ARY News 9 PM Bulletin | 3rd May 2024 | PM Shehbaz's Big Decision
#pmshehbazsharif #asadqaisar #9mayincident #banipti #barristergohar #bulletin
iCube Qamar: Pakistan launches first lunar mission
LPG price ‘slashed’ by Rs20 per kg
Gold rates drop further in Pakistan
Senior journalist dies in Khuzdar blast
KP witnessed 179 terror attacks in 2024: CTD report
US supports Pakistan’s efforts for IMF deal
Wheat scandal: PM Sharif sacks secretary food security
PM Shehbaz forms committee to probe wheat import scandal
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
iCube Qamar: Pakistan launches first lunar mission
LPG price ‘slashed’ by Rs20 per kg
Gold rates drop further in Pakistan
Senior journalist dies in Khuzdar blast
KP witnessed 179 terror attacks in 2024: CTD report
US supports Pakistan’s efforts for IMF deal
Wheat scandal: PM Sharif sacks secretary food security
PM Shehbaz forms committee to probe wheat import scandal
Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY
Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP
ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.
Category
🗞
NewsTranscript
00:30Pakistan Zindabad, Pakistan Zindabad.
00:34Pakistan Zindabad.
00:36The data that we will get will give us a lot of basic information about the moon, like
00:44the water on the moon, the ice there, and the minerals.
00:48The historic space mission of Pakistan, I-Cube Q, successfully set off for the moon, and
00:56Pakistani Parcham bhi chaan par lehraayega.
01:02Cameraman Zaheer Abbas ke saath Ishrat Khan, ARY News, Karachi.
01:06Baatcheet mukhalifon se hoti hai, toston se nahi.
01:09Bani PTI ki Adiala jail mein BDS se Baatcheet kaha.
01:13Teen naam deal ke liye nahi, Baatcheet ke liye tajweez ki hai.
01:16Kisi retired general ko Baatcheet ka task nahi diya.
01:19Teen Jamaaton ke alawa sab se baat karenge.
01:22Deal wo karta hai, jisse mulk se bahar jaana hota hai.
01:25Zardari aur Nawaz Sharif gaye, deal jail se bachne ke liye ki jaati hai.
01:2918 maah se keh raha hu, ke Baatcheet ke liye tayyaar hu.
01:32Siyasat mein hamisha Baatcheet hoti hai.
01:34Tosha Khana ka yeh naya case lekar aa rahe hain.
01:37Tosha Khana par yeh chautha case kar rahe hain.
01:39Jo bhi case banaana hai, ek baar bana kar le aaye.
01:42Zardari ka fake accounts aur Nawaz Sharif ka Evanfield ke Arbu ke reference maaf kar diye gaye.
01:47Judges se darkhaast hai, wo hamare mukadmaat ke faisle karein.
01:50Cypher case ki samaat aage se aage chali jaa rahi hai.
01:53Jo bhi faisla karna hai, karein.
01:55Iddat case mein bhi dramae kiye jaa rahe hain.
01:58Toh iss hawale se hum aapko update kar rahe hain.
02:00Yahaan par aapko bataayein ke Baatcheet mukhalafon se hoti hai, doston se nahi.
02:03Baani PTI ki Adiala jail mein media se Baatcheet kaha.
02:07Teen naam deal ke liye nahi, Baatcheet ke liye tajweez kiye hain.
02:10Kisi retired general ko Baatcheet ka task nahi diya.
02:13Teen Jamaaton ke alawa sab se baat karenge.
02:16Deal wo karta hai, jisse mulk se bahar jaana hota hai.
02:18Jaise Zardari aur Nawaz Sharif gaye, deal jail se bachne ke liye ki jaati hai.
02:2318 maah se keh raha hun, ke Baatcheet ke liye tayyaar hun.
02:26Siyasat mein hamisa Baatcheet hoti hai.
02:28Tosha Khana ka yeh naya case lekar aa rahe hain.
02:31Tosha Khana par yeh chota case kar rahe hain.
