Leopards courier walon ki service ka Haal Pakistan mein | Nuqsan kardia mera

  • 3 months ago
As-salamu alaykum. Nazreen iss video mein mei ap logon ko dekhana ja Raha hon ka Leopards courier walon na mera kia nuqsan kia ha. Bas iss video ko agar leopards wala dekh lein aik baar aur phir iss mein improvement lein wohi mera main maqsaad ha taka future mein kisi aur shipper ka ye nuqsan na ho. Leopards walon na mera Jo nuqsan kia ha woh ap video ko akhir tak dekhein ga tou pata lag jaiga.

#leopardcourier
#getinformationandknowledge

Recommended