#wheatimport #wheatscandal #KhalidKhokhar #pti #asadqaisar #farmersprotest #bulletin
Wheat import summary forwarded before my taking charge: former minister
Faisal Karim Kundi vows to bring KP tensions with Centre down
President Zardari approves appointments of Punjab, KP and Balochistan governors
Pakistan voices deep concern over Israeli brutality in Gaza
1500 Prize Bond 2024: Check draw date and details here
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Wheat import summary forwarded before my taking charge: former minister
Faisal Karim Kundi vows to bring KP tensions with Centre down
President Zardari approves appointments of Punjab, KP and Balochistan governors
Pakistan voices deep concern over Israeli brutality in Gaza
1500 Prize Bond 2024: Check draw date and details here
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:00At this time, Murad Ali Shah is giving a speech.
01:00Inshallah ta'ala yeh Lyari ke jawaan humaari na sirf police, rangers, balke afwaj mein
01:08bhi jaa ke apne mulk ki khidmat karenge aur inshallah ta'ala yeh naukriyon ka silsila
01:16jo ke tham gaya tha, ruk gaya tha, elections ki wajah se aap sabko pata hai, uske leh
01:22bhi khaas hidayat hai mujhe leadership ki taraf se usko jald shuru kiya jayega.
01:26Main maazurat bhi chahata hu, ek aur dua ki silsile mein jana tha aur woh mujhe maghrib
01:35ke waqt dua honi hai, wahaan paunchna hai, isliye maine Javed se kaha ki mujhe agar jaldi
01:42jaazat mein, shaheed Akbar Naguri ki shahadat pe poore Pakistan People's Party ki qayadat,
01:56uske worker, hum sab warisa hai unke aur Javed ko yaqeen bilate hain ki inshallah ta'ala
02:05Pakistan People's Party kabhi bhi apne shahada ko aur unke warisa ko nahi bhulegi aur inshallah
02:13ta'ala in shaheedon kinki wajah se hamari party kaim ho daim aur isse behtar misal shaheed
02:21Zulfiqar Ali Bhutto aur shaheed mautarma Benazir Bhutto wajah se kya ho sakti aur iske baad
02:26jo bhi shahada hain, un sab ko hamesha yaad rakha jaayega aur unka jo mission hai, is
02:35mulk ko ek aman ka ghaiwara banaana, is mulk ko khushaal karna, uske liye hum hamesha kosha
02:43rahenge, aap sabka bahot shukriya, jee bhutto.
02:47Lahore mein Maryam Nawaz Pink Games ki ikhtaram se khitab kar rahi hain.
02:53Aur aap dekhenge inshallah ki hum Punjab League ko Punjab ke level pe hum lekar jaayenge
03:00aur inshallah wo din door nahi jab gali gali mahalle mahalle inshallah maare sportsman,
03:06sportswoman peyda honge inshallah, sportswomen.
03:09Aur, aur mein aap sabko yeh kehna chahati hoon ki jaise aapne apne waalidayn ka, apne
03:17mulk ka, mera naam roshan kiya, sports ka naam roshan kiya, aap log chalte raho, badhte
03:23raho aur aapko jo bhi aapko iske liye chahiye hoga mein doongi inshallah.
03:28To 1300 bachchiyon ne isme shirkat kiya hai, participate kiya hai, maine un 1300 bachchiyon
03:37ke liye, maine apni taraf se water flask jo hai, water bottles jo hai, wo aapko meri
03:41taraf se milengi, uspe mere signatures hua hui, taake aapko yaad rahe ki yeh first ever
03:53ping games thi aur aapko us bottle ko dekh ke yaad aaye ki aapne aage badhna hai, aapne
03:58yaha par rukhna nahi hai, aap log khush raho, abad raho aur may you do famously in life,
04:21I love you all, God bless you.
04:28Wapas aayenge is break ke baad.
04:34Welcome back.
04:35Mulk mein waafar gandum hone ke baawajood dharamat ki gayi, Nigra kabina se badi gawahi
04:40saamne aagayi.
04:41Nigra Wifaqi Wazir Food Security ka ARY News ko tehalka khez interview.
