• last year
#headlines #israelpalestineconflict #Gaza #unitedstates #pmshehbazsharif #ptiofficial

۔US says Israel should allow UN Palestinian agency chief in Gaza

Follow the ARY News channel on WhatsApp: https://bit.ly/46e5HzY

Subscribe to our channel and press the bell icon for latest news updates: http://bit.ly/3e0SwKP

ARY News is a leading Pakistani news channel that promises to bring you factual and timely international stories and stories about Pakistan, sports, entertainment, and business, amid others.

Official Facebook: https://www.fb.com/arynewsasia

Official Twitter: https://www.twitter.com/arynewsofficial

Official Instagram: https://instagram.com/arynewstv

Website: https://arynews.tv

Watch ARY NEWS LIVE: http://live.arynews.tv

Listen Live: http://live.arynews.tv/audio

Listen Top of the hour Headlines, Bulletins & Programs: https://soundcloud.com/arynewsofficial
#ARYNews

ARY News Official YouTube Channel.
For more videos, subscribe to our channel and for suggestions please use the comment section.

Category

🗞
News
Transcript
00:00 Pakistan ke halaat aur siyasi surat-e-haal ko bahot kareeb se jaanta hu. Amreiki Naib
00:08 Wazir-e-Kharja Donald Loo ka Congress mein peeshi ke liye bayan saamne aage. Amreiki
00:13 Naib Wazir-e-Kharja Donald Loo aaj Congress committee mein peesho kar bayan denge kaha
00:17 gaya 31 saal pehle intiqabat mein tashaddud aur dhamkiyon ke baawajood awam ko vote daalte
00:23 dekha. Intiqabat pe kahan bezabtagiyan hui aur Amreiki policy kya honi chahiye batana
00:29 chahata hu. Izhaar-e-raay par ghar zaruri pabandi, jal se jalusu par pabandi ki nishan
00:34 dahi ki gayi, intiqabat mein mudakhalat ya dhoka dahi ke daavon ki chhanbeend honi chahiye.
00:40 Donald Loo ka kehna tha intiqabat mein jo kuch hua aur Pakistan mein jo haalaat hain
00:44 is par fikarmand hain. Election se pehle police, siyasatdaan aur siyasi ishtamaat par hamle
00:49 hote rahe, siyasi rehnauma, maqsoos umeedwaaro aur partyo ko register karane se kasir rahe,
00:55 monitoring ke idaare ko aadeh se zayi dhalko ki monitoring se roka gaya, adalati hidayat
01:00 ke baawajood, mulk bhar mein 8 February ko internet service aur pegham rasani ki applications
01:06 bhi band rahi. Dhamkiyon aur tashdud ke baawajood, 6 crore Pakistaniyon ka vote daalna muzbat
01:12 pehloo tha. Pakistan ke jahmuri idaaro ko mazboot karna Amreiki policy mein shamil hai.
01:17 Adalaton mein muqadmaat ka maamla Pakistan ka androoi hain. Naib tarjuman ka Pakistan
01:24 ke adalaton par zilil tawa muqadmaat par tabsare securise. Amreiki mehkmeh kharja ke naib tarjuman
01:45 ka. Amreika nahi chahata ki Afghanistan dashrat kardi ki mehpoos panaka bane. Pakistan ke
01:50 saath dashrat kardi khilab tabun karte rahenge. Pakistan ke saath baqaidgi se aham dootarfa
01:57 mushawarat jari. Pakistan ko IMF ke maujooda kurss program ki aakhri kiss milne ki umeed
02:07 Pakistan aur IMF ke darmian muzaqarat mukamal ho gaye. Zaraay ka daawa hai Pakistan ne apni
02:12 alaan IMF ko kaam ko mutmain kar liya. Jiske baad Aalmi Maliyati Idara se 1.10 crore dollar
02:17 ki aakhri kiss milne ke imkaanat roshan ho gaye. Muhaide ka hatmi alaan IMF alamiye ke
02:22 zariye kiya jaayega. Pakistani tariq ke sabse tabeel aur bade naye kurss program par baapcheet.
02:27 Federal Board of Revenue ne naye kurss program ke liye revenue plan tayyar kar liya. June
02:32 me naye budget ke saath ahamkarin tax ekzaamat ki tayyariyan. June me finance bill ke zariye
02:37 9 lakh dukaandaro ko fix tax me lana ki mansuba bandi. Pehle marhale me Islamabad samayet
02:42 Subah-e-idara lukumat ke dukaandaro ko scheme di jaayegi.
03:04 Wazir Khazana Mohammad Aurangzeb se Ameriki Safi Donald Bloom ne bhi mulaqat ki Ameriki
03:09 Safarat Khana ke tarjumaan ne bataya, "Sarmayekari me behtri, islahati ahdaaf me Ameriki taawun
03:14 pe tabadli khayal hua. Ameriki Safi ne Pakistan ke stand-by arrangement mukamil karne ke liye
03:20 Ameriki hukumat ke himayat par baat ki. Ameriki Safi ne ikhtisadi taawun ko maseed boosat dene
03:25 par zor diya." Wazir Khazana Mohammad Aurangzeb se Cheen ke Safi ki mulaqat, "Wazir Khazana
03:30 ne safe deposit rollover karne pe Cheen ka shukri ada kiya. Kaha Cheen ke Pakistan ke
