03ARYQ TV ke mayanaaz anchor person bhi,
03:06aalmi shohrat ke haamil Sana Khan-e-Rasool bhi,
03:08muhtaram Alhaaj Muhammad Afzal Noshahi.
03:11Assalam-o-Alaikum.
03:12Jee walaikum-as-Salaam.
03:13Afzal bhai, khushaan bhi.
03:14Bohot shukriya.
03:14Aapka bhi bohot shukriya tashreef laane ke liye.
03:16Aapke kalam se hi hume aage badhna hai.
03:18Bismillah, farmahiye.
03:43Zaman-e-jaate
03:48yeh wo raaza hai jahan dil nahin tode jaate.
04:10Chashme baatil ho toh Madina ke nazare dekho.
04:26Chashme baatil ho toh Madina ke nazare dekho.
04:41Sar ki aankhon se wo manzar nahin dekhe jaate.
05:05Aur bhool jaate the sahaba gham-o-alaam apne.
05:30Dekh lete the jo sarkar ko aate jaate.
05:52Yeh wo raaza hai jahan dil nahin tode jaate.
06:01Aur aakhri shayar hai.
06:03Unke kirdar ke qad naap rahi hai duniyaan.
06:30Jinn ke deewaanon ke qad tak nahin naape jaate.
06:49Yeh wo raaza hai jahan dil nahin tode jaate.
07:01Subhanallah, subhanallah.
07:02Afzal bhai, bohot shukriya.
07:03Bohot khubsurat kalam
07:04Janab-e-Alhaj Muhammad Afzal Noshahi
07:06ne pesh karni ki saadat pahi.
07:07Aayiye, Hazrat Usman-e-Ghani R.A.
07:10Anu ke khidmat mein
07:11Khiraj-e-Muhammad-o-Aqeedat ki
07:12is bazm ka guftagu ki zariya aghaz karte hain.
07:15Aaj ke pehle episode mein
07:17hamara mauzoo hai.
07:18Hazrat Usman-e-Ghani R.A.
07:20Anhu ka ta'aruf aur ibtidai haalaat.
07:23Aayiye guftagu ka aghaz karte hain
07:24muhtaram Allama Muhammad Shahzad Mujaddidi sahab se.
07:27Qibla, bade khubsurat andaz mein
07:30hamein Hazrat Usman-e-Ghani ke ta'aruf se aage barna hai.
07:33Taake aaj jo zaate wala sifaat
07:34hamara mauzoo-e-sokhon hai.
07:36Unke zamana-e-wiladat ke baare mein
07:38khandani pas-e-manzar ke baare mein
07:40aur shajra-e-nasab ke baare mein
07:42malumaat se ham apni aqeedat ki
07:43is bazm ka aghaz karein.
07:45Bismillah-e-Rahman-e-Raheem
07:46Alhamdulillah-e-Rabb-il-Aalameen
07:48Was-salatu-was-salamu ala ashraf-il-anbiya-e-wal-mursaleen
07:52wa ala alihi wa sahbihi ajma'een.
07:54Aala Hazrat Imam-e-Ahl-e-Sunnat ka ek shaykh.
07:57Irshad.
07:58Hashan-e-Sayyidina Usman-e-Ghani R.A.
08:01Yeh bhi ek poora khaqa hai unki seerat ke ek pahloo ka.
08:05Bismillah.
08:05Ataa firmahi.
08:06Noor ki sarkar se paaya doshaala noor ka.
08:09Noor ka.
08:10Kya kehne hain? Wah wah.
08:11Noor ki sarkar se paaya doshaala noor ka.
08:17Ho mubarak tumko zunnoorain joda noor ka.
08:20Allahu Akbar Kabira.
08:22Allahu Akbar Kabira.
08:22Yeh jo zoo ka lafz hai na ji.
08:24Yeh bohot bada taaruf hai Sayyidina Usman-e-Ghani R.A.
08:28Aur yeh se shair mein aap teen jagah aaya hai yeh.
08:30Bilkut se.
08:31Ek hi shair mein.
08:32Yani har jagah unka fazl-o-kamal jo hai dohra hai.
08:36Allahu Akbar.
08:38Jo cheez Rabne unhe di hai na jodha jodha di hai.
08:42Aur yeh unke khasais mein se shahab hai.
08:43Khasais mein.
08:44Tubaakar Allah.
08:44Aur itni badi khususiyat ke poori nasal-e-insani mein.
08:48Allahu Akbar.
08:49Iski koi misaal nahi hai.
08:51Ke kisi nabi ki do betiyan kisi ke nikah mein hu.
08:54Allahu Akbar.
08:55Aur pin nabi nahi imam-ul-anbiya hu.
08:57Allahu Akbar.
08:57Ek shair mein toh uski tarah ishaara ho gaya.
09:00Sayyidina Usman-e-Ghani R.A.
09:02Anhu khalifa-e-saalis hain musulmano ke.
09:05Teesri khalifa-e-rashid hain.
09:07Rasoolullah S.A.W. ke do baar aur do nisbaton se daamaad hain.
09:11Durust.
09:12Aur Aka Kareem A.S. ki phoophi zaad behan ke bete hain.
09:17Bilkul sahih.
09:17Kabila-e-Banu Umayyah hain.
09:19Sahih.
09:20Banu Umayyah aur Banu Hashim ki andar jo gehre aur goode rishte hain.
09:26Kash kabhi log isko dekhte.
09:29Zahmat karte.
09:31Aaj jodhne ki bijaye todhne pe log koshishin kar rahe hain.
09:35Aka Kareem A.S. ne Banu Umayyah ke andar rishte kiye bhi aur unse rishte liye bhi.
09:43Sahih.
09:43Yani itna kareebi taaluk hain, itna gehre rishte hain.