04:45Dr. Kausar Abdullah Malik ne kaha, mere wazir banne se pehle gandum dharamat ki summary
04:50jaan chuki thi, mujhe ilm hua toh raay di ki gandum ke waafar zakhair hain, import ki
04:54zarurat nahi.
04:55TCP se mangwaane ki mukhalafat ki toh maamla ECC mein discuss hua.
04:59ECC ne kaha, nij shobay ko import ka kaha jaaye, jab bhi gandum ki kami ho wo 2.5 lakh
05:04metric ton tak hoti hai, magar 35 lakh metric ton mangwa li gayi.
05:09Main 11 September ko aaya hoon, minister.
05:13Yeh koi summary usse pehle ki zahir initiate hui bhi thi.
05:17Maine yeh bataaye di ki sab, abhi mere paas gandum hain, bhi mangwaane ki zarurat nahi
05:24hain aur isli TCP ke zarurat nahi hain.
05:28ECC mein yeh maamla discuss hua.
05:31ECC ki raay ke thi, kahi yeh private sector ko, kahi ek defa unhone jaadat de di ke baad
05:38ka, I am not too much aware aur mujhe jaad bhi nahi hain.
05:41Fleet board ki meeting ek raaj doi thi.
05:44Meeting mein humne ek date di thi ki sab, is date tak jo aa jaayegi, uske baad koi
05:50apne jaas kariyaan chahiye, kyunki humari apne kandawaan shuru shuru hain jaayega.
05:55Main number bhi nahi hoon isse, toh isliye mujhe nahi alam ki.
05:59Humari production is about 29 point something billion.
06:03Yeh jo shortfall hai, 2.4 aur 2.5 ka, bahut important hota hai.
06:09Hum yeh 2.5 ke bhajaye humne agar 30-100 kali log...
06:14Toh saari cheezein wo aapko dikhaye bagayar, wo assembly yaar move ho jati.
06:19Yeh toh ek culture ho gaya hua hai humari ministryon ka.
06:24Secretaries of the whole establishment also knows, yeh toh chaar din ke liye aaye hain.
06:29Kabinet se bhoke toh udhar gaya na, PCC.
06:33Aur aapke secretary aapse pehle hi the?
06:35Kapiton Mehmood hi the uskad.
06:37Director of plant production the, give all the permits, etc.
06:42Nothing, you know, khadwad hai udhar bhi.
06:45Toh inhone investigators the bhi point of view hai.
06:49Aur khabar aapko deeyen ki gandum dharamat scandal ki tehkikaat mein naye haqqaik saamne aagaye hain.
06:54Punjab hukumat ke mana karne par wifat ne 8.5 lakh ton gandum import ki.
07:00Secretary Food Punjab ka, Secretary National Food Security ko khat saamne aagaya hai.
07:04Baat karenge Mazhar Iqbal humare saath maujood hai.
07:07Mazhar batayiye iss mutaalik.
07:09Yeh gandum import scandal mein roz naye baatein saamne aagaye hain.
07:14Punjab hukumat ke mana karne par wifat mein 8.5 lakh ton gandum import ki.
07:2125 March 2024 ko Secretary Food Punjab ki jaanat se ek khat likha gaya tha.
07:26Jisme yeh kaha gaya tha ki 26 lakh ton gandum import par yeh import rokhi jaye.
07:33Kyunki ab tak 35.5 lakh ton gandum import ki jaa chuki hai.
07:37Khat mein yeh bhi kaha gaya tha ki Punjab mein gandum ki paidawar ka rakhba 1 crore 60 lakh acre se badkar.
07:431 crore 74 lakh acre ho gaya hai.
07:45Gandum ki paidawar 2 crore 13 lakh se badkar.
07:482 crore 42 lakh ton matwakko hai aur import jaari rahi.
07:51Toh na siro market mein gandum surplus hogi balke chisan bhi mutaasar hoga.
07:55Toh is khat par bhi koi kisi ne asar nahi liya aur
07:59Lekin ek baat jo saamne aayi hai ki
08:02Gandum ki import par Punjab hukumat ne taqeer se nishan dehi ki.
08:06Punjab hukumat ne 31 March ko aakhri jahat aane se 6 roj paise ki itraaz uthaya.
