• last year
#islamabadhighcourt #SupremeCourt #breakingnews #KashifAbbasi #cjp #qazifaizesa #HafizAhsaan

"Agar Practice and Procedure ka Process High Courts kay andar Hota to Aj... Hafiz Ahsaan's Analysis
Transcript
00:00Haan Faisal, yeh zyaira ab kisi nukre toh lagega, sawal bahut se uthrein mai jaunga
00:06ke kya high court ke rules bhi banane chahiye, supreme court ko, hukumat ka kirdar kya hai,
00:10leh ke aaj ki proceedings ke baare mein aapka kya khyaal hai, kaafi serious charges lagaye,
00:16baar baar lagaye jaa rahe the.
00:17Lekin Kashif, main aaj ki proceedings hai usko main teen angle se dekhta hu, ek uska
00:22angle yeh hai ke ek institutional response mechanism pe baat ki gayi aur hona chahiye
00:27institutional mechanism jo hai, doosra uske andar baat yeh ki gayi hai, ke baabajood
00:31is cheez ke andar judicial interference hai, uske saath saath jo internal judiciary interference
00:38hai uspe bhi baat aayi hai, aur ek bada important jo lafaz istamaal kiya gaya hai, chief justice
00:43ki taraf se, wo a complicity, ke supreme court ke andar jo log baitha hai, judiciary
00:48ke andar baitha hai, alaqaar bante hain, aur uska izhaar jo hai, wo aapke dharna judgment
00:53ki taraf bhi gaya, wo aapke jo 4, 5, 6, 7 review aaye thi uske upar bhi gaya, review
00:58ko bitha ke rakha, bitha baith gaye uske upar review nahi dekh kiya gaya, phir uske baad
01:02yeh aaya gaya, composition aur benches pe bhi baat ki gayi, phir uske baad aaya gaya
01:06ke liking and disliking wala maamla bhi jo hai, wo aaya aur ek jo discretion ka issue
01:11aaya hua hai, structured kisam ka, uske upar bhi baat ki gayi, ke yeh cheeze agar do saal
01:16pehle practice and procedure aata, to usko strike down ho jana tha.
01:20Practice and procedure high courts mein kyu nahi?
01:23Woh hona chahiye na, yeh hi wo ek cheeze hai.
01:25Arthur Manila sahab ke time, senior puny judge benches banate the, aur sara kuch karte the.
01:30Yeh pehle bhi tha.
01:31Jo ke Justice sahab mein kharu khud the, aap unhone saara maamla aapke haath mein rakha
01:34wo.
01:35Yeh hi wo issue hai, agar yeh practice and procedure ka ek process jo hai, high courts
01:38ke andar hota, to aaj yeh naubat nahi aani thi, jo aayi hui hai, ke jiske andar selective
01:43of benches, fixation of cases ka issue, yeh lagna chahiye, yeh nahi lagna chahiye.
01:48Doosri cheeze ki hai, kuch cheeze exaggeration bhi iske andar aayi hai.
01:51Bas jis tarah ek yeh kaah gaya, ki 76 saal se Pakistan ki judiciary uske andar intervention
01:56hai, jisko Chief Justice ne deny kiya, aapke waha pe 6 Chief Justice baithe hua the aur
02:01Pakistan ka Chief Justice tha, in saaron ke 10-12 saal ka judiciary ke chale ho rahe,
02:06unhone ne kaah ke humari to mudakhalat, koi nahi hai us cheeze ke andar, humne toh kisi
02:10ne nahi kaah, humne toh bada accha kaam kiya hai, aur main as a Chief Justice bhi perform
02:14kiya hai, aur ab bhi kaah hai, koi aisa incident nahi hai.
02:17Ab jo High Courts ke bhi andar aapki cheezein aayi hai, jo cheezein aayi hai, uske andar
02:21ek general baat ki gayi hai, ki pressure hai, external hai, koi facts ko point out hai,
02:27ab iska Kashif hal kya hai?
02:28Hal, abhi aata hu, ek second, pehle zara sense le le na, ki what people think of these proceedings
02:33today?