09:48Ke Aka Kareem A.S. ki teeno badi sahibzaadiyan, wo isi khandaan aur kabile mein bayahi hui hain.
09:56Sahih.
09:56Aur Muhatul Momineen mein aap kayi hastiyan aur kayi shikhsiyat dekhiye,
10:00wo Banu Umayyah se yahan par jalwa feroz hain.
10:02Syeda Umme Habibah Ramlah bint Abi Sufyan R.A.
10:05Chuke bohot close tha yeh kabila, toh Aka Kareem A.S. ki phoophi jaan bhi udhar bayahi hui hain.
10:12Behtar.
10:13Aur unke ghar Hazrat-e-Usman-e-Ghani R.A. ki wiladat hoti hain.
10:17Bada mutamawal khandaan hain, business pesha log hain, tijarat hain,
10:22aur hasb-o-nasab mein bhi bohot maqam-o-martaba hain.
10:26Usman-e-Ghani R.A. business ke point of view se bhi maaroof the.
10:30Sahih.
10:31Hasb-o-nasab ke itbaar se bhi unki misaal di jaati thi,
10:34aur hosn-o-jamaal mein bhi koi unka aasani nahi tha.
10:37Subhanallah.
10:37Aur is par phir jo, main toh kaita hun ki woh Shehnshah-e-Ikaleem-e-Hayaa
10:43aur Shehnshah-e-Ikaleem-e-Hosn-o-jamaal hain.
10:48Kya kehne hain?
10:49Yahan tak seerat nigaroon ne likha hai, Safdar sahab,
10:51ke Makkah ki khawateen raat ko jab apne bacche ko lori deti thi na sulawane ke liye,
10:58toh woh Usman-e-Ghani ke reference se baccha thapak rahi hoti thi.
11:01Hai, hai.
11:01Yeh Allah tujhe Usman jaisa banaye.
11:03Kya baat hai?
11:04Ab unki jaati mizaaj ki nafasat aur taharat zara woh nazar mein ho,
11:09phir uske baad woh jo unhe Hayaa ki sanat,
11:13baar gaye Risalat-e-Ma'af sallallahu alaihi wa sallam se mili hai,
11:16iska zara ab combination bana ke jab dekhte hain na,
11:18toh ek ajeeb hi seerat aur surat ka hosn,
11:22Subhanallah.
11:22wahan par jalwa raise hota hai,
11:24ke phir aapki nazren chundha jaati hain,
11:27aapka shahoor kheera ho jaata hai,
11:29ki yeh kya hast,
11:30yaani uski main sirf ek misaal dene lagaun,
11:32ke woh beauty conscious kis darja ke the,
11:35zaati zahiri husn aur jamaal ke baawajood,
11:38mizaaj mein nafasat aur taharat kaisi thi,
11:42ke khushboo jo lagate the kabhi repeat nahi karte the.
11:45Badi baat hai.
11:46Aur wohi khushboo yeh pehchaan hoti thi,
11:48ke Makkah ki is gali se aaj Usman guzrein.
11:53Agar woh subah guzrein toh shaam tak woh khushboo rahti thi,
11:56aur log pehchaan leti the,
11:57ke Usman-e-Ghani ka yahan se guzar hua hoga,
12:00libaas aisa nafees,
12:02ke woh bhi dubara nahi pehnti the,
12:04jo ek baar,
12:04kyunki imaarat thi,
12:06business tha,
12:07zaraye the,
12:08wasaail the,
12:09har itabaar se ek aisi zarbul misal hasti thi,
12:13ke un jaisa doosra shaks,
12:15apne in kamalaat ke hawaale se Makkah mein nahi tha.
12:19Aur Usman-e-Ghani r.a. ki mahboobiyat aur makbooliyat,
12:24woh bhi logon ke dilon mein jaise khudadaad thi,
12:27Allah ne daali hui thi,
12:29ke iss se badi hum kya baat kar sakti hain,
12:31koi maa bachay ko thapakte hua,
12:33usse dua de rahi ho,
12:34ke Allah tujhe Usman jaisa bana de,
12:36yeh Islam se pehle ki baatein ho rahi hain.
12:39Ji abhi hum zeena ba zeena aage.
12:40Toh main ek ishaara deduun,
12:41ke Huzoor-e-Islam ne firmaaya tha,
12:43khiyarukum fil Islame, khiyarukum fil jahiliya,
12:46jo jahiliyat mein tum mein behtar thi na,
12:48woh Islam mein bhi tum se behtar thi.
12:49Allahu Akbar Kabira, Subhanallah.
12:52Khubsurat guftagu ka aagaz firmaaya,
12:54Allama Muhammad Shahzad Munja Didi sahab ne,
12:56humein wakfe mein jaana hai,
12:57nazreen sawal mein Shah sahab ke khidmat mein pesh kiye deta hu Shah ji,
13:01wakfe se wapas aakar hum talib honge is sawal ke jawab ke,
13:05ke aagaz qibla ne firma diya,
13:07ab qabal az Islam hi,
13:09Hazrat Usman-e-Ghani r.a. ke jo mashaghal hain,
13:11hayat hain, mubarak aatein hain,
13:14jo achi khaslatin Allah rabbul Izzat ne aapki zaad ke andar wadiyyat firmaayi hain,
13:17bil khusus jo aapka social status hain,
13:19moashre mein jo aapka muqaam hain,
13:21wo hum aapse jaanenge,
13:22wakfe mein wapas aane ke baad,
13:24yaha ek muqtasar sa wakfa,
13:25yeh bazmein Usman-e-Ghani r.a. an ho hai,
13:28nabi kareem alaihissat-us-salaam ke jo bawafa ghulam hain,
13:32jo hamaare imaam guzrein hain,
13:34yeh unki bazmein,
13:35chand lamon ke baad,
13:36inshaAllah dubara aapka khair magdam kartein.