08:11Aur 26 lakh ton gandum import par Punjab ne National Food Security ko
08:16Import rokne ke liye khat likha.
08:18Punjab ne khat ko likha lekin khat bahut taqeer se likha
08:21Jab gandum Pakistan aa chukki thi.
08:23Aapka shukriya
08:27Gandum Bahran, Kisan-e-Tihad ka mulgi rehtijaaj ka alaan
08:30Aagaaz 10 Mai ko Multan se hoga.
08:33Chairman Kisan-e-Tihad Khalid Khokhar ki gandum daramat karne walon par bhi kadhi tanqeet
08:37Bole boti ke liye poora oont zibah kiya gaya.
08:40Zammedaro ko faansi lagni chahiye.
08:42Negraan Wazir Dr. Kausar Abdullah itaraab kar chuke
08:45Gandum daramat ki zaroorat nahi thi.
08:47Samri unke Wazir banne se pehle jaa chukki thi.
08:50Tariq Multan se itijaaj shuru kar rahe hain
08:52Aur ye itijaaj poore Pakistan bhi jaye.
08:54Hazaron ki saabse kaashkaar aayenge.
08:56Sektor-o-tractor kaaliya bhi hoon.
08:57Janwar bhi saath hoon.
08:58Bacche bhi saath hoon.
08:59Khawatir bhi saath hoon.
09:00Nawaz-e-janaza aadaa karenge zara.
09:01Lahore jaake iske kolkhaani padhaayenge.
09:03Saabik Wafaqi Wazir Dr. Kausar Abdullah ka
09:05ARY bhi dhyan chala hai.
09:06Kabool kiya hai.
09:07Samri biryani se pehle move ho chukki thi.
09:09Import karne ki zaroorat nahi thi.
09:11Una ye chahiye ki unki tirdaro ko faansi lagni chahiye.
09:13Sirf corruption ki khande.
09:156 crore kaashkaar ko zibah kar diya hai.
09:17Moti khaane ke liye bakra li balke oont zibah.
09:20Kisaan baar daana na milne par sarapa itijaaj hain.
09:22Kehte hain mahino ki mehnat khule aasmaan tale padi hai.
09:25Na gandum ka koi kharidar hai.
09:27Na hi rakhne ki jagah hai.
09:30Mahino ki mehnat khule aasmaan tale padi hai.
09:32Hukumat gandum kharid hi nahi rahi.
09:34Aur maafiya aune paune daamon mein batorne mein masroof hai.
09:37Gandum ki bumpar fasal hui.
09:39Magar kisaan rul gaya.
09:40Bahawalnagar mein kaashkaar khaidari markas ke subho shaam chakka laga kar parishaan hai.
09:45Nuh mehrat te boriyan dithi ajaavein.
09:47Ek kilay te 6 boriyan saal nuh sada haq dithi ajaavein bas.
09:49Usman tale pahiye.
09:51Na saan baar daana milta piye na sade fasal di.
09:53Izzat ho rahi hai.
09:55Wapari saare kharid khurte leke jaarein baar daana.
09:58Rojaan mein kisaan saal bhar ki kamai aune paune daamon mein farookht karne par machboor hai.
10:02Kharidne wala bhi koi nahi hai.
10:04Sab idhar leke ghoom rahe hain.
10:06Koi kharidari bhi nahi kar raha hai.
10:07Rakhne ka jagah bhi nahi hai.
10:08Abhi kahaan rakhein.
10:09Sahiwal ke kisaanon ko bhi baar daana na milne ki shikayat hai.
10:12Gandum humari rul rahi hai.
10:14Na koi pursaane haal hai.
10:15Hum apna paisa laga ke isko kitni deh tak stock kar sakte hain.
10:19Government nuh asi kehne appeal karte hain.
10:25Government ne gandum ki kharidari nahi ki to agli fasne bhi mutasir hongi.
10:29Kharche bhi nahi poore ho rahe hain.
10:31Asi bahut pareshaan hain.
10:32Government gandum lehi nahi di.
10:33Garh gandum ki kharidari fill for sure nahi ki jati to isse amari mazeed do aane wali faslon
10:39ka naksanon ho sakta hai.