02:33Jo bhi case banana hai, ek baar bana kar le aayein.
02:36Zardari ka fake accounts aur Nawaz Sharif ka Evanfield ke arbo ke reference maaf kar diye gaye.
02:41Judges se darkhas the ke wo hamare mukadmaat ke faisle karein.
02:45Saifur case ki samaat aage se aage chali jaa rahe hain.
02:48Jo bhi faisla karna hai, karein.
02:50Iddat case mein bhi dramae kiye jaa rahe hain.
02:529 Mai drama tha, iddat case mein tasheek ki gaye hain.
02:59Rahna Maa PTI Asad Kaisar kehte hain, 9 Mai drama PTI ki makbuliyat khatam karne ke liye tha.
03:04Jailon se hamare tamam kaidi reha kiye jayein.
03:07Bushra bibi ki betiyan Quran par halaf de rahi hain ki iddat ho gayi.
03:11Agar aap sabjh jaye ke 9 Mai waqeeb koi bada waqia hua hai,
03:15hum toh sabjh jaye ke yeh ek drama tha.
03:17Drama yeh se liye tha ke Tariq-e-Sahab undermine kiya jaye,
03:20uski makbuliyat ko khatam kiya jayein.
03:24Jailon mein hamare tijhasti kaidi hain, inko reha kiya jayein.
03:28Jo-jo officer isme mulawis hain, jono ne isna jais kaam mein ghar qanun mein qardaar adaaya kiya hain,
03:32qanun ke matabik unko suzaayin milegi.
03:34Jis tarah iddat case mein, Ibran Khan ke Bushra bibi ki tazheek ki gayi,
03:38mashrik ki rawayaat ka tamasur udaya gaya,
03:40unki betiyan Quran par halaf de rahi hain, iddat poori hui.
03:43Is balko qanun aur ayat ko bata ka chalain.
03:46Wazir-e-Azam Shahbaz Sharif se Bilawal Bhutto ki mulaqat,
03:49Punjab, KP aur Balochistan mein nai governors laane ka faisla ho gaya.
03:54Sardar Salim Haider, governor Punjab honge.
03:57PP ne tazdeek kar di, party chairman Bilawal Bhutto ne Salim Haider ko governor Punjab banaani ki manzoori di,
04:02wifaqi hukuma Sardar Salim Haider ka notification jald jari karegi.
04:06Salim Haider 2008 mein Attock se PPMNA muntakhib hua,
04:112008 mein Wazir Baray Samandar Paar Pakistanis rahe,
04:15KP mein PP Rehruma Faisal Kareem Kundi ko governor banaaya jaayega,
04:19Faisal Kareem Kundi 2008 mein Deputy Speaker Qaumi Assembly,
04:22aur PDM hukumat mein Mushir Wazir-e-Azam rahe.
04:25Noon League ke Jaffar Mandukhel ko governor Balochistan banaaya jaane ka imkaan hai,
04:30zaraye ne bataya Punjab, KP aur Balochistan ke nai governor ki tayinati ek saath hogi.
04:35Jaffar Mandukhel ne ARY News ko bataya unki naamzadgi ho chuki hai.
04:41Khabrein aur bhi hai lekin yahan waqt hua hai ek break ka.
04:49Hamare saath rahi hai.
04:53Welcome back.
04:54Poora Pakistan Ukraine ki gandum kha raha tha, ghar ki gandum padhi rahi.
04:59PTI Rehruma on Abbas ki sawal yeh me guftugu kaha,
05:03gandum baramdaat ki manzoori ke aatve din jahaaz langar andaaz ho gaya,
05:07lag raha hai jahaaz Karachi ke bahar khade the,
05:09manzoori ki der thi.
05:10Wifaqi Wazeer Musaddiq Malik ne aitraaf kiya,
05:13poore muaamle ke peeche taakatwar log hai.
05:15Urea ke muaamle me bhi yehi chaal chali jati hai.