13:38Jee nazreen aapka khair magdam,
13:39damdata ki nagri Lahore se yeh bazmein Usman-e-Ghani r.a. an ho hai,
13:43ameerul momineen Sayyiduna Usman ibn-e-Affan r.a. an ho ka zikr-e-khair,
13:47hamara mawzoo-e-sokhan hain,
13:48aur isi se hamara zaadira aaj ki nashis mein milena hai,
13:51hazrat ki ibtidaayi zindagi,
13:54aur unke halate zindagi,
13:56aur yeh pehle episode ka hamara mazmoon hoga,
13:59Shah ji se main sawal kar chuka tha,
14:01main jawab ka talib,
14:02jee qibla doktor sahab.
14:03Bismillahir rahmanir rahim,
14:06jee saftar bhai,
14:07Allah kareem ka intikhaab hai,
14:10ki hazrat-e-Sayyiduna Siddiq-e-Akbar hoon,
14:14janaab-e-Farooq-e-Azam hoon,
14:16ya hazrat-e-Sayyiduna Usman-e-Ghani r.a. ki zaate-e-kirami hoon,
14:19ya maula-e-kainat Haidr-e-Karrar,
14:22hazrat-e-Sayyiduna Ali-ul-Murtaza a.s. ki zaate-e-kirami hoon,
14:26toh yeh Allah paak ne in hastiyoon ko khud muntakhab firmaa ke,
14:31mere aur aap ke aqar sallallahu alaihi wa sallam ko ata firmaaya.
14:34Durst.
14:35Toh ab jo hastiyoon Allah ka intikhaab hain,
14:37toh fir unki zindagi Islam se pehle ki ho,
14:40Islam ki baat ki baat ho,
14:42yeh Islam kabool karna phir ek tareekhi baat hi reh jaate hain.
14:45Bari khubsoor hain.
14:46Warnaa in hastiyoon ka intikhaab mere Rabb ne aalm-e-amr mein hi kar diya.
14:50Allahu Akbar.
14:51Yeh aalm-e-khalq hai.
14:52Yeh kun fa ya kun ki jab hum baas karte hain na,
14:55toh mera Rabb jab karna chahata kehata,
14:57kun fa ya kun toh wo ho jaate hain.
15:00Halaan ki mere Rabb ko kuch kehne ke liye,
15:02kun ka bhi ihtiyaaj toh nahi hain.
15:05Bilkul se hai.
15:05Mera Rabb toh tab se hai,
15:06jab na kaaf hai, na noon hai.
15:09Jab yeh haroof-e-tahajji nahi hain,
15:10Allah ne kun hi kehna hai,
15:11toh hona hai kisi cheez nahi hain.
15:12Yeh toh taabeer hain na,
15:13ki humein samajh nahi aati,
15:14toh bataya gaya ki istara hota hai.
15:16Durst.
15:17Toh yeh hastiyan toh tab se muntakhab hain,
15:19ki Rasool-e-Akram Ali-Tahiyyat wa-Sanaa ki qurbat ke liye,
15:22aapki muhabbat ke liye,
15:24aapki rafaqat ke liye.
15:26Toh kabool-e-Islaam se pehle bhi aapki zindagi jo hain,
15:29wo ussi tarah shandaar hai,
15:30jisra kabool-e-Islaam ke baad ki zindagi hai.
15:33Yeh Hilyat-ul-Auliyah mein yeh riwayat aati hai,
15:35ki Hazrat-e-Syedna Usman khud irshaad firmaate hain,
15:38ki maine kabool-e-Islaam se pehle bhi,
15:41jitni zindagi guzari hai,
15:42kabhi koi gaana nahi gaya.
15:44Allahu Akbar.
15:44Arbu mein rawaaj tha,
15:45aap behtar samajh ja,
15:46mele lagte the.
15:47Yeh bilkul.
15:48Humare Punjab mein,
15:48humare dehatu mein bhi mele lagte hain,
15:50wahan bhi yeh sab kuch hota hai.
15:52Isi pe kyaas karte hu,
15:53agar hum samayna chahein,
15:54ke wahan bhi mele sajhte the,
15:55toh gaana bajana aur yeh saari cheezin hoti the.
15:58Aap kyaatein,
15:58meri tabiyyat mein yeh cheez kabhi mojood hi nahi the,
16:01na kabhi rujhaan pehda hua,
16:02na kabhi melaan tha,
16:04na kabhi mere mizaaj mein yeh shagaf aa saka hai,
16:07ki main gaana gaau,
16:08ya gaana sunu jaata.
16:09Allahu Akbar.
16:09Aapne itni munazza,
16:11aur itni mukaddas,
16:13aur itni mutahar zindagi guzari hai,
16:15kyun ki aakhir khalifa banna hai,
16:17kainaat ke sabse bade imam ka.
16:19Toh Allah kareem ne khud hi teyaar kiya hai,
16:22inn hastiyon ko.
16:23Toh aap irshaad surmate hai,
16:24maine kabhi koi aisa kaam nahi kiya,
16:26aur dekhi yeh Rasool-e-Akram ke nisbat ka itna ihtiram karte the.
16:30Kyaatein,
16:30jis haath se maine Rasool-e-Akram ke haath,
16:33yaani jo haath diya hai,
16:34baiyat ki hai,
16:35maine saari zindagi us haath ka bhi ihtiram kiya hai,
16:38apne haath ka bhi ihtiram kiya hai.
16:41Kabhi uski be-ehtirami nahi hone diye.
16:43Toh yeh nisbat-e-Mustafa hai na.
16:45Ke aapne is kadar in cheezon ko saamne rakha,
16:47toh yeh mizaaj mein,
16:48yeh fidrat mein,
16:50khud ikhtyaar karne se nahi cheezin aati.
16:52Yeh mizaaj bhi,
16:53mera Rab jaahe toh kaam hi padha hote.