10:40Jakabad mein kisaanon ne shikayat ki koi baar daana nahi diya chah raha.
10:44Saari loading jo ho rahi hai Punjab se ho rahi hai.
10:46Paisa upar bazaar mein bhej diya hai.
10:48Idhar ke jo bakka mein abadgaar hain.
10:50Log hai saare besayi bethe hua hai.
10:53Yeh hamara haq hai.
10:54Hume aap baar daana milna chahiye.
10:55Thul mein khaas thor pe jo nahak ho raha hai.
10:58Kisaanon ka kehna hai hum maare maare phir rahi hain.
11:01Kharidar nahi mil raha.
11:02Hukumat ne hume RTO, middleman aur gandum mafia ke hawale kar diya hai.
11:06Gandum daramat scandal ki tahqeekat ke liye Wazir-e-Azam ke hidayat par kaim ki gayi chaar
11:11Upani Committee ka ajlaas aaj bhi hoga.
11:13Committee Wafer Stock ke baa wajood February 2024 ke baad gandum daramat ka jaiza legi.
11:19Committee gandum daramat ki ajazat aur LCS kholne ke zamindaro ka tayyun karegi.
11:23Tahqeekat mukamal karne ke baad kal Wazir-e-Azam ko report pesh kiye jaane ka imkaan hai.
11:32Wifaq mein hukumat banne ke baad bhi gandum daramat ka salsala jaari raha.
11:3698 Arab rupai ki 6 lakh ton se zyada gandum daramat ki gayi.
11:40April mein gandum kis ke kehne par daramat ki jaati rahi.
11:43Mushire-e-Talat Khyber Pakhton Khoa Barrister sahib kehte hain.
11:46April mein gandum kis ke kehne par daramat ki jaati rahi.
11:49Hukumat ki ghalat policies ki wajah se kisaan roll gaye hain.
11:52Hukumat ke paas kisaanon ke relief ke liye koi plan nahi hai.
11:59Hukumat gandum skandal ko dabane ki koshish kar rahi hai.
12:02Hum kisaanon ke saath khade hunge.
12:04PTR Ahnum Asad Qaiser ki media se guftagu.
12:06Kaha zulm ki raat jald khatam hone wali hai.
12:11Zulm ki raat bol jald khatam hone wali hai.
12:13Imran Khan aur yeh saare jo hamare kehdi leadership hain ya workers hain.
12:17Yeh raha hunge. Jitna jabar aur zulm.
12:19Iske upar yeh sabdi ke taur pe burfur baat karenge.
12:21Hum diya apni jitvijayat kaanun aur aayin ka matlabik karna hai.
12:23Toh gandum ke ek bohot bade crisis hai.
12:25Ishaab-e-Sharif aur yeh log toh abhi yeh jo skandal hain.
12:29Isko dabdane ke liye burfur koshish kar rahe hain.
12:31Inshallah taala hum apni kisaanon ke saath kade hunge.
12:34Faisalabad mein kisaanon aur Jamaat-e-Islami ke karkunon ka ghanta ghat chowk par dharna.
12:39Punjab hukumat ki taraf se gandum ki kharidari shuru na karne par ahitajaj kiya jaa raha hai.
12:44Mazi jaante hain apni numainde Mohammad Kashif se.
12:46Bataye Kashif.
12:48Faisalabad mein Jamaat-e-Islami ke karkunon aur kisaanon ki badi tadaz milkar is wakat
12:53hukumat ke khalaab ahitajaji mizara kar rahi hain.
12:56Ahitajaji dharna bhi is wakat diya hua hain.
12:58Inka yehi kehna hai ke hukumat jo hai wo sarkari rate par gandum ki kharidari nahi kar rahi hain.
13:04Ki hukumat ne jis rate par jo mukarrar kiya hai kisaanon se wo gandum kharide.
13:09Lekin wo toh usse kamtar par bhi nahi kharid rahi hai.
13:11Aur na unko boriyan aur baardana de rahi hai.
13:13Chaar din ka ultimatum hai.
13:15Chaar din ke baad agar kisaanon se hukumat ne gandum kharidna shuru na ki.
13:20Uske baad Wazir-e-Allah ke ghar ke bahar aur office ke bahar dharna hoga, gherao hoga.