03:36 liye safe deposit rollover hone se masjid ko maseed istihqa mila."
03:41 Hukumat ka media bahas par challenges, opposition ke beyaaniye ka jawab dene par khaun. Tarjumanon
03:55 ki taadat badhane ki tajweez baazabta taur par pesh, Wazir-e-Azam ki zir-se-zada tarjumanon
03:59 ka pehla ejlaas. Ejlaas me beyaaniye, bar waqt radh de amal aur media strategy se mutaalik
04:05 tajweez par mushabrat. Wazir-e-Azam ka wifaq us hubon me party aur hukumti arkaan ko tarjuman
04:10 barane ka faisla. Senior aur naujawan rehnawa tarjumanon me shamil hone. Ejlaas me party
04:16 Secretary-at-Lat Maryam Aurangzeb ne bhi shirkhat ki.
04:25 Hassan aur Hussain Nawaz, Evanfield, Flagship aur Al Azizia reference me bari.
04:30 Ahtisaab Adalat ne bariyat ki darkwas par mehpoos faisla sunaya.
04:34 Ahtisaab Adalat ke judge Nasir Javed Rana ne faisla sunaya.
04:38 Bani PTI long march ke dauran, todh-phod ke do mukadamon me bari. Dauran-e-Samaj Judicial
04:45 Registrate ne Bani PTI ko adalat me pesh karne ki darkas mustarad kar di. Kaha, Bani PTI
04:50 ko adalat late huye raste me kuch ho gaya toh kaun zimmedaar hoga. Vakil Naeem Haider
04:55 Panchota ne kaha ki wo Bani PTI ki maujoodgi me dalayal dena chahate hain.
04:59 Thana Barah Tohu me dars do mukadamon ki samaj Judicial Registrate Sohail Bilal Ranjha ne
05:04 ki, Adalat ne samaj mukamal hone par faisla mehpoos kar liya. 15 Mai ko sunaya jaayega.
05:15 Punjab hukumat Bani PTI ko security nahi desakti toh KP ke hawale karein. Tarzuman Subai
05:20 hukumat Barrister Saif ka biyaan, kaha security ki wajah se pabandiyon se tamam qaidiyon ke
05:25 liye mushkilat baida kar di gayi hain. Logon ko takleef me umtala karne ke bhajaye Bani
05:30 ko KP hukumat ke hawale karein. Punjab me apni hukumat ke nahili chupane ke liye drama
05:35 baazi ho rati hai. Ziratlaat Punjab Usma Bukhari ne jawab diya, Bani PTI aur Bushra Bibi
05:40 samayet Punjab ki jailon me tamam qaidiyon mukamal mehpoos hain. Aur mon rupay ke daake
05:45 maane walon ko jail me behtreen security aur khana mil raha hai. Barrister Saif ko KP
05:49 ke awam ki fikar karni chahiye.
05:51 Bani PTI, Bazi, Shikanjo me fasgaye, Tehreek-e-Insaaf ke liye parishaniya bande wali hain. Faisal
06:06 Wawda kehte hain, jo chaaro taraf khel rahe hain, wo double nahi, triple agents hain.
06:10 Meri MKM Pakistan se nahi, MKM London se mukhalfat hai. Senate intiqabat ke liye Faisal Wawda
06:16 ke kaakzate naamzadgi manzoor. MKM ke rehnuma Shabbir Kaimkhani kehte hain. Party ne Faisal
06:21 Wawda ko vote dene ka faisla kiya hai. MKM Senate ki do nishiste jeet jaayegi. Senate
06:27 election ke liye umeedwaron ke kaakzat ki jaanch partaal jaari.
06:31 [Music]
06:41 Senate election ke liye Sanam Javed aur Zulfi Bukhari ke kaakzat par aitraaz lag gaya. Election
06:47 Commission aitraaz kiya Sanam Javed ke waalat ke saath joint account. Joint account rakne
06:52 wala umeedwar election nahi larsakta. Sanam Javed ke kaakzat se naamzadgi par dastakhat
06:56 par bhi Election Commission ka aitraaz. Election Commission Punjab ke zaraay ke mtabik Zulfi
07:01 Bukhari par dhuri shahriyat rakne ka aitraaz lagaya kya hai. Zulfi Bukhari ishtihari hain
07:05 aur asaason ki tafsilaat me ghalat beyaani ki. Umeedwaron ke kaakzat manzoor ya mustarad
07:10 hone ki hatmi pehriz aaj aaveza ki jaayegi. MKM Pakistan ka umeedwar Najib Haroon ke kaakzat
07:16 se naamzadgi mustarad zaraay ka kehna hain. FPR report ke mtabik Najib Haroon par tax
07:21 wajbaat hain. Company ke director ki hasa se Najib Bank ke bhi karzdaar hain.
07:26 Israel ki wahshiyana bombari. Bazeed 93 palestinian shaheed, 150 zakhmi hogayi. Shaheed palestinian
07:45 ki bajmui taadad 31,819 hogayi. Ashrafa hospital ke panaghuzino ke liye khaane ko kuch na bacha.
07:52 Bagayar sahari ke roza rakha. Aqwam-e-Mutahidda ki report ke mutaabe Ghaza ki patti me ghazaai
07:57 ki latka saamna karne wale logon ki taadad badhkar 11 lakh hogayi. Shumali Ghaza ke tamam
08:03 ilaakhe. Mai tak kehat ka shikar ho jayenge. Pehle hi 70% abadi ko baddareen ghoog ka saamna
08:09 hain. Qatar me Hamas aur Israel ke darmayan jangbandi ke liye muzaakarat. Amriki Wazir
08:15 e Kharjah, Saudi Arab aur Misr jayenge.
08:17 (upbeat music)

Recommended