16:55Yeh Allah ki ataas hai ye cheezin hoti.
16:57Jeh bilkul sahih firmaaya hai.
16:58Aap irshaad surmate hai,
16:59maine sharaab nahi piya,
17:00halang ki sharaab kab jaa ke kahin haraam hua hai,
17:02woh Madina mein hijrat-e-Madina ke baad ki baatein.
17:05Toh aap kehatein,
17:06maine zamana-e-jahliyat mein bhi kabhi yeh ghunt tak nahi piya.
17:09Maine zina nahi kiya.
17:10Kabhi woh cheezin jo aam thi,
17:13jo rawaaj tha.
17:14Toh Allah Rabb-ul-Izzat ne,
17:16Sabdar bhai hum toh Hazrat Usman ki baat kar rahein.
17:19Mera Rab ne toh Hazrat-e-Sheikh Abdul Qadir Jilani ko itna paak peyda firmaaya hai.
17:23Jo baad mein aaye hain.
17:25Toh jinnon-e-Rasool-e-Akram Ali Tahiyyat-e-Wa-Sana ki qurbat mein,
17:28aur yeh sahabikoon-e-Lawwaloon mein shaamil hain.
17:31Ek riwayat mein toh aata hai,
17:32ki aapne choth-e-number pe kalma padha hai,
17:34aap raabe-o-arbaa hain.
17:36Sahi.
17:36Toh woh,
17:37yaani top five log,
17:39jinnon-e-sahab se pehle kalma padha,
17:40lamin-e-tafiqat padha.
17:41Kya taarikh hai yeh shanda.
17:42Toh mera Rab ne,
17:43in ke dilon mein,
17:45Rasool-e-Akram Ali Tahiyyat-e-Wa-Sana ke liye muhabbat peyda firmaaya hai.
17:48Toh yeh khud aapne beyaan firmaaya.
17:50Toh aap yeh tahai sharif-u-taba,
17:52zaheen, sahib-ur-raai shahsiyyat the.
17:54Sahi.
17:55Khamosh-taba the,
17:56zarurat ke moqah pe bolte the.
17:58Lekin jab bolte the,
17:59toh aapka faisla tasleem kiya jaata tha.
18:01Yaani aapka kaha hua motabar hota tha.
18:03Kya baat hai?
18:03Mustanad hota tha,
18:05musallam hota tha.
18:06Zyada baat nahi karte the,
18:07lekin moqah pe baat karte the,
18:08sahib-ur-raai the.
18:10Aur Allah-Rabbu-l-Izzat ne aapko ilm-ul-ansaab bhi ata firmaaya tha.
18:13Sahi.
18:14Yeh uswaqat intahai mumtaaz ilm tha ahl-e-arab me.
18:17Hasab-nasab ka.
18:17Hasab-nasab ke itibaar se.
18:19Jisse yeh ilm hasil hota tha,
18:20aapne shaam me bhi zindagi guzaari,
18:22un logon ke baare me bhi aapke paas ilm tha.
18:24Lekin aapka saara khandaan jo hai,
18:26kyonki wo tijarat ke peshe se wabasta tha.
18:29True.
18:29Toh aapne mubarak tijarat ki hai.
18:31Aur wo zamana-e-jahliyat me tijarat kar rahe the,
18:34uswaqat nafaa kama rahe the,
18:36kabhi Badr me lagayga,
18:37kabhi Uhud me lagayga,
18:39kabhi Tabuk me lagayga,
18:41toh aapki zamana-e-jahliyat,
18:42ya kabhiyat-e-Islam ki zindagi bhi saari Islam hi ke liye.
18:45Subhanallah.
18:46Subhanallah, Doctor sahab.
18:47Nahayat khubsurat.
18:48Allama sahab Qibla,
18:50hum jab sahab-e-Ikram ki tariqh pe bil-umum rasool baalte hain,
18:53toh ek chapter bada zabardast hai,
18:55aur wo baazkaad ek turning point ki surat me bhi saamne aata hai,
18:58wo kabool-e-Islam ka waqiah.
19:00Jisse sahabi-e-rasool ki zindagi me aaya hai,
19:02toh bade-bade nakoosh chod kar gaya hai.
19:04Bade-bade asbaak aur bade-bade waqiat khubsurat,
19:07wo tariqh ke maathe ka jhumar ban gaye.
19:09Syedna Usman-e-Ghani ke jo kabool-e-Islam hai,
19:11us par bhi kuch roshning daaliye,
19:12aur kya deegar sahaba ki tarah aapko bhi mushkilat ka saamna karna pada,
19:16iske awalay se kuch irshaad ho?
19:17Hazrat Syedna Usman-e-Ghani radhiyallahu ta'ala ki,
19:20aap jitni bhi shaan beyaan kar lein,
19:22wo hum nahi kar sakte.
19:24Durst hai.
19:24Kyunki, dekhiye Safdar sahab,
19:28Rab bande ka mazkoor ho,
19:30yeh toh samajh aata hai.
19:32Yeh toh common hai.
19:33Banda Rab ka mazkoor ho jaye,
19:36aur mazkoor hi ho jaye toh badi baat hai.
19:39Ghazkuruni azkur kum Kesha sahab,
19:42main arz karne laga hu,
19:44ki agar mamdooh ho jaye,
19:45Banda Rab ka,
19:47Wah wah, mahboob ho jaye.
19:50Aur mahboob ho jaye.
19:51Mahboob hai toh mamdooh hai.
19:53Aap Quran-e-Paq mein aap dekhen,
19:56toh jagah-jagah inki ushaaf hain,
19:58kamalat hain,
19:59khoobiyan hain, shahane hain.