13:26Inka yehi kehna hai ke chaar din tak jo ruzana Ghantagar chowk mein chaar bhaji se leh ke saad bhaji tak jo hain.
13:33Ahitajaji dharna wo jaari rahi ga.
13:35Aur feel for matalba kiya hain hukumat se.
13:38Ke hukumat sarkari rate par gandum kharide.
13:41Wana Ahitajaji dharna wo Lahore tak pahun jaayega.
13:44Saudi Arab ka ala satah ka waft.
13:47Aaj Pakistan pahunchega, do roz qayam karega.
13:50Waft 40-50 aftaat par mushtamil hoga.
13:52Jisme mukhtalif shobon ki 30 companyon ke nomayende aur sarbarahan shamil hain.
13:56Dono mamalik mein 10 Arab dollar tak sarmayakari ka imkaan hai.
13:59Wazir-e-Azam ne waft ke intzamat ke liye 16 rukni steering committee tashkeel de rakhi hai.
14:04Pakistan mein maashi istahkam lane ke liye pur azm.
14:08Saudi sarmayakaro ke waft ki Pakistan aamat.
14:1010 Arab dollar tak sarmayakari ka imkaan.
14:14Saudi Parmarwa aur Wazir-e-Azam Mohammed bin Salman ki hidayat par Pakistan ka daura karne wale waft mein
14:20Saudi Arab ki karowari, tijarti, sarmayakar shakhsiyat 30 se zayad companyon ke CEOs hain.
14:27Jinn mein IT, Marine, Mining, Tel o gas ki talash, adbiyat saazi, Aviation ki badi-badi companyon shamil hain.
14:34Daura ke dauran 10 Arab dollar tak ki sarmayakari ke MOUs aur muhaidon par dastakhat ka imkaan hai.
14:40Wazir-e-Azam Shehbaz Sharif ne apne haaliya daura Saudi Arab ke dauran Saudi hukam se mulaqate ki thi.
14:46Unhe Pakistan ke daura aur tijarti aur sarmayakari ke mansube shuru karne ki daawat di thi.
14:50Saudi Wazir-e-Azam Mohammed bin Salman ka daura Pakistan bhi mutawakht hai.
14:55Wifaq se joday soobay ke masayil hal karenge.
14:58Aisa na ho wifaq aur soobay ki siyasi chapkalesh mein nukhsan awam ka ho.
15:01Governor KP Faisal Karim Kundi ki Eyawa News se guftam.
15:05Koshish ho ki wafaq aur soobay ke dharman tension kam ho.
15:07Hum apne mukadma unke mein waqeel banoon wafaq mein.
15:10Unke liye zyada zyada funds unke zyada zyada jo mutalabat koore karoon wafaq se.
15:14Ni chahatein ki wafaq aur soobay ki confrontation mein, ladhai mein, amara soobah jo hai wo peechein rahe jaa.
15:18Aage badhne ke liye wafaq aur soobay ko aapas mein baithna padhein.
15:23Reserve seaton pe oath hona hai.
15:25Aaj ni hoga to hafte baad hoga, dasi baad hoga.
15:27Bhai hukummat half wardari ki tagreeb ni karna chahatein.
15:29Reserve seaton pe oath ni dilwana chahatein.
15:31Wo phir contempt of court mein aatein.
15:32Parties ko politicians ke saati mazaqraat karne padhein.
15:34Agar PTI mazaqraat nahi chahate hain, toh usko bhi majboor nahi kar sakte hain.
15:37Hum jinn-e-daaron kehte hain ki aap politics mein dakhal-andaazi nahi karein.
15:39Aaj wo kehte hain ki, nahi, aap aayein dakhal-andaazi karein.
15:41Aur hamaare dialogues aap karein.
15:42Koi aise cheezein nahi honi the.
15:44Wifaqi hukummat ko awami mandate wali hukummat nahi samajhta.
15:47Faisal Kundi usi hukummat ka tasalsul hai.
15:50Is wajah se Governor KP ki half wardari tagreeb mein nahi gaya.
15:53Wazir-e-Ala Khyber Pakhtunkhwa Ali Ameen Gandapur kehte hain,
15:56Faisal Kundi ka mushtariqat jiddo johat ka bayan khushaind hai.