05:21Ek crore tonne ke zakhaaye maujood the,
05:22jab Nigran government ne faisla kiya ki,
05:2422 October 2023 ko approval hui,
05:26aur pehli November ko Karachi me pehla jahaaz,
05:29jiska naam Altus hai,
05:30wo aa ke langar andaaz ho gaya.
05:31Yani aat din ke andar, is approval ke baad,
05:34matlab yeh tha ki wo jahaaz Ukraine se rawana nahi,
05:36wo jahaaz Karachi ke bahar khada tha,
05:38usko sirf approval ke nzaar tha,
05:39and they knew it, unko pata tha,
05:41ki approval hone wali hai.
05:42Teen jahaaz consecutively,
05:4414 din ke andar,
05:45is approval ke baad lag gaye.
05:46Ukraine se gandum aane me,
05:47kamaskam 25 din ka total chahiye.
05:49Saara Pakistan Ukraine ki gandum khaata raha,
05:52aur government ke stocks bachte rahe gaye.
05:53Is poori ekonomi ke peeche,
05:55bade taakatwar log kaar firma hai.
05:57Kisi ne faisla kiya,
05:58ki humne gandum import karna hai.
06:00Us import karne ke liye,
06:01kuch kaagaz banaana padta hai.
06:02Isme likha pada ho,
06:04ki gandum kam hai,
06:05gandum mangwa lo.
06:06File ka peht bharne ke liye,
06:08kaagaz aata hai,
06:09ki dekhein,
06:10ye humne kaagaz mangwa liya hai,
06:12toh aap ek,
06:13do,
06:14teen million gandum mangwa liya hai.
06:15Uske baad pata chalta hai,
06:16ki ye toh zyada ho gayi.
06:17Ye hi model hai,
06:18fertilizer ka,
06:19khaat ka.
06:20Qasam khaakar kehta hu,
06:21aap chor ho,
06:22aapne gandum scandal me,
06:23paise khaaye hai.
06:24Muslim League Noon ke rahnawaan,
06:25Hanif Abbasi ki saabik Wazir-e-Azam,
06:27Anwar-ur-Haq Qaqar se,
06:29gandum scandal par talqalami,
06:31zarai ka batana hai,
06:33talqalami guzasta raat,
06:34niji hotel me hui,
06:35Anwar-ur-Haq Qaqar ne kaha,
06:37form 47 par baat ki,
06:38toh aap aur Noon League ko,
06:39muh chhupane ki jagah nahi meregi,
06:41gandum moamle par ungli uthai,
06:43kya gareftar garne aaye hai?
06:49Kisanon ne kaumi sharaahin,
06:50aur patreyaan block karne ki,
06:52dhamki dedi.
06:53Kisan Ittihad ke chairman,
06:54Khalid Hussain Bhatt ne,
06:55khabardar kiya.
06:57Kaha,
06:58ki ek hafte me,
06:59Punjab hukumat ne,
07:00gandum nahi kharidi,
07:01toh faisle par amal karenge,
07:02jab tak gandum nahi kharidi,
07:04sab kuch jaam rahega.
07:05Punjab hukumat aur police,
07:06ne kisanon par tashaddud kiya,
07:08jawab dete,
07:09toh Saniya Model Town,
07:10se bada haadsa ho sakta tha.
07:12Wednesday ko 12.30 baji aaya,
07:14ki hum kisanon,
07:15aap se gandum kharideyenge,
07:16agar iss hafte me,
07:17Punjab government ne,
07:18hum se gandum nahi kharideyenge,
07:20hum apne bachon ke sebein,
07:22tractor-trolley-yan,
07:23gandum athaake,
07:24jo gaon ke kareeb,
07:25humare roadon ke,
07:26humare GT's roadon ke,
07:27jo main highways honge,
07:28railway track honge,
07:29uspe aake baith jayenge,
07:30aur us waqat tak wapas nahi jayenge,
07:32jab tak mere gandum nahi kharidi jati,
07:34jab tak jo zulm kiya humare saath,
07:36uske Punjab government,
07:37maafi nahi maang leti.