20:01Toh jo Shah sahab ne ishaara kiya na,
20:04ki bhai yeh kabool-e-Islam toh ek tariqhi baat,
20:06yaani ek formality thi,
20:08riwayati tohr pe,
20:09officially,
20:11ki ab daair-e-Islam mein daakhil ho gaye,
20:12is tariq se.
20:13Usmein main arz yeh karne laga hu,
20:15ki maine dekha,
20:16ashra mubashra jo chunhe huye das hastiyan,
20:19pehle toh yeh yaad rakhiye,
20:21ke saare sahaba Allah ka intiqab hain.
20:23Sahih.
20:24Nabiye-e-Karim alaih-e-Islam ne firma,
20:26inna Allaha ta'ala ikhtara ne wa ikhtara liya sahaban.
20:29Dorost.
20:30Allah ne mujhe apne liye chunha,
20:32aur mere sahaba ko mere liye chunha.
20:35Wah.
20:35Intiqab dono hi qudrat ka hain.
20:37Ji bilkul theek.
20:38Toh zara yeh zain mein rahe na,
20:39toh badi guthiyan sulat jaate hain,
20:41bade masleh hal ho jaate hain,
20:42bade aaj kal ke jo humare problems hain na,
20:45unse hume najat mil sakti hain.
20:48Doosri baat yeh,
20:49ki kabool-e-Islam ka credit ja raha hai,
20:52Ameer-ul-Mumineen,
20:53Khalifat-ur-Rasool-e-Bila-Fasl,
20:55Sayyidina Siddiq-e-Akbar R.A.
20:56Badi baat hain.
20:57Yeh barah-e-raast Huzoor-e-Islam ke haath pe Islam nahi laahi hain.
21:02Bilkul theek.
21:03Haan.
21:04Ashra-Mubashra mein,
21:06paanch aisi hastiyan hain,
21:07jo saare-ke-saare Siddiq-e-Akbar ke bihaaf pe Dair-e-Islam mein dakhil hua hain.
21:12Wah.
21:12Unmein Sayyidina Usman-e-Ghani R.A.
21:13Unke influence ke hain.
21:14Tare-e-fairist hain.
21:15Doro sahi.
21:16Aur yeh khamis-ul-Islam hain.
21:17Ya Rabi-ul-Islam,
21:19Choti yeh paanch-ve-number.
21:20Khut aapne khasais beyaan kiye na,
21:22daas se jo Imam Suyuti laahi Tariq-ul-Khulafa mein,
21:25usmein ek yeh bhi hain ke main paanch-ve-number pe Islam laahi hain.
21:28Kya baat hain?
21:29Ab dekhiye main do jumlo mein,
21:30wo mukaalma tabeel hain.
21:32Sayyidina Siddiq-e-Akbar ko is baat pe badi hairat thi,
21:35ki yaar Usman ne abhi kalma nahi padha.
21:39Kya baat hain?
21:39Humne jo chand ishaar-e diye maini aur Shah sahab ne,
21:42Yani ek shahsiyat ka khaata,
21:44Aisa salim fitr,
21:45Aisa salim uttaba,
21:46Aisa baaz-oak,
21:47Aur aisa nafees,
21:49Aur aisa baakirdar,
21:51Aur aisa khubsoorat,
21:52Zahiri husn-o-jamaal jo hai,
21:53Yeh batata hai baatin kaisa hoga.
21:56Nafasat, taharat,
21:57Aur jahiliyat mein bhi kisi shaar ki taraf,
22:00Aur kisi aisi burahi ki taraf,
22:01Jo aam culture thi,
22:02Routine thi,
22:03Nahi jaahra.
22:03Abhi tak Islam nahi samajaaya isko.
22:06Aur yeh Haram-e-Kaaba mein,
22:07Usman-e-Ghani R.A.
22:09Siddiq-e-Akbar se badi dost thi,
22:11Wo bhi tajr thi,
22:11Businessman thi,
22:12Aur ek naam tha unka.
22:14Ab aapne Usman-e-Ghani ko dekha,
22:17Aur yeh baat aise hi,
22:18Hairat ki andaaz mein firmaati,
22:19Ke Usman, kya baat hai abhi tak?
22:21Tumhe samaj nahi aayi?
22:25Ishaarat, kya baat hai?
22:26Aap kya kehna chaah rahe hain?
22:27Firmaahi hai,
22:28Yeh kehna chaah rahoon ki Usman,
22:30Muhammad-ur-Rasool Allah sallallahu alaihi wa sallam
22:31Jo daawat leke aaye hain,
22:33Wo abhi tak uski clarity,
22:34Nazaakat,
22:35Nafasat,
22:36Taharat,
22:36Tumhe samaj nahi hain?
22:37Uska hujjat aur hikmat hona.
22:40Yeh do chaar jumle bolne the,
22:41Ke wo aise laga,
22:42Ke jaise Islam pehle hi laa chuke the,
22:44Bas yaad ab aaya,
22:45Ke maine Islam laana.
22:46Yani, discover kiya yaha mujhe laga,
22:48Jaise Usman-e-Ghani ne,
22:49Apne aap ko.
22:50Sahi.
22:51Aur yehi wo lamha hota hai,
22:52Jab aap baatil se haq ki taraf aatein,
22:54Kya baat hai?
22:54Aur haq ki haqiqat aap pe khulti,
22:56To Siddiq-e-Akbar ko kaha jee,
22:58Acha, to chalein phir.
23:00Bas itni jumle,
23:01Koi taraddud nahi,
23:02Koi sawaal nahi,
23:03Koi ishqaal nahi.
23:04Subhanallah, mashaAllah.
23:35Usne us rishte se inkaar kar diya tha.
23:37Allahu Akbar.
23:38Usman-e-Ghani ko ye baat bhi,
23:40Ek baar-e-khaatir thi.
23:42Hmm.