02:34Aur jo aapne zikr kiya, Catherine Millar sahab ne kaah, 76 saal, Chief Justice sahab ne
02:37kaah, nahi ji yeh, mere daur mein nahi hai.
02:39Aur unhone khud bhi kaah ke, I the Chief Justice bhi mere kaam kiya hai, yeh ab bhi hai,
02:42mere pe toh kabhi kisi ne nahi kaah.
02:45Woh masla yeh ke, bohot saare cases ke faislein aaj, jo abhi kuch har se pehle hua hai, un
02:52saaron ke par tankeer aajsi shuru hogi hai, ammuman log intazaar karte hain, koi jaayega,
02:57koi badlega, phir dekha jaayega, wo idda tak, raat, 12-12 wajah tak proceedings chalayegi,
03:02yeh judges yeh na kahin na kahin, mutaadit cases, Islamabad High Court ke toh aapne saamne
03:09hai, ki kis tarah, chale pichla tenure yeh ho, ya yeh tenure ho.
03:12Kisi ek Islamabad High Court ke andar, in sazaon ko uphold kiya ho, ya kisi High Court
03:17ne kiya ho, pressure kyun hai, pressure kyun ho?
03:21Agar judge aapne banna hai, toh phir aap pressure ko assert karen, aapke par pressure ho kyun
03:26hai?
03:27Sir, yeh kya argument hai, vote pressure dhalenge, aapne agar judge banna hai, pressure dhalenge?
03:30Constitution se nikaal de na, ke main bagayar kisi dar ke kaam karunga, nikaal de uss cheez
03:35ko, main bagayar kisi dar ke kaam karunga.
03:36Sir, Acharya Mianullah sahab ne kaaho, theek ka, ki jab riyasat khadi ho jaye, unke saamne
03:40what do you think, yeh toh pressures ki baat karein, kya yeh judge ko lena chahiye, pressure
03:43hone nahi chahiye?
03:44Constitution mein yeh kya likha hoa hai, ke dara ke kaam karana hai, yeh bhi toh nahi
03:47likha hoa na.
03:48Toh aap kisi se puchhe, yeh toh likha ho na ke darna nahi.
03:51Aaj saare jo the, aaj jo aapke saamne the, unhone toh nahi kaha.
03:55Kaha na sir, masla yeh ke kaha, jab 76 saal kaha, toh unhe kaha, mere pe nahi, kyunki
04:00Athar sahab ne jab Islamabad High Court chalai, toh uska bada confidence hota tha, Saileen
04:05ko bhi, jo humare jaise log jab jaate the, relief lene, yeh arey bata hoa, de dega, tagda
04:10aadmi khada ho jayega.
04:11Lekin, phir aap, humne bohot se adwaar dekhen, sir, hum bhi yehi hai na, jaana padta hai,
04:15idhar hi adalaton mein jaate.
04:17Hal nik, androoni interference bhi hai, bairuni interference bhi hai, but you know, first
04:22time, iske upar baat hui hai, aur kya high court ke rules bhi Supreme Court banaye,
04:29aur is interference ko khatam karna chahiye, androoni mudakhalat hai yeh bairuni.