15:59Hune khushaam beed kehte hain, KP hukummat awam ke hukook ka tahafuz karegi.
16:04Faisal Kareem Kundi jis party se hain, usne Sindh ka jo hal kiya, qauma ga hai.
16:15Governor Punjab Sardar Salim Haider ki takreeb-e-halaf bardari multavi kar di gayi.
16:19People's Party ke rehnuma Hasan Murtaza kehte hain,
16:22ab ye Governor ki halaf bardari takreeb 7 Mai ko shaam 6 baje hogi.
16:26Governor Balochistan Jafar Khan Mandokhil bhi kal apne ode ka halaf uthaayenge.
16:33Wapas aayenge inquiry ke baad, hamare saath rahiye.
16:40Welcome back.
16:42Wazir-e-Transport Sunne Jinnah Avenue Underpass teen maah mein mukamal karne ki hidayat kar di,
16:48University road par talaba ko peshane wali mushkilat par maazrat khaa hain,
16:51yaqeeni banayenge, azafi labour lagaayen.
16:549 Mai ko PTI dikhana chaah rahi thi, agar Bani ko kuch hua toh chhodeyenge nahi.
17:189 Mai mai samajhtao Pakistan ki tariqah siyaateen din hain.
17:22Us din jo inti shaar phailaya gaya, PTI ki leader ne qawam ko farghalaya.
17:27Woh power dikhana chahate the, agar Imran Khan ko kuch kiya toh ham yeh bhi kar sakte hain.
17:32OIC ko aqwaam-e-Mutahida ke saath malkar tamam daeshatgard girohon ke khatme ke liye kaam karna hoga.
17:37Gambia mein Islami Sarbarahi Conference se khitab mein Naib Wazir-e-Azam Ishaq Dar ne kaha,
17:42Pakistan ne daeshatgardi ke khalaaf jung mein sabse zyada kirdar ada kiya.
17:46Iske baawajood Pakistan ko sahid-paar se sponsored, himayat yaafta daeshatgardi ka saamna hai.
17:52Ghaza mein fauri aur ghar-mashrood jung bandi ko yaqeeni banaya jaaye.
17:57Excellencies and Mr. Chairman, we express our deep gratitude to all OIC member states
18:03for their unwavering support for the right to self-determination of the Kashmiris
18:09and for the rejection of the India's illegal and unilateral actions of 5th of August 2019.
18:16Consequently, Pakistan continues to face externally financed, sponsored and supported terrorism
18:23from across our borders.
18:25The Irfan-independent government to uphold its international obligations regarding counter-terrorism,
18:31women rights...
18:33World Cup jeeto, 1 lakh dollar inaam me lo.
18:36Chairman PCB Mohsin Naqvi ka bada ailaan.
18:39Chairman PCB ne Qazafi Stadium Lahore mein paumi khiladiyon se mulaqat ki,
18:43kaha T20 World Cup jeetne par har khiladi ko, 1 lakh dollar inaam me diye jaayenge.
18:48Pakistan ki jeet ke saamne, isse inaam ki koi hasiyat nahi.
18:52Kisi dabaw ke bagayar khelein, bharpoor mukabla karein.
18:55Jeet aapke liye aur haar mere liye hogi.
18:57Maidaan mein Teamwork ka muzahira karein, fatah kadam chumegi.
19:00Chairman PCB ne khiladiyon aur officials ke aizaz mein zohrana bhi diya.
19:05Lahore Jeep Rally mein 10 purazm khawateen bhi sharik hain.
19:0964 saala Asima Raza, 35 kilometre ka mushkil track cover karne ke liye, intihai purjosh hain.
19:14Is waqt hamari namayanda Sidra Gayas, Khatun Jeep Driver ke saath maujood hain.
19:17Mazeed wo batayenge.
19:20Bikul is waqt main Ravi Jeep Rally ke track ke upar maujood hu.
19:23Aur mere saath ek female jeep rider maujood hain.
19:27Inse jaante hain kaisa track hain aur khawateen woh riding ki taraf jaa rahi hain.
19:32Toh mujhe bataye aapka kaisa experience hain?