23:43Kalma padne se pehle,
23:44Bazaahir imaan laane se pehle bhi,
23:46Ki yaar,
23:47Koi aisa shaks bhi,
23:48Is mohashira mein ho sakta hai,
23:49Ke is khan wadah ke saath,
23:50Wo apna rishta tode.
23:52Allahu Akbar.
23:53Ye baat pe,
23:54Jab unhone hairat ka izhaar kiya,
23:55To Siddiq-e-Akbar pe firmaaya,
23:57Usman mujhe badi hairat hai,
23:58Saara Makkah kalma na padta,
24:00Tere abhi kalma na padne pe,
24:03Usman mujhe badi hairat hai.
24:04Ye wo kaifiyat thi,
24:05Ye wo turning point tha,
24:06Jo Syed-e-Usman-e-Ghani,
24:08Razi-e-Allahu ta'ala ke,
24:09Damad-e-Rasool,
24:10Zun-Nurain,
24:11Aur teesre Khalifa-e-Rashid,
24:13Aur Huzoor-e-Islaam ke,
24:15Rafiq-e-Cannat ke mansab pe faiz.
24:17Subhan-Allah.
24:18Aapne durane guftu ko zikr cheda,
24:21Madha ka,
24:22Madha ka,
24:23Mamduh ka,
24:24To bekhtiyaar,
24:25Ghalib ki yaad aayi,
24:26Ki kisse ho sakti hai,
24:27Maddahi-e-Mamduh-e-Khuda,
24:29Ki kisse ho sakti hai,
24:31Maddahi-e-Mamduh-e-Khuda,
24:33Kaun kar sakta hai,
24:35Aaray-e-Firdaus-e-Bari,
24:37Allah-u-Akbar.
24:38Shahji Qibla,
24:39Mujaddidi sahab ki guftu ko khatam hui,
24:42To Hazrat Usman-e-Ghani ki jo karabatdari hai,
24:45Jo sharaf hai,
24:45Damad-e-Rasool ke taur pe,
24:47Husn-e-Itifaq se wahi khatam hui,
24:48Yahi se humein aage badna hai,
24:50Hum isse kaise dekhte hai,
24:51Ye jo izzat wala,
24:52Asmaan martabat sharaf hai,
24:58Janab-e-Abd-e-Munaf pe pounch ke,
25:00Rasool-e-Akram alaihi tahiyyat wa-sana,
25:02Aur Hazrat-e-Sayyiduna Usman-e-Ghani,
25:04Razi-Allah ta'ala unka nasab ek ho jata hai,
25:06Aur jo inki nani hai,
25:08Hazrat-e-Sayyiduna Usman bin Affan ki,
25:10Jinn ka naam hai,
25:11Janab-e-Bayza Umm-ul-Hakeem,
25:13Woh Rasool-e-Akram alaihi tahiyyat wa-sana ki,
25:15Sagi phoopi hai,
25:17Sagi phoopi ka matlab ye hai,
25:18Ke Hazrat-e-Sayyiduna Abdullah bin Abdul Muttalib ki,
25:21Sagi behan hai,
25:22Toh lihaza maa ki taraf se bhi yeh rishta hai,
25:24Aur walide ki Rami ki taraf se bhi,
25:26Janab-e-Abd-e-Munaf pe pounch ke,
25:28Woh silsila-e-nasab ek ho jata hai,
25:30Toh yeh khandani karabat toh baharal pehle hi thi,
25:32Aur phir woh karabat ho gayi,
25:34Jise ab zarbul misl ke toh pe beyan kiya jata hai,
25:36Aur khud har sahib-e-kitab ne lika hai,
25:38Ke aap ki jab bhi hum manqabat beyan karein,
25:40Toh qiyamat ta ki yeh sharaf,
25:42Kisi aur ko hasil hi nahi ho sakta,
25:44Ki kisi bhi nabi ki,
25:46Doh betiya jo hai,
25:52Woh kisi sahabi ke haram mein hai,
25:54Yeh kisi ki nahi,
25:56Ab qiyamat tak nahi hoga,
25:58Rasool-e-Akram ki zaat tak,
26:00Janab-e-Adam se lekar nahi tha,
26:02Toh baad mein yeh kaise ho sakta hai,
26:04Toh aap ke haram mein,
26:06Hazrat-e-Sayyeda Ruqayya,
26:08Aur Hazrat-e-Sayyeda Umm-e-Kalsum,
26:10Jo Rasool-e-Akram ki sahibzadi hain,
26:12Woh yak e baad deegre aayin,
26:14Usse aap zunorain ho gaye,
26:16Doh noorun wale ho gaye,
26:18Ab log toh Hazrat-e-Usman ke aaka,
26:20Doh noorun wala banaya hai,
26:22Toh ab jiska ulam doh noorun wala hoga,
26:24Woh Raj-e-Muneer hoga na,
26:26Uske noor bashar ki bahas toh be maqsad ho jayegi,
26:28Jani unke saath jitna koi,
26:30Kareeb hota jayega,
26:32Mera Rab usse bhi noor wala banata chala jayega,
26:34Toh aapko doh noorun wala bana diya hai,
26:36Aur aap ne Rasool-e-Akram,
26:38Ali-Tahiyyat wa Sanaat ke saath,
26:40Is karabatdari ko nibha ke bhi dikaya hai,
26:42Hazrat-e-Sayyeda Ruqayya ki khidmat ki hai,
26:44Jange-e-Badr ko qurban kiya hai,
26:46Jise Allah ne bhi kabool kiya hai,
26:48Aur mera Rasool ne bhi kabool firmaaya hai,
26:50Aur aapko Badri-e-Sahab me shamil firmaaya hai,
26:52Bilkul sahi,
26:54Aur jab Rasool-e-Akram, Ali-Tahiyyat wa Sanaat,
26:56Wapas tasheef la rahe the,
26:58Dekhiye na, mera aaka ne bhi sari zindagi gham mein guzaari hai,
27:00Mera aaka, Ali-Tahiyyat wa Sanaat,
27:02Ne sari zindagi imtihanaat mein guzaari hai,
27:04Udhar Badr ki fatah hai,
27:06Yawm-ul-Furqan,
27:08Mera Rab fatah ata firma raha hai,
27:10Haq-o-Batil ka pehla maaraqa hai,
27:12Aaka tasheef la hi Madina ponche,
27:14To Janab-e-Ruqayya ki tadfeen ho rahi hai,
27:16To fatah bhi hai, gham bhi hai,