07:39Main haraan tha,
07:40hum bilkul par amal ja rahe the,
07:42Punjab government,
07:43Punjab police ne,
07:44laatiche charge aur tashaddud ki,
07:45agar hum aage se reaction karte,
07:47Mariam Saba,
07:48Saniya Model Town,
07:49se ek neya,
07:50bada Saniya peyda ho jaata.
07:51Khabre aur bhi hai,
07:52lekin yahan waqt hua hai,
07:53ek break ka.
07:54Mere saath rahi hai.
07:58Welcome back.
08:24Chalti gaadi par matnatisi bum chupkaya,
08:26dhamake ke waqt,
08:27kareeb se guzarnewali gaadiyon
08:29aur motorcyclo ko bhi nukhsaan pauncha.
08:36Izhar-e-Rai par qatgan,
08:38jammuri mausharon ki rooh ke khilaf hai.
08:40Media par qatgan lagane walon ko,
08:41pashtawe ki sehwa kuch nahi mila.
08:43Azaadi-e-Sahafat ke aalmi din par,
08:45Association of Electronic Media Editors
08:47and News Directors ne,
08:49Izhar-e-Rai ki azaadi ke liye,
08:50Judd-e-Johar jaadi rakne ka ilan kiya.
08:52Amend ka kehna hai,
08:53Pakistan mein zahafi aur sahafati idare,
08:55kathin haalaat se guzar rahe hain.
08:57Saddar Wazir-e-Azam,
08:58idare,
08:59siyasi jamaati,
09:00Izhar-e-Rai ki azaadi
09:01yakini banane ke liye,
09:02kardar adaa karein.
09:12Yahan waqt hai ek break ka.
09:13Humari saath rahi hai.
09:18Welcome back.
09:20Pakistani tajroor ke waf ne,
09:22Iran mein shahkar pul-e-tabiyyat ki sehr ki.
09:25Tehran se Akhtar Gulfam ki report.
09:27Tehran mein tamirati shahkar pul-e-tabiyyat,
09:30apni misal aap hai.
09:32Pul-e-tabiyyat masroob shara par banaya gaya hai,
09:34jo do parkon ko jodta hai.
09:36300 meter lamba aur zameen se 40 meter buland hai.
09:39Jis tarah economy ke hawale se,
09:41Iran jitni taraki kar raha hai,
09:42isi tarah infrastructure aur tourism ke hawale se,
09:45bahot taraki ki hai Iran ne.
09:47Pul ko Laila Iraqi ne design kiya tha,
09:49isi pul ki munfarid roshni aur munfarid khususiyat,
09:52khas toh par raat ke waqt bahot se logon ko apni tarak mutawaja karti hai.
09:55Jis tarah Irani digger shubon me taraki ki hai,
09:59isi tarah sehr aur sahyad ke liye,
10:01bahot taraki ki gayi hai.
10:03Iseh Iran ka pehla aur mashriki ustah ka
10:05sabse bada pehdal chalne wala pul bhi kaha jaata hai.
10:07Jadeed design ka pul,
10:08do water park,
10:10aatish aur talghani ko milata hai.
10:12Iran ne jahan digger hawale se taraki ki hai,
10:15wohi infrastructure ke hawale se kaafi taraki ki hai.
10:18Irani news ki misal, yeh pul tabriyat hai.
10:20Cameraman Ayatollah ke saath,
10:22Akhtar Bufaam, ARY News, Tehran, Iran.
10:25Upper Chitral me rawayati jashan me hazaaron afraat ki shirkat.
10:28Digger shahron se bhi,
10:30siyahon ki badi taadaat jashan me shirkat ke liye paunchi.
10:32Jashan me mukhtarif khelon ke mukaable hua.
10:35Jashan ke maidaan me tent village banaaya gaya.
10:37Khaane peene ke stall bhi lagaya gaya.
10:39Shurka ne dhol ki thaap par raksh karke sama bandi.
10:42Bulletin se philal itna hai.
10:44Mazeed khabar aur updates ke liye dekhte rahiye,
10:46Irani News, Tehran News.