04:34Kashif bhai, 76 saalon se is reyasat ka nizam bigda ho hai, is reyasat ko jis tariqah se
04:39hum chalate aa rahe hain, bataur ek security state, ab uski hum limits ko paunch gaye hain,
04:44ab yeh reyasat mazeed istara nahi chal paayegi, yeh 25 crore logon ka mulk hai, iski governance
04:49bohot complex ho chuki hai, hume logon ke masayal ko hal karna hai, agar humne unke
04:53masayal ko hal karna hai, toh phir humari establishment ko, humari intelligence agencies
04:57ko, peeche hatna padega, awam ke numayendon ko mauka dena padega, is mulk ke nizam ko
05:02chalne dena padega, yeh jo judge sahibaan ke jo khatoot hai, in judge sahibaan ke khatoot
05:07ke andar specific allegations hai, unhone afsaraan ka zikar kiya hai, jo afsaraan unke
05:12upar pressure dalte rahe hai, aur aap unke saath jo beeti hai, zara uspe ghaur toh karein
05:17ki yeh high court ke judge sahibaan, Islamabad high court ke, 6 judge sahibaan kah rahe
05:21hain, ek ke brother in law ko utha liya, usko elected shocks lage, uski upar tashaddud
05:25kiya, ek judge sahab jo hai, wo hospital paunch gaye, ek camera nikala hai, camera
05:29nikala hai, yeh kuch maamooli baatein, phir abhi jo iske andar jawabaat ke andar, Peshawar
05:33high court ne, aur attorney general ka aapne sunaya bhi hai, unhone jo ek baat kiye, yeh
05:38Peshawar high court ke judge sahibaan kah rahe hain, ki jee humne jab impartial ho ke
05:43faisle diye, un faisle dene ke nateeje me, humne jab baat nahi suni, toh hume non-state
05:49actors ki jaanib se Afghanistan se dhamkiya aani shuru ho gayi, yeh kya mazaak hai, istara
05:54reyaste chalayi jaate hain, yeh jo judges hain, yeh kahin baayar se hain, yeh humare
05:59pakistani judges hain, yeh koi high court, kisi humare ghair mulki high court hain, yeh
06:04humare apne mulki high court hain, dekhi iska karna kya, aage bhi chalene na zarur, main
06:08aapki baatein sari, main yeh sab suna chukwa, isliye, ki yeh guftagu hui hain, masla yeh
06:13ki maazi mein, humne maazi mein judges ko dekha hai, ralte hue liye, yeh maante hain
06:19bilkul, taarikh bhari padhi hai, taarikh humari bhari padhi hai, ke jisme humari, jo hum
06:24yeh lafz, jisko hum establishment lafz gehte hain na, is establishment lafz ke maini jo
06:29hai, yeh hain, ke uske andar adliya bhi shamil hai, kab adliya istamaal nahi hui, kab adliya
06:35ne apna kanda nahi diya, is mulke andar civilian democratically elected leaders ko fasiyon takpe
06:40chadaya gaya, yeh humare mulki taarikh hai, logon ko kode maare gaye is mulke andar, political
06:46government ko undermine kiya, undermine kiya, logon ki upar jhute cases banaya gaya, naib
06:51ek political engineering ka idara banaya gaya, adalatin khamoshi se baith kar aaj tak dekh
06:55rahi hai, do do saal baad jaakar zamante le leti hain, do saal jis shaks ne andar guzaar
06:59diya, uska kya kasoor tha, uska khandaan walon ko kya kasoor tha, adalat har cheez mein shamil
07:03rahi hai, isme koi shakt nahi hai, yeh humare mulki taarikh hai, lekin, agar yeh high court
07:08ke judge sahibaan ne, yeh jo uthkar saamne aaye hain, aur unhone kaha hai, no more, to
07:13kya us no more ko hum yeh kahka radh kar de, ki peechay ek taarikh hai, isliye humne
07:17inki baat nahi maan bhi, kisi cheez ki iqtadaat, kahiin se to kisi ne naa karni hai, to yeh
07:24jo in 6 judge sahibaan ne Islamabad high court ke kaha, baaki jo 3 high courts se unhone
07:29tajaveez mangai, unhone koi mukhtarif baat ki, sab ek hi baat kar rahe hain, sab ek hi
07:32baat kar rahe hain, aur hum is baat se kaun waqif nahi hain, yeh jo judge sahibaan ka
07:36aapne clip sunaya, jiske andar wo keh rahe hain, ki yeh hum phone idhar rag de, udhar
07:39rag de, hum yeh kaise mulk mein reh rahe hain, hum sab is cheez se guzarte hain, hum aapas
07:43mein guftagu karte hain, hum kehte hain yaar yeh, yeh hum ishaara nahi karte hain, humne
07:46kahaan pauncha diya is mulk mein, aur judge sahibaan phone idhar chhupalo, baayar chhoda
07:50ho, zaroori baat karne hai, yeh to Pakistan ki, yeh hum, yeh taum de nahi karte hain,
07:53aur jiske andar, jo siyasadanon ka amal hai, jo aap ek baat kar rahe the, siyasadan apna
07:58kanda phuram karne ke liye, wo bhi huma waqt tayar rahe the.

Recommended