27:18Rasool-e-Akram ne ishaat hua, samayi nahi aa rahi hai,
27:20Ki main fatah ka jashan manaoon,
27:22Ya apni sahibzadi ka gham karoon,
27:24To is kafiyat mein,
27:26Hazrat-e-Sayyiduna Usman,
27:28Ne Rasool-e-Akram ki tabidari karke dikai,
27:30Fir Janab-e-Umm-e-Kalsum ke saath nikah hua,
27:32To Rasool-e-Akram ne jab,
27:35To Aaka ne unke mubarak kabar pe khade hoke,
27:37Ek riwayat mein yeh aata hai,
27:38Ki agar meri das betiyan hoti,
27:40To main ek-ek karke sari betiyan Usman ki haram mein deta,
27:42To Rasool-e-Akram ne,
27:44Alayhi tahiyyat-o-was-sana,
27:46Ne ye aap ko fazilat ata firmai,
27:48To Allah Rabb-ul-Izzat ne Hazrat-e-Usman ko nasab,
27:50Baap ki taraf se bhi,
27:52Maa ki taraf se bhi jo nasab ki,
27:54Rasool-e-Akram ke saath karabatdari ata firmai,
27:56Fir susraali rishta ho gaya,
27:58Hazrat-e-Usman ne sari rishton ka baharal haqq ada karkar ki,
28:00Subhan-Allah
28:02Ham faqeeron ka salaam ho,
28:04Do nooron wale Hazrat-e-Usman-e-Ghani,
28:06Razi-Allah anhu ke khidmat mein,
28:08Ek mukhtasar waqfa
28:10Jee nazareen khusha amdaid,
28:12Tazkir-e-Usman-e-Ghani, Razi-Allah anhu,
28:14Aaj ye khususi series hai,
28:16Pehla program aap mulahiza kar rahe hain,
28:18Syed-ur-Rahman Usman-e-Ghani,
28:20Razi-Allah anhu ke halat-e-zindagi,
28:22Aapka ta'aruf, khaddaani pasmanzar,
28:24Aaj ke pehle episode ka ye aakhri hisa hai,
28:26Qibla aaj ki nashis mein jo kuch ham pesh kar paye,
28:28Yeh bhi hamara sharaf hai,
28:30Yeh Allah ka fazal hai,
28:32Huzur-e-Islam ki mirbani,
28:34Syed-ur-Rahman Usman-e-Ghani ki,
28:36Yeh mirbani hai ki hume unki baabat arz karne ka maukam,
28:38Ya saray aaj ki nashis ko,
28:40Pehla jo halat-e-zindagi wala hamara sara portion hai,
28:42Ham isko kaise sum up karte hain,
28:44Iska conclusion kya nashar ki jayega,
28:46Hamare nazareen ke liye,
28:48Main saray aaj ki nashis ko,
28:50Pehla jo halat-e-zindagi wala hamara sara portion hai,
28:52Ham isko kaise sum up karte hain,
28:54Iska conclusion kya nashar ki jayega,
28:56Hamare nazareen ke liye,
28:58Main saray aaj ki nashis ko,
29:00Pehla jo halat-e-zindagi wala hamara sara portion hai,
29:02Ham isko kaise sum up karte hain,
29:04Iska conclusion kya nashar ki jayega,
29:06Hamare nazareen ke liye,
29:08Main samajhta hu ke kamil-ul-haya-e-wal-imaan,
29:10Jamil-ul-Quran, Syed-ur-Rahman Usman-e-Ghani,
29:12Zun-ur-Rahman Ibn-e-Affan,
29:14Radhi-Allah-u-Ta'ala,
29:20Usman-e-Ghani
29:22Usman-e-Ghani
29:24Usman-e-Ghani
29:26Usman-e-Ghani
29:28Usman-e-Ghani
29:30Usman-e-Ghani
29:32Usman-e-Ghani
29:34Usman-e-Ghani
29:36Usman-e-Ghani
29:38Usman-e-Ghani
29:40Usman-e-Ghani
29:42Usman-e-Ghani
29:44Usman-e-Ghani
29:46Usman-e-Ghani
29:48Usman-e-Ghani
29:50Usman-e-Ghani
29:52Usman-e-Ghani
29:54Usman-e-Ghani
29:56Usman-e-Ghani
29:58Usman-e-Ghani
30:00Usman-e-Ghani
30:02Usman-e-Ghani
30:04Usman-e-Ghani
30:06Usman-e-Ghani
30:08Usman-e-Ghani
30:10Usman-e-Ghani
30:12Usman-e-Ghani
30:14Usman-e-Ghani
30:16Usman-e-Ghani
30:18Usman-e-Ghani
30:20Usman-e-Ghani
30:22Usman-e-Ghani
30:24Usman-e-Ghani
30:26Usman-e-Ghani
30:28Usman-e-Ghani
30:30Usman-e-Ghani
30:32Usman-e-Ghani
30:34Usman-e-Ghani
30:36Usman-e-Ghani
30:38Usman-e-Ghani
30:40Usman-e-Ghani
30:42Usman-e-Ghani
30:44Usman-e-Ghani
30:46Usman-e-Ghani
30:48Usman-e-Ghani
30:50Usman-e-Ghani
30:52Usman-e-Ghani
30:54Usman-e-Ghani
30:56Usman-e-Ghani
30:58Usman-e-Ghani
31:00Usman-e-Ghani
31:02Usman-e-Ghani
31:04Usman-e-Ghani
31:06Usman-e-Ghani
31:08Usman-e-Ghani
31:10Usman-e-Ghani
31:12Allah-o-Akbar
31:14This was an introduction
31:16which was being introduced
31:18to the audience
31:20I was introducing
31:22the great personality
31:24who is my son-in-law
31:26and this is the biography
31:28of our great master
31:30SubhanAllah
31:32Doctor, please share the message
31:34This is our first episode
31:36of Uthman-e-Ghani's Tazkir-e-Khair
31:38Safdar bhai, the Prophet himself
31:40said that among my companions
31:42the one who has the most
31:44good morals is Usman
31:46SubhanAllah
31:48Allah-o-Akbar
31:50gave Usman-e-Ghani
31:52good morals
31:54but among them
31:56there is a similarity
31:58between the morals of