19:35Kab se aap ye rally cover kar rahi hain?
19:37Main pichke 6 saal se rallies kar rahi hain.
19:39Aur ye track bahut hi different track hain.
19:42Ye jo step government mein liya ye bahut acha step liya hain.
19:45Lahore mein raunak ho gayi.
19:46Bahut se log bahar se bhi aaya hain rally mein participate karne ke liye.
19:49Female woh rider aur woh bhi Jeep Rally.
19:52Toh kaisa lag raha hai mardon ko compete karna?
19:54Kyunki bahut kam khawateen rally mein shamil hui hain.
19:57Aur aap bhi unmein se ek hai?
19:59Main toh basically adventure ke liye karti hun.
20:01Position aa gayi, aa gayi.
20:03Warna aapke liye ek hi bahut bada adventure hota hai.
20:05Dusra ye ki main toh apne bachon se inspire hoke.
20:07Apne beton se inspire hoke isme aayi thi.
20:09Both of them are rally drivers.
20:11Bikul ji yaha pe aapne suna ki ye aasma jo hain.
20:14Guzishta 6 saalon se jo hain.
20:16Woh mukhtalif Jeep Rallyon mein hisa le chukki hain.
20:18Aur Lahore mein bhi mukhtalif adventure jo hain.
20:20Woh inko raasta mein milenge.
20:21Aur ek naya experience jo hain.
20:23Being a khawateen gain karenge.
20:25Wapas aayenge is break ke baad.
20:31Welcome back.
20:33Khwaja Saraon par police tashaddud ke khalaab khariya thaane ke bahar ehtijaaj.
20:37Khwaja Saraon ne thaane ki eend se eend baja di.
20:39Pathraon ki aad tod pod ki police kahi nazar na aayi.
20:42DPO Gujrat ne waqe ka notice lekar zammedaar ahalkaaron ko muatal kar diya.
20:47Khwaja Saraon ka medical karane ka bhi hukum mazeed jaante hain.
20:50Apne nomayende Aamir Bhatt se.
20:52Aamir bataye yeh maajra kya hai?
20:55Yeh raat ko jo Khwaja Saraon ke mudaba ke raat ko unka ek function tha.
20:59Function se farag hoka jab Khwaja Saraon wapas aa rahe tha.
21:01To raaste mein police ne thaane khariya ki police ne naaka lagaya wa tha.
21:06Us naaka ke duraan unhone Khwaja Saraon ko roka.
21:09Roke to wahan pa talaklami hui to zabardasti jo police ahalkaar se.
21:14Jisne se do logon ko namzat kiya gaya.
21:17Police ki jaanab the.
21:18Jisne par zimadari dali ki yeh do police ahalkaar unho Khwaja Saraon ko wahan se pakad ke.
21:23To thaane lege.
21:24Aur Khwaja Saraon ka yeh kehna tha.
21:26Ke unho raat ko unhone thaane mein band rakha hai.
21:28Hum se paise cheene hain.
21:29Battameeji kiye.
21:30Naziba harkaat karte rahe hain.
21:31Aur subah jab unho Khwaja Saraon ne apne dusre jo unke guru hote hain.
21:35Unko bataya.
21:36To jab baat karne ke liye aaye.
21:37To wahan par thaane mein unke talaklami hui.
21:39Jisper mazeed Khwaja Saraon aage unhone thaane par hamla kar diya.
21:43Aur yeh video koi proper nahi bani thi.
21:47Wahan par jo raagir the.
21:48Wo log wahan par wo tasveera banate rahe hain.
21:50To Aamir kitne Khwaja Saraon the jine thaane mein band kiya gaya tha?
21:54Raat ko jo teen se chaar Khwaja Saraon the jine ko thaane mein band kiya gaya.
21:58Lekar wo subah unko chod diya gaya.
22:00Uske saath wo jo battameeji hui thi.
22:02Us par yeh itijaaz hua.
22:03Ladai hui.
22:04Uske baad jo DPO Gujarat mein is waqia ka notice diya.
22:07Unhone unho do zimadari ahalkaar the unke khilafo.
22:10Ek to mukadma darj karwaaya.
22:11Dusra unko chaar sheet kiya.