32:00Prophet-e-Akram
32:02As I said in the beginning
32:04that in the time of ignorance
32:06he never lied
32:08about going to the mosque
32:10or drinking alcohol
32:12so in the time of ignorance
32:14and before Islam
32:16he was so pure
32:18so we should study
32:20his character
32:22and at least after Islam
32:24we should start
32:26we were born in the house of Muslims
32:28we didn't even need
32:30that historical tradition
32:32to read the Kalima
32:34Allah-o-Akbar
32:36Allah-o-Akbar
32:38Allah-o-Akbar
32:40so we should learn
32:42the morals from the character
32:44of these personalities
32:46so much closeness
32:48the glad tidings of Jannah
32:50we are getting again and again
32:52and one message
32:54we get from your character
32:56that you have made us understand
32:58the difference between
33:00worship and habit
33:02when we pray
33:04fasting is a habit
33:06of hunger and thirst
33:08that fasting is only for weight loss
33:10and fat loss
33:12we don't get the status of worship
33:14what is worship?
33:16are you wearing the hijab?
33:18you are standing in the Ka'bah
33:20and still you are not doing Tawaf
33:22you went to the Ka'bah to do Tawaf
33:24you are wearing the hijab
33:26you have the intention of Umrah
33:28you didn't do Raka'at
33:30Allah-o-Akbar
33:32he was doing Wudhu
33:34and started smiling
33:36someone said
33:38what happened?
33:40he said
33:42I am remembering that time
33:44one day Allah-o-Akbar was here
33:46you were doing Wudhu and smiling
33:48I have smiled to revive Sunnah
33:50I have made smiling as worship
33:52till this Ummah
33:54will not understand the difference
33:56between habit and worship
33:58and we will not do the Sajdah
34:00and till that time
34:02our prayers will not be accepted
34:04and my Lord will not have mercy on us
34:06so the most important lesson of your Seerah
34:08is to improve your morals
34:10so that Allah and His Prophet
34:12will be pleased
34:14thank you very much
34:16dear viewers, today's first episode
34:18is about to end
34:20we want to hear
34:22some words of
34:24Syedna Usman-e-Ghani
34:26but before that
34:28we would like to thank
34:30Dr. Shehzad Mujaddedi, Dr. Hamid Farooq Bukhari
34:32and Mr. Anushai
34:34Mr. Nazir Lucknavi
34:36has a few words
34:38about Usman-e-Ghani
34:40look at the Qibla
34:42that one God
34:44has millions of favours
34:46that one God
34:48has millions of favours
34:50today on my lips
34:52there is the Zikr-e-Pak-e-Usman
34:54today on my lips
34:56there is the Zikr-e-Pak-e-Usman
34:58and you have seen the details
35:00about your Hulia Mubarak
35:02look at it in the form of a lion
35:04the light that has been shown
35:06on the face of the Taabnaak
35:08the light that has been shown
35:10is the Meher-e-Anjum of Rash
35:12is the Maah-e-Taaba of Rash
35:14is the Maah-e-Taaba of Rash
35:16Allah-o-Akbar
35:18look at the next phase
35:20the third Nigehbah of the Ummah-e-Muhammad
35:22is the third Nigehbah of the Ummah-e-Muhammad
35:24the third Nigehbah is
35:26the soft hearted Khalifa
35:28is the pious Muslim
35:30the soft hearted Khalifa
35:32is the pious Muslim
35:34and the last couplet of this Silsilah
35:36is the Qibla-gaah-e-Eema
35:38is the Shamm-e-Bazm-e-Irfaan
35:40is the Qibla-gaah-e-Eema
35:42is the Shamm-e-Bazm-e-Irfaan
35:44the successor of the Prophet
35:46is the Naazish-e-Muslim
35:48the successor of the Prophet
35:50is the Naazish-e-Muslim
35:52Allah is saying
35:54Allaah is The One
35:56Allaah is The One
35:58Allah is The One
36:00Our leaders are
36:14Islam
36:18Our leaders are
36:20Rahmat ho Rahman ki
36:27Mujh pe kaise na Rahmat ho Rahman ki
36:39Manqabat likh raha hoon mein Usman ki
36:57Aur jiske fazilon sharfi par hai shahid khuda
37:23Jiske shayaan hai ayaat Quran ki
37:45Aur Noor wale se do Noor jisko mile
38:08Misal koi nahi Ibn-e-Affan ki
38:28Aur Ilm-o-Hilm-o-Hayaan Sabr-e-Jood-o-Sakhaan
38:50Hain yeh sab khubiyan sirf Insaan ki
39:11Aur Seerat-o-Surat-e-Mustafa ki jalke
39:36Zindagi thi ki Tafseer-e-Quran ki
40:03Mujh pe kaise na Rahmat ho Rahman ki
40:12Manqabat likh raha hoon mein Usman ki

Recommended