22:12Unko unka kehna tha.
22:13Syed Asad Muzaffar ka kehna tha.
22:15Ke unko nokri se dismiss karenge.
22:17Jino ne Khwaja Saraon ke saath zayati kiya.
22:19Aur maekam ki badnami aur iswai ka baayas bane hain.
22:22Aur iss waqt mein jo SP investigation hain.
22:25Riyaz SP investigation.
22:26Wo iss waqt thaana khariya mein majood hain.
22:28Aur iss maamle ki tafseelan inquiry kar rahe hain.
22:30Theek hai.
22:31Maamle ki inquiry ho rahi hain.
22:32Aur mukadama bhi darj kar liya gaya hain.
22:34Update kar rahi hain.
22:35Aap Aamir bhat shukriya.
22:38Khabar hai Karachi se jahan par Azizabad.
22:40Azizabad aat number ke kareeb firing se naujawan jambahak ho gaya hain.
22:44Jambahak naujawan ki shanaag Shahab ke naam se hui hain.
22:47Police aisa batati hain.
22:48Naujawan Shahab ki katil ke khilaf Ahle Khana ka ehtijaj.
22:51Salman Lodhi amaar saath maujood hain.
22:53Aga karenge.
22:54Batayi hain Salman.
22:55Dekhein Yasinabad par naujawan ki katil ke khilaf ehtijaj kiya jara hai.
22:59Muzahireen ne Shahra par tyre jala kar road bloom kardi hain.
23:02Ahle Khana ka yeh kehna hain.
23:03Police ne mausabat ka pauch kar.
23:05Jo katil mein mulabis muzimaan hain.
23:10Kuch dekh kabar jhagade ke dauran firing kar ke qasal kiya jaya tha.
23:13Ek video bhi saamne aayi hai jisse musalla faraad ko bhi dekha jaa sakta hai.
23:16Shahab ek niji restaurant mein writer ke taur par kaam karta tha jisse firing kar ke qasal kiya jaya hain.
23:20Aur issi waqet par ehtijaj kiya jaa raha hai.
23:23Shukriya aapka Salman.
23:34Islamabad International Airport par Road to Makkah mansoobe ke tahad tayyariya mukammal
23:38Saudi Immigration ke liye 8 counter maqtas kar diye gaye hain.
23:41Mohammad Salahuddin ki report.
23:43Fareeza-e-Haj ki adaigi ke liye jane wale Azmeen ke liye Islamabad International Airport par
23:48Saudi hokumat ke taawun se.
23:50Guzarishta saal ki tarah iss saal bhi Azmeen-e-Haj ki immigration Islamabad Airport par hi hogi.
23:55Saudi Immigration ke liye 8 counter kaayin kar diye gaye.
23:59Tajaj ki facilitation ke point of view se bahut hi accha ek step hai.
24:03Jaisi flight se disembark karte hai toh immigration ke facilities jo jahan hogi hoti hain usse usse guzaron nahin padta.
24:12Wazarat-e-Mazhabi umur ke matabik Saudi hokumat ki jaanib se Pakistani Azmeen ke liye Road to Makkah ek ahim mansooba hai.
24:19Saudi Arab ki Pakistan ki dosti ki waise yeh hai ki Pakistan ko doosra yeh mil gaya hai.
24:24Aur Inshallah hum meed karte hain ki agli saalon mein Lahore bhi ismein shamil ho jaye.
24:30Islamabad Airport se 71 parwaze Road to Makkah mansooba ke tahad Medina aur Jeddah ke liye operate ki jayengi.
24:35Mohammad Salaudin, ARY News, Karachi.
24:41Pakistan Women's Cricket Team One Day aur T20 series khelne ke liye England pohach gayi.
24:45England mein Pakistan ke High Commissioner Dr. Mohammad Faisal ne Qaumi team ka istaqbal kiya.
24:50Team London se Leicester ke liye kuch der mein rawana hogi.
24:53England aur Pakistan ke darmayan 3 T20 aur 3 One Day matches ki series kheli jayegi.
24:58One Day International match ki series ICC Women's Championship ka hissa hai.
25:07Ab tak ke liye itna hi.
25:08Dekhte rahiye, ARY News.